Books parhny ka shook!!
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Books parhny ka shook!!
    I m very fond of studying books📖
    Aisi books jo nasab sy hat kr ho like mai kch
    Achi books share kr rha hn
    **Dastan e ameer hamza
    **Hamzad
    *Ambar naag maria series
    **Devta
    **Khuda aur mohabbat
    Kisi bhai ko info psnd ai like kr dy
    Do it before other will do!
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Books parhny ka shook!!

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Rashidiqbal پيغام ديکھيے
    I m very fond of studying books📖
    Aisi books jo nasab sy hat kr ho like mai kch
    Achi books share kr rha hn
    **Dastan e ameer hamza
    **Hamzad
    *Ambar naag maria series
    **Devta
    **Khuda aur mohabbat
    Kisi bhai ko info psnd ai like kr dy

    Book reading ka shook mujhe bhi hai magar mujhe General knowledge aur history wagera ke books parha ache lagte hai.
     
    • #3 Collapse

      Re: Books parhny ka shook!!

      aslamoalekum dear mera shoq b mutalia krna h.mujy apni life mn achii isalmi books phrny ka shoq h.ajj kal mn seratunnabbi ( S A W) ka mutalia kr rha hon.jo k allma shibli numani ki bhtren tasneef h.
      • #4 Collapse

        Re: Books parhny ka shook!!

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Ayeshanasir
        Books parhna ek bht achi baat ha kion ke is se sirf apke knowledge mein hi izafa nhi hota blke apki soch ka daira bhi waseh ho jata ha.
        Ap ne kafi achi bat ki hai, book reading se insan ki soch mein tabdeeli ati hai, aur sath mien ap ki knowledge bharti hai aur is ki wajha se ap logo ke samne apni bat ache andaz mein rakh pate hai.
         
        • #5 Collapse

          Re: Books parhny ka shook!!

          aslam o alekum umed krta hu ap khryt sy hon gy.or g sr books parhna chahy es sy bhi ensan ko boht kuj smjhny ko milta hai. agr koi kisi chez ki samjh nhi a rahi hai tu books sy paarh kr ham samjh skty hain or main islami books boht shouq sy parhta hu or achi life guzarny ky ly ham ko islami books prhna chahy jis tarh hamary nabi (S A W) or sahbha akram ny apni zendgi kesy guzari un ky tareqy rehny sehny ky hamari life main a jain is ky ly ham ko eslami books ko prhna chahy.
          • #6 Collapse

            Re: Books parhny ka shook!!

            Assalam o alaikum
            Dear friends
            Books parhny ka buht zyada shooq ha
            Or hona b chye
            I love to much... Pr me Islamic studies krna zyada pasand krti ho.. Kyu k us me hmy apny deen k bary malomaat milti ha jis se Jo hamary bazurg dunya se rukhsati ho chuky ha un k bary history pata chelgi or hum apni any wali nasloo ko btyegay.. Us k illawa dunwayi lehaz se b books prhni chye... Dunwayi malomaat milti rehti ha.. Knowledge hasil karna koi galat bat nhi...
             
            • #7 Collapse

              Re: Books parhny ka shook!!

              Assalam o alaikum
              Kesy ha sab umeed ha k sab kheriyat se hogay
              Jesa k yaha topic chal raha ha books parhny ka shooq to ye aik Acha aur munasib shooq hogaa.. Har insan ka apny mizaaaj k lehaaz se shooq hota.. Par books parhny ka shoq aik Acha shooq ha is se ilm me izafa hota ha knowledge bhaarti ha books se har tarha ki knowledge milegi or knowledge bharhani chye..
              Shukriya
                 
              • #8 Collapse

                Re: Books parhny ka shook!!

                Assalam o alaikum kesy hy sab
                Jesa k yaha topic hy books parhny ka shooq books parhny ka shooq porana shooq ha aj kl jadeed cheezy agayi ha ye b aik achi hobby hogi achi achi books par I chye is se knowledge hasik hota apna ilm bhar ha a chahye ilm knowledge jitna ho saky bharhani chye ye kbhi kam nahi hota..
                Shukriya
                 
                • #9 Collapse

                  Re: Books parhny ka shook!!

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Rashidiqbal پيغام ديکھيے
                  I m very fond of studying books📖
                  Aisi books jo nasab sy hat kr ho like mai kch
                  Achi books share kr rha hn
                  **Dastan e ameer hamza
                  **Hamzad
                  *Ambar naag maria series
                  **Devta
                  **Khuda aur mohabbat
                  Kisi bhai ko info psnd ai like kr dy

                  Hmm Books parhne ki adat buhat hi achi hoti hai magar books ki selection mein her insan ki apni apni pasand hoti hai. Mujhe is traha ki dastan wagera parhne ka shook nhi hai. balke mujhe history aur gernal knowledge ke book parhna ache lagte hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Books parhny ka shook!!

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Earie پيغام ديکھيے
                    Hmm Books parhne ki adat buhat hi achi hoti hai magar books ki selection mein her insan ki apni apni pasand hoti hai. Mujhe is traha ki dastan wagera parhne ka shook nhi hai. balke mujhe history aur gernal knowledge ke book parhna ache lagte hai.
                    Mere khayal se agar is shook ko hum achi tarha se istamal kare aur reading ke liye books ki selection esi rakhe ke jis se hume faida bhi ho to ye book reading ki adat hamare liye buhat hi achi aur musbit sabit hoti hai.
                     
                    • #11 Collapse

                      Re: Books parhny ka shook!!

                      G book prhna bht achi chez hai hmyn prhni chaiyen hr insan ki aoni choice hai....mjy reading ka bht shok hai. Main zada novels prhti hn jo informative hn...aj kl main ny halim start kia hoa h bht acha novel hai wo
                      • #12 Collapse

                        Re: Books parhny ka shook!!

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Mamoona2020 پيغام ديکھيے
                        G book prhna bht achi chez hai hmyn prhni chaiyen hr insan ki aoni choice hai....mjy reading ka bht shok hai. Main zada novels prhti hn jo informative hn...aj kl main ny halim start kia hoa h bht acha novel hai wo
                        Hmm mujhe novels parhna boring lagta hai, mujhe history ke book pasand hai to mein koshihs kar ke different countries ki history parhta ho.
                         
                        • #13 Collapse

                          Re: Books parhny ka shook!!

                          Asalam o Alikum dear friends and dear members umeed ha kay ap sab theek hon gay jesa kay ham sab janty han kay aj kal bahut sari duniya bahut sari taraqki kar gai ha is main hammy agar taraki karni ha to us kay leye hamary pass jitni achi education ho gi ham apny karobar main utna he acha profit kama sakeey gay dear aseey loog bahut khuch seekhty han jo kay is main apna hoby ko books reading select kar lety han dear ziada tar student bhi is ko nai dehaan dety lakin is ko dehan kay sath karna or is ko achy tareeqy say chalana hota ha jo ham apni study ki gari vhala rahy hoty han dear hammy agar ye gari teez chalani ha to hammy books reading ka shok apny ap main piada karna ho ga jis din ye shok hamary andar a gia us din hammy bahut sari duniya fan ho gi or ham ak successfull ban jayee gay
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Books parhny ka shook!!

                            my dears friends
                            umeed ha kay app sab thk ho gay ji han app ki bat thk ha kyu kay bot sary asay hi log ha jo books ko read karty ha or ya in ki hobby hoty ha or bot zyida who students ha jo topper hoty ha or ya har waqat hi books ko read hi karty rahty ha or ma app ko btata ho kay ma kasy book ko read karta ho or who ya ha
                            * apny college books
                            * novels
                            * or news paper
                            * or full intertainment waly
                            * or motivational books
                            * islamic books
                            * or sab achi books jin say knowledge increase hota ho

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X