money management k liye kon se trading tools hmary liye faida mand hoty hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    money management k liye kon se trading tools hmary liye faida mand hoty hain?
    All dear forex mambers forex trading main kamyab hony k liyez arori hai k hum money management k sath apni trading karen q k jub ap money management k sath trading karty hain tu apko trading main loss kam se kam hota hai es liye hum money management k liye kon kon se trading tools ko use kar k apni trading ko profitabe bana skty hain or hum os main kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain????
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: money management k liye kon se trading tools hmary liye faida mand hoty hain?

    Assalamu Alaikum dear ismein Hamesha Se Pahle money management ko follow karke Gaon karna hota hai agar Ham apni account balance ke sabse kam Karenge To Hamen ismein kam karne mein aasani Hogi aur ham aaram se ismein success kar sakte hain Army technical analysis se trading ki help Karni hoti hai chat and vector ko dekhna Hota Hai aur ham ismein without knowledge ke kam Karenge To Ham aasani se Kamyab Nahin ho sakte Hamesha Mein Mushkil Ka Samna karna padega Prophet Hasil karne ke liye Hamen ismein mehnat karni lazmi hai account balance to maintain ke kam karna chahie abhi kamyabi Mumkin hai
    :1f60d: hard work :1f60d:
    • #3 Collapse

      Re: money management k liye kon se trading tools hmary liye faida mand hoty hain?

      Dear friend forex trading men achi aur safe trading karnay k liay money management bahut zaroori hey kiun k jo log forex trading men money management k bagher trading kartay hen woh bey tukki trading kartay hen aur ghalt trade laga detey hen jiss ki waja se bara loss ho jata hey aur account bhi wash ho jata hey iss liay pahlay seniors se money management karna seekhen aur pahlay acha bonus create karen aur phir small lot k sath trading karen aur currency pairs men trading karen aur trade lagatay waqt apnay balance pe nazar zaroor rakhen aur balance k hisab se chota risk len tu money management k sath risk management ho ho jati hey aur safe trading hoti hey aur account bhi safe rahta hey aur acha profit bhi hasil kar saktay hen aur long term trading karnay k liay money management bahut zaroori hey aur iss k lalach aur jald bazi se perhez karen aur kam profit pe compromise karen tu zaroor acha profit kama saktay hen
      • #4 Collapse

        Re: money management k liye kon se trading tools hmary liye faida mand hoty hain?

        Dear money management hamesha accout balance ko ki calcation k hisab se trading ki jati hai aur money management mein kafi saari cheezyn aa jati hain is k liye apko trades ki quantity k hisab se lot size aur profit aur loss sab cheezon ki achi tarha calculation karni parti hai k agar ap ka accout balance 100 dollar ho tu apko lot kitni lagani chahiye aur stop loss kis point par lagana chahiye aur kitny pips par take profit lagana chahiye tu account achi taraha manage karny ko money management kehty hain aur agar ap trading money managment se karyn tu apka account wash ni hoga kyun free margin aur equity ki bhi calculation ki jati hai aur dear agar ap management k sath ap k technical aur fundamental analysis bhi achy hon gy tu apko forex trading mein success mily gi aur apki earning mein izafa hoga is liye mehnat karyn aur forex trading mein zayada time dyn aur har aik cheez samjhdari k sath karyn tu kamyabi mily gi
        • #5 Collapse

          Re: money management k liye kon se trading tools hmary liye faida mand hoty hain?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Romank پيغام ديکھيے
          All dear forex mambers forex trading main kamyab hony k liyez arori hai k hum money management k sath apni trading karen q k jub ap money management k sath trading karty hain tu apko trading main loss kam se kam hota hai es liye hum money management k liye kon kon se trading tools ko use kar k apni trading ko profitabe bana skty hain or hum os main kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain????
          Dear ais market mai ap ne agar money management k hisab se kaam karna hai to ap ko ais market mai tools ki zarort nai hoti hai ap ko ais mai khud hi calculte kar lena chaye ais mai ap ko ye pata chal jata hai k ap ne agar ais market mai trade lagani hai to aus mai ap ka stop loss kitna ho ga aus k sath ap ne agar ais market mai trade lagani hai to aus mai ap ko risk kitna lena hai aus k hisab se ap ais market mai lot select karty hai ap ne agar ais market mai kamyabi hasil karni hai to aus k liay ap ko ais market mai money management k hisab se lot select karni ho gi ta k ap ko agar trade par loss ho jaye to atan zayda na ho ais market mai ap risk apny account k hisab se ley ais market mai ap ka account safe rahy ga to ap ais market mai acha kaam kar sakty hai ais market mai ap ko mehnat karni hoti hai tab hi ap ko ais market mai kamyabi milti hai.
          • #6 Collapse

            Re: money management k liye kon se trading tools hmary liye faida mand hoty hain?

            g han bhai jan ap na trading karni ha to os ka sara depend mony mangemat pa hota ha agr hamra account ma jitna balance ha ham oti trading kar sakta hamy sab sa pahly forex forum pa kam karn chahiya jis sa hamy bohat faida hota ha ham yaha sa bohat acha bounes aktha kar ka aik acha balance bnana hu ka phr os ma sa thora balnce pa hamy bari samjdari sa kam karna hu ga taky agr hamy kisi kisam ka losse bi hu to wo aik limet ma rahy taky jis ko ham mehnat kar ka bohat jald recover kar sakty han agr ham money ko mange karna sikh jata han to ham loss ko recover bi kar sakta han achi kamyabi ka liya hamy money ko mange karna bi sikna chahiya or sab sa ham bat agr ham aik limet ma rah ka trading akra ga to ham kamyab jald hu jata han ops ka liya hamy stop lose or take profit ka istmal karna hu ga agr ap es ka sath apnii earning ko bi achi rakha ga to kamyabi sa koi nai rok sakta ap ko
            • #7 Collapse

              Re: money management k liye kon se trading tools hmary liye faida mand hoty hain?

              Asalam o Alikum dear friend forex trading men achi aur safe trading karny k liay money management bahut zaroori hey kiun k jo log forex trading men money management k bagher trading kartay hen who bey tukki trading kartay hey aur ghait trade laga detey hen jiss ki waja se bara loss ho jata hey aur accont bhi wash ho jata iss liay pahlay seniors se money management karna seekhen aur pahlay acha bonus creat karen aur phir small lot k sath tarding karen aur currency pairs men trading karen aur trade lagatay waqt apnay balance k hisab se chota risk len tu money management k sath risk management ho ho jati hey aur safe trading hoti hey aur account bhi safe rahta hey aur acha profit bhi hasil kar saktay hen aur long term trading karnay k liay money management bahut zaroori hey aur iss k lalach aur jald bazi se perhez karen aur kam profit pe compromise karen tu zaroor acha profit kama saktay hen
              • #8 Collapse

                Re: money management k liye kon se trading tools hmary liye faida mand hoty hain?

                Forex trading mai money management kay liye traders ko bohat work out kerna parta hai. Forex mai money management learning aur knowledge say ziada experience aur practical work say aati hai. Forex trading mai money management kernay kay liye MT4 trading terminal pay lot size ya volume, stop loss aur take profit aisay tools hain jo traders ki money management mai kaam atey hain. Koi bhi trader jabb trade open kernay lagta hai tou usay iss baat ka andaza hota hai kay account balance kay mutabiq trade kaisay open kerni hai, uss ka lot size kia rakhna hai aur apni trade mai stop loss ka margin aur take profit ka margin kaisay aur Kitna rakhna hai. Money management kay liye aik aur zaruri tool jo tarders kay bohat kaam ata hai woh pending orders ka use hai. Pending order mai buy aur sell limit kerna money management kay liye bohat helpful hota hai
                • #9 Collapse

                  Re: money management k liye kon se trading tools hmary liye faida mand hoty hain?

                  G han dear ager ap nay mony mnagment kay hisab say kam karna hai tu ap ka kam hai kay ap es mai apnye balance kay hisab say kam karain kiyu kay ager ap es tarha kam kartye haib tu ap ka kafi faida ho jata hai jub kay mony managment karna aik mushkil kam hai per ager ap es mai kam kartye hain tu ap es mai hamesha he kamyab ho jatye hain tu aik kamyab trader tools ka use karta hai jaisye kay ap ko pta hai jay mt4 yani kay trading kaliye jafi sarye tools ka istamal kiya jata hai jis kay bad ap es mai kamyab ho jatye haib tu ap ka kam hai kay ap hamesha apna balnace safe rakh kay kam karain ta kay bad mai ap kaliye zayda masla na banye aur ap es mai apna balnace safe rakh kay es mai acha kam kar kay kamyab ho jain
                  $$$ Never Give Up $$$
                  • #10 Collapse

                    Re: money management k liye kon se trading tools hmary liye faida mand hoty hain?

                    Assalam walekum pyare trading members money management ke liye hamen mehnat karna hogi aur apne account ko manage karne ke liye agar ham trading market per increased karenge to ham kamyab ho sakte hain money management ke liye hamare pass 2 tool use hote hain un mein account management lot size manage karna metatrader 4 terminal mein modification option ko use karke aap apni trade ko manage kar sakte ho iska matlab hota hai ki aapane experience aur analysis donon ko use karna hai aur aur multiple source istemal karke apni earning ko increase karna hai jaisa ki hum jante hain per trading market mein risk hai aur is rishte ko manage karne ke liye tools use hote hain economic calender use kiya jata hai news financial report ke liye aapko pata hai ki yah market financial market hai jismein political aur journal information ke bare mein andaza achcha hona chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: money management k liye kon se trading tools hmary liye faida mand hoty hain?

                      forex trading me jub money management kartay hain tu os me sub se important tools percentage ka ha or risk reward ratio ka ha jo traders in 2 tools ko best andaz me use karta ha wo achi trading kar letay hain or loss se mehfooz rehtay hain sub se important tools percentage yeni ka ap ne risk per trades me kitne percent lena ha jo professional or expert traders hain wo aik trades me 2% tak hi risk letay hain ap ko bhi 2% tak risk lena chahie 2nd par traders risk reward ratio 1:1 minimum ka use kartay hain or maximum 1:2 tak ap ko select karn chahie ager ap in 2 money management tools ka use kartay hain tu best trading kar sakte hain in tools ko ignore karay gay tu kamyab nehi ho sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: money management k liye kon se trading tools hmary liye faida mand hoty hain?

                        Trading Mein money management ki bahut jyada important hoti hai agar aap acchi trading karna chahte ho to aapko proper money management karna Jarur Aana chahie aur money management Mein stop loss aur take profit bahut important tool Hote Hain stop loss or take profit ko use Karke Ham acchi money management kar sakte hain isliye Hamen chahie ke jabde trading karen to stop loss aur take profit ko use kar len yah Hamare trading ko bahut jyada improve kar sakte hain Jo log real account per trading karte hain unko to stop loss aur take profit use Karke Jarur kam karna chahie
                        FRD 07 TRADING JOURNAL
                        • #13 Collapse

                          Re: money management k liye kon se trading tools hmary liye faida mand hoty hain?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Romank پيغام ديکھيے
                          All dear forex mambers forex trading main kamyab hony k liyez arori hai k hum money management k sath apni trading karen q k jub ap money management k sath trading karty hain tu apko trading main loss kam se kam hota hai es liye hum money management k liye kon kon se trading tools ko use kar k apni trading ko profitabe bana skty hain or hum os main kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain????
                          Dear aap Nahin bahut accha question Kiya Hai money management ke Hawale se Mani hi Nahin milati Hai wali se jo tools trading Mein Hamare liye helpful Hoti Hai Un mein sabse Unchi Jab Ham se Lagate Hain to hamare liye lot ka size important hota hai Kyunki Lok Katha is Hamare liye Apne capital ke hisab se Hona chahie aur last size Hamare liye bahut Shandar sabit ho sakta hai iske sath sath Ham Ko Jo Bhi dekhna chahie trade lagane ka exact time kaun sa hai agar ham money management 7 time management ko bhi important Denge To usmein Ham to bahut jyada Achcha response Nahin Sakta Hai aur ham fayda Hasil kar sakte hain lete hai ki aapko baat samajh Gai Hogi aur aap is per Amal Karke Apna fayda Hasil kar sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: money management k liye kon se trading tools hmary liye faida mand hoty hain?

                            Assalamu Alaikum dear friend memory management Hamesha account balance ki calculation ke hisab se trading ki jaati hai aur money management Mein Kafi sari chijen a Jaati Hai iske liye aapko trade ki County ke hisab se lot size aur profit aur loss sab chijon ki acchi Tarah calculation karni padati hai ki agar aap ka balance account $100 hai to aapko load Kitni Lagani chahie aur stop loss kiss. Per Lagana chahie aur kitne par take profit Lagana chahie to account manage karne ke liye, NY management Kahate Hain agar aap trading money management se karen to Aapka account Nahin Hoga Kyon K free margin aur equity ki bhi calculation ki Jaati Hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: money management k liye kon se trading tools hmary liye faida mand hoty hain?

                              Ji han bilkul money management ke liye aapko trading tools jo bhi use karna padte Hain Uske may take profit hai stop loss hair trailing stop hai aur Sabhi to use Aise joke metatrader 4 may use hote hain aur ine to usko use karke hi money management ke sath kam kar sakte hain jaise ki aap Logon Ko Maloom Hai Ki take Prophet Isa tools hai jo ki aapko auto profit Fit karvata hai usmein aap market mein agar online aa bhi ho to aapke target Jahan per aapane setup Kiya hota hai vahan per vah auto hit hokar aapke profit ke sath trade close hoti hai jabki stop loss Aisa to hai jo ki aapko Jyada nuksan se batata Hai Jab aap market Mein in toos ko use karte hain to aap risk management ke sath kam karte hain aur Jyada nuksan Se bach sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X