Yeh Review Home Decoration per mubni hai(Title Edited By Rizwan Trader)
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Yeh Review Home Decoration per mubni hai(Title Edited By Rizwan Trader)
    Ghar ki decoration karne ke liye har ek shakhs ko hi ismein participate karna hota hai kyunki jab tak har ek ghar ka fal bhi ismein interest nahin lega to tab tak koi bhi ghar ki decoration ko sahi se maintain nahin kar sakta hai aur ghar ki decoration bahut hi jyada am hai kyunki jab ghar mein guest a jaate hain to is tarah se Agar ghar sahi se decorate na hua ho to use per achcha impact bhi nahin padta hai isliye members ke liye chahie ki vah apne ghar ko sahi se decorate karne ke liye kahin se bhi dekh kar aur isko acche se kar sakte hain jaisa ke kafi log aise hain ki vah internet se bhi help le lete hain aur internet per bhi help le lene se ghar ko acche se decorate kiya ja sakta hai lekin iske alava ham log agar kisi aur ke ghar mein jaate hain to hamen vahan ki decoration bhi acchi lag jaati hai aur usko bhi agar mind mein rakh liya jaaye to use tarah se bhi apne ghar ki decoration ko maintain kiya ja sakta hai jis bande ko bhi jis tarah se apne ghar ko decorate karna hota hai vah uski apni hi desire hoti hai aur khud se hi isko acche se maintain kiya ja sakta hai aur iske alava over decoration ke sath ghar ki cleanliness ka bhi vah jyada khyal rakhna hota hai kyunki aksar aisa hota hai ke gharon mein safai ka khyal nahin rakha jata aur yahi vajah hai ki gharon se kafi jyada smell bhi a rahi hoti hai aur is mel ki vajah se ghar ke sab hi faad kafi jyada pareshan hote hain aur iske alava jab koi barse guest aate hain to unke liye bhi pareshani ka samna karna padta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye review home decoration sy related hy.

    assalamu Alaikum mere pyare bhai jaan aapane home decoration ke bare mein bahut achcha review Diya hai main aapko appreciate karta hun hamen apne Ghar ko decorate karne ke liye different process important things ko use karna chahie aur apne ghar ko saja kar rakhna chahie isase khubsurti mein Ada per hota hai aur beautiful things different people like karte hain thinking aati hai aur aapki mind set up a pressure rahata hai aur aap ko bahut achcha mahsus hota hai agar hamara Ghar decorated hoga to hamen maja aaega aur ham enjoyment kar sakenge aur apni happy life ko increase kar sakenge ghar mein decoration ke liye aapko different flowers use karna chahie gamle lagane chahie ghar mein aapko paudhe lagane chahie jisse aapke ghar ki khubsurti mein altaf ka hota hai

    Fayde advantages
    home decoration ke bahut sare fayde hain aapko psychologically positive feeling aati hai aur aapka mind fresh rahata hai aur aapko enjoyment karne mein jyada aasani hoti hai aur aapka Ghar beautiful lagta hai aapke ghar mein agar koi aaye to aapke ghar ki tarif karta hai aur use aapka ghar pasand aata hai

    Nuksaanat Disadvantages
    home decoration ke koi nuksan nahin hai lekin home decoration expensive ho sakti hai aapko zarurat ki chijon ko hi istemal karna chahie decoration per zeada kharcha nahin karna chahie
    • #3 Collapse

      Re: Yeh Review Home Decoration per mubni hai(Title Edited By Rizwan Trader)

      ye rivew home decoration pr mubni h jesa k hum sb janty h k ghr ki sjawat krny ko hr kisis ka dail krta h whr koi cahta h k humara ghr sb se pyary lgy isliye hr family me se 2 4 log hi hoty h jinko in ksamo ka bht hi shke hota h or wo apny ghr walo se dimand krty h for example humary ghr me koi funcation h to hum apny ghr ko saf krny or sjany me msrof ho jatgy h ta k humra ghr pyara lgy hum paint krwaty h hum desing bnwaty h or b mukhtalif kism ki decoration krwaty h or agr humary ghr me kisi ki birth day ho to hum gubary wagera lgaty h jis ki wja se humary ghr me khubsurti ati h or humara ghr khubsurt kgny lgta h or ghr me shing a jati h ofr hum khubsurt ghr dekh kr bht khush hoty h hum hr tareeqy se apny ghr ki decoration kr skty h home decoration ka koi nuksan ni hota hum isy kisi b trha se kr skt h hum sirf zrort ki hi cheezo ka istmal krna cahie
      • #4 Collapse

        Re: Yeh Review Home Decoration per mubni hai(Title Edited By Rizwan Trader)

        ASLAMU ALIKUM DOSTON, app sab kesy hein umeed hei ke app sab thek thak hongein Gee to hamajj batt ker rahein hein Home Decoration ki jo ke ik esi cheez hei ke jis ka app ki shakhsyyatt par bohatt gehra asar hota hei dekhein ke agar app ka ghar acha hei to ya wo bohatt acha Decorate huwa huwaa hei tologg appp ki tqareef bhi karein gein or app ko dad bhi deingein Decoration bohatt kisam ki hoti hei yani ke phulon ki Decoration or phalon ki Decoration is ke ilawaham kamron ki decoration bhi is mein ajati hei ye sab chezein anein waly logon ko bohatt attrect kerty heinagar phulon ki batt ki jaee to phull to bohatt hi pyary lagtey hein un ki khushbu bohatt hi pyari hoti jo ke har taraf mehkty rehty hei ,or hAN sab sy bary batt farnitur ki ki jo ke bohatt hi maenein rakhti hei agar ghar ka farnitur acha ho ghar shandar lagta hei her chez ki munasib Decoration anen wale har bande ko btati hei ke wo kitna Responsiball hei.
        • #5 Collapse

          Re: Yeh Review Home Decoration per mubni hai(Title Edited By Rizwan Trader)

          Home decor ka har kisi ko bohaut zayada shok hota hay chahay females hon ya males sab ki asthetics Sense hoti hay jiss ki waja say hi decorations ka zayada experience hota hay aur achi collection rakhtay hoye home decors kartay hay.har insan Kay andar apney gharo ko sajaney ka shok hota hay aur iss Kay liye wo hamesha kuch na kuch new kartay rehtay hay home decorations ake zabardast activity hay app choti si choti cheaz ko bhi apney mind say acha bna kar apney Ghar pay laga saktay hay home decorations may app painting kartay hay aur indoor plants ko apney gharo may achay tareekay say utilities kartay hay app Clay pot ko achay tareekay say paint Kar Kay apney Ghar ki decorations Kay liye achi tarha say istamaal Kar saktay hay.

          ADVANTAGES:
          Home decorations karna bohaut mushkil nai hota hay Agar appkay pass achi asthetics Sense hay tou app easily ake normal chez ko bhi bohaut achay tareekay say istamaal kartay hoye apney Ghar ki decorations may istamaal Kar saktay hay app kuch natural cheezo ko bhi bhi apney Ghar ki decorations Kay liye istamaal Kar saktay hay app kuch bushes ko colors Kar Kay kisi bhi vass may decorate Kar saktay hay yeah bohaut costly bhi nai hota hay har koi easily iss ko hasal Kar saktay hay aur apney Ghar ki decorations ko increase Kar saktay hay haum kuch wall hanging bhi khud say create kar saktay hay aur apney Ghar ki decorations ko bhaut acha Kar saktay hay.

          Disadvantegs:
          Ghar ki decorations ka koi nuksaan ya disadvantegs nai hota hay magar jab haum zayada costly decorations ki taraf jatay hay tou phir haumay feel hota hay Kay yeah ake nuksaan deh chez hay home decorations Kay liye appko har wakat hi kuch na kuch kartay rehna parta hay app zayada tar isi chez may time waste kartay rehtay hay lehaza home decorations ko Agar haum ake limit may rehtay hoye Kartay hay to koi masla nai hota hay.
          • #6 Collapse

            Re: Yeh Review Home Decoration per mubni hai(Title Edited By Rizwan Trader)

            Home decoration ya ghar ki sajawat her aik ka shouq hota hai. Chahay mard ho ya aurat apnay ghar ko her koi khoobsurat daikhna chahta hai. Ghar ki decoration kay liye bohat samaan mill Jata hai aur khud bhi decorate kia jaa sakta hai. Apna ghar jitna khoobsurat hota hai jab banda kaam kaaj say ya job office waghaira say thaka hua apnay ghar ata hai tou sakoon aur raahat milti hai. Ghar jitna khoobsurat aur sad suthra hota hai guests ki aamad say bhi pareshani ki bajaey khushi he hoti hai.

            Advantages

            Home decoration kay liye ab interior ko mukhtalif tareekay use kiye jatey hain. Flase ceilings aur Flore tilings say home decoration shuru ho jaati hai. Phir gharoo mai indoor plants say bohat achi decoration ki jaati hai. Home decoration mai sceneries aur Islamic sceneries bohat khoobsurat lagti hain. Matti kay bartan, lakri kay kaam waali cheezain, sheeshay ya glass ki decoration waali cheezain bohat use ki jaa sakti hain. Issi tarah wall hangings aur parday waghaira decoration mai bohat izafa ker daitay hain. Uss kay saath saath home decoration mai carpets aur furniture ka bohat role hota hai. Home decoration say khud bhi raahat milti hai aur guests waghaira bhi khushi ka izhaar kertay hain
            Ghar ki khoobsurati say mentally satisfaction bohat ziada milti hai jiss say life bohat achi ho jaati hai aur health pay bhi acha asar parta hai. Ghar mai waqt guzarnay ka dill kerta hai

            Disadvantages

            Home decoration kay disadvantages mai sirf qeemti cheezoo kay tootnay ka darr hota hai. Safai mai Thora masla ata hai kiyu kay dusting waghaira mai time ziada lagg Jata hai. Moreover dusting baar bar kerni parti hai. Agar shifting kerni Parr jaey tou bohat ehtiaat kerni parti hai takay transportation mai nuqsaan na ho jaey. Decoration kay samaan pay kaafi expenses hotay hain jiss say apnay budget pay kaafi faraq parta hai
            • #7 Collapse

              Re: Yeh Review Home Decoration per mubni hai(Title Edited By Rizwan Trader)

              Assalamu alaikum umeed kerta hun ke ap kheriyat se hon gy.
              Ji han doston Yahan per bahut hi acchi baat ki Ja Rahi Hai Doston home decorate Ka Shauk Har Kisi Ko hi hota hai Chahe vah female ho ya male Sabke aesthetic sense hoti Hai Jiski vajah se unhen decoration ka Jyada experience hota hai aur vah achi collection karte hue home decorate kar sakte hain. Doston Mera Khyal to yah Hai Ki Har Insan ko Apna Ghar sajane Ka bahut Shauk hota hai Jiske Liye vah Kuchh Na Kuchh Karta rahata Hai home decoration Ek bahut hi acchi activity hai aap Chhote se Chhoti chij Ko Bhi Apne mind se acha bana ker apny ghr pe laga skty hein.
              FAIDAY...
              Doston home decorate karna koi bhi Mushkil Kam Nahin Hai yah bahut hi iji hai Agar aapke pass Asant IQ Science hai to aap Kisi Chhoti Si Chhoti chij ko bhi bahut Achcha aur Khubsurat banaa kar Rakh sakte hain doston sabse Jyada roll home decorate Mein Corpus aur furnitures Ka Hota Hai isase Khud Ke mind ko bhi relaxment milati hai aur jo guest Aate Hain unhen bhi relaxment milati hai Ghar Ki khubsurti se mentally satisfaction bahut jyada milti hai ghar mein Waqt guzarne Ka Dil Katta Hai Life bhi acchi Ho Jaati Hai Aur sehat per bhi bahut Achcha Asar padta hai.
              NUKSANAT...
              Home decoration ke nuksan Hath Mein Sirf Yahi masla Hota Hai Ke Jo bahut kimati chij Hoti Hai unke tutane Ka Dar Hai Safai maybe masala aata hai Kyunki district vagaira mein time Jyada lag jata hai aur Bar Bar dusting karni padti hai agar shifting Karni Pad Jaaye to bahut jyada se kam karna padta hai sirf Yahi masala Hai home decoration mein aur home decoration Ek bahut hi acchi activity Hai Is Dil Ko Rahat milti hai.THANKX
              • #8 Collapse

                Re: Yeh Review Home Decoration per mubni hai(Title Edited By Rizwan Trader)

                GF Salam Walekum Pyare bhaijaan home decoration ya Ghar Ki sajawat Har EK Ka Shauk hota hai chai Mard ho ya Aurat Apne Ghar Ko Har Koi Khubsurat dekhna chahta hai ghar ki direction ke liye bahut Saman Mil Jata Hai Aur Khud bhi decorate Kiya Ja Sakta Hai Apna Ghar Jitna Khubsurat Hota Hai Jab Banda kam Khas se yah job office maghera se baccha Hua Apne Ghar aata hai to school aur aur Rahat milati hai ghar Jitna Khubsurat aur aur Sad Sutra Hota Hai vah sex ki ummid Se Bhi pareshani ki vajah Se Khushi hi hoti hai

                Advantage.....

                Home decoration ke liye ab interor ko Mukt tariko se use Kiya jata hai flash Kaling aur floor telling se home decoration Shuru Ho Jaati Hai FIR gharon Mein indoor plants se bahut acchi decoration ki Jati Hai home decoration mein Satya aur Islamic sceneries bahut Khubsurat Lagti hain Mati Ke bartan Lakadi ke kam wali chijen Shishe yah glass ki ki care pad aur aur foreign tour ka bahut rule hota hai home decoration Se Khud bhi Rahat milati hai aur vyast Gehra bhi Khushi ki izhaar Karte Hain Ghar Ki khubsurti se mentally Satish t creation bahut jyada milti hai jisse life bahut acchi Ho Jaati Hai Aur health per hi Achcha Asar padta hai Ghar Mein Waqt Gujar Ne Kya Dil Karta Hai Ghar Ki khubsurti se mandali bahut accha feel hota hai isliye aap Jab Ghar Ki sajavat karte hain to aapko uska kitna fayda hota hai ki Aapka Dil Karta Hai Ki Ham ghar mein hi Rahe

                Disadvanteges.....

                Home decoration kit the Disadavanteg main sirf kimati chijon ke tutan Ka Dar hota hai Safai Mein Thoda masala Aata Hai Kyon Ke Kyunki doston ko 11 Mein kam Jyada lag jata hai moreover dost Singh Bar Bar karni padati hai agar shifting Karni Pad Jaaye to bahut karni padati hai Taake transpro kshan Mein nuksan Na Ho Jaaye decoration ke Saman per Kafi e expensive hote hain jisse Apne a Kafi Fark badh jata hai isliye Mere Bhai agar aap apne home ki decoration karte hain to aapko chahie ki aap apna Makan sale mat Karen Kyunki aapane Jab decoration Dekho decoration Ghar Ki Kar Li Hai To uske liye Ab To chahie ki aap apne ghar mein hi Rahe aur acche tarike Se Hi Aage aap ko ghar mein marjawan sake
                • #9 Collapse

                  Re: Yeh Review Home Decoration per mubni hai(Title Edited By Rizwan Trader)

                  Assalamu alaikum pyare doston aap sab kaise hain ummid hai aap khairiyat se honge aaj ka topic bahut hi accha hai ghar ki decoration ke bare mein Jeet doston Ghar ki decoration aaj ke daur mein bahut hi jaruri hai aaj kal ke fashion aur glamour ke daur mein ghar ka decorate hona aur modern banaa do pada great hona bahut hi jaruri hai magar Mera khyal hai ki isase bhi jyada jaruri hai ki hamen Ghar ki safai sutra kaise yad aata Jo Deni chahie agar out decoration afford kar sakte hain to yah to bahut hi acchi baat hai magar agar aap aap jyada decoration ko phone nahin kar sakte to ab ghar ko sadar rakhen aur sada rakhne ke sath iski safai ka hasya rakhen kyunki sab ghar kisi decoration bhare Ghar se bhi Kam nahin hota iske alava decoration ke kuchh provide bhi hai aur kuchh nuksan art bhi hai to chale aaye discuss karte hain inke kya nuksan hai aur kya fayde hai sabse pahle advantages ki baat karte Hain

                  Advantages:
                  Sahi tarah se decoration karne se aapka Ghar bahut hi khubsurat najar aata hai aur decoration ke sath sath agar aap ko decorate karne ke tarike bhi aate Hain to aap aap apne ghar ko Mahal banaa sakte hain bus iske sirf yahi fayda hai ki aapka Ghar khubsurat najar aata hai aur iska Koi fayda nahin hai aur aane wale log aapki tarif karte hain ab baat karte hain

                  Disadvantages:
                  Khargosh decorate karne ka sabse bada disadvantage yah hai ki yah faizul khati ke jumle mein aata hai is paison ka Saya hota hai isliye ghar ko decorate kam Karen aur jyada sadar rakhne ki koshish karen jaruri se jyada pareshan bhi acchi nahin lagti isliye ek hafte Tak decoration karna sahi hai shukriya
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Yeh Review Home Decoration per mubni hai(Title Edited By Rizwan Trader)

                    Home decoration products Kitne kam karta hai auam Karta HaiVahi ismein Kamyab hotahai usmein purchasing for andselling Aisa business enterprise Jo Banda isliye SochSamajh Kar kam Karenacche se kam Kare Kamyab Hona Chahte Ha h hai ki Hamenyahan se bahut Achchainformation Mil Jata Hai aurjab primary bahut Achcha information Milta Hai ToHamkamyabiet market market market ke naked meinbatchitkar sakte hain Hamen bahut jyada fayda hota hai HamHam overseas exchange for the the the the Forexmarket market market marketbuying andselling ke Hawale se Yahan baat karke apni sari trouble ko bhi remedy karsaktehain bus Hamen Hamesha hello bahut acchi first-rate ke satabhi bhikamyabiHasil nahin kar sakte hain Park performic bahut Achcha platform meinaur hamSabhi Yahan Kamyab ho sakte h ness hai aur ek Aisa platform hai Jo SabLogon Koinvite karta hai ki vajah Hata karapna business enterprise Karen aur apni earningsbanaenaur earnings banane ke liye to sabse pahle mehnat ki jarurat hotihaithe the the tharte hain Taki Ham apni incomes karsake Ham KuchhKama sake Ham impartial ho sake Ham Apne BaalBhoot seKoi kam kar sake t ke Ham Apna Achcha bonus banaa kar purchasing for and sellingMein istemal karkar income Hasil Karen aur use withdrawal karane seHamariearnings begin ho jayegi incomez ke Roz the the the the Forex market market market market kotime Dete Hain To AiseHamari earnings Ek smoothed Way Mein a JaatiHai aur Aise Harket market market instep with Roj ke Roj posting Karen 50posting karne seHamari restriction khatm Ho Jaati Hai Aur Hamenapni restriction ko Jarurpura karna chahie tha ki Htarin jawab Baat ke mukabale meinbhi Sa Lena chahie Taki Hamari donontaraf sea earnings domestic Agar Kuchh log contest Mein Hi sirf hissaLena ChahteHain To vah Sirf I withdrawal kar sakte hain Yad Rahega Ek publish ki period 250wordsse upar honi chahie Agar is se vicinity of interest Hogi toaapki publish kabhi bhi bonus MeinSki aapko KoiMushkil Na Ho Aur aapki mehnat bhi ZayaNa Ho the the the the Forex market market market market paykam karne se ek ToHamara revel in badhta hai aur dusraHamare information primary bhi izHain america ofamerica Hamara bhi fayda hota hai Kyunkivah Hamarese the the the the Forex market market market market instep

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X