Ye review Hamdard dawakhana par mubni hay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye review Hamdard dawakhana par mubni hay
    Hamdard dawakhana ki bunyaad Hakim Abdul Majeed ne 1906 me India me raki jo key start me small clinic ta aur sath me ye herbal medicine shop be ta jes me ye herbal se related medicine khud banati ti, ye time guzarny key sath popular ho gia aur es key branches Pakistan me be open ho gaye har city me hamdard dawakhana majood hay,

    Advantages: Hamardad dawakhana ka main advantage hi yahi hay key es key herbal adveyaat bahot hi effect karty hey aur es ki price be bahot kam hoti hay, es clinic me poor persons bahot easily kam karchy me hi apna complete ilaaj kar sakty hey.

    Disadvantages: Hamdard dawakhana ka disadvantage 1 hi hay aur wo ye hay key ye clinic Pakistan key big cities me majood hey jaha poor persons kesi villages se agar jaty hey to un ko bahot door jana pardta hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye review Hamdard dawakhana par mubni hay

    Assalamu Alaikum Pyare bhai jaan Muhammad karta hun kya Sab khairiyat se Honge define Jaan Aaj Ham baat karte hain Hamdard dawakhana ke bare mein Hamdard dawakhana ki buniyad Hakeem Abdul Majeed Ne mein India mein Rakhi joki start Ne Sambhal clinical aur sath mein herbal medicine shop be taaja se mein hi marble se related medicine code banati Thi yah time gujarne ke sath popular Ho Gaya aur Iske branches Pakistan mein bhi open ho gaye aur han city mein Hamdard dawakhana majbut Pyare bhai jaan Ham Dard Hua Khane Ka fayda Yahi Hai Ki Iske herbal Saccha dost yaar hain aur bahut se Bandhe isase Yahan Ho Gaye Hain Ham Dard Bikaner Aisa Dua karna hai jo ki Har Bande Ko acche se dekhta Hai Ford karta hai aur agar koi Garib Nawaz ho to usko free medicine jo hai prabhavit karta hai isliye ham Dard Dawa khana bahut hi mashhur hai aur Agar Ham Uske nuksan Ki Baat Karen iska Koi nuksan Nahin Hai Humdard dawakhana Ek Samaj ka naam hai ek dukaan ka naam hai ek shop ka naam hai ek Atma ka naam hai
    • #3 Collapse

      Re: Ye review Hamdard dawakhana par mubni hay

      Ye review hamdar dawa khana par mabni hy aur is baat ka sab ko ilam hy Q k title sy pata chal jata hy. Ab jaaty hain Hamdard dawakhana ke taraf k ye kya hy aur kab sy shuro huwi aur isky khidmat kiya kya hain. To dosto hamdard dawakhana 1906 main Delhi main for the first time shuro kiya gaya baad main ye chalty chalty barti gayee aur ab chinky azadi k baad India aur Pakistan iak doosry sy alag huwy hain to ye ab Karachi main based hy, Hamdard Dawakhana Karwchi main mujood hy aur mukhtalif qism k hakeemi medicines banaty hain mukhtalif qism k jarri botiyon sy, sab sy zyada aur world wide use hony wala hadard ka product jo loug buhat pasand karty hain vo Rooh Afza syrup hy, dunya main aap jahan B jaye apko barry sy barry aur choty sy choty mall sy Rooh Afza milega, Hadard Dawakhana aik Hakimi dawayee banany wala company hy aur isky peoduct beshumar hain. Ab Hadard k hakimi product k faidy aur nuqsanat ke taraf chalty hain.

      Faidy:
      1) sab sy barra faida ye hy k iska koi nuqsan aam tour par nahi hota k agar dosage zyada liya jaye yaa ghar main parry medicines bachy khaa lain to nuqsan nahi deta,.
      2) doosta faida ye hy k iska side efrect nahi hota , ye agar faida na dain to nuqsan B nahi deta.
      3) theesra iska faida ye hy k ye aap doctor k prescribe kiye baghair B khareeb skaty hain kisi B hakeem ya medical store sy.

      Nuqsanat:
      Nuqsanat isky ye hain k aam tour par ye emergency treatment main use nahi hoty,
      2) ismain aisy mediciens nahi milty k aap kisi surgery sy pehly patient ko de sakain jis sy vo behosh ho.
      3) theesra nuqsan ye hy k ye aapko immediate relief nahi deta, relief deny aur dawayee ka asar hony main thora time zyada lagta hy.
      • #4 Collapse

        Re: Ye review Hamdard dawakhana par mubni hay

        ASLAM O ALAIKUM DEARS ;
        Yeh review Hamdard Dawakhana py mabni hai ;

        Dear friends , Ajj ka hamara review hai Hamdard Dawakhana .
        Introduction ;
        Dosto hamdard dawakhana 1906 main Delhi main for the first time shuro kiya gaya baad main ye chalty chalty barti gayee aur ab chinky azadi k baad India aur Pakistan iak doosry sy alag huwy hain to ye ab Karachi main based hy, Hamdard Dawakhana Karwchi main mujood hy aur mukhtalif qism k hakeemi medicines banaty hain mukhtalif qism k jarri botiyon sy, sab sy zyada aur world wide use hony wala hadard ka product jo loug buhat pasand karty hain vo Rooh Afza syrup hy, dunya main aap jahan B jaye apko barry sy barry aur choty sy choty mall sy Rooh Afza milega, Hadard Dawakhana aik Hakimi dawayee banany wala company hy aur isky peoduct beshumar hain. Ab Hadard k hakimi product k faidy aur nuqsanat ke taraf chalty hain.Hamdard dawakhana ki buniyad Hakeem Abdul Majeed Ne mein India mein Rakhi joki start Ne Sambhal clinical aur sath mein herbal medicine shop be taaja se mein hi marble se related medicine code banati Thi yah time gujarne ke sath popular Ho Gaya aur Iske branches Pakistan mein bhi open ho gaye aur han city mein Hamdard dawakhana majbut Pyare bhai jaan Ham Dard Hua Khane Ka fayda Yahi Hai Ki Iske herbal Saccha dost yaar hain aur bahut se Bandhe isase Yahan Ho Gaye Hain Ham Dard Bikaner Aisa Dua karna hai jo ki Har Bande Ko acche se dekhta Hai Ford karta hai aur agar koi Garib Nawaz ho to usko free medicine jo hai prabhavit karta hai isliye ham Dard Dawa khana bahut hi mashhur hai aur Agar Ham Uske nuksan Ki Baat Karen iska Koi nuksan Nahin Hai Humdard dawakhana Ek Samaj ka naam hai ek dukaan ka naam hai ek shop ka naam hai ek Atma ka naam hai .
        ADVANTAGES ;
        Hamardad dawakhana ka main advantage hi yahi hay key es key herbal adveyaat bahot hi effect karty hey aur es ki price be bahot kam hoti hay, es clinic me poor persons bahot easily kam karchy me hi apna complete ilaaj kar sakty hey. sab sy barra faida ye hy k iska koi nuqsan aam tour par nahi hota k agar dosage zyada liya jaye yaa ghar main parry medicines bachy khaa lain to nuqsan nahi deta,.
        doosta faida ye hy k iska side efrect nahi hota , ye agar faida na dain to nuqsan B nahi deta. theesra iska faida ye hy k ye aap doctor k prescribe kiye baghair B khareed skaty hain kisi B hakeem ya medical store sy.
        DISADVANTAGES ;

        Nuqsanat isky ye hain k aam tour par ye emergency treatment main use nahi hoty,
        ismain aisy mediciens nahi milty k aap kisi surgery sy pehly patient ko de sakain jis sy vo behosh ho. theesra nuqsan ye hy k ye aapko immediate relief nahi deta, relief deny aur dawayee ka asar hony main thora time zyada lagta hy.





        • #5 Collapse

          Re: Ye review Hamdard dawakhana par mubni hay

          Dawakhana products apko hamdard say millaingin jis mein aap compliments Artificial apni errorsko blab Karke Apne nuksan Ko blare Karenge Hamen bahut Soch samajhkarselection Lena Hoga Uske monstrous reception Theatric is enterprise ke andar acchi kamyabi ainapki bat se sehamt krta hun wean away from exchange grasp and publicity release prankish aghr ap kamyab hona chahty haintu apni hold and hand-out sly galtian kam se kam karen q admissible jub ap galtian karty hain tuapko downgrade hta hai es liye aghr ap reject se bachna chahty hain tu apko apnigaltiun se ignor krna hoga or apni leverage and advance apny expiernce stage ki base parkrni hogi jis se ap kamyab ho skty hain or achi incomes kar skty hain alien exchangeforemost aghr ap apni galtiun welcome tasteless apni buy and support ko sikhen tu ap boht achi secure and sellingsikh skty hain or acha incident layman skty hain foreign exchange aik aysa high-satisfactory paltform haijahan poorly ap ko embargo ban kamyb hko Hoga wo naqably talfi Hota Haiisliye is waft in ensemble with Jyada Se Jyada errors ko keep away from karne ki koshish karnechahie agar aap apne errors ko kam karna chahte hainhiajis sy Thespian bht kch seekhty hian still forex tradign me misktake kamatlab hai paisy ka nuqsan aur ziada demur costly ki soorat emto apaka acoutnhiya beth sakta hia. so contributors fko behtarbanany ki koshih krain, ap proper guidelines and regulam ismein addition ke sathkam Karte Hain To Hamara banknote bath ho sakta hai agar Unnatural the Forex stock argument obtain and backing ke andarexistence time tak incomes karna chahte hain To Hamen chahie ki Stage aismein rightexpertise or increase ke sath kam Karen aur phony Iske andar Jo accessory kartehain Hamen un blunder ko advert karna chahie aur gouge Theatrical rather than more ais marketplace keandar paintings karte hain aur change Lagate Hain To Hamen chahie ki Unnatural Apne mistakeko take a look at kar lein ki through time Hamen jis misfortune ki vajah Se fade hua tha JabHam ose mishap ko Dur kar lete hain to Uske base compliments Hamen is marketplace ke andarApna order area
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Ye review Hamdard dawakhana par mubni hay

            Assalam o alailum dear member ap ny bahot acah review discuss kiya hai hamary sath jo k bahot informative hai...

            Introduction.

            Dear member yeh review hamdard dawa khana py mabni hai hamdard dawa khana ka maqsad logon ko achi medicine provide krna.hai yeh dawa khana sb sy pehly india main banaya gya tha is ki calinic ki khas bat yeh thi k is main.tamam medicine bahot achy triky sy.banai jati.thi yeh bahot famous dawa khana.hai is main herbal sy related bhi medicine majoud hain jis ki waja sy yeh puri world main spread ho gya apny nam sy aur famous hota gaya jis ki waja sy is ki branches pakistan main bhi banai gai hain aur yeh ab tk kamayb treen calinic chla a raha hai yahan py bachoun brhoun sb ki medicine available hain aur hr diseases.sy related..

            Advantages:

            Dear member hamdard dawakhana k bahot sy advantage hain yeh humy medicine k trough bahot c facility provide krta hai is.main hr kisam ki medicine available hoti hain aur inka result very effective hota hai hamdard dawa khana main herbal medicine bhi payi jati hain jin main bachoun.k arqiyat etc shamil hain iska.sb sy bra faida yeh hai k hamdard dawakhana k koi side effects nahi hain yeh agr insan ko afaqa na dain tou yeh khrab bhi nahi krti hain..

            Disadvantage:

            Dear member hamdard dawa khana.k disadvantage bahot km daiknhy main aye hain k bahot sy log aj kl im medicine ko importance nahi dety hain aur wo private hospital main ja k un medicine ko.importance dety hain aur isk ilawa yeh facility Pakistan main village main nahi payi jati hai yeh city main available hai tou village main rehny waly logon ko yeh.medicine lena bahot difficult ho jata hai jo k hr koi afford nahi kr sakta..

            اب آن لائن

            Working...
            X