Jaiza: stop lose aur take profit kay faidye.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza: stop lose aur take profit kay faidye.

    Dosto stop los or take profit k faidye!
    Dosto hame kosih kr k stop los or tahe profit apni har 1 trade main use krna chahiye qk ye hamarii tades k liye best option hoylta hy take profit set krny sb jab hamri trade apna take profit target hasil kr leti hy to apny ap close ho jati hy jis ki wja sy agr market apna trand chage b krti hy mtlb markett loss ki tarf jati b hy to hamari trade jok take pflrofit hit kr chuki hogi usy koi b nuksan nhi hoga uska hame pura profit milta hy agr ham take proit set na karain to market jese hi reverse ati hy apki trade ko b wapis le ati hy is lite take profirt hamra bounas fourn hi save kr deta hy profit hit hony k bad or stop loss ka b kuch esa hi system hy stop loss hamry account ka balance mantance matlb account wash hpny sy bachata hy or trades ka losss jitna ham chahiye ussy zyda nhi hony deta jitna ham bardash kr skty hai hame utna stop loss set kr sldena chahiye us k bad trade open kr deni chahiye agr hamri trades flop hoti hy mtlb market barish side haty hy to apko loss sirf apk stop loss k mutabik joga ussy zyda nhi agr ap stopp loss set nhi krty to market k berish side jany sy ap k account ka sara balnace wash jo jata hy is liye hame hamesha apni har trade mai kosish krni chahiye k take proglfit or stop loss set lazmi karain or apna account save karain (THANKS👈
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza: stop lose aur take profit kay faidye.

      Assalamu Alaikum Dosto ummid karta hun ki aap khairiyat se Honge doston forex business Mein kam karne ke liye Hamen Iske rules ko follow karna bahut hi jyada Jaruri Hota Hai Kisi bhi trade ko open karne se pahle stop loss or take profit ka use karna chahie.
      Iske bahut se benefit Hai Jab Ham Kisi bhi trade Ko open karte hain or is ke rules ko follow karte hain tab Hamari trade Jo open hoti hai use Koi nuksan Nahin ho sakta.
      Jab Ham take profit or stop loss ka use karte hain tab Ham Jo trade open karte hain ager vo loss mein bhi Chali Jaati Hai To bhi Hamare account ko koi nuksan nahin hota agar Ham in donon tools ka use Nahin karte hain tab Hamara account wash ho sakta hai Kisi Badi trade co open karte hue Agar wo loss mein Chali Jaaye.
      Agar Ham stop loss or take profit ka use Nahin Karte Hain To Is Tarah Agar market rivers Mein Aati Hai To Hamari trade bhi rivers Mein Chali jaati hai isliye stop loss or take profit ka use hmare bonus ko safe kar dete hai aur ham acche profit Hasil kar lete hain.THANKX
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza: stop lose aur take profit kay faidye.

        Take profit aur stop loss trades ko maintain rakny me help dety hey aur account balance ko be secure rakty hey aur es me ezafa karny me be helpful hoty hey, ye orders basically account ko manage karny key ley use hoty hey, daily reasonable risk aur reward target ko determine kia jaye to ye tools kafi acha result deny me kamyab ho sakty hey, market analysis karny key time traders ko ye andaza bakhubi ho jata hay key en orders ka use us ne kesy karna chaye aur kes points par en ko set karna hay, trading me risk me es time ezafa ho jata hay jab traders take profit aur stop loss ko avoid kar key trading karny par depend karny lagty hey.
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza: stop lose aur take profit kay faidye.

          اصل پيغام ارسال کردہ از: AB75 پيغام ديکھيے
          G dear friends forex trading mai ager ap kam kartye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai shuru mai market ka sarwye kiya karain aur bad mai ager ap nay trade lagana hai tu ap ka kam hai kay ap es mai stop lose aur take profit ka istamal zaroor kiya karain kiyu kay ap har time tu net kay through kam nhi rhye saktye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai tool ka istmal zaroor kiya karain ta kay bad mai ap atna he faida laye lain faida laina he ap kaliye zaroori hai tu ap ka kam hai kay ap es mai apna kam hamesha achye tareeqye say mahnet aur lagan kay sath karain ta kay bad mai ager ap net kay sath connect nhi bhi hao tu ap ka trade auto pay he band ho jata hai jub kay ap es say faida laye laitye hain tu ap ka kam hai kay ap har aik tool kay barye mai jan kay kam karain kiyu kay tools ka istamal tu kafi zaroori hota hai aur sp es mai kamyab ho katye hain tu mahnet kay sath kiya gaya kam hamesha he kamyabi ki zamanat hai aur ap es mai hamesha he kamyab ho jatye hain
          Dear aapane Jo take profit aur stop loss ki importance bataiye hai main usse hundred percent aagrah karta hun aur aur aapki baat se bilkul agri hun aapane bahut hi acchi information Di Hai Kyunki yah bahut hi acchi facility hai agar Ham isko utilise Karenge To Ham bahut fayda Utha sakte hain aur Agar Ham market ko regularly visit nahin kar sakte to use time mein bhi Ham bahut Achcha kam kar sakte hain isliye Humko in facility se utilise Hona chahie aur inke istemal Ko acchi Tarah learn karna chahie Agar Ham take profit aur Star Plus ko Sahi istemal karna Sikh Jaenge to Uske bad Ham market ko regularly visit karna Jaruri nahin hai aur ham trade lagakar befikra hokar apni Baki activities ko Anjam de sakte hain kya na
          • #20 Collapse

            Re: Jaiza: stop lose aur take profit kay faidye.

            Stop loss ke bahut fayde take profit ke fayde nahin hai agar aap stoploss laga lock lagate ho to aapko limited loss hota hai aur aapka bonus capital save rahata hai lekin agar aap take profit lagate ho aur stop loss nahin laga ke aap ko limited profit hoga aur aapko loss bhi ho sakta hai trading market mein aap ki aadat honi chahie ki aapane just stop loss lagana hai aur take profit nahin lagana hai iska fayda aapko bahut ho sakta hai aajkal jaisa ke gold strong kar raha hai aur ummid hai ki 1789 tak jaega is situation mein agar ham gold per buying opportunity avoid nahin karte to humko spelling opportunity wale karne ke liye just half side stop loss lagakar wait karna chahie agar gold ab chala gyya to aapka stop loss rate hoga aur aapko limited loss hoga lekin agar download ho gaya to aapko bahut fayda ho sakta hai stoploss ky faidy itny zeyada hain ky ap soch bhi nhi skty ho
            • #21 Collapse

              Re: Jaiza: stop lose aur take profit kay faidye.

              اصل پيغام ارسال کردہ از: AB75 پيغام ديکھيے
              G dear friends forex trading mai ager ap kam kartye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai shuru mai market ka sarwye kiya karain aur bad mai ager ap nay trade lagana hai tu ap ka kam hai kay ap es mai stop lose aur take profit ka istamal zaroor kiya karain kiyu kay ap har time tu net kay through kam nhi rhye saktye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai tool ka istmal zaroor kiya karain ta kay bad mai ap atna he faida laye lain faida laina he ap kaliye zaroori hai tu ap ka kam hai kay ap es mai apna kam hamesha achye tareeqye say mahnet aur lagan kay sath karain ta kay bad mai ager ap net kay sath connect nhi bhi hao tu ap ka trade auto pay he band ho jata hai jub kay ap es say faida laye laitye hain tu ap ka kam hai kay ap har aik tool kay barye mai jan kay kam karain kiyu kay tools ka istamal tu kafi zaroori hota hai aur sp es mai kamyab ho katye hain tu mahnet kay sath kiya gaya kam hamesha he kamyabi ki zamanat hai aur ap es mai hamesha he kamyab ho jatye hain
              Forex trading Mein stop loss or take profit ke bahut jyada importance hoti hai aap Agar stop loss or take profit for use kiye Bina trading karte ho to aapke trading Mein risk bahut jyada increase ho jata hai isliye Hamesha try karo Ke Jab Bhi trading karo to stop loss use Karke kam kiya karo aur take profit ko bhi zaroori use kiya karo Jab aap take profit ko use Karke kam karte ho to aapko Bar Bar apni friend ko baat nahin karna padta hai aur jab aap apni trade mein stop loss ko use karte ho to aap apne trade ko big loss se se prapt ho isliye Jab Bhi kam karo to stop loss aur take profit ko use kar lena chahie
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #22 Collapse

                Re: Jaiza: stop lose aur take profit kay faidye.

                Assalam walekum Pyare bhaijaan stop loss ke bahut fayde Hain Tak profit ka fayda nahin hai agar aap lost lagakar lock Lagate Hain To aapko laminated loss hota hai aur aapka bonus capital save rahata hai lekin agar aap check profit Lagate Hain pause stop loss Nahin Laga Ke aapko take profit Lagate Hain vah stop loss Nahin Laga Ke aapko Limited profit Hoga aur aapko loss bhi ho sakta hai trading market Mein Aapki Aadat honi chahie ki aapane just stop loss lagana hai aur Tak profit Nahin lagana hai iska fayda aapko bahut ho sakta hai aajkal Ja sake gold strong kar raha hai aur ummid hai ki Satara Tak a Jaega aur selection mein agar Ham Gold per boying corporate aunty about Karte Hain To Humko spelling of fraternity wale karne ke liye just Hulk side stop loss lagakar wait karna chahie Agar gold ab Chala Gaya to Aapka stop loss rate hoga aur aap cal important loss Hoga lekin Agar download ho Gaya to aapko bahut fayda ho sakta hai stop loss ke fayde itne jyada hai ki aap Soch Bhi Nahin Sakte
                • #23 Collapse

                  Re: Jaiza: stop lose aur take profit kay faidye.

                  g app ka question right ha aj ma app ko stop loss or take profet ka advantages btata hon kyu kay forex trading platform ma hum ko ya fecelity available ha kyu kay hum jab bhi koi bhi trade forex ma koi bhi market ko open karty hovy karty ha to phly ham movement ko dhakty ha or phr ham analysis ko apply karty ha or phr hum trade starts karty ha or is kay sath agr app ko koi bhi kam ho or who app ko bot zroori ha app take profit or stop loss ko apply karty hovy kam kar sakty ha kyu kay app is ma aik khass had tak profit ko choose karty ha or aik khass had tak loss ko choose karty ha or app jab bhi wapsi aty ha to app ko agar loss ho rha ha to app ko app kay lagay hovy loss say up nai ho gha or agar ham ko profit milta ha to hum ko hamary choos kyia hovy profet say zyida nai mily gha
                  • #24 Collapse

                    Re: Jaiza: stop lose aur take profit kay faidye.

                    Ji ap nay bohat acha jaiza pesh kia hay aor es main bohat achi information share ki hay main ap ki bat say bil kul agree karta hoon. Waisay to Forex trading main bohat say tools use kiay jatay hain aor har aik tool kay kai faiday hain aor tamam tools Forex trading main kamyabi kay liay very important hain esi taran Forex trading main agar bat ki jay account yehni money management ki to us main jo main tools use hotay hain woh take profit and stop loss hain take profit and stop loss kay bohat say fawaid hain aor yeh bohat hi important bhi hain.
                    Take Profit:
                    Forex trading main trading kay doran Forex market bari tezi say move karti hay aor es ki moving ka koi khas time nahi hota yeh kisi bhi time move kar jati hay aor any time trader bhi online nahi beth sakta jis say hota yeh hay k baz dafa trade profit main ja rahi hoti hay aor trader ko bohat ziada profit ho chuka hota hay lakin kisi wajah say trader trade close nahi kar sakta aor achanak market bohat tezi say down move karti hay jis say woh sara profit loss main change ho jata hay es liay trader take profit wala tool use karta hay jis main profit ko aik limit tak pehlay hi set kar dia jata hay aor trade open kar di jati hay aor jaisay hi trade profit main us point tak ponhchti hay to trade khud ba khud close ho jati hay aor profit account main chala jata hay es taran hasil kia howa profit safe ho jata hay.
                    Stop Loss:
                    Forex trading main stop loss ko bohat ziada importance hasilhay bal k main to kahoon ga k sab say ziada important tool stop loss hi hay kun k es say trader loss ko control kar sakta hay take profit ki taran stop loss ko bhi trader pehlay say hi set kar laita hay jis main woh loss ko us point tak set karta hay yahan tak woh bardashat kar sakta hay es main bhi take profit kitaran jaisay hi loss set kiay howay point tak ponhchta hay to trade khud ba khud close ho jati hay aor loss mazeed nahi hota agar stop loss ko na use kia jay to baz dafa loss itna ho jata hay k trader ka account bhi wash ho jata hay jis par deposit kiay baghair woh trade open nahi kar sakta aor na hi loss ko recover kar sakta hay lehaza stop loss kay en fawaid ko dekhtay howay ham ko anay trade main stop loss ko zaror use karna chahiay.
                    Click image for larger version

Name:	stop-loss-2.jpg
Views:	2
Size:	20.2 کلوبائٹ
ID:	12327504
                    • #25 Collapse

                      Re: Jaiza: stop lose aur take profit kay faidye.

                      Benefits of Stop Loss & Take Profit:

                      Forex business mein Stop loss and Take Profit ke bohot hi ziada benefits hein aur Take profit se bhi ziada jo benefits hein woh stop loss ke hein.

                      Stop Loss:

                      Agar hum forex business mein work kartey huwe Stop loss ko use kartey hein to iska hamen bohot hi ziada faida hota hey hamara account kabhi bhi wash nahin hota hey aur jitna hum loss ko efford kar saktey hein hamen utna hi loss hota hey jabkeh agar hum stop loss ko use nahin kartey hein to market kisi bhi time hamare against jakar hamen aik bohot hi bara loss de sakti he jo keh hamen kabhi socha bhi nahin hota hey.

                      Take Profit:

                      Take profit aik bohot hi zabardast tool hey aur agar hum take profit ko achi trha se use kartey hein to hum apna aik target set karke apni trade ko laga kar chor dete hein aur phir chahe hum market mein enter hon ya na hon hamara jo profit hota hey woh us point par jakar book ho jata hey aur hamari jo trade hoti hey woh close ho jati hey. isliye yeh tools bhi bohot hi ziada acha aur important tool hey.
                      https://t.me/pump_upp
                      • #26 Collapse

                        Re: Jaiza: stop lose aur take profit kay faidye.

                        ji my dear freind forex trading main stop loss aur take profit ki buhat ziyada importance hay.stop loss ka faida yay hay kh agr ap trade lagaty hu aur trade loss main chali jati hay tu agr trade ziyada loss main gai tu apka account wash bhi ho sktaa hy isi liay jb signels loss walay target pr jain gay tu trade close ho jai gi.isi trha take profit bhi jb signels profit walay target ko touch hun gay tu trade profit main close ho jai gi.
                        • #27 Collapse

                          Re: Jaiza: stop lose aur take profit kay faidye.

                          forex trading mn kamyabi hasil krnay aur achhi trading kr k achhi earning hasil krnay k liay forex trading k tool ko trading mn use krna bahot zroori ha khas kr k forex trading k aisay tool jin mn take profit sur stop loss shamil hn apko apni hr trade mn lazmi use krna chayay keun k take profit ka fayeda yeh ha k agr ap koe aur job krtay hn aur ap apni trade ko hr waqt read naen kr sktay to ap jb trade lgayn to jahan tk apko lgay k achha profit mil skta ha to wahan pa take profit lga den ta k hit honay pa apki trade close ho jay aur stop loss forex trading ka aik aisa tool ha jis ko use kr k ap apnay account ballance ko safe rakh sktay hn keun age ap spni trade mn stop loss use naen krtay to agr apki trade ziada loss mn chali jay to apka account bhi wash ho skta ha isliay apnay account ballance ko safe rakhnay k liay stop loss ko trade mn lazmi use kren shukriya apka.
                          • #28 Collapse

                            Re: Jaiza: stop lose aur take profit kay faidye.

                            Assalamualaikum their friends stop loss or take profit ke birth Yadav fayde hai Kyon Ke Jab aap market may include Nahin Hote Jab aap ki pass Jyada time nahin Hota yah aap Kisi Kaam Mein mushrooms Ho Jaate Hain To aapko chahie kya stop-loss aur track process wala formula use Karen Aise Na to aapko Yad alos Hoga aur Agar aapko profit hoga to vah bhi aapko Ek Achcha profit Hoga Agar Ham Aisa Karte Hain To Ham Kamyab Honge aur ek Achcha profit Hustle karne mein isliye Hamen chahie ke Ham take profit aur Track lost ko use Karen isase Hamen fayda ho sakta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #29 Collapse

                              Re: Jaiza: stop lose aur take profit kay faidye.

                              Ji Hamen Yahan per Apne time per kam karna hoga Mein Khada Hogi main khane wala Insan Hamesha Kamyab hota hai to isiliye Yahan per Apna bonus Kya Karen bonus improve Hoga To Hamen Yahan Se kamyabi Mil sakti hai isliye Hamen Dil lagakar kam karna chahie mehnat Karni chahie aur Apna Hota Hai To Hamen hoti hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X