Analysis kitne kism ke hote Hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Analysis kitne kism ke hote Hain?
    Analysis kitne kism ke hote Hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Analysis kitne kism ke hote Hain?

    Pyare doston Forex trading market mein three type ke analysis hote hain fundamental analysis jiske liye aapko economy calender ko follow karna hoga aur aap Financial news ke bare mein understanding karna hogi aapko yah bhi pata hona chahie ki news ki bhi further three types hoti hai low-impact news high impact news and top priority impact news hoti hai jismein aapko economic calender mein hi news ke bare mein information de di jaati hai forest bata de jati hai ki news ki importance kya hai aur market kaise bhi hai kar sakti hai fundamental analysis ke bad technical analysis ko understand karna hota hai technical analysis ke liye aapko candlestick chart pattern metatrader 4 terminal ke tools ko use karna hoga iske liye aapke pass permanent independent reading skills hona chahie tab aap kamyab ho sakte ho iske elawa sentimental analysis combination of fundamental and technical analysis
    • #3 Collapse

      Re: Analysis kitne kism ke hote Hain?

      Dear ais market mai major 2 tarha k analysis use hoty hai jin ko ap agar sekh lety hai to aus k baad ais market mai kamyab ho jaty hai ap ne agar ais market mai kaam karna hai to ap ko ais market mai achy analysis karny ho gay tab hi ap ko ais market mai acha reuslt mily ga ap ais market mai jitni zayda achi trades lagaty hai ap ko atna hi zayda faida ho jata hai ais market mai ap ko mehnat karni hoti hai ais market mai ap agar technical par kaam karty hai to ais mai ap ko chart ko dekh k hi trade lagani hoti hai ais k sath ap agar ais market mai agar fundamental par kaam karty hai to ais mai ap ko currency ko dekhna hota hai k ye weak ho rahe hai ya strong ho rahe hai aus k baad ap ko ais market mai trade lagani hoti hai.
      • #4 Collapse

        Re: Analysis kitne kism ke hote Hain?

        Dear friend forex trading men achi aur kamyab trading karnay k liay market ka analysis karna zaroori hota hey aur jo log market ka analysis kiay bagher trading kartay hen woh achi trading nhi kar saktay iss liay loss uthatay hen aur jo log trade open karnay se pahlay market ka mukamal analysis kartay hen woh zaroor acha profit hasil kar letey hen iss liay jin logon k pass market ko analysis karnay ka experience nhi hota unn ko chahiay k woh pahlay seniors se market ko analysis karna seekhen aur phir analysis k tamam types use karen pahlay trading chart se help len aur indicators ko use karen aur news aur signals ko follow karen aur trend ko follow karen aur phir apnay balance aur experience k hisab se lot size select karen tu zaroor kamyab ho saktay hen iss liay analysis k bagher trading se avoid karen kiun k bara loss ho sakta hey aur account bhi wash ho sakta hey
        • #5 Collapse

          Re: Analysis kitne kism ke hote Hain?

          Dear friend jasa k ham sb janty han k ham forex trading m anylyses k bagar achi trading ni kar sakty hamy trading m anylyses ka istamal karna ho ga tbi ham achi earning kr sken gy anylyses ko study kr k ham jo b trade open karty han hamy us m loss k chances bot km or profit k chances bot zyada hoty han isi tahra forex trading m ham 3 qism k anylyses ka istamal kar k trading kar sakty han or successfully earning kar sakty han trading m anylyses 3 qism k hoty han technical analysis fundimantiol anylyses or sentimental anylyses hamy in teno m sy kisi b anylyses ka istamal karna hota hy jo k hmari trading k liay faida mand ho zyada tar traders technical analysis ka istamal karty han technical analysis ki forex trading main bot zyada ahmiat hy is k zriay ham kamyab trading kar k bahtreen earning kr skty han
          • #6 Collapse

            Re: Analysis kitne kism ke hote Hain?

            3 Qisam ke analysis hoten hain 1st technical analysis 2nd fundamental analysis 3rd sentiment analysis aur market per bhe ziaydeh asar in analysis ka he rehta hai aur professional trader in analysis ka sahara le kr market ko follow krten hain aur market se acha profit bhe earn krten hain aur in 3no analysis ki knowledge gain krna itna asan kam nahe aur in ki ehmiyat ho bhe nazar andaz nahe kiya ja sakta hai thora mushkil kam hai in analysis ko sekhny mein laken namumkin nahe ager ap dil laga ke mehnat krte ho aur apna acha time forex ki learning ko de rahe ho tu ap easily in analysis ki knowledge gain kr lyn gyen bs thori se mehnat darkar hai aur time
            • #7 Collapse

              Re: Analysis kitne kism ke hote Hain?

              Assalam o alikum dosto!!!!! Types of analysis👉Techniquecal analysis.Fundamental analysis and Sentiment analysis
              Dosto ye analysis trading mai itni importance rkhty hain k agr inko ignor kr dia jai to ham market mai kabi b kamyab trade nhi kr skty agr follow kr k ham trades open krty hain to ham zror kamyabi hasil krty hai dosto apni trades ka in analysis ko ahm hisa bna lena chahiye qk jitny b professional traders hain wo is market mai jb b trades open krty hain to in anlysis ki madad sy market ko smjhny k bad hi trade open krty hain or profitabel trade bnaty hai hame b chahiye k jab b ham trades open krny lgain to us sy pehla market ko achy sy analysis kia jai or market k suppoert level or resistance ko dekh kr trades open ki jain tak ham sucessful trade kr sakain or acha profit hasil kar sakian 👈dosto hamesha kamyab wohi hoty hai jo mehnt krty hain in analysis ko smjhna sekhna asan to ni lakin ham in analysis ko achi trha use b kr skty hain or smjh b skty hain forex trading k demo account mai or demo account mai ham trading practice krty wakt analysis ko use krk inki working ki ahmiyat smjh jaty hain or inka use b smjh jaty hain lakin skht mehnat ki zrort hoti hy 🥰 👇
              (THANKS)
              • #8 Collapse

                Re: Analysis kitne kism ke hote Hain?

                analysis ki three types hain jin ko use kar kay forex trading market price ko analysis kar kay next movement ka pata chalatay hain
                1st par technical analysis atay hain jin ko traders chart ki help se analysis kartay hain chart ko analysis karne kay liey traders indicators ka bhi use kartay hain or chart ko traders price action ki help se bhi analysis kartay hain indicators me stochastic oscillators indicators macd rsi etc ka use kea jata ha
                fundamental analysis me traders economy ko analysis kartay huey analysis kartay hain un me news events shamil hotay hain jaisa kay jub bhi koi news release hone wali hoti ha traders os ki value ko analysis kartay hain waisy bhi ap political halat ko dekh kar bhi fundamental analysis kar sakte hain sentiment analysis me traders volume etc ko dekh kar analysis kartay hain
                • #9 Collapse

                  Re: Analysis kitne kism ke hote Hain?

                  bhai waisay tu analysis buhat say kisam kai hotay hain lakin main agar apni baat karon tu main personally 2 tarhan kai analysis karta hon is market main trading karnay say pehlay aur wo fundamental analysis aur technical analysis hain jin kai oper main normally trade karna pasand karta hon ab main ap ko thora sa mazeed bata daita hon technical trading kai barain maina ur fundamental trading kai baray main tu technical trading main hum log daily basis per support aur resistence nikaltay hain aur un ki madad say entry level aur stop losss and take profit kai level nikaltay hain. Technical trading fundamental trading ki nisbat thori less risky hai aur sub expert traders bhi tehnical trading ko hi karna pasand kartay hain aur isi ka analysis kartay hain zaida tar aur jahan tak fundamental analysis ka taluq hai tu fundamental analysis ka matlab hota hai kai low impact aur high impact news jab ati hai tu market main volatility aur uncertainity barhti hai aur news kai analysis ko hum fundamental analysis kehtay hain jo kai technical trading say kafi had tak less risky hota hai isi liyay mostly traders technical analysis aur technical trading ko posand kartay hain because fundmetals per bhraosa nai kiya ja sakta.
                  • #10 Collapse

                    Re: Analysis kitne kism ke hote Hain?

                    G dear jhan tak bat ki jaye anylsis ki tu ye kafi qism kay hotye hain per jo sub say zayda mashoor hai un mai fundmantel anylsis hai jis kay hisab say kafi log kam kartye hain yani kay wo ap ko signal provide kartye hain jis mai pay signals hotye hain aur wo us hisab say kam kar kay ap ko kamyabi dilatye hain aur pay signals theak bhi hotye hain tu ap ka kam hai kay ao nay ttading karnye hai tu anylsis ka hona bhut zaroori hai kiyu iay bina anylsis kay kam karna kafi tuf ho jata hai jub kay ager ap nay market mai ajylsis karna seekh liya tu ap es mai kam mai kamyab zaroor ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap market mai anysls kartye rhain ta kay bad mai bhi ap ka faida ho jaye aur ap achi trading kay sath profit laye oain
                    $$$ Never Give Up $$$
                    • #11 Collapse

                      Re: Analysis kitne kism ke hote Hain?

                      My Dear ais market mai major 2 tarha k analysis use hoty hai jin ko ap agar sekh lety hai to aus k baad ais market mai kamyab ho jaty hai ap ne agar ais market mai kaam karna hai to ap ko ais market mai achy analysis karny ho gay tab hi ap ko ais market mai acha reuslt mily ga ap ais market mai jitni zayda achi trades lagaty hai ap ko atna hi zayda faida ho jata hai ais market mai ap ko mehnat karni hoti hai ais market mai ap agar technical par kaam karty hai to ais mai ap ko chart ko dekh k hi trade lagani hoti hai ais k sath ap agar ais market mai agar fundamental par kaam karty hai to ais mai ap ko currency ko dekhna hota hai k ye weak ho rahe hai ya strong ho rahe hai aus k baad ap ko ais market mai trade lagani hoti hai.
                       
                      • #12 Collapse

                        Re: Analysis kitne kism ke hote Hain?

                        dost is main analysis diffrent kisam k hote hein is main sab se zada use hone wale analysis do hi hote hein eik tecnical analysis ur doara fundamental analysis hum in dono ko fallow kr k market k bhrey main acha knowledge le sakte hein chart analysis ko check krein gey tu hume kameyab hone main asani hon gey ye business eik zabardast onlines business ha hume chart indicotor ko fallow krna hota ha ta hi kameyabi be hasil hon gey hume is main har cheez k bhrey main knowledge le k hi trading krni chaiye hume is main eik target lena hota ha ur os target ko fallow kr k is main kam krein gey tu hume kameyab hone main be asani hon gey ur hm asani se kameyab be ho sakte hein analysis ur indicotor ko check krte rehna lazmi h
                        :1f60d: hard work :1f60d:
                        • #13 Collapse

                          Re: Analysis kitne kism ke hote Hain?

                          Assalamu Alaikum dear friend 3 Kishan Kerala se hote hain first technical analysis and fundamental analysis 3rd sentiment analysis aur Market per bahut jyada Sar in analysis ke hi rahata hai aur professional trader Nahin analysis Ka Sahara Lekar market ko follow karte hain aur Market Se Achcha profit Piya Na karte hain aur ine teenon analysis ki knowledge gain karna Itna Aasan Kam Nahin Ho Rinki Amir ko bhi najarandaaz nahin kiya Ja Sakta hai thoda Mushkil kam hai Naresh ko sikhane Mein lekin unke Nahin agar aap Dil Laga ke mehnat karte ho aur Apna Achcha time Forex key learning kodu rahe ho to aap Idli Nahin bus Thodi Si merit darkar hai aur time
                          • #14 Collapse

                            Re: Analysis kitne kism ke hote Hain?

                            Dear forex market mein analysis three types k hoty hain but commonly 2 types k analysis mostly use ho rahy hoty hain aur ap ko analysis k bary mein btany se pehly ye bta don k analysis market ki next movement ko janny k liye kiye jaty hain aur jis trader k analysis achy hoty hain wo kamyab trader hota hai tu dear pehli type k analysis technical analysis hain jo sab se zyada trader technical analysis par depend karty hain aur ye chart bana kar kiye jaty hain aur diffrent indicators use kar k kiye jaty hain aur agar apko candlestick pattren ata hai tu ap k liye technical analysis bahut asaan hain aur technical analysis k liye apko diffrent time frame apni trading strategy k hisab se select karna hota hai aur doosri type k analysis fundamental analysis hain aur in k liye news ko follow kiya jata hai aur news ko check karny k liye daily economic calender dekhna parta hai aur news k time market bahut fast movement karti hai aur jo expert trader hoty hain wo bahut faida uthaty hain aur news time market technical analysis ko follow ni karti
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Analysis kitne kism ke hote Hain?

                              Dear friend analyses bahut important hote hain analyzers 3 type ke hi hote hain mostly Jo member analysis ka use karte hain vo technical aur fundamental hi use Hote Hain Kabhi Kabhi market ki situation technical per best moment kar rahi hoti aur Kabhi fundamental per best trader vahi hai jo market Mein donon analyses Karke trade open Karta Hai Jab donon analysis Karenge to market kis equation ka kafei andaza ho jaega best trade open kar Sakenge

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X