yeh review mobile phones ki lcd k change karnay par mubni hay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    yeh review mobile phones ki lcd k change karnay par mubni hay
    dear friends,ham sab mobiles phones ka use kartay hain to jub kabhi hamara phone girr jata hay ya kisi aur wajha say uski lcd toot jaty hay to hamko usay change karwanay k kia faiday aur nuksaan hotay hain unki baat karty hain.
    ADVANTAGES;
    dear, jub kabhi hamko apnay phones ki lcd ka problem banta hay to hamko new phones k buy karnay say ziada behtar hay k ham usay change karwa lain jis say hamko new phones ki nisbat say kam kharch main acha kaam ban sakta hay aur hamara phone aur us main mojood data sab dubara recover mil skata hya,agar ham lcd k toot janay say new phone ko buy kartay hain to hamko sab kuch new install karna parrega ham aisi tamaam museebat say bach saktay hain.
    DISADVANTAGES;
    dear,jahan pay ham thoray paisay laganay say apna wahi phone chaloo kar saktay hain wahin pay hamko is baat ka bahut barra nuksaan bhi hay,hamko wo original result kabhi bhi nai mil sakta hay jo orignal lcd ka hota hay phone pehlay ki tarha say maintane rakhna bhi mushkil ho jata hay aur phir battery ki timing main fark ajata hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: yeh review mobile phones ki lcd k change karnay par mubni hay

    Ji han dear friend Agar mobile repairing ka kam kar rahe hain to Mera Khyal se mobile repairing ka kam bahut hi jyada benefit Deta Hai Kyunki ismein koi bhi chij agar aap change karna chahte hain to Uske charges aap Jyada lete hain lekin vah chij bahut hi low budget mein aapko mil Jaati Hai jaise ki aapane kaha ki LCD change karne ka bahut hi jyada fayda hai bilkul Jaise kya Bata rahe hain LCD agar aap change karte hain to aap acche paise usmein se le sakte hain customer se agar aap koi bhi normal mobile China mobile ki LCD change karna Chahe to Uske aap 500 rupaye charge kar sakte hain aur jaise ki aap LCD Agar wholesale papa change karna Chahe to vah aapko 150 rupaye Se Lekar 200 rupaye Mein provide Ho Jaati Hai jisse aapko accha profit ho jata hai

    Lekin sometime aisa bhi ho jata hai ki agar aap LCD Lekar Aate Hain To aap usko Lagate Hain lekin vah Nahin Chalti to LCD ka claim Nahin Hota usko operator nahin kar sakte to isliye aapko nuksan bhi ho jata hai
    • #3 Collapse

      Re: yeh review mobile phones ki lcd k change karnay par mubni hay

      Agar aapke mobile phone ki LCD kharab ho jaaye a uska touch kam karna chhod de ya aapke mobile phone ki LCD crack ho jaaye damage ho jaaye to aap isko replace karte ho agar aapane a mobile ki LCD local electronics shop se purchase karna ho to aapko original LCD kisi Surat nahin Mil sakti hai balki yah LCD copy hoti hai aur yah china-made hoti hai jisko A+ plus copy A copy aur B copy ke naam se bnayaa jata hai agar aapane koi chiz original purchase krna ho to special company ki franchise sy he apko kharedni chaye lkn iski price aoko bahot mehnagj parti hai aor uski warranty bhi di jati hai liquid crystal device ko different categories ma bnaya jata hai aor promotion di jati hai
      Agr ap lcd ki copy lgvaty ho to usky kafi faidy aor nuqsanata hain

      Faidy Advantages
      Dear members LCD aapko sasti mil jaati hai aor apki requirement ko fulfill kr deti hai apka mobile use hony ky qabil ho jata hai
      Ap ko local market sy mobile LCD mil sakti hai

      Nuqsanat Disadvantages
      Agr ap local purchase kren to bhi us ma kafi problems aty hain display acha nhi hota touch kabi kabar sahi kam nhi krta hai mobile performance aor battery time affect hoti hai
      • #4 Collapse

        Re: yeh review mobile phones ki lcd k change karnay par mubni hay

        Har achi company ki koshish hoti hay key wo market me new mobiles lunch karny key sath es key parts be market me lunched kary ta key agar kesi kisam ka mobile me masla ajata hay to parts key available hony ki waja se en ko change kia ja saky, mobiles ki LCD market me mil sakti hey aur en ko change be kia ja sakta hay magar original LCD milna mushkil hay, koch companies (NOKIA, APPLE) ye zaror original parts market me transfer karti hey magar en ki quality esi nahi hoti jes tarha se original LCD ki hoti hey, magar per ye acha work kar sakti hey aur LCD change karny ki waja se mobile ki keemat koch kam zaror ho jati hay magar per be ye apny asaal keemat se zara sa kam sale ho sakty hey.
        • #5 Collapse

          Re: yeh review mobile phones ki lcd k change karnay par mubni hay

          dear jaisa k hume pta k aj kal touch mobile use ho rhein hein jo be touch mobile ata ha os k sath os k parts be ate hein kew k touch mobile jab girta ha to is k lch kharab ho jati ha phr hume change karwani parti h

          advantages. dear jab hamra mobile kharab hota ha tu hume LCD chnage karwani parti ha jo pora panel hota ha is liye hume eik achy dukan dar k pass jana chaiye ur high quality ki lcd change karwani chaiye agr low ho gi tu os ka sahi result nai hota ha .
          disadvantages. bro hume pta hona chaiye k agr hamra mobile eik dafa kharab ho jata ha tu jab hum dobra thek karwate hein tu os k result phaly wana nai rehta ha is liye hume phaly se hi hume mobile ko save rakhna lazmi h .
          :1f60d: hard work :1f60d:
          • #6 Collapse

            Re: yeh review mobile phones ki lcd k change karnay par mubni hay

            Assalamu Alaikum Pyare bhai jaan Agar aapke mobile phone ka lock kharab ho jaaye to usko touch kam karna Chhod De yah aapke mobile phone ki LCD crack Ho Jaaye damage Ho Jaaye to aap usko per karte ho Agar aapane mobile ke lock local electrician Shop se propose karna ho to aapko original LCD Kisi Surat Nahin Mil sakti hai balke ya LCD copy hoti hai aur Yahi China made Hoti Hai Jisko A Plus copier copy Aur Bhi copy ke naam se banaya jata hai agar aapane koi chij original propose karna ho to special company ki fir se hi aapko kharidni chahie lekin iski price aapko bahut hi mahangi padati hai aur uski warranty bhi Di Jaati Hai lokihd crystal device ko different categories Mein banaya jata hai aur promotion Di jaati hai agar aap log ki copy Lagate Hain to uska Kafi fayda aur nuksan aap bhi Hote Hain to aao main aapke Samne Iske Kuchh fayda Byan karta hun

            Advantage

            Pyare bhaijaan LCD aapko Sasti mil jaati hai aur aapki requirement of full fail kar deti hai aapka mobile use hone Ke Kabil ho jata hai aapko local market se mobile LCD mil sakti hai

            Nuksan

            Agar aap local purchase karen to Abhi usmein Kafi problem Aati Hai display Achcha Nahin Hota touch Kabhi Kabar Sahi Kam Nahin Karta Hai mobile performs aur battery time effect hoti hai isliye Kyunki yah damag bhi ho sakti hai
            • #7 Collapse

              Re: yeh review mobile phones ki lcd k change karnay par mubni hay

              Hi frinds umeed hay kay ap sab thak hon gay or y review jo hay ya mobile phones ke lcd change karnay per mubni hay dosto ic ka matlab jo bi tabdeel karna hay ap manak kay pass jaho or sab kas tabdeel kara low
              • #8 Collapse

                Re: yeh review mobile phones ki lcd k change karnay par mubni hay

                Assalamu alaikum dear friends aaj ka hamara review mobile phone ki LCD ko change karne ki metallic hai doston aaj kal is daur mein har Koi mobile phone use karta hai doston mobile phone bhi Kai tarah ke Hain ISI tarah mobile phone ki LCD bhi mukhtalif hoti hain doston aajkal jyada Tara touch mobile phone use ho rahe hain tu agar hamara mobile phone kahin gir jaaye yah ismein Pani e a jaaye to iski LCD kharab ho jaati hai to is Surat mein hamen LCD ko change karvana padta hai doston LCD change karna ek bahut hi senstive kam hai iske liye hamen bahut hi kar di hoti hai doston LCD ko utarne ke liye hamen mobile phone ka pahle touch utarna hota hai FIR hamen uski LCD change karni hoti hai doston mobile phone ek bahut hi nazuk cheez hai isliye hamen is ki LCD change karte waqt bahut hi se kam karna hota hai doston pahle mobile on main LCD step ko ham kavya ki madad se jodte the lekin aaj Kal mobile ki LCD ki step jach wali ho gai hai jisse Ham aasani se change kar lete hain mobile ki LCD market se a bahut hi aasani se Mil jaati hai lekin mobile ki LCD Jo original hoti hai use tarah ka result nahin hota kyunki local market se milane wali LCD original nahin hoti isliye kahin Bahar LCD change karne se mobile ki performance-based nahin rahti LCD change karne se hamara budget bhi kam rahata hai LCD change karne per hamara jyada kharcha nahin hota jab ke naya mobile kharidne ke liye jyada paise ka hona jaruri hai FIR hi Ham ek achcha mobile khareed sakte hain isliye jyadatar log mobile ki LCD change karva kar mobile ko kaam mein lete Hain
                • #9 Collapse

                  Re: yeh review mobile phones ki lcd k change karnay par mubni hay

                  Assalamu Alaikum dear members aapane Hamare Sath bahut Achcha Nageshwar kiya hai aur ek informative copy discuss Kiya Hai Hote Hain dear number Jaise kya aap Jante Hain Diya number Jaise kya Sab Jante Hain Ki a mobile phone ki LCD repair karne ke Kuchh benefit hote hain aur jo sirf mobile shop Walon Ko hi hi hote hain aur vah vah bahut acchi a FIR kar sakte hain Mera Khyal se mobile repairing ka kam bahut hi jyada benefit Deta Hai Kyunki ismein koi bhi chij agar aap change karna chahte hain to Uske charges aap Jyada lete hain lekin vah chij bahut hi low budget mein aapko mil Jaati Hai jaise ki aapane kaha ki LCD change karne ka bahut hi jyada fayda hai bilkul Jaise kya Bata rahe hain LCD agar aap change karte hain to aap acche paise usmein se le sakte hain customer se agar aap koi bhi normal mobile China mobile ki LCD change karna Chahe to Uske aap 500 rupaye charge kar sakte hain aur jaise ki aap LCD Agar wholesale papa change karna Chahe to vah aapko 150 rupaye Se Lekar 200 rupaye Mein provide Ho Jaati Hai jisse aapko accha profit ho jata hai

                  Lekin sometime aisa bhi ho jata hai ki agar aap LCD Lekar Aate Hain To aap usko Lagate Hain lekin vah Nahin Chalti to LCD ka claim Nahin Hota usko operator nahin kar sakte to isliye aapko nuksan bhi ho jata hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: yeh review mobile phones ki lcd k change karnay par mubni hay

                    Salam dear members ji aapane hamare sath bahut achcha review share kiya hai jo k screenshot karvane ke related hai to jaise kya aapko pata hai ki phone to Tut jaane ki Surat mein yah jyada kharab ho jaaye screen hang agar aurat Surat mein ham log apni LCD ko change karva sakte hain ISI tarah uske kafi sare advantages hai main aapko iske advantages aur koi disadvantages hai jo aapko batati hun .

                    Advantages .

                    Aapko pata hai kiske kafi sare advantages hai tu jaise ke ham log agar phone ki LCD ko change karvate repair karvate Hain to isase aapko phone bilkul nu najar aane lag jata hai aur usse aap kis screen kafi jyada fast uska touch ho jata hai isliye agar aapki screen phone ki screen jyada kharab ho jaaye to aap usko change karva sakte hain aur isase aapko phone kafi fast chalta hai aur aapke phone ka touch bhi kafi fast ho jata hai isase aapko phone bilkul news dikhai deta ha.

                    Disadvantages .

                    iske advantages ke sath uske Koi dish advantages and disadvantages yahi hai ki hamen jab ham log screen repair karvate hain use screen dalwat Hain to aap ko pata hai ki vah kafi jyada mehngi hoti hai jo kya koi phone nahin kar sakta isiliye jyadatar log kafi mahangi hone ki vajah se lock usko phone nahin kar sakte isliye usko screen change nahin karvate .

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X