Re: Ye review makan ki taamer key kharchy par mubni hay
dear mairay khayal main ham say is forum main sab say achi bat aur sab say acha jawab wahi daita hay jiski aap beety main experience ho,agar ham is dour main aik simple bhi makaan banatay hain to ahmko us pay kam az kam aik lakh ka kharcah aajata hay jis main ham sirf aik makaan ko kharra kar saktay hain agar us main baaki k lawazmaat ko ham poora kartay hain to hamko usk kharchay ko afford aur calculations main bahut differnce aa sakta hay is liye hamko sab say pehlay aik estimate lagatay huway agar ham kaam ko start kartay hain to hamko baad main isk baray main har aik pareshani say bacha ja sakta hay,agar ham makaan k banay main labour ka kaam khud karty hain to hamko us say aur bhi faida mil sakta hay wo is liye is main jitnay bhi din lagtay hain hamko us hisaab say har din k hisab main mazdoor ki mazdoora ka kaam khud karnay say hamko total makaan k kharchay main say mazdoori bach sakty hay aur agar ham aisa nai kartay hain to hamko aur bhi ziada kuch payed karna parrega laikin agar ham main say koi bhi mistry ka kaam janta hay to usk liye to makaan banany k liye aur bhi kharcha kam ho sakta hay qk aaj k is dour main aik mistry aik din ka 1200 rupees laita hay jis main wo bahut he kam kaam kartay huway apni dihaarri ko poora samjhta hay jis main agr koi khud malik mistry hay to usk kharchay main bahut khssaa kami ho sakty hay jis calculate kartay huway ham aik achay result pay aa jatay hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим