100 EMA Trend Aur Rejection
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    100 EMA Trend Aur Rejection
    Ap me se Boht se Log 100ema ko Sirf Trend kay Use karte Honge Par ap ko Agar pata he Ki Is ki rejection se bhi Kamal ki entry Mil sakti he Is entry ko Hum kese dhundegy Sab pehle To Down trend me Market upar ki tarf Akar 100ema ko touch kar k ek Rejection Bar Ya revesal pattren Banaegi Market Uske Bad hum Ye dekhenge K Previews resistance Ko bhi touch kya he market ne ?? Fir hum trend line Draw karenge Aur dekhenge K MARKET Me trend ko bhi hit kya he agr ye 3 chizen Mil jae to ap ki 100pip ki entry ban jaegi with 1:2 risk reward
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: 100 EMA Trend Aur Rejection

    Salam Pyare doston bahut hi acchi baat Hoti Hai Jab Bhi Aise information share karta hai ki yah bahut kimti Hoti Hai To Yahan per trend aur trend reversal ko pachane ke liye aapko Ek formula Diya gaya hai agar aap isko Sikh sakte hain na to trading Mein Achcha profit hasal kar lenge to Yahan per baat ho rahi hai vah bhi Gaye fridge ki yani ke agar aap 100 gm use karte hain to ab easily friend ko point kar lenge
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: 100 EMA Trend Aur Rejection

      Dear ap koi b indicator ka use karty hain tu us mai ap daikhain gy ap ko 3 lines di jati hai jis ki values ap nay kudh set ki hoti hai upar wali line jo kay green hoti hai 100 value 2nd wali jo line black color mai hoti hai us ki value 70 or 3rd ma jo bearish line jo kay red color mai hoti hai woh 30 ki value mai set ki jati hai yeh normal range ki value hai. ager ap in mai kudh sy judgment ki base pay value set karain gy tu wrong rejection line ap ko bar bar daikhny ko mily gi.

      اب آن لائن

      Working...
      X