Ye review makan ki taamer key kharchy par mubni hay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Ye review makan ki taamer key kharchy par mubni hay

    dear mairay khayal main ham say is forum main sab say achi bat aur sab say acha jawab wahi daita hay jiski aap beety main experience ho,agar ham is dour main aik simple bhi makaan banatay hain to ahmko us pay kam az kam aik lakh ka kharcah aajata hay jis main ham sirf aik makaan ko kharra kar saktay hain agar us main baaki k lawazmaat ko ham poora kartay hain to hamko usk kharchay ko afford aur calculations main bahut differnce aa sakta hay is liye hamko sab say pehlay aik estimate lagatay huway agar ham kaam ko start kartay hain to hamko baad main isk baray main har aik pareshani say bacha ja sakta hay,agar ham makaan k banay main labour ka kaam khud karty hain to hamko us say aur bhi faida mil sakta hay wo is liye is main jitnay bhi din lagtay hain hamko us hisaab say har din k hisab main mazdoor ki mazdoora ka kaam khud karnay say hamko total makaan k kharchay main say mazdoori bach sakty hay aur agar ham aisa nai kartay hain to hamko aur bhi ziada kuch payed karna parrega laikin agar ham main say koi bhi mistry ka kaam janta hay to usk liye to makaan banany k liye aur bhi kharcha kam ho sakta hay qk aaj k is dour main aik mistry aik din ka 1200 rupees laita hay jis main wo bahut he kam kaam kartay huway apni dihaarri ko poora samjhta hay jis main agr koi khud malik mistry hay to usk kharchay main bahut khssaa kami ho sakty hay jis calculate kartay huway ham aik achay result pay aa jatay hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Ye review makan ki taamer key kharchy par mubni hay

      Assalamu Alaikum dear Forex Yeh review Makan ki tameer k kharchy k bary mein hai ;
      Dear friends , Ajj ka hamara review hai Makan ki tameer ka kharcha .
      Introduction ;
      Agar App Ghar banvana chahte Hain to uske liye hamen ek proper planning ke sath kam karna hota hai hai tabhi Ham usmein kam job or sakte hain isliye Ham mein ek planning ke sath kam karna hota hai jaise ki aap ko pata hai ke hamen sabse pahle map parwana hota hai ghar ka naksha banvana hai uske bad hi Ham Sara material pata karvate hain jaan se aapko achcha aur sasta mini amount material milta hai vahan se aap Sara material kharide Hain uske sath hamen har chij ka khayal rakhna padta hai hamen ek proper calender ki tarah apne expenses ko dekhna padta hai ke kitna kam kar sakta karva sakte hain is tarah mein proper planning ke sath kam karna padta hai aur uske liye material kholna padta hai,aur jaise aap ko pata hai kya aajkal ke jamane mein bahut jyada mayank hai aur bahut mushkil se ghar banae jaate Hain aur iske liye hamen ek padi amount ka hamare pass hona bahut jyada jaruri hai tabhi Ham ek apni marji se acche nakshe per makan taiyar kar sakte hain to iske liye sabse pahle aapke pass amount ka hona bahut jaruri hai uske sath acche material ka use raw material ka use karna jaruri hai kyon ke jab Ham strong material use nahin karenge to kafi problem ho sakti hai isliye hamen hamesha strong material ka use karna chahie tha ke Ham ek achcha aur strong majbut Ghar banae taake Ham mein koi problem Na Ho.iske bad jab Ghar taiyar Ho jata hai to uske liye hamen wiring vagaira karni padti hai lekin y karvani padti hai aur uske bad FIR hamen mainuske bad pet baqarah karvana padta hai kafi jyada kharcha ho sakta isliye aapke pass ek badi amount ka hona bahut jyada jaruri hai.


      Advantages;

      Aik he baar kharcha kernay say paidaari aur sakoon hojata hai. Baar baar kharcha kernay ki bajaey aik he baar acha material aur acha design banwa laina zaruri hota hai. Makaan pay kharcha kabhi bhi apany mistri ya thaikay daar kay kehnay pay nahi apni zarurat aur payments kay hisaab say he kerna faidamand hota hai. Achi decoration pay acha kharcha hota hai iss liye kharchay ka hisaab saath saath note ker kay zehan mai rakhna chaiye

      Disadvantages;

      Ziada kharcha kernay say aaj kall nuqsaan he hota hai kiyu kay aik baar ziada kharcha kay kuch kaam kerwa Lia jaey tou agli baar market mai woh accessories he nahi milti kiyu kay ziada ter China ka samaan araha hai jo Dusri baar milta he nahi hai aur aik baar ka kharcha Agar mehangi cheezoo pay ker lia jaey tou agli baar aik chotay say damage pay bhi poora set he change kerwana Parr jata hai aur yeh Mera personal experience hai. Aik shower set 9000 ka lagwaya aur uss ka hot water tape ka sirf valve kharab honay pay market say valve nahi mill saka aur Pura shower set dusra 17000 ka mila tha .

      اب آن لائن

      Working...
      X