jaiza;hamko knowledge aur experience k bawjood bhi money managemnt say kaam karn chye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza;hamko knowledge aur experience k bawjood bhi money managemnt say kaam karn chye
    dear members bahut saray seniors aur experts tradersbhi isi wajha say markeet main lose kartay hain k wo smajhtay hain k unk pass knowledge aur experince hay jiski wajha say markeet unk signals say moove karty hay laikin aisi soch say kaam karnay wala traders hamesha lose ka sabab banta hay is liye agar sab kuch honay k bawjood bhi ham money managmnt say kaam kartay hain to ham har haal main success hain aur winners hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza;hamko knowledge aur experience k bawjood bhi money managemnt say kaam karn

    dear friend forex trading mn kamyabi hasil krnay k liay achha trading experience hona bahot zroori ha,lekin meray khial mn sirf apkay pass achha knowledge aur achha trading experience apko trading mn achha profit naen deta keun k forex trading mn safe aur achhi trading money management sa he mumkin ha keun k achha trading experience aur achha knowledge bhi spko fayeda tub he dega jb ap money management k dath trading kren iskay liay apko chayay k hmesha trade mn lot size apnay account ballance k hisab sa select kren sur account bsllance ki bardasht sa ziada lot size bilkul bhi na rakhen keun k agr ap apnay account ballance ki bardasht sa ziada lot size rakhen gay to jb apki trade loss mn jay gi to jsld he apka account bhi wash ho jsy ga isliay forex trading mn money management krna bahot zroori ha
    • #3 Collapse

      Re: jaiza;hamko knowledge aur experience k bawjood bhi money managemnt say kaam karn

      money mangement ik bahot hi importaent chiz hai forex traiding min .agar ham kamiyab hona chahty hain to ham ko zaror money mangement ko follw karna hoga agar ham money mangement ko use nahi karty hain to ham forex main kabhe bhe kamiyab nahi ho skty hain chahy hamry pass kitna bara hi expernce kiun na ho moneymangement main ik to stop loss ajata hai jo k ap ko ap k balance k hisab sey set karna hota hai agar ap is ko sahi use karty hain to ap 50 percent money mangement ko follw kar rhy hoty hain os k bad ik or chiz bhe atti hai money mangemnet main jis k baghir ap koi bhe traide nahi laga skty hain wo hai lot size is ka use bahot hi asan hai magar ais ko use karny ka lia ap k pass ik acha knowledge hona chahi hai or mind bhe ais ko jab ap laga rhy ho to ap emotion ko control kary or mind ka use kary kiun k is k ghalt use ap ka account wash kar skta hai
      information for Beginners
      Complete Forex Knowledge
      • #4 Collapse

        Re: jaiza;hamko knowledge aur experience k bawjood bhi money managemnt say kaam karn

        Pyare doston Jab Ham Forex trading mein hard work karte hue knowledge gain karte Hain to is knowledge ko hamen apne trading terminal per utilise karna chahie Agar ek trader ke pass acchi learning hoti hai aur vah is learning ko apni trading mein implement nahin karta to iska matlab yah hai ki vah trader abhi bhi learning ki face se gujar raha hai aur vah expert trader nai ban sakta. aise knowledge aur learning ka koi fayda bhi nahin hota jab tak vah learning se aapko experience ge Na Ho tamam trader ko chahie ki vah jitne bhi chatting Karen usmein hamesha technical analysis aur fundamental analysis ko apne experience ke sath jaj Karen aur use judgement ke bad hi tamam tradeplace Karen Taki unko apni trade mein profit mil sake.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza;hamko knowledge aur experience k bawjood bhi money managemnt say kaam karn

          اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
          dear members bahut saray seniors aur experts tradersbhi isi wajha say markeet main lose kartay hain k wo smajhtay hain k unk pass knowledge aur experince hay jiski wajha say markeet unk signals say moove karty hay laikin aisi soch say kaam karnay wala traders hamesha lose ka sabab banta hay is liye agar sab kuch honay k bawjood bhi ham money managmnt say kaam kartay hain to ham har haal main success hain aur winners hain.
          Yes dear ye to ap ne bahot hi important baat ki hai hum ne agar ais market mai safe reh k kaam karna hai to hum ko ais market mai money managament k hisab se kaam karna ho ga aus k baad hum ais market mai kamyab ho jaty hai ais market mai hum agar planing kar lety hai aor aus k hisab se ais market mai kaam karty hai to hum ais market mai kamyab ho jaty hai ais market mai hum ko time lagana hota hai aus k baad hum ko ais market mai kamyab ho jati hai ais market mai hum ko knowledge hasil karna ho ga aus k baad hum ais market mai experinence hasil kar skaty hai aor ais market mai loss se bach sakty hai ais market mai hum jitna zayda acha kaam karty hai to hum ais market mai loss se bach jaty hai aor profit bana skaty hai ais market mai hum ko mehnat karni ho gi tab hi faida ho ga.
          • #6 Collapse

            Re: jaiza;hamko knowledge aur experience k bawjood bhi money managemnt say kaam karn

            Knowledge aur experience gain karna money management aur risk management help dety hey hamari ye mehnat zaror trading me hamary kam ati hay, money management na karna hi traders key kam knowledge aur us key kam experience ko zahir karta hay, trading me hamesha money management se hi kam lena account ko be secure raka ja sakta hay aur reward win karny me be asani hoti hay, expert traders jes key na knowledge me kami hoti hay aur na experience be es key bawajood be money management zaror karty hey ye sab apni trading performance ko behter karny key maqsad se hi kia jata hay.
            • #7 Collapse

              Re: jaiza;hamko knowledge aur experience k bawjood bhi money managemnt say kaam karn

              Yes dear forum friend ap ne theak kaha hai hamyn forex trading mein knowledge aur experience hona chahiye but sath sath ham trading karty waqt money management ka bhi khayal rakhyn aur agar ham ne trades mein profit kamana hai tu hamyn ye khayal rakhna chahye k kis tarha balance k hisab se lot lagani hai aur kitna risk lena hai aur kis point par stop loss lagana hai aur kahan par take profit lagana hai tu agar in sab cheezon ko zehn mein rakhty hoye trading karyn gy tu hamyn zaroor profit hoga kyun k successfull traders ki yahi nishani hai k wo knowledge hony ka faida uthaty hain aur money mangement k sath trading karty hain tu dear hamyn planing k sath kam karna chahiye ta k ham loss se bhi bach sakyn aur hamyn profit bhi ho
              • #8 Collapse

                Re: jaiza;hamko knowledge aur experience k bawjood bhi money managemnt say kaam karn

                Assalamualaikum pyare doston aapko maloom hona chahie ke Forex trading market mein nuksan hota hai jab ham usko follow nahin karte hain agar ham analysis ke sath management karenge to hamen zeyada fayda hoga ek member agar technical analysis ko follow karta hai dusra member agar fundamental analysis ko follow karta hai donon kamyab nahin ho sakte agar ek member sentiment analysis ko follow karta hai to usko iske liye hamen printing market mein important factor score rasme samajhna hai aur unko manage karna hai jaisa ki report aur ismein se ismein hamen kam karne ke liye apni market pade na hogi proper history maloom karna hogi aur pending order istemal karne ke liye bhi koshish karna ho gayi thi humne proper knowledge ko follow karen demo account bhi use karen market mein pareshani tab hoti hai jab koi news aisi a jaati hai jiski hamen ummid nahin hoti hai aisi market situation mein hamen vate karna chahie aur subah se kam lena chahie
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza;hamko knowledge aur experience k bawjood bhi money managemnt say kaam karn

                  Ji han bilkul main aapki baat se a Gai karta hun Jab aap market Mein kaam karte hain Jab aapke pass Achcha experience aur knowledge maujud hota hai tab bhi aapko chahie ki aap risk management ke sath kam Karen Kyunki yah Ek trading ka Rul Hai Kyunki Jab aap experience hone ke bavjud market Mein trading Karte Hain Jab aap risk wali trading Karte Hain To aapki Ek galat raid aapka Sare profit ko zero Mein change Kar Degi to yah kabhi bhi nahin Hona chahie aapko chahie ki sabse pahle aap Achcha experience Hasil Karen aur knowledge aur uske bad risk management ke sath kam Karen tabhi aap apne account ki equity ko Badha sakte hain aur ek Kamyab earning kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza;hamko knowledge aur experience k bawjood bhi money managemnt say kaam karn

                    dear hume is main sab se phaly knowledge hasil kr k kam krna hota ha agr hamra knowledge acha ha tu hume trade main asani se profit hasil kr sakte hein ur os k sath sath hume apne account ki money management ko fallow kr k kam krna hota ha is main hume tecnical analysis ur fundamental analysis be fallow kr k kam krna hota ha acha work hoga tu hume is main kameyab hone main be asani hon gey daily regular ho is market main market ki movement ko samjna ur is main experince ur knowledge hasil kr k kam krna is waja se hi hum eik achy ur success full trader ban sakte hein hamri sab se bhari mistake k hum is main lalach krte hein jis ki waja se hum apney bhra account wash kr dete hein is main hume lalach se door rehna lazmi hota h
                    :1f60d: hard work :1f60d:
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza;hamko knowledge aur experience k bawjood bhi money managemnt say kaam karn

                      Money management ki ehmiat apni jagah bohat ziada hai. Agar business ka experience ho aur success bhi mill rahi ho Tabb bhi money management say he uss kaamyabi ko barqaraar rakha jaa sakta hai. Agar trader ki money management achi na ho ya achi earnings kertay huay woh money management ko ignore ker day kay abb iss ki zarurat nahi hai tou bohat ziada loss ho sakta hai aur successful rehna mumkin nahi rehta hai. Kisi bhi kaamyabi ko haasil kerna mushkil nahi hota bulkay koi bhi kaamyabi kaadil kernay kay baad uss kaamyabi ko maintain kerna aur barqaraar rakhna ziada mushkil hota hai aur asal kaamyabi bhi yei hoti hai. Forum bonus say kaam kernay waley traders ko iss baat pay ziada focus kerna chaiye kay aik baar profit lay kay bonus zaya kernay ki bajaey uss bonus say achi earnings ki continuity Bana lain. Aur money management ker kay apna business acha aur strong Bana lain
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza;hamko knowledge aur experience k bawjood bhi money managemnt say kaam karn

                        Asalam o Alikum dear forex members umeed kartaa hon kay ap sab theek hon gay jesa kay ham sab janty han kay forex ak bahut he achaa business ha is main kaam karny key leye ham is kay barry achaa knowledge hasil kar kay is main parectice kar kay is main bahut mehnat karee or is markit main experience hasil kar sakee or is kay sath sath ak zarorii cheez ye bhi ha kay is main hammy money management ko bhi follow karty hoee trade shoroo karee ta kay is trade say achaa profit hasil kar sakee hamy is markit main knowledge or experience kay sath markit kay tecnical or fundamental analysis ko bhi follow karnaa hota ha is main kamyaab hiney kay key in tamam chezo ka hona bahut he zarori ha in sari chezo main ham achi parectice kar kay ak achy or expert trader ban saktee han agr ham is main laluch karee gay to hammy is main bahut he loss ha ga is leye laluch ko door rakh kar is markit main kaam karee ye ak international markit ha
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza;hamko knowledge aur experience k bawjood bhi money managemnt say kaam karn

                          Dear friend ap ki bat bilkul theek hey forex trading men acha knowledge aur experience kamyabi k major tools hen aur jin logon k pass acha knowledge aur experience hota hey aur woh trade lagatay waqt money management nhi kartay aur ghalt trade laga detey hen unn ko knowledge aur experience bhi faida nhi deta balkay loss ho jata hey iss liay agar forex trading men kamyabi chahtay hen tu phir pahlay posting k zariay aur seniors se rabta kar k acha knowledge hasil karen aur phir demo account pe practice kar k experience hasil karen aur phir market ka analysis karna seekhen aur phir trade lagatay waqt apnay balance pe nazar rakhen aur balance k hisab se small lot size ko select karen tu yeh hi money management hoti hey aur jab acha knowledge aur experience bhi ho aur sath achi management bhi ho tu phir forex trading men kamyabi yakeeni hoti hey aur jo log money management k bagher trading kartay hen woh bey tukki trading kartay hen jiss ki waja se loss uthatay hen aur jaldi nakam ho jatay hen
                          • #14 Collapse

                            Re: jaiza;hamko knowledge aur experience k bawjood bhi money managemnt say kaam karn

                            Assalamu Alaikum dear yah to aapane bahut important baat ki hai Humne Agar is market Mein sev hai ki kam Karna Hai To Humko is market Mein money management ke hisab se kam karna hoga Uske bad Hamen is maarpeet Mein Kamyab Ho Jaate Hain is maarpeet Mein Ham Agar planning kar lete hain aur uske bad sabse smarket Mein kam Karte Hain To Ham is market Mein Kamyab ho Jate Hain is market mein humko time Lagana Hota Hai Uske bad Ham Ko is market Mein Kamyab Ho Jaati Hai is market Mein Ham to knowledge Hasil karna hoga Uske bad Ham its market mein experience Hasil kar sakte hain aur is market Mein Logon se bacha sakte hain is maarpeet Mein Ham Jitna Jyada Achcha kam Karte Hain To Hamen is market Mein Do se Bach Jaate Hain aur profit banaa sakte hain is market mein humko mehnat Karni Hogi tabhi fayda hoga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jaiza;hamko knowledge aur experience k bawjood bhi money managemnt say kaam karn

                              Exactly bilkul theek kaha hai Jitna Bhi experience aur knowledge rakhte hain lekin market Mein Apne capital ko save tab Hi Bana Sakenge Jab money management ko follow karke chale gaye mukmmal market ki movement ko koi bhi nahin samajh sakta kabhi bhi market loss ki taraf Ja sakti hai Forex trading bahut bada business hai is Mein Mukammal expert Nahin banaa Ja sakta isliye Agar market Mein trading Karte Rahana Chahte Hain To sabse best yahi hai kya money management ko follow karke chala jaaye tab Bhi Apne capital ko sev rakhte Hue market Mein trading karte rahenge aur learning Karke Apna experience aur knowledge improve Karte Rahana chahie Forex Mein learning aur earning ki koi limit Nahin Hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X