yeh review banks main job par mubni hay.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    yeh review banks main job par mubni hay.
    dear jis tarha ham kisi aur institute main kaam kartay hain same isi tarha say agar ham ko kisi achay bank main job milty hay to ham barray khush kisamat hain jisk darj zail faiwad aur nuksanaat hain,

    ADVANTAGE;dear members,jis tarha say ham kisi aur jagha pay jib kartay hain jis say hamko achi sellery milty hay same isi ytarha say agar hamko kisi acha bank main job mil jaye to hamko aisi job ka milna bahut kismat ki baat hay,jis say hamko sellery bhi achi mil sakty hay aur sath sath aisi jobs bhi respected hoty hain jin main hamko bahut ziada izat bhi milty hay aur hamko busy rehna k bhi mawakay miltay hain,ham banks main kaam karnay say jitna marzi apnay side business k liye loan bhi lay saktay hain aur kisi aur ko bhi loan dila skatay hain.

    DISADVANTAGE;
    dear,hamko banks main kaam karnay say achi sellery aur respect ka milna possibal hay waisay he sath sath hamko is main kaam karnay k bhi bahut ziada nusksanaat hain,wo is tarha hay k hamko is main opening k time ka pata hay laikin is main closing k time ka koi bhi pata nai hota hay k kab kaam finished ho aur kab ham apnay ghar main jayen, to agar ham banks ki job k liye ready hotay hain to hamko in baatonka bhi khaas khayal rakhna must hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: yeh review banks main job par mubni hay.

    daer mamber banks main job kuj terms and conditions par milti hai jis k liye boht mahnat krna parhti hai jis k liye hmain apni job k liye banks ki sari formalities ko pora krna hota hai jis k ad hmari achi qualification k sath he job milti hai es k bad jub hmain job mil jati hai tu yah boht achi bat hoti hai q k es main job milna aik lucky sabit hota hai es liye aghr ap es bank ka hisa ban jaty hain tu apko boht se faidy milty hain.
    1:Faidy:
    banks main job milny se hmain achi salry pakage milta hai jis k bad hmain kuch he tim ek bad bonus bhi milny lag jata hai aghr hum apny kam ko achi performance k stah karen tu jaldi he hmara salry pakage bhi increament main lag jata hai sath main hmain bonus bhi milta hai jesy jesy hmara time spend hota hai banks main osi trha he hmari post bhi aghy change hoti rahti hai jis k bad hum bank maneger bhi ban skty hain.
    2: Nuksanat:
    daer mambers banks main job milny k jahan faidy hain wahan nuksanat bhi hain jis main sub se abra nuksan yah hai k bank mai hum tim epar tu jaty hain laken humai off time ka pta nahi hota hai qk hmain apny sary din ki jitni bhi transcation ho osko clear kar k ana hota hai os main kisi bhi trha ki koi chaning a jay tu osy osi time main clear karna zarori hota hai ap yah kam apny next working day main nahi chor skty hain
    • #3 Collapse

      Re: yeh review banks main job par mubni hay.

      G han agar bank me job mil jati hay to es se achi aur bat kia ho sakti hay banks hamesha hi achi education ko tarjeeh dety hey aur bank se related agar education hasil ki ho to zaror kesi na kesi bank me job mil sakti hay, bank me job ka faida ye hota hay key ye pay bahot hi zeyada dety hey aur experience ki zarorat be nahi hoti har bank ki koshish hoti hay key jetny be new employment hoty hey en ko pehly proper achi training di jaye es key bad hi es ko kesi bank key branch me set kia jaye, ye bahot hi big advantage hota hay key banks har tarha se free me training ki facility provide kar rahy hoty hey.
      • #4 Collapse

        Re: yeh review banks main job par mubni hay.

        Bank jobs iss waqt Pakistan mai aik achi job count hoti hai. Bank job kay liye science nahi parhni parti bulkay MBA aur M COMM kay elawa ab It specialist kay liye yeh jobs ideal jobs bann chuki hain. Pakistan mai iss waqt government aur private bank Mila kay total tadaad bohat ziada ho chuki hai. Jinn mai commercial aur micro finance banks ko shamil ker kay count kia jaey tou yeh tadaad ab 50 ko cross ker chuki hai. Banks jobs ki advertising unn ki apni websites pay career kay option mai arahi hoti hain jaha qualifications aur requirements mention ki jaati hain.

        Advantages :-

        Bank jobs kay bohat ziada faiday hain. Bank apnay employees ko bohat achay packages daitay hain. Bank jobs kernay waley aik job time guzarnay kay baad house building aur car financing say bohat faida uthatay hain. Annual bonuses bhi bohat achay mill jatey hain. Bank job kernay waley ko bohat respect milti hai.

        Disadvantages :-

        Banks mai job kay liye pehlay apprentice zaruri hoti hain. Contract jobs ki term and conditions bohat sakht hoti hain. Loan officers aur finance officers ko contract pay bhi sirf loan approval aur finance approvals cases ki buniyaad pay sirf commissions diye jatey hain. Bank Jobs kernay waloo ki security aur scrutiny bohat ziada ki jaati hain. Bank job kernay waley ki social life bohat mehdud reh jaati hai
        • #5 Collapse

          Re: yeh review banks main job par mubni hay.

          Bank job is Waqt Pakistan mein ek achi job Kaun hoti hai bank job ke liye science Nahin padhani padati Bal ke MBA or MCA ke alava Ab Ke Liye jokes jokes Ban chuki hai Pakistan mein is Waqt government aur private bank Mila Ke total tadad bahut jyada ho chuki hai jin me com Mainmercal aur microfinance banks ko Shamil Karke count kiya jaaye to yah dad ab 50 ko lyrics kar chuki hai banks jobs ki ki listing Unki apni website per career ke option Mein a Rahi Hoti Hai Jahan qualifcations our requirements mission ki Jaati Hai bank jobs ke bahut jyada fayde Hai Bank Apne emloyees video ko bahut acche package Deta Hai bank jobs karne wale ek job time gujarne ke bad house boarding aur kar se bahut fayda uthate Hain Anil bonus business bhi bahut acche mil Jaate Hain bank job Karne Wale ko bahut respect milati hai Bank mein job ke liye pahle apprentice Jaruri Hoti Hai contract jobs Ki Prem and condition bahut sakht Hoti Hai loan offer care aur finance offer care ko control per bhi sirf loan approval aur finance approvals cash ki buniyad per sirf Commission Diya Jata Hai bank jobs karne walon ke security aur security bahut jyada ki Jati Hai bank job Karne Wale ke social life bahut mahatva Rah Jaati Hai
          • #6 Collapse

            Re: yeh review banks main job par mubni hay.

            Dear friend Jaisa ki aap Jante Hain Ki Bank mein job bahut hi acchi job hai Kyunki ismein bahut hi jyada benefit Milte Hain Jaise case Mein Ek acchi salary milati hai aur uske alava yah bhi Milta Hai Ki Ek acchi job hai saaf suthri job Hai Jahan per aap AC Mein rahakar kam karte hain aur aapko dhup mein bhi nahin Rahana Padta aur ek chair per baithkar aap apna sara kam kar lete hain aur yah bahut hi easy job hai

            Advantage

            Bank mein job karte hain to aapko bahut jyada Gir Jaate Hain aur ek accha salary package Milta Hai Jiski bra per aap Parmod bhi Hote rahte hain aur sath sath aapko acchi income milati rahti hai aur back up mein aap ki insurance Bhi ki jaati hai aur Bank bahut hi acchi cities Logon Ko provide Karta Hai Jab log Bank ki job leave Karte Hain To usko Ek acchi income bhi provide karta hai

            Disadvantage

            Lekin ki Bank ki job karte hue aapko Sab ke sath male Jo Rakhna bahut jaruri hai aur iska sabse bada masla Yahi Hai Ki Jaise ke Islamic rules ke liye Hath se bank ki job haram ki Jaati Hai Kyunki ismein jo bhi aap ko salary Di Jaati Hai vah Logon Ko loan dekar usse jo bhi profit hota hai use payment mein se Ada ki Jaati Hai To isliye Bank ki job haram hai
            • #7 Collapse

              Re: yeh review banks main job par mubni hay.

              Ahr religious point sy dekha jay to bank ma job krna jaiz nhi hai lkn ajkal ky ahalt kp aisa bna dia gia hai ky bank ky bona koi kam he nhi hota hai aokp karobar ky leay bank ka istemal zaroori kr dia gia hai jo kybahot he preshani ki bat hai har bat py tax aor interest dena prta hai sood ky bina koi kam he nhi hota hai agr apko koi bhi kam krna ho to pehly assets kp show krvana limit of transaction k follow krna us py bhi tax oay krna zarroori ho chula haiis bataya kam krny ki zarooriat hai
              Trading ky leay apko bank ki zaroorat hai
              Faidy Advantages
              Bank ma job ky leay apko proper marit sy guzrna prta hai tb ja ky aoko trading ky leay instaforex ma investment hoti hai jesa ky ma apko btana chahta hun ky forex trading market ma hamen bank job kr leni chye tb he hamen economic ki smjh ata hai
              Nuqsanat
              Bank ma jpb krny ka islami koi tasavor nhi hai khas kr aisy bank jo sood py loan den len yeh subharam hai islam ma.
              • #8 Collapse

                Re: yeh review banks main job par mubni hay.

                Ji han bilkul dear brother aapane bahut hi Achcha review Hamare Sath share Kiya Hai Ham dekhte hain ki ismein Bank mein bahut Sare log kam kar rahe hoti hain aur Bank uski job karna Koi Aasan Kam Nahin Hai Kyunki ismein kam karna bahut jyada Mushkil hota hai aapko proper ismein time table Banakar kam karna hota hai aur aap ko banking timing ke mutabik ismein time Dena hota hai jo log Bank mein job karte hain Bank ki taraf se unko bahut sari facilities Di Jaati Hain.

                Dear ismein mein sabse pahle aapko batata Chalein ke bank mein jo bank manager Hota Hai Sab control Usi ke pass hota hai vah hi banko Tamam Rinku se control karte hain aur isme Bank Mein Tamam Jo transactions ki Jaati Hain usmein bank manager ka bahut kirdar Hota Hai Waheed Tamam transactions ko check kar sakta hai.

                Dear Agar Dekha Jaaye ke Ham Kahate Hain ke bank mein job karne wale log ismein bahut aasani Se Apna Kam kar lete hain lekin yah bahut hi Mushkil kaam hota hai ismein aapko proper time table ke mutabik kam karna hota hai aur Bank Mein Agar aapke pass koi mistake ho jaaye to usko recover karna Aasan Nahin Hota ismein aapko bahut hi Soch Samajh Kar kam karna Hote Hain Jab aapke pass banking experience Hoga aur aapke pass ismein Chor knowledge hoga to aapko ismein bahut fayda ho sakta hai otherwise aap kabhi bhi ismein kamyabi Hasil nahin kar sakte.
                • #9 Collapse

                  Re: yeh review banks main job par mubni hay.

                  yes dear aapane bahut hi Achcha topic review pesh karne ke liye select kiya hai no doubt banking jobs bahut hi important consider ki Jaati Hai Jab aap Kisi Bank mein job karne ke liye apply karte hain to uska specific Ek criteria hota hai bank job Hasil karne ke liye aapke pass commerce ki education honi chahie Bank ki job Hasil karne ke liye aapko 1 deposit karvana hota hai Bank ke pass Kyunki yah bahut hi acchi job hoti hai isliye log ismein bahut jyada apply karte hain aur aapko Jab Paisa karne ke liye iski sari requirements ko fulfill karna Hota Hai.

                  Jab aap Bank mein job kar rahe hote hain aur specially ismein aapki job cashier ki hoti hai to usmein aapko bahut jyada careful Hona chahie Kyunki aap ka Sara Din Kash Ke Sath connection hota hai aur aapki Ek Chhoti Si mistake aapke liye bahut jyada problem create kar sakti hai isliye cashier ki job Bank Mein sabse difficult job consider ki Jaati Hai Kyunki ismein aapko gas ko properly check karne ke bad receive karna hota hai aur main aapse counting ke base per bhi Kuchh mistake ho sakti hain Agar aapse is tarah ki koi mistake ho jaaye to usmein aap ko bahut jyada nuksan ho sakta hai aur vah aapane personally Khud payment karna hoti hai.

                  Pakistan Mein Kuchh log Aise Hain Jo banking ki job ko Achcha Nahin samajhte aur Islamic point-of-view se isko galat Karar Dete Hain aur kuchh Aise members hai jo isko Kahate Hain Ki yah Ek acchi jawab hai aur ismein Humko Achcha facility's ke sath acchi salaries mil Jaati Hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: yeh review banks main job par mubni hay.

                    Dear friends aj ki humri guftgu Bank ki job pay mabni hain k agr humy kesi achi bank mian job mil jaye tu yaqeenan ya humry lay buht bhri kushii ki bat hain bilkyl kismat wlo aik achi. Bhari job malti hain asy hi us job k buht hi zyda fiday hoty hain bank job kki selry buht achi hoti hain sra din banda duty bank k indr air-condition rome main krta hain respect buht zyda hoti hain aik achi white calr job hain jass main banda active ho kr apny work pay focus krta hain or apni dusty hallal kr k selry leta hain lkn bank job k fiday k sth as job k kuch nuksan bhi hain.....
                    ADVANTAGES :::::::::
                    dosto jesa k ap janty hain bank job aik buht hi achi job hain jo kismat wly ko maltii hain aik bahtreen white calr job hain jass main humy achi selry k sth achi life malti hain respect maltii hain Mary khayl say har lihz say achi job hain
                    DISADVANTAGES :::::::::
                    dosto bank job jatna zyda achi hain mry khayl say uthna hi zyda taff job job bhi hain ku k as job ki dusry ki opening timing tu hain lkn closing timing bilkul bhi ni hain phr as job main banda sra din active ho kr work krta hain hain jass main koi rest nii duty time bhi zyda dena phrta hain Jab k koi mistake hony pay zamadra kud hi ko hona phrta hain...
                    • #11 Collapse

                      Re: yeh review banks main job par mubni hay.

                      As-Salaam-Alaikum ya review bank job per mubni hai Bank mein job karna Hamare moaashry mein bahut Achcha Samjha Jata Hai yah bahut acchi job hoti hai Bank mein job Karne Wale shakhs Ki Har Koi Izzat karta hai Bank ki job Mein salary package bahut Achcha hota hai Iske Aur Bhi Jyada fayde Hote Hain mardoon ki nesbit auraten bhi Bank ki job karna Pasand karti hai

                      ADVANTAGE:-
                      Bank me kam krny k bht zyada faidy hein bank me kam krny se na sirf aik acha life style milta hai blky her koi respect krta hai har lehaz se bank ki job bht achi h bank me insurance ka b fida hota h achi selory milti h jab ap job chodty hein to bank apko achi income provide krti h

                      DISADVANTAGE
                      Bank me job k bht se faidy hein lakin sath hi ye job tough b h q k bank jldi open ho jata ha or is ki off timing b nhi hoti Sara din aik shks ko active rehna prta b jab tk k bank band ni ho jata or bht smjh k sath kam krna hota h thori c b mistake hony pr zimdar khud ko hi hona prta h
                      • #12 Collapse

                        Re: yeh review banks main job par mubni hay.

                        Assalamu Alaikum dear friendBank jobs iss waqt Pakistan mai aik achi job count hoti hai. Bank job kay liye science nahi parhni parti bulkay MBA aur M COMM kay elawa ab It specialist kay liye yeh jobs ideal jobs bann chuki hain. Pakistan mai iss waqt government aur private bank Mila kay total tadaad bohat ziada ho chuki hai. Jinn mai commercial aur micro finance banks ko shamil ker kay count kia jaey tou yeh tadaad ab 50 ko cross ker chuki hai. Banks jobs ki advertising unn ki apni websites pay career kay option mai arahi hoti hain jaha qualifications aur requirements mention ki jaati hain.

                        Advantages :-

                        Bank jobs kay bohat ziada faiday hain. Bank apnay employees ko bohat achay packages daitay hain. Bank jobs kernay waley aik job time guzarnay kay baad house building aur car financing say bohat faida uthatay hain. Annual bonuses bhi bohat achay mill jatey hain. Bank job kernay waley ko bohat respect milti hai.

                        Disadvantages :-

                        Banks mai job kay liye pehlay apprentice zaruri hoti hain. Contract jobs ki term and conditions bohat sakht hoti hain. Loan officers aur finance officers ko contract pay bhi sirf loan approval aur finance approvals cases ki buniyaad pay sirf commissions diye jatey hain. Bank Jobs kernay waloo ki security aur scrutiny bohat ziada ki jaati hain. Bank job kernay waley ki social life bohat mehdud reh jaati hai
                        • #13 Collapse

                          Re: yeh review banks main job par mubni hay.

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                          dear jis tarha ham kisi aur institute main kaam kartay hain same isi tarha say agar ham ko kisi achay bank main job milty hay to ham barray khush kisamat hain jisk darj zail faiwad aur nuksanaat hain,

                          ADVANTAGE;dear members,jis tarha say ham kisi aur jagha pay jib kartay hain jis say hamko achi sellery milty hay same isi ytarha say agar hamko kisi acha bank main job mil jaye to hamko aisi job ka milna bahut kismat ki baat hay,jis say hamko sellery bhi achi mil sakty hay aur sath sath aisi jobs bhi respected hoty hain jin main hamko bahut ziada izat bhi milty hay aur hamko busy rehna k bhi mawakay miltay hain,ham banks main kaam karnay say jitna marzi apnay side business k liye loan bhi lay saktay hain aur kisi aur ko bhi loan dila skatay hain.

                          DISADVANTAGE;
                          dear,hamko banks main kaam karnay say achi sellery aur respect ka milna possibal hay waisay he sath sath hamko is main kaam karnay k bhi bahut ziada nusksanaat hain,wo is tarha hay k hamko is main opening k time ka pata hay laikin is main closing k time ka koi bhi pata nai hota hay k kab kaam finished ho aur kab ham apnay ghar main jayen, to agar ham banks ki job k liye ready hotay hain to hamko in baatonka bhi khaas khayal rakhna must hay.

                          Assalamu Alaikum India member aapane bahut acche knowledge share Kiya Hai Hamare Sath Bank ki job bahut valuable hoti hai DU number Agar Hamen Bank ki job mil Jaati Hai To yah to bahut hi Achcha hai Kyunki Bank mein bahut employee ki jitne bhi employee kam Karen ki shayari bahut acchi hoti hai aur Diye Jaisi kya aap Jante Hain Ki Hath Ki Khwahish Hoti Hai Bank ki job karna Kyunki Bank ki job valuable aur personality job hai aur bhi bahut Achcha Hota Hai Humne bank related education officer ki Hui Hai To fir Aur Bhi best Hota Hai ke Kyon Ki agar ham Bank mein job Karte Hain To uske liye Hamen Pahle Se experience ki bhi jarurat Nahin padati Kyunki Bank wale Hamen Khud Se Hi training Dete Hain aur vah kuchh aur white Karte Hain aur sab Koi freely Karte Hain Kuchh log Bank ki job ko recommended Nahin Karte Kyon Ke Bank Mein interest Diya Jaate Jiski vajah se log is ke khilaf Jaate Hain
                          • #14 Collapse

                            Re: yeh review banks main job par mubni hay.

                            Bank mein jobs karna bbut se logon ki khwahish hoti hai. Kyn ky bamks ki norki ko qabil e izzat smjha jata hai. Aur yeh is wjhaa se hai ky banks mein kam karny ky liye aap ko achi taleem ki zarurt hoti hai aur ek acha prha likha insan hi banks ki seat par beth skta hai..​Aap busines​education aur managemnt ki education hasil krny ky bad banks ki nokri kar skty hain. Aur agar aap ko bank ki nokti mil jayr to aapko mashry mein ek izat wala maqam hasil hojata hai. Kyn ky is nokri ko baqi nokrion se acha smjha jata hai.

                            Advantages.

                            Banks mein kam krny se aap ko pay achi milti hai aur achi pay mil rhi ho to banda khushi se kam krta hai.​Aur tension free ho ky kam krta hai.​
                            Banks mein​ ek acha environment provide kia jata hai. Aur pur sukun mahol hota hai. Air-conditioned halls hoty hain jin mein aap beth ky kam karty hain. Esy mahol mein kam krna mushkil nahin hota.​
                            Bank ki job achi tsavur ki jati hai. Aur aap ksi ko bhi proudly bata skty hain ky aap bank mein job krty hain.

                            Disadvantages.

                            Banks ki jobs mein aap ko bhut muhtaat rehna parta hai aur agar aap cashier hain to aap ko cash ko achy treqy se handle krna ana chahye isky ilawa aapko naqli aur asli noton ki pehchan ani chahye. Wrna aap ko koi dhoka de skta hai aur aap ko pata bhi nahin chlta..​Jiska nuqsan aapko bharna par skta hai.
                            Banks mein agar aapky sath online fraud hua hai. To banking authority aap par ilzam laga ky aap ko pay krny ka bol deti hai..​Aam cashier se le kar manager tk aap par bhut bari zimedatian hoti hain.​Jin ko bht carefully deal krna parta hai.
                            Bankimg ky systems ko Islamic point of view se bura smjha jata hai kyn k in mein bhut se banks sood ky nizam par kam kar rhy hain to bank employee hony ki wjha se aap ko mashry se esi wesi batyn sujny ko mil skti hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: yeh review banks main job par mubni hay.

                              Ji han bilkul expensive brother aapane bahut hello Achcha evaluation Hamare Sath share Kiya Hai Ham dekhte hain ki ismein Bank mein bahut Sare log kam kar rahe hoti hain aur Bank uski job karna Koi Aasan Kam Nahin Hai Kyunki ismein kam karna bahut jyada Mushkil hota hai aapko suited ismein time desk Banakar kam karna hota hai aur aap ko banking timing ke mutabik ismein time Dena hota hai jo log Bank mein job karte hain Bank ki taraf se unko bahut sari amenities Di Jaati Hain.ismein mein sabse pahle aapko batata Chalein ke financial institution mein jo financial institution supervisor Hota Hai Sab manipulate Usi ke ignore hota hai vah hello banko Tamam Rinku se manipulate karte hain aur isme Bank Mein Tamam Jo transactions ki Jaati Hain usmein financial institution supervisor ka bahut kirdar Hota Hai Waheed Tamam transactions ko test kar sakta hai.Agar Dekha Jaaye ke Ham Kahate Hain ke financial institution mein job karne wale log ismein bahut aasani Se Apna Kam kar lete hain lekin yah bahut hello Mushkil kaam hota hai ismein aapko suitable time desk ke mutabik kam karna hota hai aur Bank Mein Agar aapke skip koi mistake ho jaaye to usko get better karna Aasan Nahin Hota ismein aapko bahut hello Soch Samajh Kar kam karna Hote Hain Jab aapke skip banking trip Hoga aur aapke omit ismein Chor expertise hoga to aapko ismein bahut fayda ho sakta hai in any other case aap kabhi bhi ismein kamyabi Hasil nahin kar sakte.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X