Short term trading munafa deti hai ya Long term ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Short term trading munafa deti hai ya Long term ?

    dear friend donon trading se aap acchi trading kar sakte hain jaise ki agar aap short term trading karna chahte hain to short term trading se bhi Awaaz nahin aati kar sakte hain aur Iske alava kar raha of long term trading karna chahte hain to long term trading se bhi aap acchi acchi khasi kar sakte hain Kyunki yah to aapke experience depend Karta Hai Kyunki Ek acchi trade Agar aapko mil jaaye to usmein backup ke sath agar aap long term trading karen to aap bahut hi Achcha Pradarshan kar sakte hain lekin short term trading se aap Delhi Apna target hit kar sakte hain to isliye donon trading best hai jismein aap acche experience rakhte Hain Usi Tarah operating Karen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Short term trading munafa deti hai ya Long term ?

      Aslamualaikum friends,
      Forex trading men short term aur long term trading ki ehmeyat apny apny lihaz ca Bht zayada ha ya khna k short term trading faidymand nahi ha ya long term trading zayada profit daite ha tu aise bt nahi ha short term trading b bht zayada profit dy skti ha agr complete market research ka sth k sth online trading men hisa Lea jy tu aur bilkul esi trha long term trading bht zayada loss ka sabab bn sakti ha agr bina market research k training men Aya Jay tu es Lea long term ya short ki trading ki ehmeyat apni jgha sb ca zayada ehmeyat market research , knowledge , practice,aur market analysis krty hovy market bk trend ko smjny ki ha.aur ek aur bt long term trading bary traders Jin ki investment zayada hoti ha en k Lea zayada profitable sabit hoti ha q k bary invester risk baring Capacity zayada rekhty hoty ha aur short term ka istmal akser loss recovery Technics k tor or b kea jata ha
      الحمد لله رب العالمين

      • #18 Collapse

        Re: Short term trading munafa deti hai ya Long term ?

        Dear friend forex trading men her category k log kam kar rahay hen kuch log tu short term trading kartay hen ta k jaldi ziyada profit hasil kar saken iss liay woh jaldi men trading kartay hen aur bagher sochay samjhay bari lot laga detey hen lekin kabi kabi tu luck sath dey jati hey aur acha profit mil jata hey lekin her dafa luck bhi sath nhi deti iss liay short term trading ki waja se bara loss ho jata hey aur account jaldi wash ho jata hey aur jo log long term trading kartay hen woh hamesha sabr se kam letey hen aur sabr ka phal meetha hota hey aur forex trading men ziyada tar senior traders long term trading kartay hen kiun k woh lalach aur jald bazi se perhez kartay hen aur kisi aik pair pe small lot k sath trading kartay hen aur phir wait kartay hen ya tp set kar k chor detey hen aur khud ba khud trade profit men close ho jati hey iss liay forex trading men jo log short term trading kartay hen woh jaldi nakam ho jatay hen aur jo log long term trading kartay hen woh safe trading kartay hen account bhi safe rahta hey aur acha profit bhi kama letey hen iss liay long term trading ka ziyada faida hota hey
        • #19 Collapse

          Re: Short term trading munafa deti hai ya Long term ?

          Short term trading munafa deti hai ya Long term ?
          Ans.
          sub sey phily to ap long term traiding kar rhy hain ya short term ap k pass ik achy knowledge ka hona zarori hai os k bad hi ap traiding main work kar skty hain .
          short term traiding or aise k benefits.
          short term traiding ham m1,m5,m15,m30,h1 chort ki madad sey analysis karty hain aise main hamra jo target hota hai wo minium spread sey 5 pip ziada or miximum 120 pip tak hota hai or ais ka duration 10 mint sey 7 din tak ho skta hai short term traiding ham kam bouns k sath kar skty hain or aise sey ham short time main ik barra profit hasil kar skty hain .
          long term traiding benefits.
          long term traiding k lia ham h4,d1,w1,mn ki madad sey analysis karty hain long term main hamra trget jo hota hai 120 pip sey ziada or miximum ap par depend karta hai or ais ka duration 1,1 month tak ho skta hai ais k lia hamry pass ziada balance hona chahi hai ais main loss k chance kam hoty hain .
          result
          long term traiding main loss k chance kam or profit k ziada hoty hain but ais main ham ko lamaba intazar karna parta hai jab k short term traiding ham kam balance k sath bhe start kar skty hain ais main ap kam waqt main ik acha paisa kama skty hain
          information for Beginners
          Complete Forex Knowledge
          • #20 Collapse

            Re: Short term trading munafa deti hai ya Long term ?

            short term trading or long term trading per uper b bohat tafseel se bat ki hai ab yaha per b hum bat karte hai pahle hum short term trading per bat kar lete hai us ke bad long term per b kar le gy.
            1 SHORT TERM TRADING
            Short term trading profitable hai ya long term short term trading me kam karna thora mushkil hota hai lkain is me profit bohat zaida hota hai hum is me bohat sari entries le sakte hai hum agr 5 mint ya 15 mint wali candle per kam karte hai tu is me hum trading ke signals bohat dafa mile gy hum is me har dafa trade open kar sakte hai agr hamra analysis sahi ho ga tu hume profit mile ga lakin agr huma achi trading nahi karte tu hum is me loss b zaida ho sakta hai is liye pahle pratice karna zarori hai.
            2 LONG TERM TRADING
            Long term trading ki bat kare tu is me b kam karna asan nahi hota hai is me hume big time frame me kam karna hota hai is me hum signals bohat late milte hai is me hum kabi kabi tu weeks lag jate hai signal milne me lakin agr wo signal fake ho or hume loss ho jaye tu b hume faida nahi hai hamra time b waste ho jata hai hume pahle practice karna ho gi.
            long term trading kare ya short term lakin soch samj kar karne se hi profit hasil ho sakta hai.
            • #21 Collapse

              Re: Short term trading munafa deti hai ya Long term ?

              Assalamu alaikum Dosto umeed kerta hun k ap log kheriyat se hon ge.
              Ji han dosto yahan per bht hi achi bat ki ja rhi hai ji dosto jahan tak main janta hon to is platform per knowledge or experience hi base rkhty hain apky pas jotna acha knowledge or experience hoga ap utna hi acha prophet hasil ker skte hein or bina experience ke ap is platform per kamyab nhi ho skty isi trha dosto agr ap achy tradet hain or apka analysis bi acha hai to is bat se koi farq nhi prta ke ap short time trading kar ry hein ya long time Dosto yahan per sirf acha knowledge or experience ki requirement hoti hai bina is ky na to ap kamyab ho skty hain or na hi achy trader ban skty hain or na acha prophet earn ker skty hain Dosto hmen chahiya ke is platform se achi trha faida uthaen or yaha per acha knowledge share kren taky dosry log usy gain ker sken or is platform se faida utha sken Dosto is mein sirf mhnat base rkhti hai time nhi.THANKX
              • #22 Collapse

                Re: Short term trading munafa deti hai ya Long term ?

                Dono hi sahi hai agr market trend acha ja rha ho tu dono hi sahi hai for example market trend top pr hai tu us wqt short term trading sahi hai q k big time trading mai kafi bar loss aur profit mai hmari trade chalti rahti hai lkin ziada profit hasil krna hai to big lot mean k long term trading mai entry deni hgi but usky liay phr strategies ka use bhi ata ho usky ilawa agr short term trading hai tu ye phr new users k liay best rahy ga q k is mai small lot mai profit ya loss itna hi ata ho jo bardasht kiya ja sky lkin mjhy short term trading peraonally taur pr psnd hai q k is mai hm market ko sahi taur pr analyse kr skty hai aur market k trend k change hny ko jan sky
                Do it before other will do!
                • #23 Collapse

                  Re: Short term trading munafa deti hai ya Long term ?

                  Forex trading mai short term aur long term dono Tarah ki he trading faida daiti hai. Instaforex kay bonus account say trading ki baat ki jaey tou yeh short term trading ka tareeka kaar hota hai. Kiyu kay bonus trading account say kaam kernay waley traders ki koshish hoti hai kay jo bhi profit ho usay withdraw kerwa Lia jaey. Iss liye isay short term trading he kaha Jata hai. Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai. Long term trading 2 tareekoo say ki jaa sakti hai. Aik tou yeh kay apna bonus jama ker Lia jaey aur achay account balance kay saath trades long time kay liye open rakhi jaey iss Tarah bhi acha business ho sakta hai yaa phir apna profit withdraw na kia jaey aur account balance strong ker Lia jaey. Over all Agar business point of view say daikha jaey tou jo business ziada time kay liye kia Jata hai wohi business ziada faidamand rehta hai. Iss liye short term ki bajaey long term ko he prefer kerna chaiye
                  • #24 Collapse

                    Re: Short term trading munafa deti hai ya Long term ?

                    Asalam o Alikum friends umeed karta hon kay ap sab theek hon gay forex ak bahut he lajawab or bemisaal bessines ha is jesa koi bhi bessines nai ha forex main trader hazraat apni markit ko analysis kar kay munafaa kamaa saktee han forex main 2 tara ki trades hotii han
                    1-Short-term trade
                    2- Long-term tade
                    short term trade asii trade hotii ham jo trader ak din kay leye ya do din ky leye ya kuch gantoo kay leye lagaty han or un say apna profit hasil kar kay un trade ko band kar dety han
                    jabky Long term trade asi trade hotii hanjo trader hazrat koi contrect ley lety han ye trade maheno ki ho saktii ha is main trader hazrat trade laga dety han or jab wo waqat ata ha to us trade say apna prifit gain kar lety han
                    short term trade or long term trade dono he profit detii ha agr trader jo in ko trade kar raha ho wo forex master ho ziada tar loog shot term trade laga kar forii profit hasil kar lety han wo long trade laga kar risk nai lety
                    • #25 Collapse

                      Re: Short term trading munafa deti hai ya Long term ?

                      Assalam o alikum forex member umeed karta hon kay ap sab theek hon gay forex ak bahut he lajwab or bemisaal bussiness ha is jesa koi bhi business nai ha forex main trader hazraat apni market ko analysis kar kay munafaa kamaa saktee ha forex main 2 tara ki trades hotii han1short term trade 2 long term trade short term trade asii trade ham jo trader ak din kay leye ya do din k leye hote han ya kuch gantoo kay leye lagaty han aur un say apna profit hasil kar kay un trade ko band kar dety han. jabky long term trade asi trade hotii han jo trader hazart koi contrect ley ye trade maheno ki ho saktii ha is main trader hazrat trade laga dety han or jab wo waqat ata ha to us trade say apna profit gain kar lety han short term trade or long term trade dono he profit detii ha agr trader jo in ko trade kar raha ho wo forex master ho ziada tar loog short term trade laga kar forii profit hasil kar lety han wo long trade kar risk nai lety.
                      • #26 Collapse

                        Re: Short term trading munafa deti hai ya Long term ?

                        Jahan Tak mujhe knowledge hai short-term trade aur long term trade Koi mayne nahin rakhti agar hamare pass experience achcha hai Ham acchi tarah se candles ko analyse kar sakte hain To Ham isliye profit mein a sakte hain kyunki jab hamen candles ko anaylise karna aata hoga To Ham bahut acchi lot size lagakar bahut achcha profit gain kar sakte hain aur jab hamen candles ko analyse karna nahin aata hoga to tab Ham profit bhi nahin kar sakte isliye hamare profit ke liye zaruri hai kaay hemiyen market analysis karna aata ho a hamen candles ko analyse karna aata Ho jab Ham candle ko anaylise kar lenge To Ham isliye profit mein a sakte hain agar hamen candles ko analyse karna nahin aata To Ham profit main bhi nahin a sakte Is tarah hamen candles ko bhi analyse karna aana chahie aur iske sath sath market ko bhi analyse Karna aana chahie jab Ham ine donon chizon ko analyse kar lenge To Ham easily profit mein a jaenge aur khud ko Kamyab bana lenge aur bahut achcha profit bhi gain kar lenge aur short-term trade ho yeeh long term trade donon mein Hi bahut achcha profit book kar sakenge isliye hamen is field main market ko analyse karna aana chahie ki market ki next movement Kya hogi kn se pair strong honge aur kn se Pair buy khaoge isliye yah chiz hamari kamyabi ke liye bahut jaruri hai ki Ham main market ko analyse karne ki capacity kitni hai.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #27 Collapse

                          Re: Short term trading munafa deti hai ya Long term ?

                          Ji bahut hi Achcha trade aapane post Kiya Hai Hamen donon trading profit deti Hain short term trading bhi on long term trading bhi but beginner ko chahie Hamesha cotton trading Karen because short term trading ke andar race kam hota hai aur ham easily isko recover kar lete hain aur ham short short reading Karke Apna bonus level increase Karte Hain vah Jo senior person hota hai Jisko multi Ladka hota hai usko chahie Yahan per mehnat Karen aur mehnat Karke bonus increase Kare senior person Hamesha mehnat ki karta hai isliye vah long term trading karta hai because long term trading ke andar bahut ki Jyada hota hai aur uske sath sath vah Apna bonus level increase kar leta hai because hua profit make rate ka aane ka vate Karta Hai vah Jaise hi market profit Mein Aati Hai vah Apna profit Hasil kar leta hai but Ham Sabko chahie apni printing ko Apne Nabi Ke mutabik use Karen Ham apni trading Apne knowledge ke Mata Pita ki use Karenge To isase Hamen kamyabi Hogi To Ham Sab Ko chahie Yahan per mehnat Karke kam karne ki koshish karen bahut mehnat Karke kam karna Ham Sab Ke Liye kamyabi Hai Koi Yahan Pai Hamen profit increase karne ke liye Apne Nabi ko increase karna chahie

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X