Ye Review Youtube Par Kam krny ky mabni hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye Review Youtube Par Kam krny ky mabni hai
    Assalam O alaikum dosto .umeed krta hon aap sab khariyeat se hon gy . dosto aap logo ky liye bhot achi tips bata rha hon. dosto aap log saraaa din mobile par internet ka istamal krty hain. aur lockdown ki wja se to ap 24 hour mobile use kr rhy hain. to dosto agr aap forex ky elawa bhi kisi treeky se paisy kamana chahty ahin to aap youtube par kam kryn. youtube par real contact bnaye. apni khud se video bnaye aur acha sa title tag lga ky 3 4 monht khoob dil lga kr mehant kryn to apka ayk alag bussiness ready ho jae ga .
    First LEARN Then You Can Remove The "L"
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye Review Youtube Par Kam krny ky mabni hai

    YouTube aur blogging iss waqt aik aisa online business bann chuka hai jo ghar baithay baithay kia jaa sakta hai. Aisay hazaaroo Pakistani you tubers hain jinn kay channels bohat achi earning ker rahey hain. YouTube pay earnings kernay kay liye koi khaas cheez ya subject nahi chaiye hota hai bulkay jo loogo ko pasand ajaey usi say faida shuru hojata hai.

    Advantages :-

    YouTube channel Bana kay 3 say 4 months mai bohat ziada subscribers banaey jaa saktay hain. YouTube pay kisi bhi topic pay videos Bana kay load ki jaa sakti hain. You tube ki earnings millions dollars takk ki jaa rahi hain. Sirf toys kay he reviews say aik bacha YouTube ka sub say big earner bann chuka hai

    Disadvantages :-

    YouTube pay copy right pay bohat sakti say ammal kerwaya Jata hai. YouTube kay silver aur gold button kay liye video kay views aur subscribers ki tadaad bohat ziada required hoti hai. YouTube say payment lainay kay liye bhi verified accounts required hotay hain jiss kay baghair payments withdraw nahi ho sakti hain
    • #3 Collapse

      Re: Ye Review Youtube Par Kam krny ky mabni hai

      Ye Review Youtube Par Kam krny par mabni hai
      asslam.o.alaikum ,
      youtub ik bahot barra search engin hai is ko bahot ziada log use karty hain agar aisa kaha jayai k har android phone use karny wala youtub ka istmal karta hai to yeh ghalt na hoga youtub k oper bahot ziada log searching karty hain entertainment honey k lia apni problem ka hal dhondney k lia log youtub ka shara lity hain .in condition main ham youtub sey bahot faida utha skty hain ham yahan par tech channel bana kar logo ko computer or phone ki technolgy sey arsta kar skty hain koi entertainment channel ,koi funny video channel ya kise topic education k motlic channel bana kar logo ki madad kar skty hain or jab ham youtub k oper koi channel bana lety hain or ham youtub k oper 1000 subscribe or 4,000 ghanty ka watch time pora kar lety hain to youtub phir hamri video k oper add dekhta hai jis sey ham bahot ziada paisa kama skty hain .ajj bahot ziada log youtub ki madad sey paisa kama rhy hain .
      faide (advantage);
      *agar ham kise bhe topic k oper tech hogeya entertanment ho geya funny video eductional video koi curse jisa autocad,java etc video bana kar youtub par upload kar key paisa kama skty hain .
      *youtub k oper hamri agar ik bhe video viral ho jati hai to ham achi khasi earning kar skty hain .
      *monitaiz channel k oper agar ham rozna ik video upload karty hain to ham monthly 20 hazar sey 1 lkh tak eassly earning kar skty hain agar hamry subscribe 50k tak hai to .
      nuqsanat (disadvantage);
      *is k oper ham ko reguler kam karna hota hai or ham agar 6 month tak reguler kam karty hain to os k bad agar hamra contest acha hot hai to tab ta kar hamra 1000 subscribe or 4,000ghnty watch time pora hota hai .
      *youtub ki new policy k motbic agar ham 30 din apney youtub channel k oper koi activty nahi kary geyai to hamara montaiz channel disable or jo abhe process main hoga wo bann kar diya jayai ga .
      is sey earning karny k lia ham ko bahot hi ziada heardworking karni parti hai orginal contest bana parta hai .
      information for Beginners
      Complete Forex Knowledge
      • #4 Collapse

        Re: Ye Review Youtube Par Kam krny ky mabni hai

        Social media ka sab se best option hamary pass youtube hay jes me ham agar content informative rakty hey aur esi videos banaty hey jes ko log zeyada deken aur es ko pasand be karen to mery khayal me ye best work hamary ley ban sakta hay, daily base par achi videos bana kar worldwide me es ko log dake sakty hey aur ye be best income ka zareeya hay, bahot se log monthly base par bahot zeyada pesy siraf youtube par apni achi videos bana kar hi earn karty hey, ye videos cooking, sports, songs ya prank se related ho sakti hey trend dekna chaye key log kia pasand kar rahy hey koshish ye karni chaye key daily base par zeyada views hamari videos ko mil saken es key ley content acha hona zarori hay.
        • #5 Collapse

          Re: Ye Review Youtube Par Kam krny ky mabni hai

          Yah review YouTube per mubni hai. Ismein Ham YouTube ki khubiyan aur khamiyan byan karenge.
          Advantages. YouTube per kam karne ke bahut zyada advantage hai jismein sabse Bada advantage yah hota hai ki ismein aap earning Hasil kar sakte hain lekin uske liye aapko YouTube per channel banakar bahut acche tarike se hard work karna hota hai aur jab aap YouTube ki requirement 1000 subscriber aur 4000 watch time produce kar dete Hain to uske bad aapki ki training ke liye application chali jaati hai aur FIR aapki earning start Ho jaati Hai.
          Disadvantage. YouTube ka vaise to koi bhi disadvantage Nahin Hai lekin kuchh log aise Hain Jo YouTube mein video upload kar dete hain aur vah videos bahut jald viral Ho jaati Hai youtube ko chahie ki koi aisa system vada Karen ki jo bhi video terms and condition ke khilaf ho vah play na ho sake.
          • #6 Collapse

            Re: Ye Review Youtube Par Kam krny ky mabni hai

            ye review youtube mn kam krne par mubani ha youtube mn be hum acha work kr sakte hein youtube mn kamane ka sab se best trika hota ha k hum acha acha knowledge share krein youtube mn hum mukamal knowledge share kr sakte hein youtube mn hum apni video bana sakte hein agr hamri video eik be papolar ho jaye tu hum ise kama sakte hein youtube mn mn daily kam krna hota ha tabi hum acha knowledge le sakte hein YouTube ki requirement 1000 subscriber aur 4000 watch time produce kar dete Hain to uske bad aapki ki training ke liye application chali jaati hai aur FIR aapki earning start Ho jaati Hai is rule ko fallow kr k hum work krein gein tu hum asani se kameyab ho sakte hein
            :1f60d: hard work :1f60d:
            • #7 Collapse

              Re: Ye Review Youtube Par Kam krny ky mabni hai

              Assalamu Alaikum Pyare bhai jaan YouTube Ek bahut hi Bada Sa game Hai Isko bahut jyada log use karte hain Agar is Aisa Kaha Jaaye To Har Android phone use Karne Wale YouTube ka istemal Jarur karte hain ya galat Na Hoga YouTube ke upar bahut jyada log cement hone ke liye apni problem Ka Hal Sahara lete hain ine condition Mein Ham YouTube se bahut fayda Utha sakte hain Ham Yahan per catch channel Banakar Logon Ko computer aur phone ke fayde aur uske nuksan ke bare mein Ham unko bata sakte hain koi funny video channel ya Kisi topic education ke metallic Ham channel banaa sakte hain aur Logon ki madad kar sakte hain aur jab Ham YouTube ke upar Koi channel banaa Lete Hain subscribe aur 4000 ghante ka wait time pura kar lete hain to YouTube se Hamari video ke upar add dekhta Hai Jis Se Ham bahut jyada Paisa Kama sakte hain Aaj bahut jyada log YouTube madad se Paisa kamae rahe hain

              Fayda

              Agar Ham Kisi bhi topic ke upar touch ho gaye hain to intimate ho gaye hain to funny video additional video Koi course Jaisa AutoCAD ya ATC video Banakar YouTube per upload Karke Paisa Kama sakte hain
              YouTube ke upar Hamari Agar Ek bhi video viral Ho Jaati Hai To Hamen acchi khasi aadami mil sakti hai
              Morning test channel ke upar Agar Ham rojana ki ek video upload Karte Hain To Ham monthly 20000 se 100000 Tak Kisi bhi earning kar sakte hain Agar Hamare subscribe 50 Ke Hain To

              Nuksan

              Iske Upar Ham Ko regular kam karna hota hai aur ham Agar 6 month ka Karega Le kam Karte Hain To Uske bad Agar Hamare contact achha hota hai tab tak Hamara hundred subscribe aur aur 4000 Jante watch time pura Hota Hai To YouTube ki new recipe Moti bas Agar Ham 30 Din Apne YouTube channel ke upar Koi activity Nahin Karenge To Hamen Moti der channel disable aur jo bhi processor Mein Hoga vah band kar diya Jaega isase earning karne ke liye Ham koi bhi bahut hi jyada hardworking karni padati hai original contest banana padta hai
              • #8 Collapse

                Re: Ye Review Youtube Par Kam krny ky mabni hai

                YouTube aik game hi samjo as pay hazro log join hoty hain jo as main hazro chezy use krty hain wha vedio dkhty hain wha pay apny chanale banty hain jass pay hum passy bhi ka skty hain youtube buht hi acha chanale hain jass pay buht ary program aty hain.....

                ADVANTAGES :::::::%%%%%
                As k buht sary advantages hain jha hum. Asni k sth apna chanale bina skty hain jha him asni k sth vedio dakh skty hain humy wha say vedio malti hain.....

                DISADVANTAGES ::::::%%%%

                dosto har chz k disadvantages hoty hain YouTube game chakr hain jo logo ko istaml krta hin as pay log passy kamty hain har tra ki vedio humy mil jati hain....
                • #9 Collapse

                  Re: Ye Review Youtube Par Kam krny ky mabni hai

                  Assalamu Alaikum ummid karta hun ke aap khairiyat se Honge ji han aapane Hamare Sath bahut Achcha review share Kiya Hai YouTube Ek bahut hi bada game ke 2 tarikh ko use Kiya Jata Hai ismein bojagutta daal Mein members Aate Hain aur ismein Apna Kam chat karte hain agar aap Chahte Hain ke Forex ke alava aap Kisi Aisi chij Mein business start karen job profit aapko De aur jismein loss Nahin Hota To YouTube per aap apne videos ko upload Karke Achcha profit and kar sakte hain ismein aapko Apne video upload karna Hoti Hai jitne Seva views subscribe Hote Hain use hisab se aap ismein achha profit Hasil kar sakte hain ismein aapko apna Ek channel banana hota hai channel banane ke bad aap Kisi Bhi kism ki video upload kar sakte hain ismein aap cooking stitching decorations Iske alava Kisi Bhi kism ki video Banakar aap ismein Tod kar sakte hain jitne Jyada subscribes views Honge aap apna hi acha profit Hasil kar sakte hain Ghar Mein baith kar YouTube ka bahut jyada use Hota Hai Aur Is Tarah fayda Hasil kar sakte hain ismein acchi earning Hasil karne ke liye bahut jyada hardware ke mehnat karni padati hai ismein se jyadatar confidence ki jarurat hoti hai aapke pass Jitna confidence hota hai confidence kaise hua tha Jitna ismein baat karte hain utna hi views aapke acche hote hain ISI Tarah ismein confidence Kaise hoti hai aur hardwickii ki bahut jyada jarurat hoti hai jo members ismein Achcha profit Hasil Kar Rahe Hain Jinke 2 million Se Zyada subscribers Hai vah Apna 80% time Youtube ko Dete Hain isliye YouTube per Apna Chehra time spend karna hota hai Iske bare mein jyada Jana hota hai aur tabhi aap Achcha profile Hasil kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Ye Review Youtube Par Kam krny ky mabni hai

                    YOUTUBE
                    dear friends youtube ajj kal ik aisa platform ban chuka hai jeski value say koi inkar nahe kar sakta youtube ik broad video sharing platform hai jesmai million of videos uplaod ki ja chuki hai aor din ba din esmai videos upalod ki ja rahe hai ye videos mukhtalif categories ki hoti hai esmai entertainment be hoti aor education be apko jes cheez kay mutaliq be videos ya course ko daikna ho tho YouTube par aap ba asaani osay search kar saktay hai es door e jadeed mai youtube ki ahmeyat say koi inkar nahe kar sakta ye platform ik best rozgar ka zareya be ban chuka hai esmai agar aap apna channel banatay ho aor pir aos channel par creative content jo apkay apnay banaye gaye ho uplaod kartay ho tho apko buhot acha response mil sakta hai viewers ki janib say aor aap monetization ki madad say har video say paisay be earn kar saktay ho you tube mai aap har kisam kay content uplaod kar saktay ho so maira subko yahe mashwara hai kay youtube ik acha platform hai es say faida zaror otana chaheye

                    Faide
                    Youtube ajj kal ik acha earning platform ban chuka hai aap apnay channel kay through videos say paisay earn kar saktay hai eskay ilawa ye ik best education platform be hai buhot say courses ajj kal youtube par available hai apko jo course seekna ho just youtube mai search karay aor mukamal tafseel kay saath osay daikay eskay ilawa youtube refreshments ka be ik acha zareyea hai aap mind ko different entertainment videos say fresh kar saktay hai

                    Nuksanat
                    Youtube ajj kal har koi use karta hai khas kar kam age walay bachay be jeski waja say oska sara mind entertainment games cartoon ki taraf divert ho chuka hai youtube mai kich aise videos be hoti hai jo kay ghair akhlaqi hotay hai jeski waja say young generation kay zehno par buhot bora asaar ho sakta hai eskay saath saath youtube par movies waghaira be hoti hai jeski waja say time ka zeya be hota hai
                    Zuhaib9988 Trading journal
                    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
                    • #11 Collapse

                      Re: Ye Review Youtube Par Kam krny ky mabni hai

                      Dear aapane Apna review dene ke liye Jo topic select kiya hai no doubt yah bahut hi important aur famous topic hai YouTube Ek Aisa platform Hai Jisko agar aap properly utilised karen to aapko bahut jyada advantages mil sakte hain Kyunki Jab aap Youtube ko istemal karte hain to ismein aapko different type ki learning mil sakti hain.

                      dear Youtube ko main aap ke liye explain karne ke liye Pakistan Forex form ki example deta hun Jab aap Pakistan Forex forum per kam kar rahe hote hain aur ismein aapane different post Karni Hoti Hai Jab aapko Koi post samajh nahin aati to aap usko YouTube par search karke use related Tamam information Hasil kar sakte hain aur yah Ek Aisa channel Hai Jis per aapko maximum information mil sakti hain.

                      Faidy :

                      Dear aap Jab Youtube ko properly learn Karte Hain To usmein aap different types ke knowledge aur information Hasil kar sakte hain Jab aap Koi kam start Karte Hain To aap ISI related important information Hasil Karke Apne kam ko perfect bana sakte hain isliye aap Jab koi bhi business ya koi learning karna chahte hain to aap is platform ko use Jarur utilise Kiya Karen aur jitna bhi ho sake aap YouTube per searching Karke apni information ko increase Karen Kyunki Jab aap YouTube channel ko istemal karte hain to ismein aapko multiple type ke nale Jise mil Jaate Hain jisse aapka knowledge purely increase ho jata hai aur aapko bahut acche advantages mil sakte hain.

                      Nuqsan :

                      Dear jab aap Youtube ko istemal karte hain to usmein aapko sometime Aise information milati hai jo aapke liye confusing Hoti Hai Kyunki 1 topics related bahut Sare lectures aapko Mil Rahe hote hain Jiski vajah se aap to confusing bhi ho sakti hai isliye aapko Ek authentic topic selection karte ho ya Kuchh difficulties ho sakti hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Ye Review Youtube Par Kam krny ky mabni hai

                        Assalamu Alaikum vyast kiya aapane YouTube ke bare mein Apna review share Kiya Hai YouTube bahut jyada istemal Kiya Jaane wala platform hai Jahan per kam Karke Aye aap bahut jyada information Hasil kar sakte hain.

                        Faiday:

                        YouTube Ek Aisa platform hai Jahan per Agar aapko koi bhi problem hoti hai to aap YouTube per search karke a acchi information collect kar sakte hain Yahan per aapko Har chij ke bare mein information milati hai Jis ko Hasil karne ke bad aap apne kaam ko Behtar tarike se kar sakte hain Yahan per aap agar koi business Karte Hain To Uske bare mein bhi search kar sakte hain hain aapko different ideas Milte Hain jinko avail Karke aap apne kaam ko Behtar tarike se kar sakte hain agar aap Ghar Baithe koi bhi business karna chahte hain yah kar rahe hain to aap YouTube se help Le sakte hain.

                        Nuksan :

                        YouTube per milane wali information different types ki hoti hai aapko ek hi topic ke bare mein main different information mil rahi hoti hai jismein aap confuse ho Jaate Hain Agar Youtube ko business ke alava use kiya jaaye to Iske acche effects Nahin Hote a isliye iska bahut jyada istemal bhi nahin karna.
                        • #13 Collapse

                          Re: Ye Review Youtube Par Kam krny ky mabni hai

                          Assalamu Alaikum dear friend YouTube Ek bahut hi Bada Sa game Hai Isko bahut jyada log use karte hain Agar is Aisa Kaha Jaaye To Har Android phone use Karne Wale YouTube ka istemal Jarur karte hain ya galat Na Hoga YouTube ke upar bahut jyada log cement hone ke liye apni problem Ka Hal Sahara lete hain ine condition Mein Ham YouTube se bahut fayda Utha sakte hain Ham Yahan per catch channel Banakar Logon Ko computer aur phone ke fayde aur uske nuksan ke bare mein Ham unko bata sakte hain koi funny video channel ya Kisi topic education ke metallic Ham channel banaa sakte hain aur Logon ki madad kar sakte hain aur jab Ham YouTube ke upar Koi channel banaa Lete Hain subscribe aur 4000 ghante ka wait time pura kar lete hain to YouTube se Hamari video ke upar add dekhta Hai Jis Se Ham bahut jyada Paisa Kama sakte hain Aaj bahut jyada log YouTube madad se Paisa kamae rahe hain youtube ajj kal ik aisa platform ban chuka hai jeski value say koi inkar nahe kar sakta youtube ik broad video sharing platform hai jesmai million of videos uplaod ki ja chuki hai aor din ba din esmai videos upalod ki ja rahe hai ye videos mukhtalif categories ki hoti hai esmai entertainment be hoti aor education be apko jes cheez kay mutaliq be videos ya course ko daikna ho tho YouTube par aap ba asaani osay search kar saktay hai es door e jadeed mai youtube ki ahmeyat say koi inkar nahe kar sakta ye platform ik best rozgar ka zareya be ban chuka hai esmai agar aap apna channel banatay ho aor pir aos channel par creative content jo apkay apnay banaye gaye ho uplaod kartay ho tho apko buhot acha response mil sakta hai viewers ki janib say aor aap monetization ki madad say har video say paisay be earn kar saktay ho you tube mai aap har kisam kay content uplaod kar saktay ho so maira subko yahe mashwara hai kay youtube ik acha platform hai es say faida zaror otana chaheye

                          Faide
                          Youtube ajj kal ik acha earning platform ban chuka hai aap apnay channel kay through videos say paisay earn kar saktay hai eskay ilawa ye ik best education platform be hai buhot say courses ajj kal youtube par available hai apko jo course seekna ho just youtube mai search karay aor mukamal tafseel kay saath osay daikay eskay ilawa youtube refreshments ka be ik acha zareyea hai aap mind ko different entertainment videos say fresh kar saktay hai

                          Nuksanat
                          Youtube ajj kal har koi use karta hai khas kar kam age walay bachay be jeski waja say oska sara mind entertainment games cartoon ki taraf divert ho chuka hai youtube mai kich aise videos be hoti hai jo kay ghair akhlaqi hotay hai jeski waja say young generation kay zehno par buhot bora asaar ho sakta hai eskay saath saath youtube par movies waghaira be hoti hai jeski waja say time ka zeya be hota hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Ye Review Youtube Par Kam krny ky mabni hai

                            Dear Fellow Youtube per kam karny kay Liy aap Ko Photo Graphy main Acha Intrest hina Chaye Ku Kay Youtube Per Kam karny waly Jitny be Youtubers Hum Dykty hain Sab ko He Camery Say pyar Hota hai Iss Liy aap Ko be Ye Sab Hona Boat Zori hai iss Kay Ilawa aaj Kal Youtube Main Boat he Scope Ban Chuke Hai Ku kay jab Youtu be per Har Koi Channel bana Raha Hai or Apny Kam Kay sath sath apny Talent Ke Video be Share Karty hain Or Iss say Logo KO be Kafi Help Milti Hai Jis Ke Waja Say Logo Nahy Khud Say Kam Kar Kay apny Boat say Kamo Ko asan bana Liy Hai.Or Youtube per Different Tutorial Baanany Walo nay Logo kay kam KO Boat he Asan kar Diya hai Jiss Waja Say Har Koi Help lay kar Achy kam kay Liy Use kary hain..

                            Youtube per Kam Karny Walo Ko be Iss say Kafi Zada Fayda Ho Raha Hai or Youtube per kam kar Kay kafi Achi Income Gain kar Rahy hain Jab kay Kuch Log Youtube per Boat Say GHalty Content Dalty hain Jo Kay Childerns kay Dykny kay Liy acha Nahi hota or Time Waste karny Kay Liy Boat Say Student be iss Ko use karty hain jiss Ke Waja Say Study per Focs Nahi Akr Sakty..

                            Iss Kay Liy Youtube Per Kam karny Waly Members Ko Chaye Kay Youtube per Aise Video Jin ka Mashry main Wrong Impact Ho uss Per Age Limit Lazmi use kiya Jay or Aise Baty Serf View Lyny kay Liy Na Youtube per Share Ki Jayn Jin Ka Real Life Main Koi Role Na Ho ya Kise Ke Dil Azari Ho.ager Youtube Per Kam akrny Waly YouTube Ko Serious topic Kay Liy Use karty hain ya Intertainment kay Purpose kay Liy Use karein Toh achi baat Hai or Koi Baat Bina Proof Kay Serf Achy Views Lyny kay Liy nahi Dalni Chaye.Ajkal Youtube Ke boat Zada Scope hai Or ise Waja Say Aj Kay Zmany main har Koi aona Youtube Channel Open Kar Kay Fam Hasil karny kay pechy Bag Rahy Hain..
                            Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ye Review Youtube Par Kam krny ky mabni hai

                              Assalamu Alaikum Forex friends
                              Kaise hai ap sab umeed krti hn sab thk hn gy.doston aj ka hamara topic youtube per mabni hai.
                              Doston YouTube ak American online video-sharing platform headquartered hai San Bruno, California. Three former PayPal employees Chad Hurley, Steve Chen, aur youtube ko Jawed Karim ne create kya February 2005 mae. Google bought the site in November 2006 for US$1.65 billion; YouTube now operates as one of Google's subsidiaries.
                              Founded: February 14, 2005, San Mateo, California, United States
                              CEO: Susan Wojcicki (Feb 5, 2014–)
                              Parent organization: Google (2006–)
                              Headquarters: San Bruno, California, United States
                              Revenue: 15.15 billion USD (2019)
                              Founders: Jawed Karim, Steve Chen, Chad Hurley

                              Advantages of YouTube

                              Free to use. Uploading and watching videos on YouTube is completely free. ...
                              Gives you the opportunity to earn money through your videos. With YouTube, you can earn money for your views. ...
                              Easy to Use. ...
                              An Easy Way to Share Information. ...
                              Backlinks Are Generated.

                              Disadvantages
                              Everything is Public. YouTube is a public social media platform. ...
                              Many Rules. Like any other social media platform, YouTube has many rules which restrict what you can do within your channel. ...
                              Your Account can be Disabled Without Any Reason. ...
                              Any advertiser can put an add on your video.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X