ye review BOK (The Bank of Khyber) par mubni hey
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ye review BOK (The Bank of Khyber) par mubni hey
    ye review BOK (The Bank of Khyber) par mubni hey.
    asslam.o.alaikum;
    BOK introduction,
    ye bank 1991 main banaya gaya magar aise ko bank ka drja 1994 main milaa .ye bahot hi acha bank hai or pakistan main istmal honey waly dosry bank k darmiyan khara hai ye bank taweel arsy sey business or tajarati activity sey wabasta hai or tmam idaro ki mali zaroriyat ko pora karta hai.
    BOK (The Bank of Khyber) ik camrshal bank hai jo k pory pakitan main kam kar rha hai 170 barnch ka network hai or mazeed ais main izfa kiya jaa rha hai aise bank ney KPK or pakitan ki grow k lia iham krdar ada kiya hai is ka headoffice Peshawar main hai
    aise bank main ham mukhtlif type k current account or saving account opan kar skty hain or agri calture k lia mukhtalif type ka loan bhe yahan sey hasil kar skty hain asaan account k advanatge or disadvanatge .
    faide (advantage);
    *yeh account opan karwny k lia hamry pass serd CNIC ka hona zarori hai baqi kise bhe document ki koi zarort nahi hai
    *agar hamry pass asaan account hai to ham os sey current and saving account bhe opan kar skty hain
    *yeh account ham 100 ropy k sath opn karwa skty hain
    nuqsanat (disadvantge)
    *ye account ham serf pakistan rupes main opan karwa skty hain
    *free service k lia ham ko ik khas balance apny account main muntain rkhna parta hai
    *asaan account main deposit serf bank barnch sey hota hai kise or method sey allow nahi hai
    *agar ap kise other country main majod hai to ap yeh account opan nahi karwa skty hain .
    *5lkh sey ziada ki raqm ham apny account main nahi rakh skty
    information for Beginners
    Complete Forex Knowledge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ye review BOK (The Bank of Khyber) par mubni hey

    Mere Pyare dost aapane bahut Achcha reviews Kiya Hai the bank of KHAYBER ka Bank hai aur Kafi famous hai provisional government ka Bank hai Hamen chahie kya mis Mein kam karte ho Apne accounts Mein banva sakte hain is Subah Ke Log mere dost Ek behtarin Bank hai jo aapko bahut acchi facilities provide kar raha hai Iske Jo account se vah Kafi aasani se Banaya Ja sakta hai matlab aap apni ID card ke sath Apna account Yahan per open Karva sakte hain Iske alava mere dost is Bank history Dekhe to yah 1991 Mein Pehli Dafa work start kiya tha aur ab tak work start kar raha hai Iske alava Prime Minister youth loan scheme ke sath loan bhi de raha hai use weka Logon Ko To Hamen chahie ki ismein Upar ka tarike se loan lena hai to apply kar den Punjab yah dusre province Ke Log ismein apply nahin kar sakte Kyunki yah sirf Usi province ka hi Bank hai Iske alava mere dost yah salary account bhi create karte hain matlab Ke Jo is Subah Ke Log Hain vah apni government servant apni salaries bank se lete hain yah Bank Kafi e famous Bank hai is province ka lekin dusre province Ke Log ismein accounts open Nahin karte ho Apne Hi province ke bank Mein account open Karte Hain
    • #3 Collapse

      Re: ye review BOK (The Bank of Khyber) par mubni hey

      Pakistan Forex forum members welcome to the best review content contest dekho yahan per koshambi deta hun trading member name Bank of Khyber ke bare mein bahut acchi information quite ki hai bi ok aapko ek provisional banking system provide karta hai jismein aap ko microfinance banking credit card debit card facilities loan home loan financial known business loan aur karobaar loan Diya jata hai jiske liye aapko application forward karna hoti hai Bank of Khyber aapko different facilities provide karta hai car loan home loan aapko provide karta hai iske alava aapko trading ke liye investment ki facility bhi provide ki jaati hai aur Koi yahan per Bank of Khyber mae salary account saving account aur current account jati hai ATM machine yah Bank villages mein bhi kam karta hai aur rural area bhi kam karta hai iski sari branches online hain jaisa ki aapko maloom hai Bank ke bahut sare fayde bhi hote hain aur nuksan bhi Bank aapko loker bhi from karta hai app us main apni jewellery bhi rakh sakte ho
      • #4 Collapse

        Re: ye review BOK (The Bank of Khyber) par mubni hey

        The Bank of Khyber provincial (subai) Government bank hay jo key khyber pakhtun khwa government ki malkeyat hay, Country me es bank key 130 branches work kar rahy hey es bank ko the bank of punjab key tarz par banaya gia jes tarha se The bank of punjab provincial level ka bank hay esi tarha The bank of khyber be subai level ka hi bank hay jes ka headquarter Peshawar me banaya gia hay, zeyada wide network ki waja se es bank ki ehmeyat bahot hi zeyada hay aur ab be mazeed branches banany ki zarorat be pesh a rahi hay next 5 years me es bank key branches me 130 se ezafa kar key 150 tak kar dia jaye ga.
        • #5 Collapse

          Re: ye review BOK (The Bank of Khyber) par mubni hey

          The bank of khyber (BOK) province level par 1991 me banaya gia aur ye state bank key under apni khedmat na siraf kheybar pakhtun khowa me de raha hay Punjab aur Karachi me be es key branches majood hey, es bank ki sab se achi bat ye hay key ye other banks ki tarha commercial aur retail services provide kar raha hay sath me es bank me safe deposit lockers banany ki sahulat be di jati hay, es bank me prize bond ki khareedny aur sale karny ki sahulat be state bank ki tarha se provide ki jati hay,

          BOK har tarha se 1 achi quality aur achi service deny wala bank hay, other banks ki tahra hamari information bank of khybar key be honi chaye ta key zarorat pardny par hamy es bank ko use karny me asani ho, Pakistan me bank of khyber key branches ki tadaad 2020 tak 171 hay aur zarorat pardny par es ki tadaad time key sath zeyada ki ja sakti hay, es bank me account open karny ki sahulat key sath safe lockers banany ki achi opportunity di jati hay jo key har bank ye service provide nahi kar sakta hay, Bank of kheybar ka customers care jo key helpline hay es ki service be quick hay aur customers ki har esi problem ko jald se jald time par solve kar di jati hay jo key bank se hi related hoti hay, es bank me ATM card, debit card, credit card jesi saholat kam fees par di jati hay.
          • #6 Collapse

            Re: ye review BOK (The Bank of Khyber) par mubni hey

            The Bank of khyber mein aap log aasani kay sath bana karay to usayjuldi binai hogi aor loss bi nai ho sakayga. the the Forex market market shopping forand selling also canhonto usaa.also canadditinally jui julrtay hayto bohut ci batooko bhul jatayhayorapnay senior ki commands bi bhul jaati hay jisssay loss ho kayaccountwash ho jatay hay aor buyers ki saari mehnut pay paani pe haintu ap ka kamhai kayap jald bazi mai kam na karain kiyu kay ager ap jald bazimai e hain tuap kabmyab nhi ho patye hain tu verseas exche mai kamrelex m kartye hai tu ap kakam hai ky ap relx ho kay apnye kam pay cognizance rakhtyehaintu ap kamyab ho jatye hain tu ap apnyekam mai cognizance rakhtyehaintu apkamyab ho jatye hain tu ap ks ksm hai kay mai kabhi kald bazimaikamna karain ager ap jalkam kartye hin tu ap kalyeachanhihaikiyu kay bazi mai tu kabhi kamyabi nhi miltye hai ap es maihameshahenuqsan ho jata hai tu apna kam acha karain ta kay ap hamesha es maikaibulkaybohat ziada loss kerwati hai. the the Forex market market buyersaikay raatoraat ameeraur thForex market market ki erlain kay saari zindain aik hedin mai puri kaikin unhainyeh samajh nahi hoti haikay jo hasratiansaari zindagi ki hoti hain unhain purakernay kay liye aik dinkaafi nahi hotahai. Iss liye jald baazi kernay ki bhizarurat nahii hai.thex market market buyers e maikoi movain tou unhainfori toreps open kernay kiPar jati ah saylot length ziadarakh kay earnings kibajaey loss bhi ziadaker jateyhaamkab se hello sakte hainagerapguidelincompetitin to jae homoseo loss hona begin ho jae ga jaiha buyers kam time me feelings me a kar jaldb evaluation y hainjisse buyers ka evaluation vulnerableho jata ha ortrame chali jati haiwo right timekospendy evaluation karayreceived overseas exchange marketplace kayhar factor ko evaluation kar sakain or unkay evaluation me koimistake na hoager koi mistake ho gaitu buyers kitrades loss me ja saktihaisliey bu kayay agree karta hoon. the the Forex marketmarket shoppindselling aikaisa enterprise hayjis pincipal bohatzida danger hayes enterprise principal earnings ki nisbat losskay possibilities ziada hotayhain jis ki wajohat yehihain okay buyers say shopping forand selling kay doran bohat zerrors hojay un ko loss ho jata hay waisay to buyers ykaikisa ki errors hoti hain jipal saylalach, worry a shamilhayaksar new buyers the the Forex market market principal ziada earnings
            • #7 Collapse

              Re: ye review BOK (The Bank of Khyber) par mubni hey

              Assalamu Alaikum Forex friends ummid that you observe khairiyat se Honge doston aaj aaj ka Mara topic the bank of Khyber per Madhubani hai
              Introduction:
              bank of khyber ko established 1991 mein provisional legislative assembly K Manzoor Kesariya Kiya gaya tha September 1994 mein Ek schedule bank darja Mila Bank ko ek Anokha Makan Hasil hai Pakistan ke andar kaam karne wale dusre bankon ke Darmiyaan Khada Hai aur ise Aaj Hasil hai ki Mulk mein se Char Sarkari banko mein priviege lag jae ga. Bank the wheel RCC karobari aur Di jaati HAL kaun se Wabasta tha hai. Aur Tamam Shubhangi Mali jaru.rat ko pura karne mein Sar garam yah kamyabi ke sath Apne karobaar Mein mukhtalif karobari Jaruri aath ke liye Apne Sathiyon ko Mali anamat aur Mali Amarnath Braham karne village Ram karti hai
              BOK "A 1" rated Commercial Bank hai. Jo pure Mulk mein chal raha hai main 169 Branch ka network hai aur Ab ismein ToSi Ho Rahi Hai aham stakeholder hi aur Hamari 25 sal ki tarikh ke dauran khyabar Park tankhwa Ki Main Bank Ne Hamesha Aham kirdar Ada Kiya Hai Pakistan ki Man shitala ki mein hissa liya hai
              History:
              bank of khyabar Subahi Hukumat ka Bank hai. Jis ki ownership Khyber Pakhtunkhwa government hai shower Pakistan mein Vakya hai Jiski Mulk Bhar Mein 175 shakh Hain 1991 Mein Bank of Punjab aur first woman Bank ke sath Milkar Ek Sarkari Alla Kai Bank ke Taur per kam Kiya Gaya.
              Founded:*1991

              Number of locations:*172

              Subsidiaries:*The Bank of Khyber Employees Provident Fund,*more
              • #8 Collapse

                Re: ye review BOK (The Bank of Khyber) par mubni hey

                Salam:
                aj ma jis sawal ka jawab dun ga wo bank of kyber ky bara ma ha umeed karta hun apko ya pasand ya ga tu ham start karty han
                 
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: ye review BOK (The Bank of Khyber) par mubni hey

                  Salam:

                  aj ma jis sawal ka jawab dun ga wo bank of kyber ky bara ma ha umeed karta hun apko ya pasand ya ga tu ham start karty han bank of kyber ak bohat acha bank ha bank of kyber subai hakumat ka ak bank ha jis ki malkiyat kyber paktukan hakumat ha aor is ka darkilafa pesawar pakistan ma ha jis ki mulak bar ma 150 saka han ya 1991 ky act number ma ak sarkari alakai bank ky tur par kaim kiya gaya ha isa september 1994 ma sadul bank ka ak darja diya gaya tha ya bank kafi bara ma ha aor ya bank kafi kabsorat bhi ha ya rawaiti islami bankari aor kidmat aor micro finance ki pesh kash karta ha ab ma apky sath is ky faidy han jin ma sa kuch ma apky sath share karu ga.
                  advantages:
                  bank of kyber ky bohat sa faidy han jin ma sa kuch ma apky sath share karu ga ya ak bohat cah bank ha is bank iki security kafi achi ha is ma apna account open karwana ky liya hamara pas cinc ka hona zarori ha aor baqi kisi bhi docoment ki zaroat nahi hoti ha ham is ma asani sa current account aor saving account open kar wa sakty han ya account ham 100 rupe ma open karwa sakty han is bank ma atm ki saholat bhi majood ha aor is bank ma credit card aor atm card ki saholat bhi majood ha is bank ma hamara pese bilkul save rahta ha.
                  disadvantages:
                  jese ky ap janty han ky har chiz ky faidy hony ky sath sath us ky nuksan hoty han lekin is ky kafi kam nuksan han jo han ma apky sath share karu ga ham apna accolunt siraf pakistani rupes ma open kar wa sakty han aor 5 lak sa zada ki rakam ham apny account ma nahi kar sakt han aor is ky koi khas nuksan nahi han.
                   

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X