broker k baghair traiding momkin hai ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: broker k baghair traiding momkin hai ?

    Ji nahin aisa momkin nahin agar Ham forex trading karna chahte hain to hamen ek broker ka Sahara zarur Lena padta hai hamen chahie ki Ham ek aise broker ka intakhab Karen jo ki ek trust broker Ho or low spread Ho deposit minimum 50 dollar tak hona chahie aur withdrawal bhi minimum hona chahie uske bad Jo verification process hai vah bhi simple hona chahie Taki hamara ziada time waste na ho broker ko verified main aur bahut sare aise broker Hain Jo hamen swop free account provide nahin karte hamen chahie ki Ham aise broker select bilkul bhi Na Karen hamen ek aisa broker select karna chahie Jo Swap free ho aur daily analysis hamry eath share Karen aur 24 hours support hona chahie agar Ham mehnat karenge tabhi to Ham forex mein kamyab honge.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: broker k baghair traiding momkin hai ?

      Online Forex trading business without brokers key possible nahi hay magar local base par ye business broker key baghir ho sakta hay, currency exchange dealer se agar koi be currency buy ki jaye to ye 1 tarha se local base par Forex trading hoti hay aur profit be es business me ho sakta hay magar es ka nuqsan ye hay key ye market specific time tak hi open hoti hay online Forex business me bahot si facilities traders ko milti hay brokers key sath trading ki jaye to online currencies buy karna aur apny orders ko close kar dena bahot asaan hota hay magar local base par traders ko bahot mehnat karna hoti hay aur etna profit be nahi kamaya ja sakta hay jetna key online business me earn ho sakta hay.
      • #18 Collapse

        Re: broker k baghair traiding momkin hai ?

        Dear friend Aisa bilkul Mumkin nahin hai agar aap reading karna chahte hain online training ke liye broker bahut hi jaruri hai aur ek acche broker ka inter ka bhi bahut jaruri hai Kyunki broker ki vajah se hi aap apni Maut ko safely Bank ke sath kar sakte hain Kyunki Bank ke sath prapt karne ke liye Bank ke sath deal karne ke liye jaruri hai ki ek acche broker Ka Hona chahie aur vistar instaforex ek bahut hi accha broker hai jo ki Ham bahut hi acchi facilities provide karta hai aur Hamesha Usi broker ka inteqaam Karen jo aapko achhi facilities provide Karen Taki aapko Koi Bhi masla Na Ho
        • #19 Collapse

          Re: broker k baghair traiding momkin hai ?

          G nhi forex trading men bagher broker trading nhi kar saktay kiun k forex trading men jo log bhi trading kartay hen woh broker k through trading kartay hen aur broker k through profit ko withdraw kartay hen aur broker k through hi account ki verification complete hoti hey aur jahan tak mera khayal hey bagher broker k trading karna fazool hey kiun k trading k daoran agar koi problem hoti hey tu uss k liay broker se hi rabta kartay hen iss liay agar forex trading men achi aur kamyab trading karna chahtay hen tu phir achay broker ko choose karen aur koshish karen aesa broker select karen jiss ki ap ko aasani se Samaj aa jay iss liay mera mashwara hey k insta forex USA2 broker best broker hey kiun k iss men trading karna bahut aasan hey aur iss withdraw bhi jaldi mil jata hey aur fees bhi kam hey aur verification bhi jaldi mil jati hey iss liay koshish karen k pahlay broker select karen aur phir trading start karen kiun k brokers k through hum apni tamam problems ko solve kar saktay hen
          • #20 Collapse

            Re: broker k baghair traiding momkin hai ?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Yousuf Chandia پيغام ديکھيے
            asslam.o.alaikum
            main ummid karta hun k ap sub khariyat sey hun geyai main ap sub sey yeh pochna chahta hun k kiya ham broker k baghir bhe forex traiding kar skty hain ?
            ya forex traiding karny k lia broker ka istaml lazmi (compulsory) hai ?
            broker ke sath hum mil kar trading karte hai agr hum trading karna chate hai tu hume kisi na kisi broker ke sath kam karna hota hai hum direct trading nahi kar sakte hai jaisa ke hum ab banks ka istamal karte hai koi b big deal hoti hai tu hum banks ke through ki transect ions karte hai har kam me ab banks hai isi tarah forex trading karne ke liye brokers aik qisam ke banks ka kam karte hai hai hum brokers me apna account open karte hai or us me hum apna paisa invest karte hai agr hum trading karna jante hai tu hum hud trading kar sakte hai apni marzi ke mutabiq hum buying selling kar sakte hai is me kam karna asan nahi hai lakin agr forex trading business me agr koi kamyab ho hjata hai tu is me bohat sara pisa bana sakta hai ya aik bohat hi acha business hai jis ko hum brokers ke through karte hai agr profit hota hai tu broker hum withdraw b deta hai.
            • #21 Collapse

              Re: broker k baghair traiding momkin hai ?

              Jab bhi hum online business ko forex trading ko kartay han tu is ko karne kay leye aik platform ki zaroorat hoti hai aur ye platform hum broker ko use kartay han forex kiok aik worldwide online business hai aur is ko karne kay leye aik broker ki zaroorat hoti hai broker kay baghair hum forex market mein in nahin ho saktay market mein trading tab hi kar saktay han jab hum kise broker ko use kartay han aur kise broker kay baghair hum is business forex ko kar hi nahin saktay
              Hum kise broker ko use kar kay is se forex market mein in ho saktay han aur trading kar saktay han broker ka hona zaroori hota hai broker kay baghair trading nahin kar saktay
              • #22 Collapse

                Re: broker k baghair traiding momkin hai ?

                broker k bina trading nahi ho skti hai q k a broker he hmein platform deta hai jis hm trading kr sakty hain ye aik real business hai koi scam nahi hai but kuch market maker hain jo fraud kr lety hain un se bach kr broker join krein aur broker ahut ziyada aa chuky hain but ap confirm kr join krein aur regulation check kr k kaam krein
                • #23 Collapse

                  Re: broker k baghair traiding momkin hai ?

                  Nahin simple dost Aisa Mumkin Nahin Hai without specialist aap exchanging nahin kar sakte Agar aapke pass Jyada paise nahin hai aur aapke paas representative nahin hai simple dost aapko exchanging nahin kar sakte Agar aapane exchanging karni hai to aapko Forex Mein Ek merchant select karna hoga uske sath greetings aap perusing Karenge Aise direct exchanging karna Mushkil Hai aapko chahie kya mission dealer kis political decision Mein cautiously Rahe aur Hamesha Aisa agent pick Karen Jiska audit Paapi log acche tarike se de rahe hain aur Jiska Commission bhi Kafi kam ho aur jo aapko acchi tarike se support karta hun aap ki issue ko settle karne ke liye aur Behtar tarike se kam karne ke liye isliye intermediary kis political race significant Hoti Hai Kafi
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: broker k baghair traiding momkin hai ?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: saeed722 پيغام ديکھيے
                    broker k bina trading nahi ho skti hai q k a broker he hmein platform deta hai jis hm trading kr sakty hain ye aik real business hai koi scam nahi hai but kuch market maker hain jo fraud kr lety hain un se bach kr broker join krein aur broker ahut ziyada aa chuky hain but ap confirm kr join krein aur regulation check kr k kaam krein
                    Janab es mai koi shak nahi hai kay es mai koi scam hai or yeh aik real business hai.Lekin es ko karny kay leye ap ko broker mai he pehly account open karna hota hai. Direct trading Forex main nahi ki jati hai. ap kay pas acha broker yani Instaforex ki tarha ka hoga tu ap ko apni deposit or withdrawal ki pareshani nahi hogi. ap ki har transaction secure or time pay ap ko mily gi. eslye koshish karain jo be ap broker chose karain apni requirement kay mutabiq chose kar kay phir trade karain.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X