Robot trading kya hoti hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Robot trading kya hoti hai?
    Dear number main aapse yah puchna chahta Hun ki Forex trading mein robot trading kya hoti hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Robot trading kya hoti hai?

    Forex trading market mein robots pay trading karne ke liye aapko robots purchase karna hote hain robot bahut expensive hai aapko bolna chahte program ke liye reports ko purchase nahin karna chahie balki aap independent trading learning karni chahie chahte aap apne future business ko understand karte hue expert professional trader ban sako robot jab aap apne personal computer laptop mobile phone mein install kar lete ho to autotrading karte hain robot just aapko inko install karke apne account ke sath aakash karna hota hai trading ke liye hamare pass Pakistan Forex forum hi perfect opportunity hai jismein ham independent reading skills learn kar sakte hain aur apne aap ko professional banakar apni earning kar sakte hain agar aap robot ke chakkar mein rahoge to aap kuchh bhi sikh nahin sakoge isliye aapko trading ke liye khud se mehnat karna hogi aur market ko samajhna hoga
    • #3 Collapse

      Re: Robot trading kya hoti hai?

      Dear apne ais contest mai jo thread lagaya hai ye rules k hisab se sahe nai hai ap ne agar ais forum par kaam karna hai to ap ko ais mai sahe rules ko follow kar k posts karni ho gi tab hi ap ko ais mai acha bonus mily ga ap jaisa ais forum k contest mai kaam kar rahy hai ye ghalt hai ais se ap ko masla nai ho ga magar ap k thread par jo log posts kar rahy hai aun ko ais mai masala aye ga kun k ap ki ye thread delete kar di jaye gi aor aus par jin logo ko posts ki ho gi wo bhi sari delelte ho jaye gi ais mai ap ko rules ko follow karna hoga, ais mai ap ne robort ka pocha hai to ye aik software hai jo auto par trading karta hai aor ais se ap ais market mai trading kar sakty hai ap ne agar ais market mai trading karni hai to ap ko ais market mai purchase karna hota hai.
      • #4 Collapse

        Re: Robot trading kya hoti hai?

        Dear friend forex trading men 2 kism ki trading hoti hey aik self trading aur dusari robot trading iss liay account open kartay waqt robot ka option aata hey jiss men show hota hey k men aik robot nhi hon iss liay jo log robot ko use kartay hen woh auto trading kartay hen iss men individual ka koi role nhi hota iss liay jahan tak mera khayal hey robot trading karnay se self trading bahut behtr hey kiun k jo log robot use kartay hen unn ko acha knowledge aur experience nhi milta iss liay woh kamyab traders nhi ban saktay iss liay tamam traders agar kamyabi chahtay hen tu phir robot trading ya auto trading nah karen balkay khud forex trading ko acha time den tu zaroor kamyab traders ban saktay hen aur acha profit kama saktay hen
        • #5 Collapse

          Re: Robot trading kya hoti hai?

          Assalam o alikum dosto robot trading sy murad ye k agr jo trading ham khud krty hain usy self trade ka dia jata hy or jo trade auto trading ho wo robot trading hoti jab hamra account banta hy to hane robot ka option milta hy agr ham not robot krty hain to ham self trading kr skty hain otherwise robot trade mtlb auto trades hongi lakin dosto mera ye kehna hy k hame hamesha self trading hi chose krni chahiye qk selftrading mai ham bht kuch hasil krty hain or bht sari knowladge b gain krty hain auto trade ka hame itna faida ni hota jitna manual mtlb selftrades ka faida hota hy 👈
          • #6 Collapse

            Re: Robot trading kya hoti hai?

            automated trading system ko robot trading kaha jata ha traders automated trading karne kay liey mt4 platforum or dusre platforum automated robot ka use kartay hain jo khud trades open karta ha or close karta ha jo robots hotay hain un ko different strategy ki helps se tyar kea jata ha yeni kay un robots me trading strategy ki programming ki jati ha or phir robots un programming ko follow kartay trades open karta ha kuch robot me strategy strong hoti hain or traders un se profit earn kar letay hain kuch robots useless bhi hotay hain ji ko use karne se loss hona start ho jata ha aisy traders jin ko manual trading se loss hota ha ya wo manual trading nehi karna chahte hain wo automated trading karne kay liey robots trading ka use kartay hain
            • #7 Collapse

              Re: Robot trading kya hoti hai?

              Robot trading system hota hay jo hamesha auto base par work karta hay orders ko ye system auto base par hi manage karta hay, es ki setting traders ko khud apni marzi se karna hoti hay agar traders risky auto trading karny par yakeen rakty hey to traders es ki setting khud hi kar sakty hey aur agar traders long term trading ki strategy es me set karty hey to ye robot esi tarha se long term key trades indicators signals key base par open kar sakta hay aur orders ko close karny key ley be traders ko pehly se setting karna hoti hay traders khud hi risk aur reward ratio es system me set kar sakty hey.
              • #8 Collapse

                Re: Robot trading kya hoti hai?

                G dear trading karna har aik ka shoq hai aur es mai kamyabi hasil karna bhi tu akm ki noyat kay hisab say kam karna he har kisi kaliye kamyabi hai tu ap kam ager forex jaisye busness mai kartye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai apna kam mahnet aur lagan kay sath kartye hain tu ap es mai kamyab ho jatye hain tu es mai kuch tools hotye hain aur trading ki kuch qismy hai jis pay ap kam kar kay hamesha he kamyabi samitye hain tu un mai say rebot trading bhi hai jis mai ap kam kar kay kafi had tak kamyab ho jatye hain kiyu kay ye aik purchase tools hai jo ap ko har time batat hai kay next trade planing kiya ho gaye tu ap ka ksm hai kay ap es mai time lagtye hai tu ap ki samjh mai ye atye hai aur ye ap ko kafi had tak kamyabi dilatye hai tu ap ka kam hai kay ager ap nay rebot trading karni hai tu ap kay pass purchase amount ka hona zaroori hai jis kay bad he ap ka faida ho ga warna tu nhi ho ga tu jo es mai kam karata hai wo adi ho jata hai jub kay jo es mai kam nhi karta hai wo es kay bina he trading kar sakta hai aur kamyab bhi ho jata hai
                $$$ Never Give Up $$$
                • #9 Collapse

                  Re: Robot trading kya hoti hai?

                  My Dear apne ais contest mai jo thread lagaya hai ye rules k hisab se sahe nai hai ap ne agar ais forum par kaam karna hai to ap ko ais mai sahe rules ko follow kar k posts karni ho gi tab hi ap ko ais mai acha bonus mily ga ap jaisa ais forum k contest mai kaam kar rahy hai ye ghalt hai ais se ap ko masla nai ho ga magar ap k thread par jo log posts kar rahy hai aun ko ais mai masala aye ga kun k ap ki ye thread delete kar di jaye gi aor aus par jin logo ko posts ki ho gi wo bhi sari delelte ho jaye gi ais mai ap ko rules ko follow karna hoga, ais mai ap ne robort ka pocha hai to ye aik software hai jo auto par trading karta hai aor ais se ap ais market mai trading kar sakty hai ap ne agar ais market mai trading karni hai to ap ko ais market mai purchase karna hota hai.or
                  Trending k liy khud sy mehnit krni pary ge
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: Robot trading kya hoti hai?

                    Dear Forex member Forex trading Meri rebort trading 1 completely selected programming system hota hai Jiske through Ham apni trading ko possible banate hain Forex trading Mein rebort reading Ham Ek system ke according Karte Hain jismein Ham Apne trading Pahle Se select karte hain aur usko set karne ke bad Baki ka kam Ham automatic programming ke through pura karte hain yah vah trading method hai jismein aap aap khud apni trading ko manage nahin kar rahe Hote handle nahin kar rahe Hote yah aapka program or aapka system system hi control kar raha hota hai jo ki Hamare Apne selected points per Rahte Hue work karta hai ya vah trading method hai jo ki bahut kam use Kiya jata hai aur bahut kam log isase apni trading Karte Hain
                    Agar is traading method main aapka experience Achcha hai aur aapko isko use karne ka knowledge bhi proper Hai To yah bhi aapke liye profitable ho sakta hai Kyunki aap koi bhi method use karte hain aapka experience ho to aap bahut Achcha result Hasil kar sakte hain aur fayda Utha sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Robot trading kya hoti hai?

                      Assalamu Alaikum dear friend dost robot trading se leke Ghar Jo trading Ham Khud karte hain use selftrade kah diya jata hai aur jo trader Auto Trading Ho forgot trading Hoti Hai Jab Hamara Kaun Banta Hai To Hamen robot car auction Milte Hain Agar Ham note robot Karte Hain To Ham self trading kar sakte hain otherwise go trade trade Hogi lekin doston Mere Mera yah Kahana hai ki Ne Hamen Hamesha self trading he choose Karni chahie Kyunki self trading Mein Ham bhi Kuchh Hasil kar sakte hain aur bhi bahut sari knowledge begin karte hain autotrade ka Hamen Itna fayda Nahin Hota Jitna manual mat karo sirf trade Ka fayda Hota Hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Robot trading kya hoti hai?

                        is market main robot trading krne ka matlab ha k is main hum lalach kr k kam krte hein lalach k bhgir hum agr is main kam krein geyt u hum kameyab hone main asani hon gey ur hum asani se kameyab be ho sakte hein chart ko check kr k fallow krein lalach se hum is main kameyab nai hote hein balkey hum is main sajmdari se kameyab hote hein acha work kren se k elwa ur hum kisi cheez se kameyab nai ho sakte hein acha work krein taqy hum ise business se achi hume robot trading nai krni chaiye is main hume robot trading se nuqsan hi ka samna krna phrey ga acha kam krein taqey hum is main acha p[rofit be lein saken hume kameyab is main bhagir menat k nai milti ha menat kr k hum asani se ise success len sakte hein
                        :1f60d: hard work :1f60d:
                        • #13 Collapse

                          Re: Robot trading kya hoti hai?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Daari shah پيغام ديکھيے
                          Dear friend forex trading men 2 kism ki trading hoti hey aik self trading aur dusari robot trading iss liay account open kartay waqt robot ka option aata hey jiss men show hota hey k men aik robot nhi hon iss liay jo log robot ko use kartay hen woh auto trading kartay hen iss men individual ka koi role nhi hota iss liay jahan tak mera khayal hey robot trading karnay se self trading bahut behtr hey kiun k jo log robot use kartay hen unn ko acha knowledge aur experience nhi milta iss liay woh kamyab traders nhi ban saktay iss liay tamam traders agar kamyabi chahtay hen tu phir robot trading ya auto trading nah karen balkay khud forex trading ko acha time den tu zaroor kamyab traders ban saktay hen aur acha profit kama saktay hen
                          nice ji your question is very good
                           
                          • #14 Collapse

                            Re: Robot trading kya hoti hai?

                            Hlo my dears friends umeed ha kay app sab thk ho gay forex main hum do thara ki trading kart ha who ya ha kay self trading or robot trading jub starts ma hi hum jub apna acount bnaty hovy jub apni gmail daty ha to hum ko do option available hoty ha robot ya not aa robot or jo log robot par click karty haun kay analysis itny achy ni hoty ha kyu kay un ki trading automaticaly hi hony lagti ha or is ka hum ko koi bhi advantage ni ha kyu kay is say hum mazeed kuch siakh ni sakty ha or ak exoert trader ni ban sakty or is lyia jo log not a robot par click karty ha or is say hum ko ya advantage ho ga kay jo bhi kam kary gay who hum apny hat say kary gay or is say hamary analysis bhi perfect hojaty ha or ham present ma ak bot achy trader ban jaty ha
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Robot trading kya hoti hai?

                              Robot trading soft wares hotay hain jo trading kertay hain aur auto pay trading kernay waley softwares hotay hain jinhain trading accounts install ker lia Jata hai aur uss mai traders setting ker laitay hain mukhtalif ranges ki jiss kay baad robot software auto pay trading shuru ker laita hai. Robot trading itni ziada effective nahi samjhi jaati hai aur uss say ziada effective trading copy trading ya pamm trading ko kaha Jata hai. Robot trading software khud say kisi kisam ka decision nahi kerta bulkay auto pay jo setting uss mai daal di jaati hai uss kay mutabiq trading kerta rehta hai aur loss ya profit ki ratio bhi koi itni achi nahi aati hai. Forex trading business mai jitna faida manual trading say traders ko hota hai utna faida kisi bhi dusray methods kay use say nahi hota hai. Iss liye traders ko khud trading seekhni chaiye aur khud apnay decisions kay mutabiq he trading kerni chaiye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X