Yeh review ATM machines per mabni hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Yeh review ATM machines per mabni hai
    Assalam o alaikum dear members and traders. Umeed hai aap sub bohat achay hongay. Aaj kall kay dour mai bank accounts ka use bohat barh chuka hai aur jo bhi account holders hain sub he atm cards use kertay hain aur atm cards kay usage kay liye atm machines pay bhi Jana parta hai. Atm machines ka usage bhi aaj kall kay dour aik poora technical knowledge bann chuka hai. Jiss ko seekhna apnay accounts ko atm machines say achay tareekay say handle kernay kay liye bohat zaruri hai.

    Advantages :-

    ATM machines 1 link ki facility ki wajah say her bank kay card ko accept ker laiti hain. Atm machines pay balance check kernay, mini statement, fund transfer aur mukhtalif utility bills ki adaigi ho sakti hain. Atm machines say bohat si facilities ko use kia jaa sakta hai.

    Disadvantages :-

    ATM machines ko use kernay say pehlay check kerna bohat zaruri hai kiyu kay atms machines pay bohat types ki hacking devices use ho jaati hain. Atm machines ka aik bohat Bara disadvantage uss mai slipstream na honay ki wajah say fund transfers nahi ho saktay hain. Atm machines ko use kertay waqt apni safety bohat rakhni parti hai kiyu kay atm machines aisay ilaaqoo mai bhi hoti hain jaha civic area nahi hota hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Yeh review ATM machines per mabni hai

    Dear members ATM machines Jo ke logon ko bahut acchi facilities provide Karte Hain yah bahut hi Jabardast system hai jo ke Hamare kam Aasan banata hai ATM machine Mein ham aasani se apni rakam nikalwa sakte hain ATMs office ab Har Jagah aapko easily available mil Jaate Hain Jis per jakar aap apni rakam aasani se nikalwa sakte hain ATM machines ke aur bhi bahut se fayde Hain ismein Hamen Kisi bhi Tarah Ke Bank formalities ko pura nahin karna padta Ham direct ki ATM machine Se jakar Apna Paisa nikalwa sakte hain ATM machine se payment ke liye aapko Kisi bhi Bank Mein Apna account create Karana padta hai Jiske bad aapko vah ATM cards provide karte hain Jiske bad aap ATM machine ka use kar sakte hain
    1: Faidy:
    Dear member ATM machine ke bahut se fayde Hain sabse pahle to iska fayda hai ki aap Jab Apne paise nikal Baithe Hain To aap ATM machine ke pass Akele hi hote hain aapke pass koi aur person Nahin Hota vah isliye Nahin Hota Kyunki aapko is account ke liye Kuchh password Diya jata hai jo ki sirf aapko hi Maloom hota hai ATM se a payment lene ke liye aapko use password ke sath apni payment nikalwa Ne padati hai jo ki yah aap aap tak hi Limited Hota Hai Taake Koi aapka password na dekhle aur aapka account Koi Aur mis use kar sake Iske alava Ek fayda Aur bhi hai ki ismein Hamen Kisi bhi time payment nikalwa sakte hain Jis Tarah Bank ke closing ka time Hota Hai Jab Ke ATMs 24 open hote hain jisse aap Kisi bhi time apni payment Le sakte hain.
    2: Nuksanat:
    Dear members ATM machines ke nuqsanat Jyada Nahin Hai Meri Nazar Mein sirf ek hi nuksan hai is machine ka Kyunki yah Ek electrical machine Hai ismein Kisi bhi Tarah ka Electrical Issue aapko problem De Sakta Hai Jiski vajah se aapki payment sakte hain yah aapka password machine accept Nahin Karte Iske alava bahut dafa Aisa Bhi hota hai ki aap ka card payment ke bad jata hai jo ke bad main aapko Ek Lambe procida ke bad bank se Milta Hai
    • #3 Collapse

      Re: Yeh review ATM machines per mabni hai

      ATM bahot hi achi service hay jo key har bank hi provide karty hey ATM ka faida ye hay key ham 24 hours me se kesi be time ATM card use kar key apny pesy bank se withdraw kar sakty hey, Pakistan key kesi be city me ham chaly jaye hamy pesy nikalny key ley apny bank key branch me jana nahi pardta hay ham direct card ka use kar key ATM machine se ye pesy nikal sakty hey, agar deka jaye to ye bahot bardi aur bahot achi sahulat hay aur sab se achi bat ye hay key Pakistan key har city key har bank key sath ATM machines hoty hey jes se faida leya ja sakta hay aur pesy asani se nikalway ja sakty hey.
      • #4 Collapse

        Re: Yeh review ATM machines per mabni hai

        Assalamu Alaikum BF for x 4 members bank system mein ATM machine hamare liye bahut faydemand hai ATM machine se Ham bahut achcha fayda utha sakte hain aur trading market mein banking system ko bahut important hasil hai aapko maloom hai ki paarak trading market banking system per run karti hai aur iske bina aapko trading facility provide nahin ho sakti hai aapko chahie trading ke liye knowledge automatic transaction machine se aap kisi bhi waqt paise nikalwa sakte ho paise transfer kar sakte ho bil payment kar sakte ho money withdrawal kar sakte ho iske liye aapko Bank opening working hard aisi kisi bhi station ka intezar nahin karna padta hai balki aap self-control ya kam kar sakte ho agar aapka kisi ek Bank mein account hai aur aapke pass hai to aap rakam ki muntaqili ma asani hasil kr skty ho
        Faidy Advantages
        Atm machine sy ham kisi bhi din kiso bhi waqat paisy niklva skty hain.
        Nuqsanat Disadvantages
        ATM machine ma chori ka rusk hota hai aor dosri atm machine ise krny ky charges haun,
        • #5 Collapse

          Re: Yeh review ATM machines per mabni hai

          Yeah review ATM machine per mubani hai.
          pyare doston Ham apne is review mein ATM machine ko describe karenge ki ATM machine ki vajah se Ham Logon Ko Kya advantages aur kya disadvantages ho rahe hain.
          Advantages. aajkal ke digital daur mein ATM machine ka tamam Logon ke liye bahut hi acchi facility Hai Ham iski madad se kahin se aur kisi bhi jagah se payment withdrawal karte hain yah money transfer karte hain iske alava bil payment bhi kar sakte hain. Sabse acchi baat yah hai ki hamen ATM machine jagah jagah per available hone ki vajah se kahin bhi payment nikaalne mein koi dushmani Nahin hoti.
          Disadvantage. doston mere khyal mein ATM machine ka koi bhi Aisa disadvantage Nahin Hai Jo Ham dhyan kar sake.
          • #6 Collapse

            Re: Yeh review ATM machines per mabni hai

            No doubt Jabse ATM machine banking field may introduce Hui Hai banking field ki development mein bahut jyada hi important role play kar rahi hai dear Jab Se ATM machine launch Hui Hai Hamare liye banking bahut jyada Aasan ho chuki hai agar ham banking karna chahte hain To ismein Ham different transaction ATM machine Se Hi kar sakte hain aur Humko Bank jaane ki jarurat Nahin Hoti just agar aap apne account ko maintain karne ke liye ATM card se bhi apni different transaction consistently kar sakte hain.

            Dear jab aap ATM machine ko properly utilised kar rahe hote hain to isko properly learn karke hi aap isase complete benefits aur advantages Hasil kar sakte hain sometime Agar aapko is related maximum information Hasil nahin hai to aap Koi mistake kar sakte hain Jiski vajah se aapki transaction incomplete ho sakti hai yah sometime aapki transaction aapki required place per transfer Nahin Ki Ja sakti isliye Jab aap kam kar rahe hote hain to aapko ATM se related complete learning Hasil karne ke bad hi aapko is machine to properly utilised karna chahie otherwise aapke liye bahut jyada problem ho sakte hain.

            Faidy:

            ATM machine ka sabse bada advantage hota hai ki aap banking time khatam hone ke bad Bhi Is per transaction kar sakte hain aur Agar aapko Koi amount emergency basis per jarurat hoti hai to vah aap isliye withdrawal karwa sakte hain ATM machine se aap Sunday ko bhi different transaction complete kar sakte hain. Aur aapko Bank consistently Nahin Jana Hota aap apni transaction ATM machine Sahi kar lete hain.

            Nuqsan :

            Dear sometime ATM machine ka link down Hota Hai Jiski Kashyap production complete nahin kar sakti aur aapke liye problem ho sakti hain aur aapki payment delay hoti hain.
            • #7 Collapse

              Re: Yeh review ATM machines per mabni hai

              Dear ap ka topic bohat he acha hai mujay bohat pasand aia hai dear Atm machine bohat important hai ches hai or currently is machine ka istemal be bohat zaida hai .
              Dear ATM machine first time 1967 main start hoi .
              Dear is machine ka any SC hamary bohat zaida Kam asan ho gay Hain.
              Dear ab hamy koi parshani nai hai ham jab chay jis time chay bank SC payment withdrawal Kar lay kion ka ye service 24 hours available hai.
              Dear atm machine ka any SC bank main be rush Kam ho gia hai kion ka ab cheque Kay Kar jany ke zurarth nai rahi.
              Dear is machine SC ham ham payment transfer Kar sakty Hain .
              Apna balance chk Kar sakty Hain
              Mini statement hasil Kar sakty Hain.
              Dear abi to card ke be zurarth nai rahi ABI Ham apnay thumb SC be payment hasil Kar sakty Hain.
              Advantage.
              Dear atm machine ke bohat zaida advantage Hain .
              Is machine SC ham 24 hours main jab chay payment lay lain.
              Dear is machine SC ham apna balance be chk Kar sakty Hain.
              Dear is machine SC ham min statement be hasil Kar sakty Hain.
              Currently maximum bank ka sath Atm machine available Hain .
              Dear is machine ka any SC Kam main bohat asani aie hai or ham apna Kam without delay Kar sakty Hain.
              Disadvantage.
              Dear is machine main khuch waqat network ka problem ho jata hai jis ke Waja SC ye machine Kam nai Karthi. Or ham is ko use nai Kar sakty.
              • #8 Collapse

                Re: Yeh review ATM machines per mabni hai

                Assalam Walekum dear friends ATM machine banking ki field mein bahut important role play karti hai ATM machine Koi use Karke Ham apni life ko bahut jyada Aasan bana sakte hain ATM machine ko use karne ke liye Hamare Paas ATM card Ka Hona jaruri hai hai iske sath sath Hamen ATM machine ko istemal karna bhi Aata Ho Hamen Iske bare mein main learning Jarur Hasil Karni chahie Hamen yah sikhana chahie ke ATM machine ko kaise use Kiya jata hai Ham apni different transaction ATM machine ke jariye hi kar sakte hain.

                Faiday :

                ATM machine ke Hamen bahut se fayde Hain banks timing Ke alava Bhi Ham isko use kar sakte hain Ham ATM machine ko midnight mein bhi use kar sakte hain Agar Hamen emergency Ki Surat Mein Mani chahie Ho To Ham ATM machine ki help se money withdrawal Karva sakte hain yah ATM machines Sunday ko bhi open hoti hai ya 24 hours open rahti hai Jab Ke banks Sunday ko off Hote Hain banks mein bahut jyada Rush hota hai aur agar aap Bank Nahin Ja sakte ho aap ATM machine Kesariya apni money transaction ko yakin banaa sakte hain.

                Nuksan:

                ATM machine ko shoes karne ke liye Hamen Apna pincode Hamesha Yad Rakhna chahie Agar yah pin code Ham Bhul Jaate Hain To Ham ATM machine ko use nahin kar sakte a and secondary Hamen ATM card ko bhi bahut jyada care se Rakhna hota hai agar ATM card bhi Kahin Gum Ho Jaaye a tab bhi bahut problem ho sakti hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Yeh review ATM machines per mabni hai

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
                  Assalam o alaikum dear members and traders. Umeed hai aap sub bohat achay hongay. Aaj kall kay dour mai bank accounts ka use bohat barh chuka hai aur jo bhi account holders hain sub he atm cards use kertay hain aur atm cards kay usage kay liye atm machines pay bhi Jana parta hai. Atm machines ka usage bhi aaj kall kay dour aik poora technical knowledge bann chuka hai. Jiss ko seekhna apnay accounts ko atm machines say achay tareekay say handle kernay kay liye bohat zaruri hai.

                  Advantages :-

                  ATM machines 1 link ki facility ki wajah say her bank kay card ko accept ker laiti hain. Atm machines pay balance check kernay, mini statement, fund transfer aur mukhtalif utility bills ki adaigi ho sakti hain. Atm machines say bohat si facilities ko use kia jaa sakta hai.

                  Disadvantages :-

                  ATM machines ko use kernay say pehlay check kerna bohat zaruri hai kiyu kay atms machines pay bohat types ki hacking devices use ho jaati hain. Atm machines ka aik bohat Bara disadvantage uss mai slipstream na honay ki wajah say fund transfers nahi ho saktay hain. Atm machines ko use kertay waqt apni safety bohat rakhni parti hai kiyu kay atm machines aisay ilaaqoo mai bhi hoti hain jaha civic area nahi hota hai.


                  Assalamu Alaikum remember aapane Hamare Sar bahut acchi knowledge share kiya hai aur ek informative topic select Kiya Hai ATM machine Indian emergency Ka Sab Jante Hain Ki ATM machine Ek bahut kam Ki chij Hai Jo Hath Bank ke A open-door par Lagi Hoti Hai jisse easily Har Banda Apne amount withdrawal Karva sakta hai ATM ka use bhi bahut hi hai Dedh Ishqiya detailed hai jo main aapke Sani share karta hun...



                  Do you remember ATM machine ke bol se fayde Hain Ham Kisi bhi time midnight mein bhi jakar ATM machine se apne paise nikal sakte hain Hamen iske liye Ban jaane ki jarurat Nahin pacitti Jab Ham Bank Mein Apna kaun sa open Karvate Hain To Main Udhar Se Ek Bank ki taraf se Hamen facility provide ki Jaati Hai ATM card Kijiye the paper money bhi Kaha jata hai dear members Se Jab Ham ATM card mein ATM machine Mein Apne ATM card dalte Hain To Ham jitni amount apni likhate hain aur Hamen Apna password likhna Hota Hai Jiski wajah se Hamari amount jaldi fauran hi nikal Aati Hai Din Mein sakte hain Ham Ek Din Mein kick dafa bhi apni amount nikalwa sakte hain...


                  ATM card ke Kuchh disadvantage bhi hai agar Hamare ATM card Kahin kam ho jata hai kya uska password leak ho jata hai to Hamari account mein jo bhi Rakh kam hoti hai to vah Chhori bhi ho sakti hai To Hamen Apne password kisi ko bhi nahin batana chahie...
                  • #10 Collapse

                    Re: Yeh review ATM machines per mabni hai

                    Assalamu Alaikum Forex friends aaj ka Hamara topic ATM machine par mabani hai.
                    ATM stand for The automated teller machine (ATM) is an automatic banking machine (ABM) that allows the customer to complete basic transactions without any help from bank representatives. There are two types of automated teller machines (ATMs).
                    An automated teller machine (ATM) is an electronic banking outlet that allows customers to complete basic transactions without the aid of a branch representative or teller.
                    An ATM is simply a data terminal with two input and four output devices. Like any other data terminal, the ATM has to connect to, and communicate through, a host processor. Leased line machines connect directly to the host processor through a four-wire, point-to-point, dedicated telephone line.

                    Advantages of ATMs

                    Atm ak electronic machines hai, ye customer khud operate krta hai deposit or to withdraw cash k liye bank se.
                    ATM 24 hours service rovide krta ha.
                    ATMs provide krta hai service round the clock.
                    ATMs provide krta ha convenience to the customers.
                    ATMs reduce the work pressure on bank's staff and avoids queues in bank premises.

                    The Disadvantages of ATMs

                    Fraud,Criminals can fit skimming devices and small cameras to ATMs. ...
                    Fees,Banks aur machine owners draw krty hai bare level source of revenue from ATM fees.
                    Theft Risk. Agr ap bank jae tu ap dakhy gy,k likely walking secured area watched by multiple cameras or a life guard. ...
                    Card Retention. ATMs give, but they can also take.
                    • #11 Collapse

                      Re: Yeh review ATM machines per mabni hai

                      Assalamu Alaikum member of Himachal portal share kiya hai aur ek informative topics discussed Kiya Hai Sab Jante Hain ke a ATM machine ke bahut se fayde hain aur Yahi bahut Thi Jabardast kam Karti Hai Ham isliye apni money Kisi bhi time withdraw Karva sakte hain ATM machine alag se accept room Hota Hai hai jo 24 hours open rahata hai aur aap Kisi bhi time jakar usse Apne money withdrawal Karva sakte hain...


                      member ATM machine ke bahut se fayde Hain sabse pahle to iska fayda hai ki aap Jab Apne paise nikal Baithe Hain To aap ATM machine ke pass Akele hi hote hain aapke pass koi aur person Nahin Hota vah isliye Nahin Hota Kyunki aapko is account ke liye Kuchh password Diya jata hai jo ki sirf aapko hi Maloom hota hai ATM se a payment lene ke liye aapko use password ke sath apni payment nikalwa Ne padati hai jo ki yah aap aap tak hi Limited Hota Hai Taake Koi aapka password na dekhle aur aapka account Koi Aur mis use kar sake Iske alava Ek fayda Aur bhi hai ki ismein Hamen Kisi bhi time payment nikalwa sakte hain Jis Tarah Bank ke closing ka time Hota Hai Jab Ke ATMs 24 open hote hain jisse aap Kisi bhi time apni payment Le sakte hain.


                      Dear members ATM machines ke nuqsanat Jyada Nahin Hai Meri Nazar Mein sirf ek hi nuksan hai is machine ka Kyunki yah Ek electrical machine Hai ismein Kisi bhi Tarah ka Electrical Issue aapko problem De Sakta Hai Jiski vajah se aapki payment sakte hain yah aapka password machine accept Nahin Karte Iske alava bahut dafa Aisa Bhi hota hai ki aap ka card payment ke bad jata hai jo ke bad main aapko Ek Lambe procida ke bad bank se Milta Hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Yeh review ATM machines per mabni hai

                        Assalam O Alikum dosto ye review ATM machine par mabni hy to mai naapko bata doon k Automated Teller machine ya atm machine aaj kall her kisi ki zarurat hai. Atm machines ab her barey chotay city mai mojud hoti hain. Atm machines ab airports, motorways rest areas, bus terminals aur train stations pay bhi available hoti hai. Atm machines ki aur atm cards ki wajah say ab cash bohat ziada saath lay kay chalnay ki zarurat nahi hoti hai. Banks ki atm machines aik agreement ki wajah say state bank kay orders pay ab 1link hoti hain jiss ka Matlab hay kay kisi bhi bank ki atm machines kisi bhi dusray bank kay cards ko accept kerti hain aur payments withdraw kerwai jaa sakti hain. Dosto bs sirf farq ye hota hy k agar aapky pass ail bank ke atm ho aur aap doosry bank k atm service ko use karogy to aap sirf sirf atm k charges kaaty jaaty hain jo 18 rupies per transaction hmk katooti hy baqi aap koi B nmbank k atm cars ko kisi B bank k machine main use kar sakty ho.

                        Faidy:

                        1) Dosto aapko ko pata hy k atm machines ki wajah say ab payments transfer aur Cash out kernay kay liye banks kay timing ki tension khatam ho chuki hai.
                        2) Dosto Atm machines say bohat Kamm fee mai kisi bhi bank kay account, jazcash, easy paisa account mai payments transfer kerna mumkin hai aur ab tou state bank nay transfer fees bhi Khatam ki hui hain.
                        3) memebers atm machines say her qisam kay utility bills pay kernay ki sahoolat mojud hoti hai jiss say banks ki lines mai lagnay ki pareshani khatam ho chuki hai.
                        4) Is sy dosto aap k jaib par burden khatam ho jata hy.
                        5) is sy aap ko nuqsan nahi hota for exapmle agar aap k jeb main pesy zyada ho to chori ho sakti hy, aur agar atm card ho to chori sy aap bach jaaty ho aur agar chori ho b jaye to koi aapka password jany bina code use nahi kar sakta.

                        Nuqsanat:
                        Dosto atm ka aisa koi nuqsan to hy nahi kmjis ke waja sy iska istimal chorr diya jaye baqi main aapko batata chaloon k ATM machines pay weekends pay cash khatam honay say bohat masla paida ho jata hai. Atm machines pay sarkaari chutiyaa zaida honay ki wajah say cash khatam hona aur machines ka kharaab ho jana mamool ki baat hain. Atm machines pay withdraw ya transfer kay doraan network break honay say account say debt hojatey hain laikin na tou cash out hotay hain aur na he transfer huay hotay hain aur uss kay baad user ko working hours ka wait aur kabhi kabhaar mahinoo apni payment kay liye wait kerwaya jaata hai. Atm machines pay hacking bohat aam hai. Atm machines pay rahzanni ki bhi bohat waardatey hoti hain kiyu security ka koi system he nahi aur aap kisi B waqt pareshani ka shikar ho salty ho Q k aksar atms aisy jaghoon par hoty hain jis k ird gird koi hota B nahi yaa rat k waqt khatar naak sabit ho sakta hy.
                        • #13 Collapse

                          Re: Yeh review ATM machines per mabni hai

                          Assalamu alaikum dear friend ATM machine banking ki field mein bahut important role play karti hai ATM machine Koi use Karke Ham apni life ko bahut jyada Aasan bana sakte hain ATM machine ko use karne ke liye Hamare Paas ATM card Ka Hona jaruri hai hai iske sath sath Hamen ATM machine ko istemal karna bhi Aata Ho Hamen Iske bare mein main learning Jarur Hasil Karni chahie Hamen yah sikhana chahie ke ATM machine ko kaise use Kiya jata hai Ham apni different transaction ATM machine ke jariye hi kar sakte hain.

                          Faiday :

                          ATM machine ke Hamen bahut se fayde Hain banks timing Ke alava Bhi Ham isko use kar sakte hain Ham ATM machine ko midnight mein bhi use kar sakte hain Agar Hamen emergency Ki Surat Mein Mani chahie Ho To Ham ATM machine ki help se money withdrawal Karva sakte hain yah ATM machines Sunday ko bhi open hoti hai ya 24 hours open rahti hai Jab Ke banks Sunday ko off Hote Hain banks mein bahut jyada Rush hota hai aur agar aap Bank Nahin Ja sakte ho aap ATM machine Kesariya apni money transaction ko yakin banaa sakte hain.

                          Nuksan:

                          ATM machine ko shoes karne ke liye Hamen Apna pincode Hamesha Yad Rakhna chahie Agar yah pin code Ham Bhul Jaate Hain To Ham ATM machine ko use nahin kar sakte a and secondary Hamen ATM card ko bhi bahut jyada care se Rakhna hota hai agar ATM card bhi Kahin Gum Ho Jaaye a tab bhi bahut problem ho sakti hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Yeh review ATM machines per mabni hai

                            Ap na ATM machine k bary ma bhut important information hamare sath share Ki hai ATM banking system ma aik acha azafa hai ATM ko use krna k ley es ko learn kry phr es ka use kry bagir learn kiye ap es ko use ni kr sakty ab tamam bank ATM ki facility provide kr rahy hn jo k her person use kr raha hai ATM card ap ko account open krna k kuch din bad provide kr diya jata hai jesy ap pincode sa activate kr k useable bantay hain ATM k faday ma ap k sath share karo gi

                            Fayida....

                            ATM ke bahut sare fayde Hain bank timing 9 to 5 hoti hai iske bad aap transaction nahin kar paate lekin ATM ke through aap 24 hours transaction kar sakte hain hain Saturday Sunday bank off hote Hain agar aapke pass ATM majood hai to aap transaction kar sakte hain bus ATM ko use karne ka procedure aapko acchi tarah aana chahie ATM mein aap 50000 se 100000 Tak transaction kar sakte hain ATM card ke through ap money transfer kar sakte hain ATM ka sabse bada fayda hi hai ki aap Jahan kahin bhi Hoon aap isase money withdrawal karva sakte hain iske alava ATM card ke through aap mini statement bhi le sakte hain ATM card ko carefully use karen to iske fayde hi fayde Hain aaj ke daur mein jyada money laa
                            kar Jana dangerous hai agar aapke pass ATM card hai to aap jab chahe ATM card ke through money withdraw karva sakte hain ya ek safe tarika hai Money ko safe karne ka

                            Naqsan....

                            ATM card ke Jahan bahut sare fayde Hain vahan per kuchh nuksan bhi hai ATM card ko use karne ke liye pin code Diya jata hai usko yad rakhna bahut jaruri hai agar aap bhul jaate Hain to aap ATM card use nahin kar sakte secondly aap apne ATM card ko safe jagah per rakhna chahie agar ATM card kisi aur ke hath mein Chala jata hai to vah aapki money withdrawal karva sakta hai ATM card annually fee charge hoti hai jo ki kafi jyada hoti hai iske alava har transaction per fee charge ki jaati hai ATM card ka pincode change karte rahana chahie Taki aapka ATM card save Rahe kahin dafa aisa hota hai aap ATM card use karte hain lekin machine kharab hone ki vajah se KTM card ATM machine ke andar hi jata hai jiski vajah se aapko pareshani ka samna karna padta hai aur use ATM card ko hasil karne ke liye thoda work karna padta hai ATM card jab bhi aap use Karen use karne ke bad cancel ke button ko 2 bar press Karen Tanki ATM card ko hack na Kiya ja sake ATM machine se jab paise lekar Bahar nikalte Hain to aas pass logon Ka dhyan rakhe bahut sary log aapke piche lag jaate hain aur aapke paise aap se loot lete Hain Atm card carefully use kiya jy tu es k bhut benefits hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Yeh review ATM machines per mabni hai

                              INTRODUCTION..
                              Asslam o Alaikum Dear Members jesa k ap sub dost janty hain k aj kal technology k door main Lan dena passy ko investment karny k kesi bhi business k lay humy bank account ki zurart hotii hain or aj kal banko ki tadad main bhi as waja say din ba din iazfa ho rha hain ku k logo ka bank account zyda say zyda Banvany pay rugain bhrta ja rha hain log buht zyda account banva rhy hain or account hona achi bat hain ku k us main hum unlimited passy invest bhi kr skty hain Jab k kesi bhi country ya city main full forii tor pay passy bajh skty hain receive bhi kar skty hain ya technology hain jass k lay ATM ka hona buht zurari hota hain ku k ATM ki hony sya humy bank jany ki zurart ni phrtii usy hum khai bhi din rat main jab chye jaha chye istaml kar skty hain lkn ATM k istaml k lay humy bank ki tarf say ATM machines jarsi super technology ko provide kaya gai hain jas ka link har bank k ATM k sth hota hain aik machine k indr kesi bhi bank ka ATM hum asani k sth jab chye din rat main istaml kar k passy wgra ya koi bhi bill pay kr skty hain...........

                              ADVANTAGES...

                              ATM ko istaml karny k lay ATM machine ka istaml buht zurari or buht acha hain aj kal ATM machine srf bank tk madod nii rhii bilky bhary bhry shopping center petrol pump astation Airport university wgra main lag die gie hain jha pay hum asani k sth forii pay apny ATM Ko istaml kar k passy niklva skty hain ATM machines pay humy forii tor pay jatna zyda passy withdrawal krvna chye krva skty hain bgr charges k humy forii tor pay passy mil jaty hain as ka lay humy kesi bank wgra k indr ni jana phrta ya bhi achi technology hain jass ka humy buht fida hasil ho rha hain.........

                              DISADVANTAGES...

                              ATM machine ko istaml karty wqt humy phly check karna chye ku k aj kal hacking system ho gia hain jass say humry passy koi dusra niklva skta hain asi tra Atm machine main jany say ohky humsha dakhy koi or tu use ni kar rha akly main use krna chye ku k fard ki wja say buht nuksan ho rhy hain atm machines main choti si mistake say ap ka card mach8k indr ruk jata hain jass say wo dubra bank ki branche main chala jata hain us k lay dubra zalil hona phrta hain as lay check kr k buht motat ho kr kam kary.......

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X