Yeh Review Eid ki kharidari Pay mubni hai.(Title Edited By Rizwan Trader)
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Yeh Review Eid ki kharidari Pay mubni hai.(Title Edited By Rizwan Trader)
    dear firends,ham sab jantay hain k agay eid aa rahi hay to zahir c baat hay k ham sab nay eid pay new kapry aur jootay bananay hain to us k liye hamko kia tadbeer ikhtiar karni chaye,
    ADVANTAGES;
    dear,eid pay waisay bhi new kapray aur jootay pehnna SUNNAT hay jisk liye ham agar mehngay kapray khareedtay hain ya sastay us say koi baat nai hay,eid aik aisa mouka hota hay sbk liye jis say ham sab aik baar zarur kapray aur jootay buy kar saktay hain,eid k moukkay pay jo ameer hotay hain wo bhi ghareeb logoni help kartay hain jis say unko bhi new jootay aur kapray banany ka acha moukka mil jata hay,agar eid k douraan mousam garmo ka hota hay to ham ziada tar bareek kapray aur khlay jootay bana saktay hain jo hamko sari garmi main bhi kaam daitay hain aur agar mousam sardi ka hota hay to ham garm kapray aur band jootay ko buy karna ziada pasand kartay hain jis say hamari baaki ki bhi sardia achi guzarty hain.
    DISADVANTAGES;
    dear frinds,eid har muslims k liye kisi khushi say kam moukka nai hota hay is liye is tehwaar pay hamko achay kapray aur jootay bannay main koi nuksaan nai hota hay,is khushi main sabko shamuliat ikhtiaar karni chaye aur jin k pass aisay wasail nai hotay hain unki hamko help karni chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ye review eid k kapray aur jootay par mubni hay.

    Dear parents forum member sab ko Eid pe naye kapde aur jute pahnane ki bahut Khushi hoti hai aur bacchon mein khas taur per Eid ke kapde aur joote naye lene ki bahut justajoo hoti hai aur aur vah apni Khushi ka izhaar karte hain isliye hamen har hi per naye shoes aur naye cloth purchase karna chahie aur apna suit silvana chahie trading members aapko Eid ki shopping ke liye shopping malls aur reliable government shops ko visit karna chahie shoe shop per karna chahie perfect hai stylo shoes company ke shoes bahut perfect hai iske alava Junaid Jamshed ke J. shopping mall per aapko men material mil sakta hai

    Faidy Advantages
    religious point of view se eid py neye shoes or kapre pahna bahut acchi baat hai aapko ap ne requirement accordingly shoes and clothes purchase karna chahie aur apne aap ko maintain rakhna chahie apni self respect ko maintain rakhna chahie aur kharch utna karna chahie jitna aap bardasht kar sakte hain

    Nuqsanat Disadvantages
    Aapko shopping ke liye proper trusted reliable things purchase karni chahie trusted shops ko visit karna chahie aapko zyada expensive chizon ko purchase nahin karna chahie quality ke sath se aapko payment karni chahie remix ki
    • #3 Collapse

      Re: Yeh Review Eid ki kharidari Pay mubni hai.(Title Edited By Rizwan Trader)

      Eid jab be nazdeek hoti hay to har koi khareedari karta hay aur es par bahot pesy be zaya key jaty hey Eid par khareedari zaror karni chaye magar koshish karni chaye key kam pesy kharch kar key khareedari ki jaye, baghir sochy samjy aur maloomat key baghir khareedari par bahot pesy zaya ho sakty hey, pehly se hi ye plan karna chaye key dresses kon se store se lena behtar hay agar store esa ho jes me bahot zeyada prices key dresses ya es tarha ki cheezy milti ho to kam income waly logu ko es store ka rukh bilkul be nahi karna chaye aur jaha se munasib prices me cheezy milti ho yahi se agar khareedari ki jaye to bahot pesy bachaye ja sakty hey.
      • #4 Collapse

        Re: Yeh Review Eid ki kharidari Pay mubni hai.(Title Edited By Rizwan Trader)

        Aslam ulaikum doston our mery azeez man satheyon app sab kesy hein umeed hei ke app sab kheriyatt se hongein gee to ham bat kernein ja rahein hein ajj Eid ki kharidari per jo ke hamare mulk yani ke Pakistan mein bohatt zoro shor se ki jati hei log Eid ki khushiyan mnate hei our us keliye kharidari kerna ik lazmin juz samgha jata hei jo log ghareeb hote hein wo log to hamesha munasib qimatt wali cheez ko hi tlash kerty hein our ziyada ter kifayett shuary se hi kam lete hei jo ke achi batt hei sab logapni jeb dekh ker hi kharidary kerty hein our ameer log bhi Eid ki khushiyon ko dill kholl ker enjoy kerty hein bohatt se ameer log ghareeb logon ki maded ker ke swab bhi kmaty heinour Eid ki khushiyon se lutf andoz hoty hein.
        • #5 Collapse

          Re: Yeh Review Eid ki kharidari Pay mubni hai.(Title Edited By Rizwan Trader)

          ye rivew eid ki khriddari pr mubni h jese k hum sb janty h k jb eid nazdek ati h to hum sb bary or bachy bht khush hoty h hum sb bary or choty eid k ny kpry joty or bht si dosri cheezy lene ka plan bnaty h k hum ny is eid py is colour ka suit or jota match kr k lena h or girls apny jewlry sath match krti h jb chnadf rat hoti h to hum sb bzar jaty h or eid ki tyari krtry h new kpry lete hb new joty sath match kr k lete h jo suit k nechy acha l,gfy hum wo pehnty h or hum mehndi lete h hum bht sa makeup ka saman lete h or bht c jewlrey lete h apny kpro k sath match kr k hum is liye matching krty h tqa k hum eid pr pyary lgy hum sweets b lete h ta k eid waly din koi b methi chz bnai jay eid k liye kpry lene k liye humny sb se achi market al jda market me jana cahie or shoes achy lene k liye humy styio shoes wali dukan pe jana c ahie or humy bwesy b aik hi dukan se shopping ni krni cahie humy ghoom phir kr khriddri krni cahie kue k hr dukan pr mukhtalif rate hoty h or hr dukan pr achi sse4 achi achi vryti mojod hoyti h
          • #6 Collapse

            Re: Yeh Review Eid ki kharidari Pay mubni hai.(Title Edited By Rizwan Trader)

            Friend Aaj Ham Jis topic per baat kar rahe hain vah Ek kharidari per Madhubani hai Jaisa kya Ham Sab Jante Hain Eid ul Adha a rahi hai is Eid per Musalman bahut se janwar Kurban Karte Hain joke Hazrat Ibrahim Islam ki Sunnat hi Pakistan mein hi nahi Puri Duniya Mein Eid ul Adha mazbi josho Rosh ke sath ke sath manae Jaati Hai Eid ki taiyari zil Hajj Ka Chand Najar aane ke sath hi hi shuru Ho Jaati Hai Kuchh log Apne janwar pahle khareed Lete Hain aur kuchh log Eid ke Kuchh Din pahle khareed Te Hain Jagah jagah par movie shivanya Lagai Jaati hi log aasani se Qurbani ke Janwar khareed Saken Eid Ul Azha per Eid ul Fitr ki ki nisbat Yariyan zyada hoti hai Har Koi apni haisiyat ke mutabik Qurbani ke janwar leta hai is Eid per fancy dresses aur dusri fizuliyat per log come Kharcha karte Hain.
            • #7 Collapse

              Re: Yeh Review Eid ki kharidari Pay mubni hai.(Title Edited By Rizwan Trader)

              Dear friends Eid hsmara muzhabi tehwar hota hay aur haum sab kafi days pehlay hi iss ki planning start Kar daytay hay Eid pay har Koi shopping karna chahta hay jiss Kay liye Bazar Kay chakkar lagtay hay aur haumay jab tak appni marzi aur choice Kay mutabiq dress ya shoes nai miltay haum continuesly bazaroo Kay chakkar lagtay rehtay hay.ladies aur bachay zayada excited hotay hay aor zayada shopping bhi inki hi hoti hay girls matching jewelry matching bangals khreedna passand karti hay Eid ki shopping ajkal ki situation may karna Thora mushkil ho gya hay because of corona virus.lock down ki waja say bhi market three days close hoti hay aur phir bazaroo may jana khud ake risky Kam hay Kyu Kay shops pay har Koi ata hay aur phir gathering bhi zayada hoti hay magar haum ab apni pasand ki shopping online bhi easily kar saktay hay aur apni pasand ka dress aur shoes order Kartay hoye buy kar saktay hay ajkal ladies dresses Kay online sessions chal rahay hotay hay app uss may bhi apna order book Kara saktay hay aur Eid ka acha dress mangwa saktay hay.

              ADVANTAGES:

              Eid esa tehwar hota hay jiss pay sab logg apni apni hasiyat Kay mutabiq shopping kartay hay aur apni income ko dekhtay hoye Eid ki tayari mumkin bnatay hay hamari sari attention Eid ki shopping pay hoti hay haum sab say achay aur attractive nazar ana chahtey hay aur iss Kay liye haum apni Eid ki shopping bohaut Dil laga kar kartay hay.

              Disadvantegs:

              Eid hamara relegious occasions hota hay aur iss mokay pay har Koi easily new dresses aur new shoes buy nai Kar sakta hay iss liye haumay hamesha apney surrounding may easy logg nazar atay hay jo Eid ki shopping nai Kar saktay hay tou hamara farz hay Kay haum unki kuch help Kar day takay wo logg jo kisi finenecially problems ki waja say shopping nai Kar saktay hay haum unki finenecially madad Kar saktay hay.
              • #8 Collapse

                Re: Yeh Review Eid ki kharidari Pay mubni hai.(Title Edited By Rizwan Trader)

                Assalamu alaikum umeed kerta hun ke ap kheriyat se hon gy.
                Ji ha Dosto Eid Hamara majbur bhi Parivar hai aur ham Kafi Din pahle Eid ki shopping karna start kar dete Hain Har Koi hi koshish karta hai ki vah Eid ke liye naye kapde Le aur iske liye Bajar Ke Chakkar Lagate Hain aur jab tak Hamen apni Pasand ka koi suit aur shoes Nahin Mil Jata Ham tab tak Bazar Ke Chakkar Lagate Rehte Hain girls aur bacche Sada excited hote hain aur vah apni Marji ke aur acchi acchi chijen Lena Pasand Karte Hain girls matching ke Hisse shoes matching ke jewellery aur matching ke bangles Lena Pasand Karte Hain lekin aajkal coronavirus ki vajah se Eid ki shopping karna thoda Mushkil ho gaya hai lockdown ki vajah se market 3 days band rahti Hain Jiski vajah se shopping karna thoda Mushkil ho gaya hai aur Iske alava Bazar Jana bhi thoda risky hota hai Kyunki Har kism Ke Log vahan per Aate Hain lekin doston online shopping bhi bahut acchi aur Jabardast Hai Ham Ghar Baithe apni Pasand ka suit aur shoes order kar sakte hain aur use bi kar sakte hain
                FAIDAY...
                Dosto Eid to Ek Aisa Darbar Hai Jis per Har Koi Achcha Najar Aana Chahta Hai Har Koi Apne haisiyat ke mutabik acchi shopping Katta hai aur Sab Se Alag aur attractive Najar Aane Ki Koshish Mein acche acche dresses lete hain Hamari saree focus Eid ki shopping ki taraf hoti hai Har Koi accha dekhne ki koshish karta hai isliye Har Koi Eid ki shopping Dil lagakar Karte Hain
                NUKSANAT...
                Doston Eid Ek Aisa Parivar Hai Jis Par Har Koi new dress new shoes Lene Ki Koshish karta hai aur Bahut Der Se Aisa karna chahta hai lekin Hamen Apne Eid Gate Aise log Nazar Aate Hain Jo ki Apne gharelu problem ki vajah se Eid ki shopping nahin kar sakte Hamen UN Logon ki Kuchh help karne chahie Taake apni Eid ki shopping kar sake aur new shoes aur new dress khareed kar Eid ki Khushiyan manaa sake.THANKX
                • #9 Collapse

                  Re: Yeh Review Eid ki kharidari Pay mubni hai.(Title Edited By Rizwan Trader)

                  Assalamu Alaikum Pyare bhai jaan Eid Hamare Madhya beta vah hote hain aur ham Sab Kafi Desh pahle hi iski planning start kar dete Hain Eid per Har Koi shopping karna chahta hai Jiske Liye Bajar Ke Chakkar Lagate Hain aur Hamen jab tak apni Marji aur choice ke mutabik a dress yeah shoes Nahin Milte Hain Ham continues Banjaran Ke Chakkar Lagate rehte hain ladiss aur bacchon Jyada accepted hote hain aur Jyada shopping bhi Yahi Hoti Hai Garv matching jewellery matching bangles friedman Pasand Karti Hain Eid ki shopping aajkal ki solution Mein karna thoda Mushkil ho gaya hai because of coronavirus lockdown ki vajah se city market 3 days karod hoti hai aur FIR bajaron mein jana Khud risk Kam Hai Kyon Ke shok per Har Koi aata hai aur Jab Bhi Jyada Hoti Hai Magar Ham ab apni Pasand ki shopping online bhi isliye kar sakte hain aur apni Pasand ka dress aur shoes order karte hue boy kar sakte hain aaj kal ladies dress ke on aap usmein bhi apna order block Karva sakte hain aur Eid ka Achcha dress mangwa sakte hain

                  Advantage

                  Ek Aisa Parivar Hota Hai Jis per sab log Apni Apni CEAT ke mutabik shopping karte hain aur apni ganon ko Dekhte Hue Eid ke taiyari Mein Kamal Karte Hain Hamari sari tension Eid ki shopping per hoti hai aur ham sabse acche aur advocate Najar Aane chahte hain aur iske liye Ham apni Eid ki shopping bahut Dil Laga kar Kart

                  DisaAdventive..

                  Doston is Ek Aisa Darbar Hai Jis Par Har Koi new test new shoes Lene Ki Koshish karta hai aur Bahut Der Se Aisa karna chahta hai ki lekin Hamen apni Eid Gaya Aise log Najar Aate Hain Jo ki Apne Charanon mein problem ki vajah se Eid ki shopping nahin kar sakte Hamen UN Logon ki Kuchh help Karni chahie Tha ke apni Eid ki shopping kar sake aur new shoes aur new latest khareed kar unko dene chahie UK Eid Hamara regloss economic hote hain aur is mauke per Har Koi easily new dress aur new shoes boy nahin kar sakta isliye Hamen Hamesha Apne a se Chhotu ki mrutyu root karne chahie unko bhi shopping kar aani chahie Hamara ya fat badhta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Yeh Review Eid ki kharidari Pay mubni hai.(Title Edited By Rizwan Trader)

                    Asslam Alaikum dear members ye review eid ki kharidari pr mabni hy or yhan me bhi apna review share krna chahun gi eid ki shopping hr ghr me bht zoq o shoq se apni apni hesiat k mutabiq ki jati hy sb ki koshish hoti hy k vo eid pr acha pehnen is ky liye eid se ek mah pehly hi eid ki shopping shuru ho jati hy or chand rat tk jari rehti hy eid ki khardari me zyada kharidari orton ki hoti h orten apny juty kpry jewellery bht shoq se kharidti hn is k ilava dress bhi stitched leny ki koshish hoti shopping sb ko hi krni chahiye mgr fzul kharchi se bchna chahiye or un logon ko bhi yad rkhna chahiye jo vsael ki kmi ki vja se vesy shopping nhi kr skty un logon ki bhi mdad krni chahiye ta k vo bhi eid ki khushian mna sken or eid sb k liye khishian hi lae koi bhi mayus or sukhi na ho or eid ki shopping krty huye bht mohtat rhen or shopping soch smjh kr kren
                    • #11 Collapse

                      Re: Yeh Review Eid ki kharidari Pay mubni hai.(Title Edited By Rizwan Trader)

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Farva9330 پيغام ديکھيے
                      Asslam Alaikum dear members ye review eid ki kharidari pr mabni hy or yhan me bhi apna review share krna chahun gi eid ki shopping hr ghr me bht zoq o shoq se apni apni hesiat k mutabiq ki jati hy sb ki koshish hoti hy k vo eid pr acha pehnen is ky liye eid se ek mah pehly hi eid ki shopping shuru ho jati hy or chand rat tk jari rehti hy eid ki khardari me zyada kharidari orton ki hoti h orten apny juty kpry jewellery bht shoq se kharidti hn is k ilava dress bhi stitched leny ki koshish hoti shopping sb ko hi krni chahiye mgr fzul kharchi se bchna chahiye or un logon ko bhi yad rkhna chahiye jo vsael ki kmi ki vja se vesy shopping nhi kr skty un logon ki bhi mdad krni chahiye ta k vo bhi eid ki khushian mna sken or eid sb k liye khishian hi lae koi bhi mayus or sukhi na ho or eid ki shopping krty huye bht mohtat rhen or shopping soch smjh kr kren

                      Assalamu Alaikum dear ji Hath yaar aapane bahut Achcha review share Kiya Hai Hamare Saath Eid ke bare mein main Eid ki kharidari ke bare mein main Eid Aisa Mauka Hai Jis per Har Koi chahta hai ki vah new design ke cloth khareed new design ki jewellery aur aur Jhooth khareed Eid ki taiyari Mein Har Koi Dil Khol kar kharch karta hai hai bajaron mein bahut jyada Ras lag jata hai hai aur Jin Logon ke pass pura solve itne Jyada customers Nahin Aate Eid ke Dinon Mein unke Paas bhi bahut jyada khush ho jata hai Harsh shopkeeper ki acchi khasi income Eid ke Dinon Mein hoti hai.

                      Eid Hamara Mazhabi tehwar hai ismein bacche bhi bahut jyada excited Hote Hain aur Bade bhi Ye Har Koi yah chahta hai ki vah aisi chij per change Karen Jo dusron ke pass Na Ho young girls both Jyada matching ki taraf Dhyan Deti Hai vah chahti Hain Ki Har chij matching Mile aur iske liye vah different shops Ke Chakkar bhi Lagati Hain.

                      Eid ki taiyari Mein Hamen UN Logon Ko Nahin Bhulna chahie Jo Kisi bhi vajah se Eid ke kharidari nahin kar sakte new kapde Nahin purchase kar sakte a Hamen Unki help Jarur Karni chahie.
                      • #12 Collapse

                        Re: Yeh Review Eid ki kharidari Pay mubni hai.(Title Edited By Rizwan Trader)

                        Yes dear Pakistan ke almost hundred percent people eat per apni purchasing karte hain jismein vah Apne cloth shoes aur is related jitni bhi products Aati Hain unko purchase karte hain isliye aapane Eid Ke Din Mein observe Kiya Hoga Ki Pakistan ki sari market bahut jyada overcrowded Hoti Hai Kyunki bahut jyada members Eid ki purchasing kar rahe hote hain aur apni Eid ko celebrate karne ke liye different important basic requirements ki purchasing kar rahe Hote Hain.

                        Dear jab aap Eid ki purchasing karte hain to usmein aapko bahut jyada careful Hona chahie Kyunki sometime Jab aap Eid ki purchasing karne ke liye market Mein Jaate Hain To aapke sath kuch problem bhi ho sakte hain aur kuchh pocket Pikar bhi aapko nuksan de sakte hain iske sath sath Jab aap Eid ki purchasing karna Jaate Hain To aapko bahut jyada hi rates Mil Rahe hote hain isliye aapko apni purchasing bahut carefully Karni chahie no doubt Eid per maximum people New Cloth aur new shoes purchase karne ke liye Jaate Hain specially ladiss apni cosmetic se related different products Eid per purchase Karti Hain.

                        Faidy :

                        Eid ki purchasing per aapko bahut jyada enjoyment Hoti Hai Kyunki maximum people market Mein I Hui hote hain aur jab aap apni purchasing aur shopping ke liye Jaate Hain To aap bahut jyada enjoy karte hain aur aap apni required products different important Shop se jakar purchase karte hain jismein aap apne Eid acche tarike se celebrate karne ke liye different products sa facilate ho sakhty hain. Eid ki purchasing ke liye bahut Sare Businessman bahut Achcha season Laga Lete Hain aur unko bahut jyada profit ho jata hai Kyunki Unki sale bahut jyada increase Ho Jaati Hai.

                        Nuqsan :

                        dear jab aap Eid per purchasing Kahate Hain To aapko aur products ke bahut jyada rates per karne hote hain Kyunki jitne bhi shopkeeper hote hain vah Eid ki vajah Se Har products ke rate score increase kar dete Hain Jo ki bahut hi galat hai isase tour logon ko bahut jyada problem hoti hai aur vah apni purchasing easily complete nahin kar sakte hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Yeh Review Eid ki kharidari Pay mubni hai.(Title Edited By Rizwan Trader)

                          Hi people! 🙋🏻*♂️ Aj ka review Eid ki shopping pe mubani h...
                          *"Eid Ki Shopping"*🛍️🛒
                          Isme me apko Eid ki shopping k hawaly se kuch baten share krnga.. jisme eid ki shopping k hawalay se kpron ki variety, eid k moqay pe bazaron me ronak wgera..
                          Eid ka din wo moqa h jis pe hr insan chahta h k wo sbse acha dikhe or sbse best shopping kre best kpry le achi jewlwry le achy joote le.. Eid ki tyarion me hr kooi dil khol k khrch krta h, Or in dinon shopkeepers ki b achi khasi sale hojati...in days me un dukan wlon ki b achi sale hjti h jo aam days me vele bethy hote hyn.. Or in dinon bzaron me rush b bht ziada hota h or ronaq b bohat hoti h...aksr bazron me chand rat pe logon ne apni shops or gallion ko kafi sajaya hua hota h..
                          Eid hmra mazhabi tehwaar h jisme bachy or bary tamam log bohat e excited hote hyn.. specially bachy unko eidii milne ki bht khsuhi hoti or excitement hoti h.. or young log b bry dil se tyariyan krte or young boys or girls specially matching ki trf bht tawajo dete hyn..
                          Or ek bat or eid k dinon me hmen ghreebon ko nahi bhoolna chahye jo Log bechary ghreeb hote or eid ki tyari afford ni kr skte..hmen un ghreebon ki b madad krni chahye..
                          *Advantages:*
                          Eid ki shopping 😍🎊me apko bht maza ata h or ap bht enjoy krte hyn..eid ki shopping ek enjoyment ka b source bnti h.. jb ap sb family k sth tyat ho k eid ki shopping k lye jate hyn tou apko ek sth time spend krne or outing krnay ka b chance milta h..👨*👩*👦*👦
                          or Eid k dinon me specially chaand raat pe tou bht e ziada ronak hoti h bazaron me.. lightings 🎇🎉ko dekh k apka dil wsy e khush hojata h or ap bht acha feel krte hyn..
                          Eid k days me shopping k lye variety b ziada hotii h.. sometimes sale b lgi v hoti h.. or apko bht achi variety me achi chezain mil jati hyn. or in days me shopkeepers ko bht faida hota h.. q k unki sale bht hojati h.. is se businessman's bht acha season lga lete hyn!💵
                          *Disadvantages:*👎
                          Eid k dinon me apko kuch nuksaan b hote hyn..faidon k sth sth apko nuksanat pe b nzr rkhni chahye.. jsy k ap log jante eid k din bazaron me rush kitna ziada hota h..or aisy me bazaron me aksr kuch incidents b hojate hy .. sometimes roads pe b bht rush hota h tou accidents jsy masail ajate hyn🛺🚗 aisy me apko bht dehan se driving krni chahye..☝🏻 is k ialwa bazaron me trah trah k log aty kuch pick pockets b aty or choriyan wgera hojati hyn..aisy me apko is chez ka b bht dehan rkhna chahye.. is k sth sth apka khrcha bht hojata.. aksr eid k dinon dukan daar chezon k rate brha dete..am days me wogi chez jo 50 ki milti .. eid k dinon 100 ki hojati.. ❗yehi kuch baten jinka apko dehan rkhna chahye.. ☝🏻❤️
                          • #14 Collapse

                            Re: Yeh Review Eid ki kharidari Pay mubni hai.(Title Edited By Rizwan Trader)

                            Asalam o alikum dear member
                            Aj ka Mera review apky topic eid ki kheradari pr mabni ha

                            Introduction.

                            Jesa ka ap sab janty hn ka log eid ki tyarian 1 hafty phaly e shuru krdty hn eid ka tehwar Asa ha ka sb log is ki tyarian pory Josh or kharosh sy mnaty hn. Choty hon ya Bary hon wo eid ki tyarian Bary dil sy krty is tehwar pr sb bht khusian mnaty hn.

                            Fayde..

                            Eid ka tehwar AK bht acha tehwar hota ha is ma sb log bht khusian mnaty hn sb log apni eid ki shopping 1 hafta phaly e shuru krdty hn is Eid ka tehwar pr sb log chye Bary hon ya choty apni eid ki shopping krty naye kapry or joty laty hn. Larkian b apni trah trah ki shopping krti hn chorin AK main part hoti hn eid ki tyarian ma.. Hr koi eid pr bht pyara nzar Ana chata ha.. Sb logun ki kosish hoti ha wo sbsy pyare or attractive nzar ayen. Or unka dress sbsy alg ho or bht pyare lagen sb ki yhe kosish hoti ha

                            Nuqsanat..

                            Eid hmara AK islami tehwar ha. Is tehwar pr kuch log asy hoty hn jo apny new dress or joty ni khred skty hn. Hm hmary nzdeq bht s asy log nzar aty hb jo apni eid ki shopping ni krskty hn. Tu hmara farz bnta ha hm in logun ki madad krain or unen unky liye achy kapry or joty dilwain yh hmara farz hota ha ku ka un logun ka b hmari trah dil krta ha wo achy kapry phnein or achy dkhai dain is trah hmin unki lazmi help krni chyw
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Yeh Review Eid ki kharidari Pay mubni hai.(Title Edited By Rizwan Trader)

                              Assalamoalaikum dear member aaj ka Mera review apke topic eid ki kheradari pr mabni hai

                              Introduction

                              Jisy ke ap sb jaty hai ke eid ki tyarian ham bht pehly sy hi krna shuru ho jaty hai eid ka tehwar asa hai ke sb log is ki tyarian pory josh aur kharosh sy krty hai ye aik sb ke liay bht khushi ka dn hota hai is khushi ke dn ko hr koi bht khush ho kr apni shopping krta hai aur is dn ka sb ko bht intazar hota hai

                              Fayde

                              Eid ki khushi hr insan ko hoti hai aur is ka intazar b bht sy log bht time pehly sy kr rhy hoty hai aur bht khushi sy log eid ki shopping krty hai aur apny sb milny walo ke gahr jaty hai eid ka dn many aur bachy be is dn ko bht zyada khush hoty hai tyar ho kr apni new shopping dekh kr bachy b is dn ka bht intazar krty hai k kb wo dn ay hm new shopping apni dekhy aur hr koi is eid ke dn bht pyara nazar ana chata hai sb sy alag aur khuobsurat aur sb ki ye hi kosish hoti hai ke ham is dn bht pyary lagy aur sb sy alag nazar ay

                              Nuksan

                              Sb sy pehly ap janty hai eid hmra aik islami tehwar hai is tehwar pr kuch log eid ki shopping ni kr skty mtlb ke achy dress ni afood krsky aur na hi phr un ke gahr koi jta hai ke ye tu aesy hai is liay hamesha aesa kam kren jis main sb ki khushi ho aur ap ke sht sht sb log khus ho shokria.....

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X