ye review Avast antivirus par mubni hey
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ye review Avast antivirus par mubni hey
    ye review Avast free antivirus par mubni hey .
    asslam.o.alaikum,
    indroduction.
    avsat free antivirus ik antivirus softwere hai ais ko ham apny computer ya loptop main lazmi instal karty hain ais k instal ki bri wajah yeh hoti hai k jab ham internet ya koi pin drive apny pc main lagty hain to os main baz qat virus hota hai bahot sey mulvair hoty hain jo k hamry loptop ya pc k hard disck ko demage kar dety hain or isi trha jab ham internet sey koch sofwere download karty hain ya koi bhe website vist karty hain to baz dafa ham malishiyan website k oper punch jaty hain jis ki wajah sey hamara pc ya computer hack ho jata hai or ham ko bahot ziada loss ka smana karna parta hai or hamara sara data hacker chora lita hai to ais condition sey bachny k lia ham avast antivirus softwere ko use karty hain yeh hamry computer ki hifazt karta hai or agar ghalti sey ham kise malyshiyan softwere ko download karty hain to forn yeh ham ko info karta hai or ham os ko delte kar dety hain jis sey ham apny pc ko mahfoz rkh paty hain antivirs k 2 version ham use kar vskty hain ik trail version or 2sra buy karna parta hai . ham ko free valy version main bhe bahot sary feature mil jaty hain .ais ko ham online bhe instal kar skty hain or offline bhe instal kar skty hain .

    Click image for larger version

Name:	avast.PNG
Views:	1
Size:	47.3 کلوبائٹ
ID:	12463745

    fade (advantage);
    *hamara computer hacker k attack sey mahfooz rhta hai .
    *agar ham koi malysion softwrer ya website k oper jaty hain to yeh forun ham ko info kar dita hai .
    *aise k use sey ham apny pc main majood virius ko pori trha sey khatm kar skty hain .
    *yeh softwrer automatic kam karta hai jab koi virius ais ko nazar atta hai os ko automatic delete kar deta hai .
    *aise ko ham free main bhe download kar key instal kar skty hain .
    nuqsanat (disadvantage);
    *ais k use sey hamara pc slow ho jata hai .
    *aise k free version main ziada feature nahi hai advance avast antivirius k lia ham ko payment karna parti hai os k bad ham os ko use kar paty hain .
    information for Beginners
    Complete Forex Knowledge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ye review Avast antivirus par mubni hey

    Avast Antivirus PC aur laptop key ley 1 tarha se bahot hi zarori software hota hay jo key har tarha se hamary pc aur laptop ko viruses se bacha sakta hay aur jo key pehly se virus agar computer me ho to es ko be remove karny me hamari help kar sakta hay, ye software auto base par hi update hota hay agar market se ham Avast antivirus ki cd le lety hey to ye life time key ley hamary ley free ban jata hay aur ham easily every month es ko internet key through update kar sakty hay aur es key bad ye proper work karny lagta hay, agar ye software hamary PC aur laptop me na ho to kesi be time internet se ya kesi aur source se virus PC ya laptop me dakhel ho kar hamary system ko kharab kar sakta hay.
    • #3 Collapse

      Re: ye review Avast antivirus par mubni hey

      Dear dosto smujhy lagta hai aj kal anti virus ki koi value nahi rahi kiun ke aj kal online windows itni advanced hain ke anti virus ko use karny ki zarorat hi pesh nahi ati pehly log iska istamal bohhht karty thy and is baat pe trust karty thy ke ye humary pc ko virus se bachaye ga lekin waqt ke sath sath ye kam hota gya or iski kam hony ki wajah ye bhi hai ke ye ak heavy software hai tolog isko install nahi karty ke ye pc ko hang kardega and baazz log is lie bhi use nahi karty ke ye crack software ki file ko kha jata hai is se boht log pareshan hoty hain or wo isko disable kar ke hi rakhty hain ke inki files delete na ho jayein
      https://t.me/pump_upp
      • #4 Collapse

        Re: ye review Avast antivirus par mubni hey

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Yousuf Chandia پيغام ديکھيے
        ye review Avast free antivirus par mubni hey .
        asslam.o.alaikum,
        indroduction.
        avsat free antivirus ik antivirus softwere hai ais ko ham apny computer ya loptop main lazmi instal karty hain ais k instal ki bri wajah yeh hoti hai k jab ham internet ya koi pin drive apny pc main lagty hain to os main baz qat virus hota hai bahot sey mulvair hoty hain jo k hamry loptop ya pc k hard disck ko demage kar dety hain or isi trha jab ham internet sey koch sofwere download karty hain ya koi bhe website vist karty hain to baz dafa ham malishiyan website k oper punch jaty hain jis ki wajah sey hamara pc ya computer hack ho jata hai or ham ko bahot ziada loss ka smana karna parta hai or hamara sara data hacker chora lita hai to ais condition sey bachny k lia ham avast antivirus softwere ko use karty hain yeh hamry computer ki hifazt karta hai or agar ghalti sey ham kise malyshiyan softwere ko download karty hain to forn yeh ham ko info karta hai or ham os ko delte kar dety hain jis sey ham apny pc ko mahfoz rkh paty hain antivirs k 2 version ham use kar vskty hain ik trail version or 2sra buy karna parta hai . ham ko free valy version main bhe bahot sary feature mil jaty hain .ais ko ham online bhe instal kar skty hain or offline bhe instal kar skty hain .

        [ATTACH=CONFIG]12629[/ATTACH]

        fade (advantage);
        *hamara computer hacker k attack sey mahfooz rhta hai .
        *agar ham koi malysion softwrer ya website k oper jaty hain to yeh forun ham ko info kar dita hai .
        *aise k use sey ham apny pc main majood virius ko pori trha sey khatm kar skty hain .
        *yeh softwrer automatic kam karta hai jab koi virius ais ko nazar atta hai os ko automatic delete kar deta hai .
        *aise ko ham free main bhe download kar key instal kar skty hain .
        nuqsanat (disadvantage);
        *ais k use sey hamara pc slow ho jata hai .
        *aise k free version main ziada feature nahi hai advance avast antivirius k lia ham ko payment karna parti hai os k bad ham os ko use kar paty hain .
        Ap ne friends bht acha review antivirus par review dia hai keh agar hamarey pas koi pc yaa laptop hai to hame chahiey keh us me Avast Antivirus lazmi install kare q keh jab ham mukhtalif qisam ki flash drive memory card yaa internet chalatey hai to hamarey laptop yaa pc me virus enter hoo jata hai jo keh hamarey pc ko laptop ko bht susst kar deta hai
        So‚ dear Avast Antivirus ham free me bhi install kar sakte hai aor online net ke zariey se bhi ham isko apne laptop me install kar sakte hai lekin online me feathers bhi bht ziada hote hai is liey friends ache software ko lazmi apne pc ya laptop hai to install kar lejiey q keh ap ke documents yaa any other personal data virus ki vajah se currupt na hoo balkeh safe rahe .
        • #5 Collapse

          Re: ye review Avast antivirus par mubni hey

          Dear jab aap Kisi bhi purpose ke liye Apne office ya FIR apne ghar mein laptop ya koi bhi achcha computer istemal kar rahe hote hain to usmein no doubt aapke pass bahut hi valuable data Hota Hai Jiski Hifazat karna aapki main responsibility Hoti Hai Kyunki agar koi bhi aapke computer mein virus a Jaega To vah aapka data Sara khatm ho sakta hai aur iske sath sath Agar aapke laptop computer ko koi hacker dress kar leta hai to vah bhi aapke liye bahut bada problem ho sakta hai jisse aapki important information leak out hone ke sath sath misuse ho sakti hai jismein aapke liye bahut jyada problem ho sakta hai

          Isliye aapko Apne computer ko virus aur different hacker se Mehfooz rakhne ke liye aap ismein antivirus program Ko install karte hain ya Ek Aisa software aur ek Aisa platform hota hai jo aapke computer ki safety level ko maintain rakhne ke liye Puri koshish kar raha hota hai aur agar koi bhi illegal attempt is ke sath hoti hai to ja usko rokane ki puri koshish karta hai aur aapke computer ki safety ko maintain Rakhta hai.

          Is purpose ke liye Hamen koi ek Aisa perfect antivirus apne mobile aur laptop per Rakhna chahie Jo Hamare personal data ki complete safety commented rakhne ki koshish karen to iske liye Jo aapane antivirus Hamare Sath share kiya hai no doubt yah Ek bahut hi Achcha antivirus Hai Jiski wajah se Hamare computer ki important information bilkul sefe reh sakti hain aur ham isko easily install Karke a Apne computer ki safety ko maintain kar sakte hain Agar aap ke laptop par antivirus Nahin hoga to main aapke liye bahut jyada dangerous ho sakta hai Hamesha Koi accha antivirus Apne laptop per Jarur Rakha Karen taka Jab Bhi aap internet istemal kar rahe ho to usmein aapke liye koi bhi Aisa problem Na Ho no doubt antivirus karne se aapke system ki speed Mein Kuchh per kah sakta hai aur vah slow ho sakta hai hi lekin iske sath sath aapko Iske bahut Sare advantages bhi Hasil ho rahe Hote Hain
          • #6 Collapse

            Re: ye review Avast antivirus par mubni hey

            AssalamoAlaikum guys umeed krta hu k aap sab khairiyat se ho ge to guys aaj ko jo hamara topic hai wo bara hi zabardast topic hai antivirus k baare mai to guys aaj kal ham sab logo k paas oficialy computer to hai hi mgr computer k jo sab se mai problem hai wo ye hai k computer mai aksar aur ziada tr virus aa jaata hai to is virus k computer mai aane ki main waja ham logo ka computer ka ache se maintain krna nhi hai for example k guys agr hum ziada khana khae ya apni health ki care na kre to hum bemaar ho jaate hai bilkul issi trah guys agr hum computer mai ziada dta daalte jae to us mai virus bhi issi waja se aa jaata hai aur computer slow slow kam krna start kr deta hai jis ki waja se computer ki hard disk pr ziada pressure parta hai aur hard disk khraab hone k chances aur window bhi zaaya hone k chances kaafi barh jaate hai agr hard disk virus ki waja se khraab ho jae to aap ka saara personal data bhi waste ho jaata hai..........To guys agr aap computer ki hard disk mai mojuud deta ko zaaya nhi krna chahte to us k liye zruuri hai k aap k computer mai antivirus zruur active hona chahie aaj kal k dino mai avast antivirus bhut famous hai agr aap k computer mai avast antivirus install hai aur active hai to agr aap koi bhi jb out port lagae ge to antivirus automatically us port ko check kre ga k is mai koi virus to nhi agr koi chota sa virus ho to ye antivirus khud bkhud uss virus ko khatm kr deta hai aur agr koi ziada virus paaya jae to antivirus aap ko alert kr deta hai to guys issi liye aap ko chahie k apne computer mai koi na koi antivirus yaa phr avaist antivirus zruur hona chahie to guys aaj k liye itna hi agr aap ko ye thread acha laga to plZzZzzz like zruur kr dena to guys aaj k liye itna hi next thread k tak k liye ALLAH HAFIZ............
            • #7 Collapse

              Re: ye review Avast antivirus par mubni hey

              avsat free antivirus ik antivirus softwere hai ais ko ham apny computer ya loptop main lazmi instal karty hain ais k instal ki bri wajah yeh hoti hai k jab ham internet ya koi pin drive apny pc main lagty hain to os main baz qat virus hota hai bahot sey mulvair hoty hain jo k hamry loptop ya pc k hard disck ko demage kar dety hain or isi trha jab ham internet sey koch sofwere download karty hain ya koi bhe website vist karty hain to baz dafa ham malishiyan website k oper punch jaty hain jis ki wajah sey hamara pc ya computer hack ho jata hai or ham ko bahot ziada loss ka smana karna parta hai or hamara sara data hacker chora lita hai to ais condition sey bachny k lia ham avast antivirus softwere ko use karty hain yeh hamry computer ki hifazt karta hai or agar ghalti sey ham kise malyshiyan softwere ko download karty hain to forn yeh ham ko info karta hai or ham os ko delte kar dety hain jis sey ham apny pc ko mahfoz rkh paty hain antivirs k 2 version ham use kar vskty hain ik trail version or 2sra buy karna parta hai . ham ko free valy version main bhe bahot sary feature mil jaty hain .ais ko ham online bhe instal kar skty hain or offline bhe instal kar skty hain .

              fade (advantage);
              *hamara computer hacker k attack sey mahfooz rhta hai .
              *agar ham koi malysion softwrer ya website k oper jaty hain to yeh forun ham ko info kar dita hai .
              *aise k use sey ham apny pc main majood virius ko pori trha sey khatm kar skty hain .
              *yeh softwrer automatic kam karta hai jab koi virius ais ko nazar atta hai os ko automatic delete kar deta hai .
              *aise ko ham free main bhe download kar key instal kar skty hain .
              nuqsanat (disadvantage);
              *ais k use sey hamara pc slow ho jata hai .
              *aise k free version main ziada feature nahi hai advance avast antivirius k lia ham ko payment karna parti hai os k bad ham os ko use kar paty hain .
              • #8 Collapse

                Re: ye review Avast antivirus par mubni hey

                Salam:
                aj am jis sawal ka jawab dun ga wo awast antivirus ka bara ma ha ya ak bohat acha software ha avast aintivirus is plate faram internat scrity appliction ka ak kandan ha jo avast brai microsoft windows mek os andurid aor ios na tayar kiya ha avast anti virus masnoat ma free ware aor mawza version samal han jo computer seurity brozerz scurity anti virus software fire wal anti fishning anti aspai ware aor degar kidmat ma anti aspem faraham karty han avast na febury 2015 ma feryuz bussness prodect wast far bussness lanch kiya ya ak karas plat faram hal ha jis ma anti virus ma bachau web katra ki asking broserz sa hifazat aor cloud managment kansul samal han 2017 tak avast market ma sab sa zada maqbool anti virus farosh ha aor is ma anti virus applictins ka liya markeet ka sab sa zada hisa tha.
                advantages:

                isky bohat sa faidy han jin ma sa kuch ma apka sath share karu ga is ma yentiyuairas ko scan karny wali ba sumar salahatan han avast ak bahtrren yantuais software ma sa ak ha aor is ma muthada mayari askaning ka tarikun par mustamal han ya apka computer ma sa virus ki kami kart sakta ha ya mkaskuk filu ko mukamal tor par alag karny ka amkanat faraham karta ha.
                disadvantages:

                isky bohat sa faidy hona ka sath sath kuch nuksanat bhi han jin ma sa kuch ma apka sath share karu ga ya hamara computer ko slow kar deta ha aor isky free version ma zada feature nahi han aor asal download ka liya ya hama purchase karna parta ha aor us ka bad use hota ha.
                • #9 Collapse

                  Re: ye review Avast antivirus par mubni hey

                  Assalamu Alaikum guys ummid karta hun ki aap sab khairiyat se Honge tu aaj ka Jo Hamara topic hai wo Bada interesting topic hai jo k antivirus per Mabni hai To guys aaj kal to hum sab logo k ghr mai computer hai aur hum unhe kaafi use bhi krte hai mgr har computer ka ek hi problem hota hai k us mai kahi na kahi se virus aa jata hai jis ki waja se computer ki speed slow ho jaati hai aur agr is problem ko jaldi theek na kiia jaey to is problem ki waja se computer ki window bhi waste ho sakti yaa phr jo hamaara keemti data para hota hai computer mai wo bhi zaaya ho sakta hai to guys aisi problems se bachna bhut hi zaruuri hota hai. Jb aap dekhe k computer ki speed kaafi slow ho rahi hai to aap ko smj jaana chaieye k aap k computer mai virus aa chuka hai aur isse jaldi theek kr le jb computer mai virus aata hai to wo koi virus shuda file ya folder ko open krne se, koi virus shuda usb yaa koi virus shuda device ko input krne se computer mai virus aa sakta hai is se bachne k liye hume chahiye k hum computer mai virus ki problem ka solution antivirus wala software install kr k active kr le qk agr ye antivirus hamare computer mai active rhe ga to ye kisi bhi virus ko computer mai aane se roke ga. Ya jb agr hum koi virus shuda usb ya koi output cheez computer k sath lagate hai to antivirus pehle is usb yaa output device ko scan kre ga agr is mai koi chota sa virus ho to ye antivirus khud b khud us virus ko khtm kr deta hai lekin agr ye virus koi ziada ho to antivirus hume computer mai ek box k zariye alert kr deta hai k aap k computer mai ziada virus hai is problem ko thk kre.... To guys aaj kal ka jo aantivirus ziada tr use ho rha hai us ka name avast antivirus hai aap ko bhi agr computer se virus ko khtm krna ho chahe wo kisi bhi kisam ka ho to aap avast ya kisi aur antivirus ki madad se us virus ko khtm kr sakte hai aur jb virus ko computer se khtm kiia jaata hai to computer bhut hi ache se chalta rehta hai aur is trah aap k computer ki window aur data sab kuch ache se save rehta hai.... To guys agr aap ko mera ye thread acha laga to is ko like kr dijiye ga abhi k liye itna hi next thread tak k liye ALLAH HAFIZ..........
                  • #10 Collapse

                    Re: ye review Avast antivirus par mubni hey

                    Assalamu Alaikum Pyare bhai jaan Avast free Antivirus kick antivirus software Hai Isko Ham Apne computer ya laptop mein last mein usmein charge karte hain Iske install ki badi bajaya hoti hai ki Jab Ham internet Kiya Koi pendrive Apne PC Mein Lagate Hain To usmein bus ukhad virus hota hai bahut se Mall via Hote Hain Jo ke Hamare laptop via PC hard disturb ko damage kar dete hain aur ISI Tarah Jab Ham Internet se Kuchh software download karte hain ya koi bhi website visit Karte Hain To Baat ham Malaysia website ko Upar pahunch Jaate Hain Jiski vajah se Hamara PC ya computer hack ho jata hai aur ham bahut jyada loss ka Samna karna padta hai aur Hamara Sara data hi kar ho jata hai to Ishq condition se bachne ke liye Ham Avast antivirus software ko use karte hain yah Hamare computer Ki Hifazat karta hai aur Agar galti se Ham Kisi Ko mention software Ko download karte hain to form yah Humko in few karta hai aur ham usko galti kar dete Hain jisse Ham Apne PC ko Mein Fauj Rakh padhte Hain anti-virus ko to virus Ham use kar sakte hain Ek trailer virus aur dusra boy karna padta hai Humko free wale virus mein bhi bahut Sare future mil Jaate Hain aur isko Ham online bhi Install kar sakte hain aur offline bhi Install kar sakte hain

                    Nuksan and fayda

                    Fayde

                    Hamara computer hai Karke attack se Mehfooz Rakhta hai
                    Agar Ham Koi Koi Mein listen software yah website ke upar Jaate Hain To yah form Humko in few kar deta hai
                    Iske usse Ham Apne PC Mein manjur virus ko Puri Tarah Se Khatam kar sakte hain
                    Yah software automatic kaam karta hai Jab Koi virus Kisko Najar Aata hai usko automatic delete kar deta hai
                    Isko Ham free mein bhi download kar sakte hain Install kar sakte hain

                    Nuksan

                    Iske usse Hamare PC slow ho jata hai Iske free virus mein jyada future nahin hai advance West micro Virus ke liye Humko payment karna padati hai uske bad Ham usko use kar paate Hain
                    • #11 Collapse

                      Re: ye review Avast antivirus par mubni hey

                      Avast antivirus bhi hame humilkerte huwe thrill exploit apna protection ka activity kerte he or apni jump k liye kuch karte he is li er disinter overacting prospect meal karte Hain to hamen gelt core ke unfold mein large pata hota hai ya dramatic prod disburse a deliver hint lete hain Forex ke literal mein jante Hain to hamen Forex ki har ek chij ko Janna padta hai 246 ki ek sabse aham chij jistock dealing per air sensation bills special ke unadorned mein mein padhte hain ya Jigar karte hain ya burrow transaction karte Hain to sabse pahle hamen coin of the realm ke mere mein thoda ilm Hona chahie burrow hamen reach gelt per najar aate Hain ek mein foray aur ek mein periphery mandate hoti hai aur ine donon mein unfocused 5 5 ka fark hota hai matlab doge Kisi dukandar ke coul kuchh chij sel karne jaate Hain to vah hamen machhla 500 rupya deta hai thus chij ka agar vahi grandstand chij se Lene jaate Hain to vah 600 rupya mein Deta hai to isme00 aur 600 ke darmiyaan Jo hai sar per vo wideness kehlata hai ISI Tarah forex the Board mein jeer ostentatious steal karte Hain to usmein suffuse aur bit require ke darmiya tlab ye hi k crack ferment kisse bhi crunccy ko carry out d kill ya purchase krty hi tu wo us qemat se nahi hota balka us me 2pips ka faraq hota hi us faraq ko solicit from or appertaiain hain aur utilize expense wo ha jis ancestor ap into kerty hain, aur in genesis jo remodel ha isay span kaha jata ha jo k intermediary ki commion hoti ha Provoke b request aur suit end alag alag ia aur allot mai ye btaya jata hai kay is loot ya knockers ka alteration kitanay percent hoga embrocate jo muajuda valuable hota edibles jis mein ap contract lagate hen hen agar ap usi waqt transaction reconcile oneself to karna chahte hen to beam k sath ap give-away border kar sakte hen aur granting of indulgences plain demand aur rub in yah ha k skit aurbeyant nah ker sakte basic seek ha agr is hamain samj ai gi ha to koi bi muskal nah ha warcheez ko come by kar sakty hai
                      • #12 Collapse

                        Re: ye review Avast antivirus par mubni hey

                        Assalamu alaikum dear friends aaj ka hamara review Avast antivirus par mubny Hydoston in antivirus ek bahut hi behtarin application hai ya software computer mein use hota hai yah bahut hi heavy anti-virus hai Avast antivirus ko powerful computers mein use Kiya jata hai ya har tarah ke virus ko khatam kar deta haiAvast antivirus hamare computer ko andar se saaf rakhta hai doston agar hamari computer mein Avast antivirus install hai to agar aap koi bhi flash drive apne computer Ko attach karte Hain to yah usmein se tamam virus ko khatm kar deta hai is se aapka computer prapt hone se bus jata hai doston Avast antivirus ko install karna thoda mushkil hota hai lekin namumkin nahin hota vyast anti-virus ke liye aapko Avast antivirus ke software ko open karna hota hai aur FIR vo jaise kahate Hain vaise hi karte jaen to yah install ho jata hai doston best antivirus ko install karne ke bad isko update bhi karna laazmi hota hai kyunki agar Avast antivirus ko update na karen to yah acchi tarah work nahin kar pata aur Jay bahut jald hamare virus ko nikalna band kar deta hai jisse hamara computer system kharab hona shuru ho jata hai is vajah se doston hamen Avast antivirus ko time per update kar dena jaruri hota hai doston Avast antivirus aapke computer mein maujud tamam virus ko bilkul khatam kar deta hai is ki vajah se aapke computer system ki speed bhi theek rahti hai doston Avast antivirus ke bahut jyada updates internet per maujud hai lekin Avast antivirus ka latest update bahut hi behtarin hai hai ismein aapko bahut jyada future se najar aaenge yah aapke computer ki mukammal taraf se hifazat karta hai koi bhi asha software jis mein agar virus a jaaye to yah aapko alert kar deta hai Avast antivirus key ki madad se aap kisi bhi flash drive ko scan bhi kar sakte hainhar tarah ke virus ko nikalne ke liye hamen anti-virus ki jarurat hoti hai lekin Baki anti-virus acchi tarah virus nahin nikal paate lekin Avast antivirus bilkul per striyon tarike se virus ko mukamal taur per khatm kar deta hai isliye log jyadatar Avast antivirus ko hi use karte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: ye review Avast antivirus par mubni hey

                          ASLAM O ALAIKUM DEARS ;
                          Yeh review Avast Antivirus par mabni hai ;

                          Dears , Ajj ka hamara review hai Avast Antivirus .
                          Introduction ;
                          jab aap Kisi bhi purpose ke liye Apne office ya FIR apne ghar mein laptop ya koi bhi achcha computer istemal kar rahe hote hain to usmein no doubt aapke pass bahut hi valuable data Hota Hai Jiski Hifazat karna aapki main responsibility Hoti Hai Kyunki agar koi bhi aapke computer mein virus a Jaega To vah aapka data Sara khatm ho sakta hai aur iske sath sath Agar aapke laptop computer ko koi hacker dress kar leta hai to vah bhi aapke liye bahut bada problem ho sakta hai jisse aapki important information leak out hone ke sath sath misuse ho sakti hai jismein aapke liye bahut jyada problem ho sakta hai .Isliye aapko Apne computer ko virus aur different hacker se Mehfooz rakhne ke liye aap ismein antivirus program Ko install karte hain ya Ek Aisa software aur ek Aisa platform hota hai jo aapke computer ki safety level ko maintain rakhne ke liye Puri koshish kar raha hota hai aur agar koi bhi illegal attempt is ke sath hoti hai to ja usko rokane ki puri koshish karta hai aur aapke computer ki safety ko maintain Rakhta hai.
                          Is purpose ke liye Hamen koi ek Aisa perfect antivirus apne mobile aur laptop per Rakhna chahie Jo Hamare personal data ki complete safety commented rakhne ki koshish karen to iske liye Jo aapane antivirus Hamare Sath share kiya hai no doubt yah Ek bahut hi Achcha antivirus Hai Jiski wajah se Hamare computer ki important information bilkul sefe reh sakti hain aur ham isko easily install Karke a Apne computer ki safety ko maintain kar sakte hain Agar aap ke laptop par antivirus Nahin hoga to main aapke liye bahut jyada dangerous ho sakta hai Hamesha Koi accha antivirus Apne laptop per Jarur Rakha Karen taka Jab Bhi aap internet istemal kar rahe ho to usmein aapke liye koi bhi Aisa problem Na Ho no doubt antivirus karne se aapke system ki speed Mein Kuchh per kah sakta hai aur vah slow ho sakta hai hi lekin iske sath sath aapko Iske bahut Sare advantages bhi Hasil ho rahe Hote Hain .

                          ADVANTAGES ;

                          Hamara computer hacker k attack sey mahfooz rhta hai .
                          Agar ham koi malysion softwrer ya website k oper jaty hain to yeh forun ham ko info kar dita hai .
                          Aise k use sey ham apny pc main majood virius ko pori trha sey khatm kar skty hain .
                          yeh softwrer automatic kam karta hai jab koi virius ais ko nazar atta hai os ko automatic delete kar deta hai .
                          Aise ko ham free main bhe download kar key instal kar skty hain .

                          DISADVANTAGES ;
                          isky bohat sa faidy hona ka sath sath kuch nuksanat bhi han jin ma sa kuch ma apka sath share karu ga ya hamara computer ko slow kar deta ha aor isky free version ma zada feature nahi han aor asal download ka liya ya hama purchase karna parta ha aor us ka bad use hota ha.



                          • #14 Collapse

                            Re: ye review Avast antivirus par mubni hey

                            Assalamu alaikum dear friends umeed krta hu k aap sab khairiyat se ho ge to guys aaj ko jo hamara topic hai wo bara hi zabardast topic hai antivirus k baare mai to guys aaj kal ham sab logo k paas oficialy computer to hai hi mgr computer k jo sab se mai problem hai wo ye hai k computer mai aksar aur ziada tr virus aa jaata hai to is virus k computer mai aane ki main waja ham logo ka computer ka ache se maintain krna nhi hai for example k guys agr hum ziada khana khae ya apni health ki care na kre to hum bemaar ho jaate hai bilkul issi trah guys agr hum computer mai ziada dta daalte jae to us mai virus bhi issi waja se aa jaata hai aur computer slow slow kam krna start kr deta hai jis ki waja se computer ki hard disk pr ziada pressure parta hai aur hard disk khraab hone k chances aur window bhi zaaya hone k chances kaafi barh jaate hai agr hard disk virus ki waja se khraab ho jae to aap ka saara personal data bhi waste ho jaata hai..........To guys agr aap computer ki hard disk mai mojuud deta ko zaaya nhi krna chahte to us k liye zruuri hai k aap k computer mai antivirus zruur active hona chahie aaj kal k dino mai avast antivirus bhut famous hai agr aap k computer mai avast antivirus install hai aur active hai to agr aap koi bhi jb out port lagae ge to antivirus automatically us port ko check kre ga k is mai koi virus to nhi agr koi chota sa virus ho to ye antivirus khud bkhud uss virus ko khatm kr deta hai aur agr koi ziada virus paaya jae to antivirus aap ko alert kr deta hai to guys issi liye aap ko chahie k apne computer mai koi na koi antivirus yaa phr avaist antivirus zruur hona chahie to guys aaj k liye itna hi agr aap ko ye thread acha laga to plZzZzzz like zruur kr dena to guys aaj k liye itna hi next thread k tak
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: ye review Avast antivirus par mubni hey

                              Dear forex member umeed hy ap sab khyriat sy hon gy maira review AVAST ANTIVIROUS py mabni hy

                              Dear jab computer ya laptop use kartyhain to time to ap k computer laptop mai hang or dosry problem dhykny ko milty hain. Yae sab virous ki waja sy hota hy virus ap k computer mai internet ya koi usb lagany sy computer ma ajata hy virus k aty e ap ko bhut se pershanio sy guzarna parta hy. Ap ka kam slow ho jata hy. Pr hang hony ki waja sy ap ka kafi time waste hota hy. Kabi kabi virus sy ap ka save data b khtam ho jata hy

                              AVAST ANTIVIROUS
                              dear avast antivirous sy ap in chezo sy bach jaty hain keu k yae antivirous ap k computer ko virus sy rokta hy agr pehly sy koi antivirus mojood ho to us ko khatam kr dyta hy. Is ki time to time updation ati hy js sy apko kafi faida hota hy. Jab ap k computer mai koi virus wali file ati hy yae apko alert karta jsy ap use time khatam kar dyty hain ya computer mai is file ko copy e ni krty. Anast antuvirous ko ap easly internet sy download b kar sakty hain ni to CD sy copy kar k instal b kar sakty hain. Avast ANTIVIROUS thori se Mb py mabni hota hy is ley ap k computer ki zaida space b ni lyta. Sab sy zaida use hony wala antivirous avast antivirous e hy.

                              Agr dhyka jae to yae bhut acha antivirous hy lkn is mai kuch apko draw back milty hain. Ap ko isy regular update rakhna parta hy is k sath sath jab yae work kr rha hota hy ap k computer ko thora slow kr dyta hy.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X