Bitcoin ka mustaqbil
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bitcoin ka mustaqbil
    Dosto kesy hen jesa k sab ko pta he k Bitcoin aik digital currency he aur is ka istimal bahot ziada ho gia he to yeh btaen is ka mustaqbil kia ho ga kia yeh dunia me istimal hony wali baai currencies ko khtam Kar dy ga aur mustaqbil me sirf Bitcoin hi istimal ho ga ya phir Bitcoin hi khtam ho jaye ga ya dono cheezen sath sath chalen gi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Bitcoin ka mustaqbil

    gg bitcoin aj kl bhot ziada short k haml h is kmustaqbilk kse k koi andaza
    nh is m hm mukhtalif andazat lgasakte hn
    • #3 Collapse

      Re: Bitcoin ka mustaqbil

      Asslam o alakum friends
      Bitcoin ek digital currency ha aur Jasy Jasy dunia traqi karti ja rahi ha har kam mai jeejadt ati ja thi ha asi tra bitcoin b currency key jadid shaikal ha ura mustabqal mai bitcoin ka istmal bohat bar jy ga
      • #4 Collapse

        Re: Bitcoin ka mustaqbil

        Meri nazar main Bitcoin ki value future main beyhad increase ho jaye gi uski eak waja yeh hai kay ab kuch countries hen jin main Bitcoin aor other crypto currencies main completely ban hai lakin in future apko yeh ban dekhney ko nahi milay ga bohat jald he yeh ban khatam ho jaye ga aor bitcoin ka future ovelall bright hai.
        • #5 Collapse

          Re: Bitcoin ka mustaqbil

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Ayyub پيغام ديکھيے
          Asslam o alakum friends
          Bitcoin ek digital currency ha aur Jasy Jasy dunia traqi karti ja rahi ha har kam mai jeejadt ati ja thi ha asi tra bitcoin b currency key jadid shaikal ha ura mustabqal mai bitcoin ka istmal bohat bar jy ga
          bitcoin main ap ko ik bat mind main rahkni cheye kay jab ap es mai trading karty hain tu ap ko loss kay chances tab ho gay jab ap ka capital kam hai or ap overall daikh lain bitcoin kabi down aye ga tu us se kahi woh bullish be jaye ga.esleye jo trader es mai long term mai bullish lay kay hain woh kamyab ho gay.es ka future kafi acha hai or ik time aye ga yeh future currency kay toor pay samnay aye ga.
          • #6 Collapse

            Re: Bitcoin ka mustaqbil

            G Assalam-u-alaikum Friends Bitcoin digital currency iss time puri duniya ma High Level py hai iss ko agar ap trading ma use Karen gy tou ap ko 100% faida ho ga nuksan ka koi chance nai aur Bitcoin digital currency ka future boht bright rahy ga thanks...
            • #7 Collapse

              Re: Bitcoin ka mustaqbil

              G Haan bilkul bitkon Ka istimall but zyada hogi gea h. Mgr any wala dour digital dour h t koe NH kg sakta k uska mustskbil Kitna shsndaar h
              • #8 Collapse

                Re: Bitcoin ka mustaqbil

                Bitcoin aaj ki dunya ma iss ta Mal ho na wali digital currency exchange ha iss ko hum. Iss ko hum sirf online shopping ya Kasi bhi online business ka laya istamal kar sak ta ha iss ki market ma bhot zida demand aa ra hi jo iss ki price da andaza laga sak ta ha .ya aana wali waqit ki aak achi currency ho gi iss ma hum long time ka laya investment kar sak ta ha.
                • #9 Collapse

                  Re: Bitcoin ka mustaqbil

                  Jdkaldjfkalfoosjfhaorhfkaofhh
                  • #10 Collapse

                    Re: Bitcoin ka mustaqbil

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ayyub پيغام ديکھيے
                    Asslam o alakum friends
                    Bitcoin ek digital currency ha aur Jasy Jasy dunia traqi karti ja rahi ha har kam mai jeejadt ati ja thi ha asi tra bitcoin b currency key jadid shaikal ha ura mustabqal mai bitcoin ka istmal bohat bar jy ga

                    Bitcoin mai trading karny kay leye es ko seekhna zarori hai. ap apni trading ko jab tak kamyab nahi ho sakty hain.ap ko bitcoin mai loss tab hota hai jabap seekh ap apni trading mai loss es waja se karty hian kay bitrcoin mai just trade laga daity hain or loss hota hai woh ap ko nahi samaj ata hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Bitcoin ka mustaqbil

                      bitcoin ko ap short term kay leye judge nahi karain. ap es ko long term kay leye judge karain or es ko parhain tu ap ko pata chaly ga bara bright scope hai es ka.ap ko bitcoin main long term investment aik acha return day sakti hai. lekin holding bhout kam log kar paty hain es leye ap ko cheye kay bitcoin mai ap ko long term maI hold kar kay chor sakty ho jis sy ap ko faida hota hai.
                       
                      • #12 Collapse

                        Re: Bitcoin ka mustaqbil

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Ishfaq89 پيغام ديکھيے
                        Dosto kesy hen jesa k sab ko pta he k Bitcoin aik digital currency he aur is ka istimal bahot ziada ho gia he to yeh btaen is ka mustaqbil kia ho ga kia yeh dunia me istimal hony wali baai currencies ko khtam Kar dy ga aur mustaqbil me sirf Bitcoin hi istimal ho ga ya phir Bitcoin hi khtam ho jaye ga ya dono cheezen sath sath chalen gi
                        Aur ye bitcoin bht zada agye jaye ga aur jisko bhi bitcoin ki jaankari ya iski khareedari krni hai tou ap logon ko PKr2Dollar pe jane ka bolu ga wahn par buy aur sell dono ki jati hain aur bht achy rates me.
                        • #13 Collapse

                          Re: Bitcoin ka mustaqbil

                          Bitcoin currency world ki sb se coslty digital currency hai es time pe. aj kl 1 Bitcoin ka rate 45000 USD k equal hai. Puri Dunia es k liye pagal hoi pari hai. hr koi es me pesa invest krna chta hai kio k es me return bht hai or ap kuch dino me es se achi earning kr lety ho. sb depend krta hai market ki demand or supply pe. ajkl es ki demand bht hai. hr koi chta hai k wo digital currency ko hold kre or apna future es me bnay. es liye bitcoin future me b esy he or upper jata rhy ga or log es se pesa bnaty rhain gy.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Dear ap apni trading mian jab bitcoin ko chose karty hain tu ap ko kuch step lainy hoty hain. Un step mai jo main step hota hai kay ap nay just bitcoin pay kam karna hai. Us kay bad ap nay kisi commodity ya kisi or pay kam nahi karna hai. JUab esi aik pay focus rahkain gy tu ap sahi sy apni trade ko kar sakty hain. 2nd jo bhout zarori cheez hai woh cheez yeh haik ya ap apni trading main kudh es kay analysis karain or ap kay analysis aik achi trade karny main bitcoin mai madad kar sakty hain. Start mai future trade ki jaga spot trading kar kay ap apny analysis ko test kar kay faida otha sakty hain.
                             

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X