Re: yeh review banks main job par mubni hay.
Dosto ye review Bank main job karny par mabni hy to main aapki ye bataoon isky baary main k pakistan main mujooda bujat zyada banks kaam kar rahy hain, aur sary banks main hazaroon loug rozgar par hain kisi ke to zindagi banks k tozgar main guzar gayee, kuch banks achi slaaries aur packages aur commission alag sy offer karty hain apny workers ko, to kuch ke slmalaries bs guzar e hal hoti hy. Banks main mukhtalif qism k jobs hoty hain jis par mukhtalif qism k qualifies loug barti hoty hain kisi kaa kaam aram deh aur low burdon k hoty hain aur salary zyada hoti hy to kisi ke salary km aur kaam ka burden zyada hota hy.
Dosto banks main aap as a Finanial Analyst , petsonal financial adviser, relationship manager, accountant, auditor, branch manager loan officer aur collector k jobs kar sakty ho, isky ilawa cook, sweeper, security guard clerical staff ke B zaroorat hoti hy. Aab jis level k job k liye apply karna chaho to kar sakty ho bashart ye k elegible ho aap.
Faidy:
Dosto sab sy barra fiada ye hota hy k apko asani k sath job mil sakta hy aur salary B achi hoti hy, jis sy aapka guzara chal sakta hy.
2) doosra faida ye hota hy dosto k aapki promotion jaldi jaldi ho jati hy agar aap k charater aur kaam k base par aap achy worker nikly to promotion jaldi mil jaati hy.
3) theesra faida ye hy banks main aap aram sy AC room main bett kar job kar skaty ho jo bujat he asan aur pur sukoon kaam hy.
Nuqsan:
Dosto bank main job ka cesy koi nuqsan nahi hy lekin aksar ulama k mutsbiq chonky banks main aik soodi aur load etc kaa kam hota hy to ye haaram qarar diya gaya hy isliye zyada tar liug ye kaam nahi karna chahty Q k sood aik ghair islami fail hy.
Doosra nuqsan ye hy k is ke duty buhat lambi hoti hy aur aapka saara din bank main he guzar jaata hy.
Theesra nuqsan ye hy k ap bound ho jaaty ho aur apka job permanat nahi hota matlab kabhi B complaint par aapko erminate kiya jaa sakta hy.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим