Free Download indicators set for Forex traders
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Free Download indicators set for Forex traders
    :1f534:
    Template
    10 pip sytem


    Indicator Set
    3_Level_ZZ_Semafor_TRO_MODIFIED_VERSION
    10 dollerfix
    Buy-Sell_Alerts
    SD Signal call
    time

    Download Link https://zee.gl/qsUtXPR8
    Click image for larger version

Name:	Indicator Set.jpg
Views:	2
Size:	213.3 کلوبائٹ
ID:	12463720
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Free Download indicators set for Forex traders

    G han esy bahot se free indicators majood hey jes ko manually be download kar key apny terminal me ham install kar sakty hey basically ye indicators free of cost hoty hey jo key good indication de sakty hey, sab se pehli bat to ye hay key koi be indicator ghalat information nahi de sakta hay agar en ko understand kia jaye aur en key rules key mutabeq follow kia jaye to har use key jany wala indicator relaible signals provide kar sakty hey, free indicators me bahot kam capacity hoti hay key wo real time me signals de magar market trend ko zaror clearly define kar sakty hey premium indicators real time zone me hi achy signals de sakty hey.
    • #3 Collapse

      Re: Free Download indicators set for Forex traders

      yeh indicators kafi acha hai jo ap ko buy or sell kay signal farhaam karta hai aisy traders jo forex market main new hain wo is indicators ko use kar kay market price main buy or sell kay signal find kar kay achay trades open kar sakte hain yah aik trending indicators hai jo ap ko trend kay hisab se buy sell kay signal farhaam karta ha or wo indicators jo trend me signal deta hu os ki accuracy dusre indicators ki nisbat zeyda hoti hai yeh indicators ap ko majors pairs main boht achay signal create kar kay de ga yeh itna best trending indicators hai ager ap is ko small time frame main bhi use kartay tu ap acha profit earn kar sakte hain ap har signal ko blind ho kar follow na karay sath me stochastick or cci indicators ka bhi use kar sakte hain strong analysis karne kay liey
      • #4 Collapse

        Re: Free Download indicators set for Forex traders

        G han dear ap ne achi information share ki hai sab se pehly tu tamam friends ko pata hona chahye k indicators kis liye use hoty hain tu indicators market ki next movement k janny k liye use kiye jaty hain jin ko use kar k hamyn market ki next movement ka signal milta hai aur kafi aisy indicatora hain jaisa k ap ne share kiya hai jo hamyn buy ya sell ka signal dety hain ham inko download kar k apny trading terminal par install kar sakty hain aur in indicators se faida utha sakty hain but agar ye indicators free of cost hon tu faida hai lekin agar in ki payment ho tu koi faida ni hai us se behtar hai k ap khud mehnat kar k analysis kryn aur metatrder4 aur metatrder5 par bhi kafi indicators diye gaye hain jo ham free mein use kar sakty hain tu hamyn use karny chahyn indicators ka use ata ho k kaisy diffrent time frame mein chart banaye jaty hain aur indicator kaisy lagaye jaty hain agar hamyn market k analysis karny par aboor ho jaye tu ham bahut profit earn kar sakty hain
        • #5 Collapse

          Re: Free Download indicators set for Forex traders

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Vizio Group پيغام ديکھيے
          :1f534:
          Template
          10 pip sytem


          Indicator Set
          3_Level_ZZ_Semafor_TRO_MODIFIED_VERSION
          10 dollerfix
          Buy-Sell_Alerts
          SD Signal call
          time

          Download Link https://zee.gl/qsUtXPR8
          [ATTACH]12498[/ATTACH]
          Dear ap ne jo indicators ka set dia hai ais mai hum ko scalping k liay kafi zayda achy tools mil rahy hai ain ko hum agr use karty hai to hum ko ais mai achi trades mil jati hai kun k ais mai hum ko short term k lehaz se trades mil jati hai ais mai ap agar lot thori bari use karty hai to aus par ap ko kafi zayda profit ho jata hai ais market mai ap k pass koi aik trading strategy honi chyae aus mai beshak ap indicators ko use kary help k liay ya tenchnical tools ko use kary ais mai ap ki apni marzi hoti hai ais market mai ap ko mehnat karni hoti hai tab hi ap ko ais market mai kamyabi milti hai ais market mai ap ko mehnat karni hoti hai aor sabar k sath kaam karna hota hai tab hi acha entry point ap ko ais market mai milta hai jaha se ap trade laga sakty hain.
          • #6 Collapse

            Re: Free Download indicators set for Forex traders

            dear ap ne hum se bohat hi achi pic share kiya ha is main market ko fallow krne main hume bohat se tools mil rhe hein hume is main indicotor ka be use krna hota ha dear is main knowledge hamra tab hi kam ata ha jab hum is main samjdari se kam krte hein dear agr hum is main bhri bhari lots size ka use krein gey tu hume is business se lose hi hona ha is liye samjdari zahrori ha kameyab hone k liye is business e hume daily menat krte rehna hota ha daily ka daily market ka knowledge hasil krna hota ha ese main kameyab hona posible nai ha is main chart analysis indicotor ko fallow krein gey tu asani se kameyab be ho sakte hein hume tecnical analysis se ur fundamental analysis se be lazmi help leni hoti ha is main kameyabi tab hi mumkin ha
            :1f60d: hard work :1f60d:
            • #7 Collapse

              Re: Free Download indicators set for Forex traders

              Real Forex trading member of ne bahut accha free indicator bataya hai jo use karne ki bajaye apne a mobile mein agar install karoge to aapko trading account mein guidance milegi aur aap iske signal se tradeguide le sakte ho aur is se signal ko copy karke achcha profit hasil kar sakte ho lekin main aapko ek baat batana chahta hun ki agar aap initial stage per independent reading karoge aur khud se technical aur fundamental analysis karoge sentimental analysis ke liye efforts karoge to aapko bahut fayda hoga free signals aapko bahut sari jagah se mil sakte hain lekin Inka fayda koi nahin hai kyunki aap acche nahin ban sakte ho agar aapane achcha professional expert trader banna hai to aapko knowledge aur experience ke sath kam karna hoga aur reading market main aapko apni skills ko use karte hue kam karna hoga
              • #8 Collapse

                Re: Free Download indicators set for Forex traders

                Near Forex member Forex trading main bahut se Aise free indicators aapko mil Jate Hain Jo aap apni trading Mein use Karke apni trading kar sakte hain isliye aapko chahie ki aap an indicator per reading karna chahte hain to aapko indicators ko acchi Tarah Se use karna hoga Kyunki Jab aap indicators ko sahi tarah se use karte hain tabhi vah aapko profit deta hai lekin iske liye ek best option aapke pass yah bhi hota hai ki aap apne real indicators ka use karte hue apni trading Karen Jo ke forex market mein aapko bahut se indicators mil Jaate Hain Jinka use Karke aap apni market ko analyse kar lete aur accha profit Le sakte hain
                Kisi bhi indicators ka use aap apni trading ability ke according kar sakte hain lekin aapko uska use Aana jaruri hai Kyunki jab tak aap Kisi bhi trading tool ko acchi Tarah Se use Nahin Karte tab tak aap profit Hasil nahin kar sakte
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Janab jo new users hai woh ager builtin indicators ko use karty hain tu un kay leye best hai. custom indicators ka use karna mushkil hota hai jab kay builtin indicators ap ko major pairs mai acha result be daity hain or ap in ko easily demo pay test kar kay in ki sahi values ko find kar sakty hain. RSI,MCAD, moving average etc yeh woh indicators hai jo ap easily builtin indicators kay tour pay istamal kar kay acha result hasil kar sakty hain.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X