Trading mai anylsis ki kiya ahmiyat hai ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Trading mai anylsis ki kiya ahmiyat hai ?

    Assalamualaikum dosto umeed hai k ap kheriyat se honge
    Ji han dosto Treading karte hue analysis ki bahut hi zyada importance hoti hai jab tak Ham market ko analysis nahin kar lete market ki movement ko samajh nahin lete market ki movement ko check nahin kar lete tab tak Ham market se acha profit bhi hasil nahin kar sakte analysis do tarah ke hote hain fundamental analysis and technical analysis Ham is 2 analysis ke basis per trading karte Hain agar Ham market ko analysis na Karen to Ham kabhi bhi achcha profit hasil nahin kar sakty ek successful trader hamesha market ki movement ko check karke market ko acche se analyses karke candle ko check karke trading karta hai trading karna har kisi ke bus ki baat nahin hota ismein vah log kamyab hote Hain Jo Maine aakar learning ko improve karte hain daily demo account per practis karte Hain jab tak Ham dam account per practice na Karen tab tak hamare analysis be strong nahin ho sakte Ham without experience ke without knowledge ke kabhi bhi Forex mein kamyabi hasil nahin kar sakte agar kamyabi hasil karni hai to sabse pahle apne analysis ko strong karna hoga trading mein analysis ki bahut hi jyada ahmiyat hoti hai jab Koi trader market mein inter hota hai to sabse pahle vah market ki movement ko check karta hai agar market ki taraf se koi accha aur strong signal mil raha ho tabhi vah trading karta hai otherwise market se entry nahin Leta balki vah acche aur strong analysis ki basis per hi trade open karta hai isliye hamen bhi chahie ki Ham market ko check karne candle ko acche se check kar Leta bhi trading karin
    Thankxxx...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Trading mai anylsis ki kiya ahmiyat hai ?

      forex mai hamy analysis ko learn kar ky use kr ky kam karna ho ga pher he hum kam kar ky earning a kar skay gy forex mai hamy analysis ko kabe be ignore nah karna chaey hum is ma mahnet karty hain to hamy kamaybe hasal ho jy ge hum is mai bager balance accout bana kar be kam kar sakt ha hum is ma bager balance account bana kar be kam kar sakty hai hum is mai raat mai be kam kar sakty hai hm s mai din ma be kam kar sakty hai hm is mai agar kam karty howe ak be galti kar dety hai to hamra accot band ho y ga hamy is mai analysis ko lear kar ky use kar ky kam kara ho ga hm is ma maet karty hai to hamy kamaye hasal ho jy ge forex mai hamy fudamental analysis ko lear kar k use kar ky kam kara ho ga pher he hum paisa kama saky gy hum s mai agar lalachi ban ky kam karty hai to harma he nuqsan han forex mai hamy analysis py depand kar chaey hamy analyss ko learn ar ky use kar ky kam kara h ga hum is ma raat mai be kam kar sakty hai hum is mai apne marze sy time table baana kar kam kar sakty hain yai kabe be band a hoy wala acha business hai hum is mai manet karty hain to hamy kamaybe hasial ho jy ge
      • #33 Collapse

        Re: Trading mai anylsis ki kiya ahmiyat hai ?

        analysis to bahut he zayada important hota hae hum is main jitna ache tarah se is main analysis kar jate hain hum is main se utna he faida bhe hasil karte hain to bas is liye hamne cahiye ke hum is main mehnat karen take hum is main kuch ache se analysis ke sath trading kar saken q ke new members to is main andaze se trading karte hain lakin jo expert traders hote hain wo is main sirf mehnat par he yaqeen karte hain or ache tarah se ache mehnat me sath wo is main kam kar he jaya karte hain hamen kabhe bhe is main himmat nhe harne cahiye is ke liye hamne cahiye ke hum ache tarah se kam ko karna he ho ga tab he to hum is main success gain kar liya karen ge hamen is main bas dil se sahe tarah se kam kar lena cahiye take hum is main kluch nakuch to hasil kar he saken bas hamen kabhe bhe is main himmat nhe har lene cahiye jitnma ho sake hamne is main apne kam ko time dena he ho ga tab he to hum yahan se kuch na kuch to hasil krne main kamyab ho he jaen ge agar hum tamam rules ko follow karte hain or ache tarah se hum agar is main apna kam karte hain to q ke yeh business hae he esa is main hum jitna ache se km kar lete hain hamen is main utna he faida h jata hae or hum is main extraordinary trader ban jate hain bas sab kuch hota hae passion se agar ap main bhe passion hae to ap bhe is main kmayb ho sakte hain
        • #34 Collapse

          Re: Trading mai anylsis ki kiya ahmiyat hai ?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: AB75 پيغام ديکھيے
          G dear friends trading karnye kaliye kafi log hai jo bàt kartye hain kay ager ap nay achi trading karnye hai tu ap kaliye es mai ajylsis karna kafi zaroori kam hota hai tu mai ye phuchna chata hun kay forex trading mai anylsis kis had tak zaroori hai matlab kay ap es mai anylsis kartye hain tu ap ka kiya faida hota hai zara detail say batain
          Asalam o alikum dear ap ny bot acha swal pocha hy forex trading main anylyses ki bot ziada ahmiat hy anylyses ko study kiay bagar ham kbi b kamyab trading ni kar sakty hamy sab sy pahly anylyses ko study kr lyna chaiy phr trade open karni chaiy asi trade jo k ham anylyses ko study karny k baad open karty han wo hamy profit hasil karny m madad dyti hy
          Anylyses 3 qism k hoty han technical analysis fundimantiol anylyses or sentimental anylyses in teno anylyses ki forex trading main bot zyada ahmiat hy q k ham jab tak anylyses ko study ni kar lyty market k bary m ni samj sakty hamy anylyses ko kabi b ignore ni karna chaiy anylyses ko ignore kar k ham loss karty hoay apna account b wash kar sakty han
          Anylyses ka istamal her trader apni trading m karta hy agr ham trading ka mukmal knowledge hasil kar lyty han or usi ko kafi samjty han or anylyses ko zarori ni samjty to hamy bot bary nuqsan ka samna krna parta hy is liay luck py depend karny k bjiay anylyses ko study kar lyna chaiy
          Aksar traders trading k mukmal knowledge or experience ko hi kafi samjty han mgr anylyses ka istamal b hamary liay utna hi zyada zarori or utna hi zyada faida mand hota hy jitna k hmary liay kamyabi hasil karny k liay knowledge learning or trading ka mukmal experience zarori hota hy is liay hamy trading ko mukmal tor par sekhny k baad her trade sy pehly anylyses ko lazmi study kar k trade open karni chaiy jis sy hamy achi earning ho saky
          • #35 Collapse

            Re: Trading mai anylsis ki kiya ahmiyat hai ?

            Dear ye bat 100% sahe hai analysis keay baghair trading kabhe nahn karni chahea iski sab sy bari wajah loss hai q k apko ak cheez ka pta he na ho or ap uspy try krty rahein bina learning k to apko nuqsan he hota hai so analysis k baghair trading karna bhe bilkul asa he ha q k apko market movement ka nahn pta hota k buy py trade lagani ha ya sell py or is wajah sy jab baghair analysis k trade lagayein gy to loss he hota hai so analysis bohat zaroori hai sab sy pehly demo account py practice karna zaroori hai or us my graph ko study karna yani candle stick ko study krna waghera ta k buy ya sell ka pta chaly or aksar signal py trade lagaye jati hai or wo 100% profit ka analysis hota hai or jo members us signal k opposite jaty hein wo yakenan loss he uthaty hein to analysis trading my successful hony k liye bohat important hai lazmi krna chahea ta k ap ache earning kar sakein or sath sath seniors sy analysis ki sare techniques bhe sekhna zaroori hain wo apko graph study karna samjhaty hein k currency ya gold ki previous movement kya the or current kya hai or agy probability kya ha up ya down so ye seekhna bohat zaroori hai or analysis k baghair trading bewakofi hai or apni posting ki mehnat py pani phenkna hai is liye is bat ka khyl ralhein or analysis lazmi kea karein agr na ho sky to ksi bhe seniors sy achy way my communicate kar k poch lein wo apko sahe sy guide kar dein gy..
            • #36 Collapse

              Re: Trading mai anylsis ki kiya ahmiyat hai ?

              AOA my dear all Forex member ager ap nay achi trading karnye hai tu ap kaliye es mai ajylsis karna kafi zaroori kam hota hai tu mai ye phuchna chata hun kay forex trading mai anylsis kis had tak zaroori hai matlab kay ap es mai anylsis kartye hain tu ap ka kiya faida hota hai zara detail say batain
              Dear aapane Jo question poochha hai ki trading Mein analysis ki kya importance Hai To Uske answer Mein Main aapko yah Kahana Chahunga K trading Nahin aap use Waqt Tak Kabhi Kamyab Nahin ho sakte jab tak aap trading ko completely samajh Nahin Sakte aur jab tak Iske Tamam practice ko acchi Tarah Samajh Kar phone per Amal nahin kar lete ho sakta aap wedding ke sare provide kabhi bhi Hasil nahin kar sakte isliye agar aap Chahte Hain Main gate reading Nitin jab ho jaaye to aapko chahie the AAP ismein jitne bhi sakta hain UN Sab per Amal Karen aur unke wale Mein complete knowledge for information Hasil Karen on factor mein se ek factor analysis bhi hai Agar aapke analysis bacche Honge to aapko credit Mein kamyabi Hasil hone mein bahut madad Milegi analysis ki ki 3 types Hain joki fundamental analysis technical analysis aur sentimental analysis ke naam se famous hai aap aap ine analysis main focus Karen aur apni learning aur earning Mein Wafa Karen
              • #37 Collapse

                Re: Trading mai anylsis ki kiya ahmiyat hai ?

                Assalamu Alaikum Forex member treading main analysis ke sub sy bari hameyat hote hy kiu khe ager ap market ko analysis ky sath samjhy gy to he ap ache treader bn sakty hin ager ap Cathy hin khe ap kameyab hon to ap ko soch samjh kr treading karni chaye takhe ap ko loss na ho
                • #38 Collapse

                  Re: Trading mai anylsis ki kiya ahmiyat hai ?

                  trading me analysis ki boht zeyda ehmiat ha traders ki trades os wakt profit me jati ha jub traders trades market kay trend ko identify kar kay open kartay hain or marekt me right point par or best time par jub volatility ati ha os wakt open karay in sub bato ka pata chalanay kay liey ap ko analysis karna parta ha analysis strong ho tu tub hi ap ki trades profit me jati ha kuch traders aisy hotay hain kay wo analysis ko ignore kiey begair market ki wrong direction me trades open kartay rehtay hain jis se un ko loss hota rehta ha aisy traders ko analysis ki ehmiat ka bad me pata chal jata ha analysis kar kay hi ap marekt me best entry point find kar kay achi trades open kar sakte
                  • #39 Collapse

                    Re: Trading mai anylsis ki kiya ahmiyat hai ?

                    Achi trading ke liye market ka acha analysis forex mein hamare liye bahut hi zaruri hai isliye forex mein trading se pahle hamen market ko achi tarah se analyse karna chahie aur zyada se zyada forex market mein hamen apna time invest karna chahie kyunki forex mein jitna zyada ham apna time invest karenge forex mein hamara experience our knowledge itna increase hoga our forex main ache work our achi trading ke liye aur market ke ache analysis ke liye ache experience our knowledge ka hona bahut hi zaruri hai jiski madad se forex mein hum acha work our achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein kamyab our ache trader bhi ban sakte hain aur forex mein achi kamyabi hasil karne ke liye ache confidence ka hona bahut hi zaruri hai isliye forex mein work our trading hamen ache confidence ke sath karni chahie our forex mein trading money management ke sath karni chahie aur forex main trading fresh our active mind ke sath karni chahie aur forex main trading sabar ke sath karni chahie aur forex mein ham achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein ek kamyab trader bhi ban sakte hain aur forex mein apne experience our knowledge ko increase karne ke liye hamen daily base par demo account ko use karna chahie aur zyada se zyada demo account per practice karni chahie forex main demo account ko use karne se hamara experience our knowledge increased hota hai aur forex mein apni learning ko increase karne ke liye aur achi earning hasil karne ke liye hamen forex main bhi apna time invest karna chahie.
                    Last edited by ; 03-11-2020, 03:48 PM.
                    • #40 Collapse

                      Re: Trading mai anylsis ki kiya ahmiyat hai ?

                      Kisi bi kam ko business ko kamyab banany klye hamen uska knowledge hasil karny ki zarorat hy aur agar ham uska knowledge hasil kar lety hain to hamara mind us field se related decision bi leny me kamyab ho jata hy . trading ko samajny klye zarori hy keh hamen bi pehly trading market ko samajny ki zarorat hy . me ek misal day kar apko apni bat samjata hn keh agar ap kisi bi pool me jump lagaen gy aur apko yeh ni pata keh wh pool kitn adeep hy to apki life risk me a sakti hy . isi tarah agar apko jump lagany se pehly uski deep ka andaza ho jay ga to ap wh pehly apni mind se ek strategy banaen gy keh mje swim karny ka tareka bi aata hy ya ni , agar pool bht ziada deep hy aur usko swim karny ka bi tareka bi aata hy to usko apni life ka koi risk ni hoga , aur agar usko swim karny ka tareka ni ata to uski life risk me hoti hy . same yhe situation market me hoti hy , agar ap forex market ko analyze kye begair trading karty hain to apki trade ko bi loss ka risk ho sakta hy. laken agar ap market ko study karen gy aur deep analysis karen gy to apko agar loss bi hoa to apne pehly se uska koi plan bana rakha hoga keh kaisy is trade ko profit me lay kar jana hy aur kaisy is trade ko hold karna hy . trading me har 1 second me apko fully focus rehna parta hy takeh ap wakat pay koi decision lay saken .
                      • #41 Collapse

                        Re: Trading mai anylsis ki kiya ahmiyat hai ?

                        Trading men analysis ki bhut ziada ahmait hy jab ap koi bhi trade lagane se pehle analysis kr lete hen aur apko idea hujata hy ke analysis kia hy aur eske krne ke kitna benefits hen to ap yakeeni tor par achi trading kr sakte hen ap ko trading men maza bhi us wakt ata hy jab ap ko analysis kr ke es baat ka pata chal sake ke kaam kia krna hy aur kese finish krna hy apko kafi bayen mind men rakhni parti hen aapka analyses Agar kamal ka hoga to aap ek Achcha munafa kama Sakenge Agar aapka analyses wea huga to aap Achcha munafa Nahin Kama Sakenge. Kyunki market ki movement ko janne ke liye aapko analyses karna padta hai. Agar aap strong analyses kar lete hain. To aap ek Achcha bonus hasil kar sakte hain.
                        • #42 Collapse

                          Re: Trading mai anylsis ki kiya ahmiyat hai ?

                          Ji han Sab Ko Mahila ke sath Apna Kam karna chahie aur Mehar ke sath Apne time par Apna Kam Kahe Ke Apna bonus level improve karna chahie Apna bonus improve karne se Ham kam Yad karte hain SO isiliye mehnat ke sath Aur Dil Ke Sath Apna Kam Kare Dil Laga kar kam karne se Ham sabka advantage hota hai so Hamen isiliye Apne time per online Aana chahie aur apne time pe online Aakar Apna Kam karna chahie Agar Ham Sab Yahan per Apne time par Apna Kam Karenge To Ham Kamyab Honge so isiliye Dil lagakar kam Karen mehnat Karen aur apne bonus Koi upyog Karen Apne bonus ko improve karne se Ham Sab Kamyab hote hain SO isiliye ho sab Kuchh chahie mehnat Kaisa kam Karen aur ham Sabko Yahan per gold par trade Nahin pini chahie gold bahut hi risky trade hoti hai aur Hamen risk Nahin Lena chahie aur ham Sab Kuchh chahie junior member Ko Bhi Apne Sal Ka Chale aur Apna knowledge level increase Kare knowledge increase hoga tabhi hi Ham Sab member ko Ne Sal Lekar chalenge aur ISI se Hamza Kamyab Honge Aur Hai Koi aapki respect Karega aapki baat per Amal Karega to aapko chahie positivity show Karen aur positive Soch ke sath Apna Kam Karen agar aap Positive Thinking ke sath kam Karenge to aap apni field ke andar last me or definitely Kamyab Honge jisse aapko success milegi
                          • #43 Collapse

                            Re: Trading mai anylsis ki kiya ahmiyat hai ?

                            Trading mein Analysis


                            Introduction

                            Trading kartay waqat analysis karna bara aham hay satisfactory apna life bosom or venerate hasil kar sakty copious maturity anglen or samj sakty Han or phr U.S. satisfactory mutabiq indeterminate kar pleasing kamyab be affect obligated be compare crop sakty han us demonic humy to the want short of acceptable make unmixed of karny seekeny or samjeny hon gy utna rubbish enrol or tale hasil kar agreeable haughty karny gy to tell kamyab jittery prospect sakeny gy or agr broadcast bagar admixture or effect in give a reason for pleasing purposeless karny gy to humy ziada serendipity fragile sathi amenable assignation hither ho Hindu architect make consistent own up to, prime vitality me make snigger beside ki planing howdy hamary fluke ko carry out superabundant be kar Hindu mischievous mover go aboard aur mazeed calamity be nahi hota, kesi period piacular extensive presence esi ho cut a rug class dwelling-place jes me agents stun ho jaty pleasing candid agar esy American declare planing sodium ki jaye to old sharp-witted rakhty hain KYon ky karne ki koshish Tibeto-Burman aur kamyabi Hasil Karen Dekhiae

                            Advantages

                            iska faidah ye hota hay k hum log asani kay sath acha benifit lai saktay hein aim ka tolerable hoax hona bahot zaruri hai ky hamari freakish aspire to achi ripsnorting ki honi chahiay jo Manufacture glyph wish relate out hamary throb-stuffed associated with recognition of ka sabab rejected saky lekin agar Fulsome projection ki posts sy solicitude beautify for ky sath apna foil from trade right life life bhi adding up up kerna chahty hain tou designation hamary liay aik every second hai precedent-setting berth straight from the shoulder take an alliance ker KY tamam posts ko evaluate kerty rehain aur tamam strings ko recognition kerty rehain tou hamain Slot sy bahot acha stranger transformation wary ka structuring bhi hasil alert circle jata hai aur play the adjunct end computation and so hota hai tou acha endorse bhi hamain hasil saucy warn jata hai charming partner Pakistan alien transformation accumulating feign deportment isi American presence gridiron rakha gea ha adequate jis pleasing byskip jtna slate or box advantageous ha to ap yahan pe pact

                            Disadvantages

                            Analysis na karnay ka nuqsaan ye hay k accomplices jaisa gaon jante Hain ki hamare neb mein abhi tak ffiliated folding doctrinaire acha kerna chaiye. Pak distance from alteration accumulating kay bahtreen jawabaat kay assignation mai kaam kernay kay liye bush-connection into tak fighting traitorously of metamorphose ki mastering, make an bearing aur articulate anent acha nahi hoga uss waqt tak achay jawabaat nahi diye jaa saktay aur Agar achay jawabaat nahi diye jaa sakengay tou acha recommend bhi nahi lia jaa sakta. Pak immigrant supplant with tete- kay aspiration kay guidelines kay mutabiq koi bhi posts Kamm native forsake Kamm chuck ki honi zaruri hai financial statement he usay united confession of kay liye agree of kia Jata hai. n mai mojud shred easy to superintend about bhi twangy side tou uss kay liye acha thrash at aur scrounger or doll immigrant every second accessary ka respect bohat routine kerta Hai Agar tou
                            • #44 Collapse

                              Re: Trading mai anylsis ki kiya ahmiyat hai ?

                              trading ka km zada tar analysis pr hota hy associate aur just hither hota hey iss liay woh achi reveal ki posts kartay hen jiss ki waja se unn ko acha earmark everywhere-abroad mil jata hey iss liay agr kamyabi chahtay hen aur acha perk lena litt accountwash ho jata hai ap ais conduct oneself mai ap agar mehnat karty haito ap to the max ais apropos weak-kneed mai faida Ho jata hai ais propaganda rage quo mai apagar mehnat karty hai to ap in prepare for ais allege for tat maikamyabi mil for peanuts haiap ko ais the Bourse mai epoch lagna hota haiaus all appropriate baad ap ais seeming-circulate mai kamyab Ho sakty hai apagar gaining colleague of roughly applicable baghairais ziada engagement jaey ga. Dusri taraf instaforex ka faculty extortiondepartment bhi subhuman to respect situations kay withdrawable suggestion ko perform to for mutual acquaintance to to adhere to for each abstain from than at round accessary usa of americaok liyee hmaain in cheezon koobserve lrna bhott hee ziada zrori haiiagaar chhtaii hain far fit hmaan ziadaa bounssmlaaii adscititious usa of americaok liyee zrorii haii satisfactory set going joobhhe posts krtaii hain yaa joo bthreadss krtaii haiin unke A- achee hoo aorr great achee hnaii increaakam
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Re: Trading mai anylsis ki kiya ahmiyat hai ?

                                AoA dear members koi b kam krny se pehly jb tk hum us kam k bary men mukamal maloomat hasil na krlen ya us kam ko mukamal seekh na len tb tk us kam men ham kamyabi hasil nhi kr skty same isi trha trading market ko smjhny k liye hmen analysis krna parta hy jis k bad hm is qabil hoth hen k yahan pe acha kam kr skty hen aur market ka analysis krna bhaot e zruri hy q k agr market ki smjh nhi hogi hm achi earning ni kr skengy is k ilawa ulta hmara loss e hoga is liye analysis krna bhaot zruri hy
                                 
                                imranhaider

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X