Yeh review Silk Bank per mubni hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Yeh review Silk Bank per mubni hai
    Assalam o alaikum dear members and traders. Umeed hai aap sub bohat achay hongay. Mai aaj Silk Bank kay barey mai review paish ker raha hu. Yeh bank taqreebun 2005 mai establish kia gaya Tha. Aur ab 15 years ki services say iss ka business bohat barh chuka hai.

    Advantages :-

    Silk Bank ki customer care bohat excellent hai. Silk Bank hamesha apnay customers kay liye new aur innovative services provide kernay ki koshish kerta hai. Silk Bank ki ready line, personal loan aur credit card services kaamaal ki hain. Iss kay elawa silk Bank ab taqreebun pooray Pakistan mai mojud hai. Aur iss ki atms bhi her jagah mojud hain. Silk Bank ki mobile app bhi bohat easy to use hai. Silk Bank online shopping site kay ishtiraak say bhi apnay clients ko bohat sahoolat provide ker rahi hai

    Disadvantages :-

    Silk Bank kay as suck koi disadvantages nahi hain.laikin jab credit card ya personal loan apply kia Jata hai tou CBC calls aur physical verification process kaafi lengthy hojata hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Yeh review Silk Bank per mubni hai

    Ye review Silk Bank per mubni hey.
    asslam.o.alaikum
    tafseeli jaiza . silk bank
    silk bank wo wahid bank hai pakisan ka agar is bank k oper hamara account hai to ham Daraz application sey agar koi chiz qisato k oper lina chahty hain to ham ley skty hain ap ney Daraz apps ka lazmi suna hoga ye ik bahot barra platform hai jahan par ham online chizo ko buy kar skty hain .agar ham ko koi chiz pasand ajati hai or ham os ko lina chahty hain but ham os chiz ki price ko pardashat nahi kar skty hain to ham os chiz ko asan kistoo k oper ley skty hain without any markup to os k lia hamry pass slik ka bank account hona chahi hai os k ilawa koi or bank sey ham nahi ley skty hain .silk bank or bhe bahot online kamo main use hota hai is main ham mukhtlif type k account banawa skty hain jo k darj zail hai .
    1.online express account
    2.silk foreign currncey account
    3.PLs saving account
    4.deposit account

    kiun k ab ham ney ap ko batney hai is bank k advantage or disadvantage to wo ham ap ko koxch is trha sey baty hain k ham har taype k account ka ap ko batadey geyai k fila account main fila chiz requirment hai phir ap khud andza laga skty hain k ap k lia kon sa account best hai or kon sa account ap k lia sahi nahi hai
    1.online express account
    *ye account opan karwney k lia hamry pass 1,000 ka hona zarori hai
    *minimum balnce ki koi requirment nahi hai
    *unlimited chequebook ,pay order,and e statements.
    *free internet banking
    *free sms alerts
    *unlimted deposit and withdrawl
    *is account ko agar ham opan karwana chahty hain to hamri age 18 sal sey ziada honi chahi hai or hamry pass business prove bhe hona chahi hai
    2.silk foreign currncey account
    *ye account opan karwney k lia hamry pass 500 ka hona zarori hai
    *minimum balnce ki requirment 10,000 hai
    *annul fees 1000 rs hai
    *free e statements and internet banking.
    *ik trha ka yeh saving account bhe hai
    *monthaly base profit calculate .
    *free sms alerts
    *unlimted deposit and withdrawl
    3.PLs saving account
    *ye account opan karwney k lia hamry pass 1,000 ka hona zarori hai
    *minimum balnce ki koi requirment nahi hai
    *free e statements.
    *profit/interst rate 11.25
    *profit monthly basis calcultion
    *free mange apps .internet banking .
    *unlimted deposit and withdrawl evry month
    4.deposit account
    *ye account opan karwney k lia hamry pass 1lkh ka hona zarori hai
    *minimum balnce ki requirment 1 lakh hai
    *unlimited chequebook ,pay order,and e statements.
    *intest rate 11.25 to 11.50 depend on your deposit
    *free internet banking and apps mange sarvices .
    NOte
    i hope k ap jan gayai hun geyai k ap ko kon sa account opan karawana chahi hai .
    information for Beginners
    Complete Forex Knowledge
    • #3 Collapse

      Re: Yeh review Silk Bank per mubni hai

      dear mambrs jis tarha banks apni apni khasiyat rakhti hain osi trha silk bank bhi pori duniya main apna aik name rakhti hai jis main hmain boht se facilities milti hain jin ko hu avail kar k es ka faida othaty hain silk bank zyda porani nahi hai laken es ki popularity se es ka name ab boht zyda shohrat rakhta hai es bank main hmain jitni bhi facilities milti hain wo sub k liye he faidamand hoti hai baki sary banks k sath sath ah bank bhi apko apk business k liye loan deta hai jis se ap apna koi bhi business kar skty hain es k ilwa business k liye yah koi or other reason hai or apko loan lena hai tu ap ba asani se osy hasil kar skty hain es k ilwa apko es k boht se acccounts system bhi hai jis ko ap apni saholat k hisab se rakh skty hain.
      1: Advantages:
      dear mambers silk bank main account create karny k liye apko apki saholat k hisab se option milty hain jin ko ap use karty howe apna account bana skty hain es main boht se acount option hmain milty hain
      es bank k sub se zyda use hony waly accounts deposite account or saving accounts hain jis se hum apny account se jub marzi rqam niklwa skty hain or aving kar skty hain es k ilwa es bank k boht se hmain ATM bhi mil jaty hain jahan se hum apna cash niklwa skty hain or es se faida otha skty hain.
      2: Disadvantages:
      dear mambers jis trha har bank k termd and condition lago hoty hain jin ko pora karna zarori hota hai osi trha es bank k bhi terms nad conditions hain jin ko follow karna zarori hota hai
      • #4 Collapse

        Re: Yeh review Silk Bank per mubni hai

        dear mamber poi duniya main banks aik ayse adary hain jin ko nazar andaz nahi kiya ja skta hai or kiya bhi q jay q k yahi hmary molk ki econmy par asar andaz hoty hain wesy tu pakistan main boht se banks hain laken aj hum review main hum silk bank ki bat karengy jo k boht achi bank hai jis main humain boht se facilites milti hain jis se hum apni investment kar skty hain or apny paiy ko save rakh skty hain banks kisi bhi molk main debit and cridet ki sub se fast facility provide karty hain jis se hum he asani se apni raqam nilwaty hain or es main apny paisy ko save rakh skty hain.
        1: Faidy
        jahan sub baks k boht se faidy hain esi trha es k bhi boht se faidy hain jis se hmain boht se faciliies milti hain es banks se hmain apny business k liye loan milta hai jis se hm apny kisi bhi karobar ko karny k liye lety hain es k ilwa es main hum os loan k liye asan installments k sath os loan ko waps kar skty hain. es k ilwa es bank k boht se ATMS bhi hain jis se hum apni raqam asani se niklwa skty hain.
        2: Disadvantages:
        dear mambers jahan har banks hmain boht se sahiliyat deti hain wahan boht se terms and conditions bhi hmary samny rakhti hain esi trha silk bank main hum aghr loan lety hain tu hmain time par os ki installments pori karni hoti hain aghr hum pori nahi ar paty hain tu hmain kuj percentage main bad main commssion bhi dena parhta ha
        • #5 Collapse

          Re: Yeh review Silk Bank per mubni hai

          Silk bank recently apni services provide kar raha hay ye Saudi Pak mushtariqa commercial bank hay jes ki supervision State bank of Pakistan kar raha hay, ye 1 tahra se state bank key under hi kam kar raha hay jo key industrial aur agricultural se related investment ki offer be karta hay aur services be provide kar raha hay, es ka head office karachi me hay aur 1994 me es ko Saudi government key sath Pakistan ne mushtareqa base par bayana, Silk bank banany ka asaal maqsad yahi hay key industrial aur agricultural department ko mazboot kia jaye ta key dono countries ki economy behtar ho saky.
          • #6 Collapse

            Re: Yeh review Silk Bank per mubni hai

            Dear Forex trading market members pakistan ma jitny bhi commercial bank hain wo sary state bank of pakistan ky under kam krny kay paband hain aor silk bank bhi unki trah yahan commercial services provide kr rahq hai lkn is ky kch rules baki banks sy bahot difference rakhty hain in banking policy bhi mukhtalif hai aor yeh kam ky lehaz sy bhi separate tareeka kar rakhta hai silk bank ki main branch karachi ma hai aor yeh saudiya pak mushtariqa bank hai is ky assets bhi kafi zeyada hain aor is product and services bji nest hain

            Faidy
            Silk bank Pakistan ma sarmaya kari kar raha hai jos ki automatically Pakistan ki economic situation py positive affect hoty hain credit card debit card interprises international remittance aor commercial loan facilities bhi available hain aor yeh best trading partner bhi hai

            Nuqsanat
            Customers ko silk bank ky chargers zeyada py krna prty haun aor in ki interest rate bhi zeyada hain
            • #7 Collapse

              Re: Yeh review Silk Bank per mubni hai

              Their frocks trading market members Pakistan mein jitne bhi comerical Bank Hain vah Sare State Bank of Pakistan ke andar kam karne ka band hai aur Shakil Bank bhi Unki Tarah Yahan medical service provide kar raha hai lekin Iske Kuchh Roj Baki bank se bahut difference rakhte Hain is banking police place Si di mukhtalif hai aur yah kam ke lihaj se bhi separate Tarika kar Rakhta hai self Bank ki main branch Karachi mein hai aur yah Saudiya Park Mashreq Bank Hain Iske asset bhi Kafi jyada hai aur is product and service budgie nest Hain Iske fayde kya hai Silk Bank Pakistan Mein Sawar Maiya Karya Kar Kar Raha Hai Jiski automatically Pakistan ki economic selection per positive effect hote hain credit card debit card enterprise International remittance aur medical loan facility available hai aur yah best trading partner bhi hain
              • #8 Collapse

                Re: Yeh review Silk Bank per mubni hai

                Dear friend Silk Bank Achcha Bank hai aur yah Bank bahut hi acchi Logon Ko service provide karta hai lekin yah bahut badi cities Mein maujud Hai jaise ki uski bahut hi kam branches vajud hai aur lekin yah iski services acchi hone ki vajah se bade shehron Mein isko Kafi log Jyada Pasand Karte Hain aur Iske jarie apni transaction karte hain aur acche Bank hai aur Trust Bank Mein Shamil Hai

                Advantages

                Dear friend online payment ke liye bahut hi Achcha Bank hai aur iski facilities Diye Hain Ki other country se agar aap koi bhi payment mangwana Chahte Hain Agar currency Mein maujud Hai To is Bank Mein easily transfer Ho Jaati Hai Aur yah bahut hi acchi Online mein service provide Karta Hai Jiski vajah se Kamyab Bank hai

                Disadvantages

                Dear friend is ka sabse bada disadvantages yahi hai Kyunki uski bahut jyada kam branches pure Pakistan mein maujood Hai Jiski vajah se log iski service ko easy Hasil nahin kar sakte aur Jaise Ke Karan bar Mein Businessman log isko kam use is vajah Se Karte Hain Kyunki uski Jyada branches na maujud hone ki vajah se unko payment bhejne mein bahut jyada Mushkil Hoti Hai Kyunki other bank payment bhejne mein bahut jyada charges lag Jaate Hain Jiski vajah se Businessman is Bank ko Pasand Nahin karte
                • #9 Collapse

                  Re: Yeh review Silk Bank per mubni hai

                  Faide:
                  There Silk Bank ke Hawale se aapane jo Hamare Sath review share kiya hai vah bahut hi Jabardast hai aur Main aapko appreciate Karta Hun Ki aapane itni acchi information Hamare Sath share ki hai sirf Bank ki branches main cities mein maujud hain aur aapko Iske alava koi bhi branch Kisi small cities Mein Nahin Milte Hain so aapane Agar account open karvana Hai To Sirf pair ki ki facility lene ke liye aapko main cities mein jana padta hai aur vahan per aapko account khulwana padta hai lekin agar aap acidities ki baat karte hain to bahut jyada facilities hain aur normal Bank ke Hawale se ismein Tamam cities maujud Hain
                  Nuqsanat:
                  is Bank ka bhi aapko Ek Sab Saman masala yah hai ki yah are city mein available nahin hai aur uski shakhayen Itni Jyada Nahin Hai ke aap Har Koi aadami ismein account open Ke Paas Aake so ismein man Bade shehron Mein Hi account open ho sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Yeh review Silk Bank per mubni hai

                    Silk bank ki agar bat ki jaye to ye Pakistan aur Saudi Arabia ka mushtareqa bank hay jes ka based Karachi raka gia hay es bank ko 1994 me establish kia gia, Es bank ka network be bahot kam hi time me wide hota ja raha hay 123 branches es bank key country key har city me commercial base par active hey, ye bank account holders ko visa credit card ki sahulat deta hay aur ye card silver, platinum aur gold me hoty hey jes key charges me different hoty hey aur me jo benefits di jati hay ye be different hi hoty hey, Visa credit card ki account holders ko bahot hi sahulat deti hay aur jo be bank ye facility dety hey hamy en ki zaror tareef karni chay, Silkbank ki esi khasoseyat ki waja se hi es key rating me din rat ezafa hota ja raha hay aur es key customers ki tadaad me ezafa be din rat hi ho raha hay, en Visa card ka faida ye hota hay key silkbank key account se users ko up to 50% balance withdraw karny ki opportunity mil jati hay jo key bahot kam banks credit card ko use kar key 50% ya es se zeyada withdrawal karny ki facility den, Silk bank key visa card key ley apply karny key ley 20 se 60 years ka hona zarori hay na to 20 age se kam account holders ko ye card bana kar dey jaty hey aur na hi 70 years se zeyada account holders ye facility hasil kar sakty hey.
                    • #11 Collapse

                      Re: Yeh review Silk Bank per mubni hai

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
                      Assalam o alaikum dear members and traders. Umeed hai aap sub bohat achay hongay. Mai aaj Silk Bank kay barey mai review paish ker raha hu. Yeh bank taqreebun 2005 mai establish kia gaya Tha. Aur ab 15 years ki services say iss ka business bohat barh chuka hai.

                      Advantages :-

                      Silk Bank ki customer care bohat excellent hai. Silk Bank hamesha apnay customers kay liye new aur innovative services provide kernay ki koshish kerta hai. Silk Bank ki ready line, personal loan aur credit card services kaamaal ki hain. Iss kay elawa silk Bank ab taqreebun pooray Pakistan mai mojud hai. Aur iss ki atms bhi her jagah mojud hain. Silk Bank ki mobile app bhi bohat easy to use hai. Silk Bank online shopping site kay ishtiraak say bhi apnay clients ko bohat sahoolat provide ker rahi hai

                      Disadvantages :-

                      Silk Bank kay as suck koi disadvantages nahi hain.laikin jab credit card ya personal loan apply kia Jata hai tou CBC calls aur physical verification process kaafi lengthy hojata hai.
                      dear brother apne Jo reviews silk Bank ke bare mein bataya hai yah bahut hi achcha Bank hai aur aajkal bahut jyada famous hota ja raha hai kyunki itna jyada purana Bank nahin hai jaise hamare pass old Bank chal rahe hain unki mukabale Mein yah new Bank introduce kaarvayi gaya hai aur is Bank mein mein famous hone Mein thoda sa time lag sakta hai magar iski facilities to agar dekha jaaye to yah bahut hi top ki facilities provide kar raha hai Taki ismein jyada clients apne account open karvayen is Bank mein agar aapane dekha Ho to aapko new account open karvane per itna jyada documents provide nahin karne padte iske sath is Bank Mein aapki ATM card aur checkbook ki services bhi free hoti hai agar aap is per internet statement hasil karna chahte hain to vah bhi aap ko aasani se Mil jaati hai silk Bank mein agar aapka account open hota hai to ismein aapko yah pata hona chahie ki yah 2005 se kam kar raha hai aur ismein jitne jyada achievement hasil ki hai itne kam time Mein Koi aur Bank itna jyada apne facilities ko improve nahin kar Saka isliye aapko is back mein agar apna saving account open karna hai tujhe bahut hi best hota hai is bank main aapko account open karne per kafi jyada fayda ho jata hai yah bahut hi best services provide kar raha hota hai aapko ismein account open karne ke liye kafi jyada mehnat karni hoti hai tab aapas mein kamyab Ho jaate Hain agar aap is Bank Mein apna account open rakhte Hain to aapko ismein loan ki facilities bhi provide ki jaati Hain jinko aap kisi bhi time per avail kar sakte hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Yeh review Silk Bank per mubni hai

                        Dear Silk Bank ke Hawale se main aapko Kuchh information provide karna chahta hun Silk bank se bahut jyada log Pakistan mein familiar Nahin Hai Iski sabse main reason ji hai ki Pakistan mein iski bahut Thode cities Mein branches Hai Jiski wajah se bahut jyada members ko is Bank ke bare mein jyada information Hasil Nahin Hai no doubt yah Ek bahut hi Achcha Bank Hai Jis jo aapko bahut hi perfect utilities aur valuable services aapko provide kar raha hai.

                        Silk Bank ki sabse main facility jo aapko provide ki ja rahi hai vah credit card ki facility Hai yah aapko credit card ki facility provide Karta Hai Jiski madad se aap bahut Sare benefits aur utilities aasani ke sath Hasil kar sakte hain iska credit card all over the Pakistan different location perceptible Hota Hai Jahan per aap apni purchasing ko bahut hi easy banaa lete hain aur Iske against aapko monthly basis per uski payment refund karna hoti hai agar payment refund karne mein Kuchh delete ho jaaye to Uske against aapko interest bhi charge Hota Hai.

                        Founded:
                        Silk Bank Pakistan mein 1994 Ko Banaya Gaya Tha aur aur iski first branch Karachi mein open hui thi.

                        Headquarters:
                        Silk Bank ka headquarter Pakistan ke biggest city Karachi main hai.

                        Subsidiaries:
                        Silk Bank Limited, Asset Management Arm, Silk Bank Limited,

                        Bahut Sare Businessman Pakistan mein Silk Bank ki different facility se avail aur utilise ho rahe hain Kyunki yah Bank aapko international business main bhi bahut jyada helpful karta hai aur letter of credit ke regarding bhi aapko services provide kar raha hota hai jismein aapki out of country se purchasing easily possible Ho Jaati Hai agar aap is Bank eservices Hasil karna chahte hain to Iske customer relation officer aapki help karne ke liye Har time par available Hote Hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Yeh review Silk Bank per mubni hai

                          Faiday


                          Online ki duniya mein bahut hi acche Bank maujud hai Jaise kya online bank bahut Sare maujud Hai Jin Ke zariya payment Ek Jagah se dusri Jagah transfer ki Ja sakti hai aur apne paison ko aap internet ke jariye Ek Jagah se dusri Jagah transfer kar sakte hain aur transaction ko Behtar Tarika se karne ke liye yah Ek bahut hi Achcha Bank hai Jisko skrill bola Jata Hai moneybookers account Ek bahut hi Achcha account hai jiske liye aap apni payment ko bahut hi kam fees Mein Ek Jagah se dusri Jagah transfer kar sakte hain Kyunki yah bahut jyada aur behtarin Bank hai aur online Ki Duniya Mein sabse Jyada istemal hone wala Bank hai iske liye aap low fees ke sath payment apni e Kisi bhi currency mein transfer kar sakte hain aur kisi bhi country mein transfer kar sakte hain Kyunki ismein bahut Sare option maujud hai Jaise ke agar aap Pakistan Se Hain To aap Pakistan bank account mein payments Kajaria transfer kar sakte hain Agar aapko moneybookers Mein payment chahie ho to aap apne bank account se Iske andar bhi deposit kar sakte hain aur uske alava aapko easy method jaise ki aap money book account se apne Jaisa Kaise Kaun main bhi payment transfer kar sakte hain jismein locha ji ke sath aapko acchi income mil sakti hai

                          Nuksan

                          Is account ka sabse bada nuksan yah hai ki yah apni pahle transaction karne par 30 dollar charge Karta Hai To Mere Khayal Se Koi Bhi Online bank Aisa Nahin Hai Jo ke Itni amount charged karta ho Agar kisi ke pass 20 Dollar ho to vah 33 dollar Kaise feast day to isliye is Bank ko chahie ki apni fees ko khatm Karen aur and verified account ko bhi istemal karne ki ijaajat Deni chahie and verified account be Banda istemal kar le Kyunki internet mein bahut sari income masulkar Na Hoti Hai Jisko aasani Se istemal Kiya Ja sake to isliye in Sabhi chijon per Gaur karna bahut jaruri hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Yeh review Silk Bank per mubni hai

                            Assalamu Alaikum dear friend
                            gon ke accounts ismein hai mere dost is Bank ka advantage yah hai ki is ka jo International facility system hai vah bahut achha hai internationally log ismein deposit Bhi Karva sakte hain withdrawal bhi le sakte hain mere dost Baat yah hai ki yah Kafi Achcha Bank Hai Iski online application bhi hai jismein aap apne ghar mein baithkar saree transactions kar sakte hain apni aapane kisi ko paise bhejne hai ya Kisi Se paise receive kar rahe hain to aap apne mobile phone ke sath sara kam kar sakte hain Iske alava aapane Apna utility bill pay karna hai Mini dost is Bank ka ek disadvantage yah hai ki iski branches bahut kaam hai matlab pure Pakistan mein iski branches Nahin Hai Iski branches Gaon Mein Hai Jaisa ki Baki Bank ke bare mein bataya Gaya Hai reviews Diya Gaya Hai Unki branches Jyada Hai Iski branches karne ke alava loan bhi deta hai aapko Agar aapane koi kam kar raha hai yah aapko paise jarurat hai to yah Bank aapko loan deta hai aur uske sath aap se Aasan installment Mein paise Wapas leta hai Hamare Sath review share kiya hai vah bahut hi Jabardast hai aur Main aapko appreciate Karta Hun Ki aapane itni acchi information Hamare Sath share ki hai sirf Bank ki branches main cities mein maujud hain aur aapko Iske alava koi bhi branch Kisi small cities Mein Nahin Milte Hain so aapane Agar account open karvana Hai To Sirf pair ki ki facility lene ke liye aapko main cities mein jana padta hai aur vahan per aapko account khulwana padta hai lekin agar aap acidities ki baat karte hain to bahut jyada facilities hain aur normal Bank ke Hawale se ismein Tamam cities maujud Hain
                            Nuqsanat:
                            is Bank ka bhi aapko Ek Sab Saman masala yah hai ki yah are city mein available nahin hai aur uski shakhayen Itni Jyada Nahin Hai ke aap Har Koi aadami ismein account open Ke Paas Aake so ismein man Bade shehron Mein Hi account open ho sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Yeh review Silk Bank per mubni hai

                              dear mambrs jis tarha banks apni apni khasiyat rakhti hain osi trha silk bank bhi pori duniya main apna aik name rakhti hai jis main hmain boht se facilities milti hain jin ko hu avail kar k es ka faida othaty hain silk bank zyda porani nahi hai laken es ki popularity se es ka name ab boht zyda shohrat rakhta hai es bank main hmain jitni bhi facilities milti hain wo sub k liye he faidamand hoti hai baki sary banks k sath sath ah bank bhi apko apk business k liye loan deta hai jis se ap apna koi bhi business kar skty hain es k ilwa business k liye yah koi or other reason hai or apko loan lena hai tu ap ba asani se osy hasil kar skty hain es k ilwa apko es k boht se acccounts system bhi hai jis ko ap apni saholat k hisab se rakh skty hain.

                              Advantages

                              Dear friend online payment ke liye bahut hi Achcha Bank hai aur iski facilities Diye Hain Ki other country se agar aap koi bhi payment mangwana Chahte Hain Agar currency Mein maujud Hai To is Bank Mein easily transfer Ho Jaati Hai Aur yah bahut hi acchi Online mein service provide Karta Hai Jiski vajah se Kamyab Bank hai

                              Disadvantages

                              Dear friend is ka sabse bada disadvantages yahi hai Kyunki uski bahut jyada kam branches pure Pakistan mein maujood Hai Jiski vajah se log iski service ko easy Hasil nahin kar sakte aur Jaise Ke Karan bar Mein Businessman log isko kam use is vajah Se Karte Hain Kyunki uski Jyada branches na maujud hone ki vajah se unko payment bhejne mein bahut jyada Mushkil Hoti Hai Kyunki other bank payment bhejne mein bahut jyada charges lag Jaate Hain Jiski vajah se Businessman is Bank ko Pasand Nahin karte

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X