ye review national banks main gold say karza lainay par mubni hay.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ye review national banks main gold say karza lainay par mubni hay.
    dear members,ham main say aisay bahut saray members bhi hain jinhain is baat ka koi bhi pata nai hay k agar hamaray pass gold hay to ham usko banks main rakhtay huvay achi khaasi amount hasil kar saktay hain aur apna kaam continue rakh saktay hain.

    FAIDAY;dear for informations,main aap sab ko is baay say agha karna chaunga k agar hamaray pass kisi kisam ki invest nai hay aur hamko kisi kaam main lose ho gaya hay aur haamray ghar main gold hay jisay ham sail bhi nai karna chahtay hain,to ham us ko national baks main rakh kar us say aik had tak karz bhi lay saktay hain jiska amuman dourania aik year ka hota hay agar ham usko aik year k baad wapis nai laina chhtay hain to hamko uski aik year ki kist pay karnay say phir next year tak ham uska paisa use kar saktay hain jis say hamara gold[sona] sail honay say bhi bach sakta hay aur ham apna kaam bhi achay tareekay say chala saktay hain

    NUKSANAAT;dear jahan pay hamko gold is bank main rakhnay say itni barry facility milty hay sath sath hamko is baat ka bhi khayal rakhna chaye k ham nay agar kist time pay nai di to hamko warning k baad hamara gold sail bhi kia ja sakta hay is liye aisay halaat say bhi bachna chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ye review national banks main gold say karza lainay par mubni hay.

    National Bank mai gold loan kaafi arsay say chall raha hai. Aur iss ka kafi faida hota hai. Laikin Agar isay zarurat kay tehat he Lia jaey tou behtar hota hai. National Bank gold ko pawn ker laita hai jiss ka Matlab yeh hota hai kay aap gold rehan ya girwi rakh kay paisay lay laitay hain aur phir wapsi kay waqt paisay aur Kuch extra charges day kay gold waapis lay laitay hain.

    Advantages :-

    National Bank gold loan daitay waqt aik neutral goldsmith jo unn kay paas registered hotay hain unn say market rate kay mutabiq value kerwa kay amount daita hai jiss say gold ki value market price pay he banti hai. Gold seal ho jata hai jo adaigi kay waqt dobara open kerwa kay aur check kerwa kay he Dia Jata hai.

    Disadvantages :-

    Gold loan kay disadvantages bhi hain. National Bank gold ki pure 24 carats ki value kerwata hai. Matlab Agar jewelry hai tou uss mai say milawat aur polich aur decirstions nikaal kay weight hota hai. National Bank kabhi bhi exact value of gold pay loan nahi daita hai bulkay 40 say 45 percent value tak ka he loan daita hai jiss say loan lainay waley say Agar adaigi na ho sakey tou woh bohat ziada loss mai rehta hai. Gold kay change honay kay bhi bohat say cases saamnay aa chukay hain. National Bank gold ki nelaami bhi apni marzi aur apnay jewelers ko he kerta hai
    • #3 Collapse

      Re: ye review national banks main gold say karza lainay par mubni hay.

      National bank hmain es kam ki facility deta hai k hum aghr kisi bhi trha ka koi business karna chahty hain tu hum bank se loan lay skty hain jis k liye hmain apna gold bank main rakhwna hota hai or jub hum os loan se apna business start karty hain tu hum apna gold wapis lay skty hain banks main yah facility kafi time se chal rahi hai or log bank se laon lay kar apny business ko start kar rahy hain or apni life main earning sources ko bnay howe hain bank se loan leny k aghr benifits hain tu or bhi boht se pareshaniyan hain jis ki wjah se hmain nibatna hota hai.
      ADVANTAGES:
      dear mamber aghr hum banks se loan lay kar apna kam karna chahty hain yah hum kisi bhi trha ka koi business start krna chahty hain tu es main hmain boht achi facility yah milti hai k hum apny business se os loan ko otar skty hain jis k bad hum apna gold wapas lay skty hain q k hum ny gold esi liye liya tha k hum ny apna business start krna tha aghr ap bank k sub he lawazmat time par pora karty hain tu bank apko mazzed aysa loan deny ki paband hoti hai.
      DISADVANTAGES:
      dear mamber bank se loan leny k bad hmain os loan ki qist time par deny k liye apny midn main rakhna hoga q k aghr ap bank ki qist time par nahi dety tu apka gold sell ho skta hai jis main se apki qist bank waly khud he kat lety hain tu es bad ko mind main rakhna zarori hoga k hum ny time par osko jama karwa hai
      • #4 Collapse

        Re: ye review national banks main gold say karza lainay par mubni hay.

        G han National bank ye bahot hi achi loan service provide karta hay agar business start karna ho to baghir kesi reference hamy es bank se gold par loan mil sakta hay, ham ne jetna loan leya hota hay etni maleyat ka gold hamy bank key pass rakna zarori hota hay agar ye loan ham time par bank ko wapis kar lety hey jo key bahot asaan hay to hamara gold esi tarha safe halat me hamy mil jata hay aur agar kesi waja se ye loan wapis karny me hamari taraf se der ho jati hay to ye gold kesi be sorat me hamy nahi mil sakta hay, national bank key es offer se faida lena chaye aur apni zarorat key mutabeq loan leny ki koshish karni chaye.
        • #5 Collapse

          Re: ye review national banks main gold say karza lainay par mubni hay.

          Ji han National Bank ke liye bahut hi acchi loan service provide karta hai agar business start karna ho to bagair Kisi e reference Hamen is bank se gold par loan mil sakta hai Humne Jitna loan Lena hota hai Itni hi maliyat ka gold Hamen Bank ke paas Rakhna Jaruri hota hai agar yah loan Ham time per Bank ko Wapas kar lete hain jo ki bahut Aasan Hota Hai To Hamara old ISI Tarah safe halat mein Hamen Mil Jata Hai Aur Agar Kisi vajah Se yah loan Wapas karne mein Hamari taraf se Der Ho Jaati Hai to ja gold Kisi bhi Surat Mein Hamen Nahin Mil Sakta Hai National Bank ke is office se fayda Lena chahie aur apni jarurat ke mutabik loan Lene Ki Koshish Karni chahie aur customer ko bhi chahie ki Jab bahut Sundar lete hain unhen chahie ke type per uski kis Ada kar deta K Bank per aapka etemad banaa Rahe aur vah aapko loan dene Mein Kabhi hota hai lottery
          • #6 Collapse

            Re: ye review national banks main gold say karza lainay par mubni hay.

            Dear friend bahut hi Achcha idea hai Gold per National Bank aapko Karz from karta hai aur bahut hi Aasan loan aapko Deta Hai Kyunki gold ki Bina per National Bank bahut hi acchi rakam bhi aapko Aaram kar sakta hai jisse aap apni Sabhi Jarur Yad ko pura kar sakte hain aur Waqt apni loan ki adaigi bhi kar sakte hain yah Ek bahut hi Achcha plan Hai Jiski madad se acchi loan Le sakte hain

            Advantages

            Dear friend iska sabse bada fayda Yahi Hota Hai Kya Jab hamare pass gold Pada Ho To Hamen vah Kisi Jagah use Nahin ho sakta lekin Uske vajah se Hamen currency chahie To Ham National Bank se loan Le sakte hain aur Hamara gold vaise ka Vaisa hi Pada rahata Hai Jab Ham uska loan pura kar dete Hain To Ham Apne gold ko Wapas Le sakte hain Hamara gold Bhi Kahin Nahin Jaega aur sell bhi nahin Hoga aur Hamara zarorat bhi puri Hoti rhy gi

            Disadvantages

            Dear friend Jaisa ki aap sab Logon Ko Maloom Hai Ki Ham Alhamdulillah Musalman Hai Aur Hamare Yahan koi bhi Aisi rakam Jo kay loan Ho vah haram hai aur jab Ham Aisa karte hain to hamare vah rakam Puri karna bahut Mushkil ho jata hai jaise ki haram chijon Mein Barkat Nahin Hoti to is vajah se loan kabhi bhi nahin Lena chahie
            • #7 Collapse

              Re: ye review national banks main gold say karza lainay par mubni hay.

              assalamualaikum mere dost aapane national Bank se loan ke bare mein discussion ki hai to yah ek bahut acchi information hai jismein aap apne gold score girvi rakh kar kar le sakte ho aur iske liye aapko Bank mein account open karvana hota hai aur storm paper bhi banva kar usne sign karna hota hai aapko operating kijiye agar loan chahie hai to main rameshwar hai ki aapko loan nahin Lena chahie lekin agar aapko kisi aur vajah se loan lena hai to yah aapke liye perfect hai ap lay sakty ho
              Bank sy loan ly ky trading krna bewaqufi hai
              Lkn agr apky pas sona minus hai us ko rkhva ky loan lo gay to apko is ma bhi kch requirement ko fulfil krna hota hai tb ja ky apko is ma important factors ka hal mil ta hai trading ky leay apko bahot sary faidy bhi hai aor nuqsan bhi hain national bank sy insulation installment py loan len gay to government ki taruf sy mukhtas krda interest rateap py algu ho ga jub ky commercial bank sy laon ky bank ky apny charges hoty hain aor gold rakhny py bhi apko interest rate pay krna hota hai
              • #8 Collapse

                Re: ye review national banks main gold say karza lainay par mubni hay.

                Yeh review gold deposit per loan lene ke mubani hai.
                Dear member Ham apne is review mein gold ki mad mein milane wale Logon per discuss karenge ki uske kya fayde hain aur kya nuksan hote Hain.
                Advantages. Agar Ham baat Karen ki gold ki deposit karne per hamen Jo loan milta Hai has terms and condition per to vah ek bahut acchi facility hai aur kisi bhi person Ko Jab Koi bahut badi majburi aati hai aur vah chahe ke usko kuchh time ke liye loan mil jaaye lekin uski actual Julie bhi kharab Na Ho to vah is Surat mein loan Le sakta hai aur yah ek bahut accha tarika hai.
                Disadvantage. Is ka sirf ek hi disadvantage hai vah ja ke Islamic point of view se dekha jaaye to is per hamen interest per karna padta hai jo ke islami kamani ke khilaf hota Hai.
                • #9 Collapse

                  Re: ye review national banks main gold say karza lainay par mubni hay.

                  G han national bank of Pakistan ne ye benefit be account holders ko provide ki hay key wo jetna gold bank me rakty hey etni hi malyat ka loan bank se fix time par le sakty hey, agar muqarar karda time tak ye loan wapis nahi kia jata to gold ka taqaza be loan leny waly nahi kar sakty hey agar deka jaye to ye bahot hi achi opportunity hoti hay, gold hamary ghar me parda rehta hay aur es key chori hony ka dar be hota hay agar es gold key badly me hamy loan mil jaye to hamary bahot se kam es loan se achy ho sakty hey, gold ham agar national bank me rak lety hey to hamy etna loan mil sakta hay key ham koi acha business es loan se start karen ya per home bana len es key sath es business ko agar ham kesi aur maqsad se be hasil karen to es me be hamara faida hota hay agar loan business hasil karny key ley hasil na kia jaye aur kesi aur kam key ley leya jaye to hamy ye zaror planing karna ho gi key ham ne ye loan kesy wapis karna hay es key ley hamy proper achi strategy key base par ye loan hasil karna ho ga baghir sochy samjy aur baghir achi planing key loan lena be achi bat nahi hay, Bank se loan lena to asaan hay magar jab es ki wapsi ki jati hay to laon leny walo ko mushkil zaror pesh a sakti hay aur ye be mind me nahi hona chaye key bank ye loan maaf kar sakta hay loss ki wapsi zaror bank ko kana hoti hay yahi soch kar bank se loan lena chaye.
                  • #10 Collapse

                    Re: ye review national banks main gold say karza lainay par mubni hay.

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                    dear members,ham main say aisay bahut saray members bhi hain jinhain is baat ka koi bhi pata nai hay k agar hamaray pass gold hay to ham usko banks main rakhtay huvay achi khaasi amount hasil kar saktay hain aur apna kaam continue rakh saktay hain.

                    FAIDAY;dear for informations,main aap sab ko is baay say agha karna chaunga k agar hamaray pass kisi kisam ki invest nai hay aur hamko kisi kaam main lose ho gaya hay aur haamray ghar main gold hay jisay ham sail bhi nai karna chahtay hain,to ham us ko national baks main rakh kar us say aik had tak karz bhi lay saktay hain jiska amuman dourania aik year ka hota hay agar ham usko aik year k baad wapis nai laina chhtay hain to hamko uski aik year ki kist pay karnay say phir next year tak ham uska paisa use kar saktay hain jis say hamara gold[sona] sail honay say bhi bach sakta hay aur ham apna kaam bhi achay tareekay say chala saktay hain

                    NUKSANAAT;dear jahan pay hamko gold is bank main rakhnay say itni barry facility milty hay sath sath hamko is baat ka bhi khayal rakhna chaye k ham nay agar kist time pay nai di to hamko warning k baad hamara gold sail bhi kia ja sakta hay is liye aisay halaat say bhi bachna chaye.
                    dear brother national Bank Pakistan government ka Bank hai jismein aap agar kisi time bhi loan Lena chahte Hain to iske liye aapko Koi aisi chij provide karni padati hai jismein aap ki loan ki kimat barabar Ho for example agar aap gold dakhva kar apna loan lete hain to ismein aapko ya fayda ho jata hai ki aap agar is Bank car loan wapas nahin karte to aapki security ke taur per yah gold rakha jata hai jab aap ismein apna loan wapas kar dete Hain to aapko yah gold wapas Mil jata hai please Bank Mein ka apna lo nakal karne ke liye simple aapko ek dafa account open karna hota hai iske bad aap is Bank se apna loan hasal kar sakte hain is Bank Mein loan hasil karne ke liye aapko yah dekhna hota hai ki ismein aapane kaise account open karna hai agar aap is Bank Mein apna account open karva rahe hain to aapko iski tamam instructions to read karna chahie kyon ke kuchh banks ke rules aise hote hain jinko agar aap read nahin karte to aap ko nuksan ho sakta hai jaise agar aap apna loan in time wapas nahin karte to use per aapko extra interest Dena padta hai aise hi agar aap aap is Bank Mein apni ye logon ko wapas nahin karte to ho sakta hai aapka gold wapas aapko Na Mile isliye aapko check aap is Bank Mein loan hasil karne se pahle yah to mum rules ek dafa read karle Taki aapko ismein bad Mein kisi ke some ka masla Na aaye is Bank Mein aapane loan lena hai to aapko yah sari baten pahle se pata honi chahie.
                    • #11 Collapse

                      Re: ye review national banks main gold say karza lainay par mubni hay.

                      Dear brother aapane bahut hi acchi information share Ki Hai mummy Iske bare mein nahin Pata Tha ki Ham bank se Gold per karja Le sakte hain Kyunki hamare pass Agar gold Hai To Ham isko girvi Rakh Hua kar gold se karja le sakte hain aur aapane National Bank ke bare mein bataya hai National Bank se Ham Gold per Karva Le sakte hain real brother Ham dekhte hain ki Ham apni life mein Hamari jarurat ho sakti hai Kyunki Kisi bhi time life mein ups and downs Aate rahte hain jisse aap ismein apni life se injoy kar sakte hain to aapko Kisi bhi waqt loan ki jarurat per sakti hai To Ham National Bank se Agar hamare pass board Hai To usse Ham Kar Ja Le sakte hain aur apni life mein Apne paise kharch kar sakte hain Jab Ham use loan ki Pratham Wapas Karenge To Hamen gold Wapas kar diya Jaega Bol Ko Aise girvi account Mein Rakha jata hai aur ji aapka Bank mein aap apna gold de sakte hain Jis Se aapka gold bahut se hote hain aur Bank mein gold App Locker facility bhi bhi le sakte hain aap use bold ko lockerz ne bhi bakwas Aati Hai naukar ki facilities bhi bahut jyada Hoti Hai Kyunki gharon Mein I didn't bahut jyada chori ho rahi hai to iski vajah se locker facility ho sakti hain aur aap Agar Gold per kar lete hain bank se to National Bank aapko bahut jyada advantages deta hai aur aapko ismein bahut jyada facilities deta hai jismein aap usse Kar Ja Le sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: ye review national banks main gold say karza lainay par mubni hay.

                        Click image for larger version

Name:	Cash-n-Gold-Urdu.jpg
Views:	1
Size:	76.2 کلوبائٹ
ID:	12329922
                        Dear national bank hamy bohat achi facilities provide kar raha hai
                        Dear abi hamy tention lany ke zurarth nai hai agr to hamry pas money nai hai or ham apna business start karna chaty Hain.
                        To dear national bank hamy gold per ye facility provide kar raha hai.
                        Dear ab ham apnay gold ko bank mai Rak ka loan Kay sakty Hain or loan ke amount ko apnay business main use Kar ka acha benefit hasil Kar sakty Hain.
                        Advantage.
                        Dear ye bohat he achi bath hai ka gold ka badly hamy amount mil rahi hai.
                        Short time main hamy amount mil jay ge
                        Disadvantage.
                        Dear amount ka return ja markup bohat zaida hai.
                        National bank ke persentage bohat zaida hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: ye review national banks main gold say karza lainay par mubni hay.

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                          dear members,ham main say aisay bahut saray members bhi hain jinhain is baat ka koi bhi pata nai hay k agar hamaray pass gold hay to ham usko banks main rakhtay huvay achi khaasi amount hasil kar saktay hain aur apna kaam continue rakh saktay hain.

                          FAIDAY;dear for informations,main aap sab ko is baay say agha karna chaunga k agar hamaray pass kisi kisam ki invest nai hay aur hamko kisi kaam main lose ho gaya hay aur haamray ghar main gold hay jisay ham sail bhi nai karna chahtay hain,to ham us ko national baks main rakh kar us say aik had tak karz bhi lay saktay hain jiska amuman dourania aik year ka hota hay agar ham usko aik year k baad wapis nai laina chhtay hain to hamko uski aik year ki kist pay karnay say phir next year tak ham uska paisa use kar saktay hain jis say hamara gold[sona] sail honay say bhi bach sakta hay aur ham apna kaam bhi achay tareekay say chala saktay hain

                          NUKSANAAT;dear jahan pay hamko gold is bank main rakhnay say itni barry facility milty hay sath sath hamko is baat ka bhi khayal rakhna chaye k ham nay agar kist time pay nai di to hamko warning k baad hamara gold sail bhi kia ja sakta hay is liye aisay halaat say bhi bachna chaye.
                          Yes dear aapane bahut hi important information Hamare Sath share Ki Hai agar Ham Aisi situation aur Aisi condition mein hai ki Ham Koi business start karna chahte hain aur hamare pass koi investment Nahin Hai To Ham bahut jyada Pareshan Ho Jaate Hain aur hamare pass koi Aisi situation Bhi Nahin Hoti Jiski against Ham Kisi dost ya Kisi family member se loan Hasil kar le to hamare pass yah opportunity hoti hai ki Ham Bank Mein gold mortgage karwa kar loan Hasil kar len yah facility Humko Bank provide kar raha hota hai agar Ham is facility se utilise Hona Chahte Hain To iski Kuchh requirements Hoti Hai Jo Humko fulfill karna hoti hai aur ham bank se loan Hasil karne ke bad Apna business start kar dete Hain.

                          National Bank is Hawale Se Hamare liye bahut jyada helpful hota hai aur vah Hamara gold apne pass reserve Rakh Ke Humko Kuchh amount loan de deta hai Jisko Ham properly utilise kar sakte hain aur ham ko loan Hasil karne ke against Bank ko monthly Kuchh interest Dena hota hai jo Bank ki income hoti hai iske sath sath Agar Ham Bank ko monthly installment let Karte Hain To usmein Humko interest ki ratio Kuchh Jyada per karna Hoti Hai for example agar humne monthly Bank mein 5000 Pakistani rupees submit karvane hain aur Humne Ye amount Bank may submit Nahin karvai Hai To ho sakta hai Humko 500 extra charges dene per day late payment ki vajah se.

                          Isliye Jab Ham Bank Mein gold rakhva kar Kuchh loan Lete Hain To Uske proper rules and regulations ko follow karna chahie aur Bank ki instruction Ke mutabik Humko uski payment ine time Karni chahie Kyunki Agar Ham Bank mein Main payment let deposit karwayenge to uska Humko nuksan ho sakta hai lekin Agar Ham within prescribed limit Bank Mein amount submit Karvate Rahenge to Humko Koi extra charges Nahin Dena Honge.
                          • #14 Collapse

                            Re: ye review national banks main gold say karza lainay par mubni hay.

                            Gold say bhi apko qarza mill jata hay asani kay sath lyia aik knowledgeableguy ka honazroori ha or un knowledgeable guy is ko nai kar sakta ha han lakin jobhi ho lakin w.Waisay to the the Forex market market shopping for and selling kay liay koikhas training ki shartnahi hay yehni koibhi admi kisi me kisi bhi jaganon line shopping forany liay kisi bhi khas diploma ki aroratnahi ho lakin eska matlab nahi hay okayler ko kuh bhi na aata ho aorna hello woh likhna parna janta hon aisa bil kul nahi hay bal okay aik dealer kokamyab shopping for and selling pay kaamkertay hain unn kay liye itni he training kaafiay unhain th Forex ket ki samajh aa sar ping forg terminal paykaamkess za y kay kiss device ka kieason haiaur usay kiss waqt kiss Tarah use kerna hai. Pak the tmarket ialogue board kay Romanurdhe kernai iss liye usaa.kay liye dilogueboard participants ko cell ka achause aur posting he seekhni hoti hai. Pak overseas exchange dialogue board pay Agar normal daikhajaey tou uneducated participants kaam tou ker laitay hain laikin uncation kikohamyn account banane koima ka trainates add karna hota hai howan tak principal apko is okay bary bata saktahon okay kam se kamitni traiing ho okay banda englishta ho aurforeignange trding mein hai aur jo mt4 terminal exchange change okay platform pe.G han dosto Education wantto hy kuknowledgeable individual kam ko behtr smag skty hyn or kam ko achy treeqy sy kersktyhyn. Lekin training itni zrori ia ho okay me kya ker rahahu or ksy kerna hy. Ueducated bnda kisi snario ko smaghny keleay artye hain kiyu kay un ko kafi pta chal jatahai kay ap es maikis tarha kam kar saktye hain ap parhye likhain hai tu ap esmai kafi acha kamkar saktye hain jub kay ap es mai achi attending to know hasil kartye hain tu ap esmaikamyab nowledgeabe hai tu ap esmai alaitye hain tu apka kam hai kay ap e mai apna kam mahnet aur lagan kay sathkam kartye hain tuap tu ap es mai hamesha kamyab ho jatye hain tu ap ka kamhai kay ap es maizayda knowledgeable ho kay kamkartye hain tu artye hain jub kamaraha hai ye k actual realistic principal apy samny ki actual instancedy raha onakobata don okay ap agar kam training bhi rakhty hain tu kam se kam matric overchange shopping for and senterprise hai okay is jozayadehnatkarta hai aur dil laga kar kam seekhtaye training bahut jaruri hai Kyunkiismein specific kind ke subjects a Rahe hotehain aur UN in accordance to likhane keliyeaapke byska likha Honello Jaruri HdanChahte Hain aap knasai se hape iar saktehain iske sath aap shopping for and selling principal bhi tabhiKamyab Hote Hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: ye review national banks main gold say karza lainay par mubni hay.

                              Deers aapane national Bank mein gold per loan lene ke bare mein bahut acchi e information share Ki hai national Bank government off Pakistan ka adara hai hai ismein bahut sare karz diye jaate Hain jismein gold per loan Dene Ki ki scheme bhi shamil hai jindagi mein ups and downs jindagi Ka ek hissa hai hamen kahin dafa loan lene Ki ki jarurat padati hai to Ham apne doston aur aur rishta dharan ke pass jaate Hain kabhi aisa bhi hota hai ki aapko kahin se a loan nahin milta aapko paison ki ki bahut jyada jarurat hoti hai aapke pass ghar mein gold Bada hota hai aap use sale nahin karna chahte to aap national Bank chale jaen vahan aap gold girvi rakh kar karza le sakte hain Pakistan mein berojgari bahut badh gai hai jabs nahin mil rahi hi aur aapke pass itna sarmaya nahin ki aap apna business kar saken to aap national Bank se a loan lekar apna business start kar sakte hain es ke kuchh advantages hai Jo main aapko bataungi jab aap loan ke liye apply karte Hain tu bank loan ki Ki Shariat aapko batata hai use acchi tarah read kar le kyunki aapane loan lene ke bad in rules and regulations ko follow karna hota hai gold per jab aap karz lete hain to aapke gold ke weight k mutabaq aapko loan Diya jata hai is per mark aapki Ki interst rate17.50 percent annually hoti hai national Bank 24 carat ki value se gold per loan deta hai hai ismein mulawat polish aur banvae ko alag kar liya jata hai aur aapke loan ki instalments banaa Di jaati hai interest rate ke sath monthly aapane installment ke through loan wapas karna hota hai loan lene ke fayde ke sath kuchh nuqsanat bhi hai agar aap ine time apni installment wapas nahin karte to aapko jarmana Dena padta hai aur agar kisi vajah se aap loan wapas nahin kar paate to bank aapka gold aapko warning dekar Neelam kar deta hai aur vah bhi apni Marzi ke julers ke pass so jab bhi aap aap bank se gold per loan le uski installment in time wapas Karen aapka gold safe Rahe aur aapane jis purpose ke liye loan liya tha vah bhi pura Ho

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X