Jaiza: Trading me loss aur profit ka average same rakna chaye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza: Trading me loss aur profit ka average same rakna chaye

    اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
    Forex market me trading ki jaye to es bat ka khayal raka karen key profit aur loss ki average same ho jetna ham profit ka margin daily rakty hey loss ki average es se kam ya zeyada nahi honi chaye, agar ham es rule ko follow karen gey to koi be trader zeyada risk nahi le saky ga, agar daily loss ki average aur ratio 10$ raki jaye to traders ko es se zeyada profit ki average kabi be nahi rakna chaye, ye cheez jaha traders ko over trading aur risky trading se bacha sakti hay traders ko account management me kafi help de sakti hay.
    Dear aapane Jo analysis Diye Hain Usi Mein 50% acting karta hun aur 50% disagree karta hun jo aap profit aur nuksan ki ratio sem rakhne ki baat kar rahe hain vah daily basis per possible Nahin Hai Kabhi aapko profit jyada ho jata hai aur Kabhi aapko nuksan jyada ho jata hai isliye ismein Is Tarah Ki fixation karna Sahi Nahin Hoga aur mere Sal Mein iska aapki trading per Achcha Asar Nahin Padega aap iski limit Jo fix karte hain vah totli aapki depend Karni chahie daily basis per aur uske Hath se half profit aur nuksan ki Rashi use Hath se kya kar sakte hain Kabhi ho sakta hai ki Aap Ka Fakeer Ashu ko Jyada kar le aur Kabhi nuksan ki ratio ko Jyada kar den is tarike se I think aapki trading beta ho sakti hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza: Trading me loss aur profit ka average same rakna chaye

      Dear friend forex trading aik international business forum hey aur baki business ki tarah forex trading men loss aur profit business ka hissa hey iss liay loss ho ya profit dono time hamari feelings aik jesi honi chahiay kiun k forex trading men jo log profit men khud aur loss men preshan ho jatay hen woh kamyab traders nhi ban saktay iss liay her kism ki situation ka mukabla karen aur sabr aur bardasht se kam len aur jahan tak mera khayal hey forex trading men maximum logon ko loss ziyada aur profit kam milta hey lekin agr 50 percent loss aur profit ki average hoti hey tu bonus trading men itna profit bhi bahut hota hey lekin forex trading men seniors aur kamyab traders ko 70 percent profit aur 30 percent loss ki average hoti hey lekin forex trading men 100 percent profit hasil karna namumkin hota hey kiun k forex trading totally risky business hey iss risk ki waja se kabi kabi acha profit mil jata hey aur kabi kabi bara loss bhi ho jata hey iss liay forex trading men jitna profit bhi milay ghaneemat samjhen aur foran withdraw apply karen aur apni amount ko safe karen
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza: Trading me loss aur profit ka average same rakna chaye

        no,never dear ham kisi bhi kaam main apnii invest kartay hain aur agar us main hamko profit aur lose ka same same hona hota rahaiga to hamko us kaam main kia faida mil sakta hay is lie k lose ka hona bhi har haal main sath sath hota hay jis say hamko koi inkaar nai hay aur agar ham lose ki nisabt say profit kam kartay hain to hamkko kam karnay ka phir kia faida hay hamko makret main lose ko recover karna na zaruri hay lose honay ka reason janna zaruri hay aur agar ham lose ki nibat say earning ziada kartay hain to ham tab he is makreet say acha kuch hasil kar sakaty hain aur agar aisa kuch nai hay to hamko is makreet main kaam karnay say hamain koi faida nai hoga aur jis kaam ka kisi ko koi faida na ho us main koi bhi interst nai laita hay is liye hamko is makreet main knowledge k sath sath mehnat ki zarurat hay jis say ham lose ki average say earning ki average ko increase kar saktay hain aur ziada say ziada benefit bhi hasil kar saktay hain.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza: Trading me loss aur profit ka average same rakna chaye

          Assalamu Alaikum Pyare bhai jaan ji han bilkul aapane theek kaha hai main aapki baat se agri karta hun Jab Bhi Ham apni trade open Karte Hain To Ham uska stop loss aur take profit set karne ka hota hai aur Hamen chahie ki Ham Jitna take profit set karte hain utna hi stop loss bhi lagaen Jaaye isase Ham Jyada risk se bhi Bach Jaate Hain aur Akbar trading se bhi bacha Ja sakta hai Hamen is company ke rules ko follow karna hoga Agar kamyabi Chahte Hain Chahte Hain To Agar Ham trade ka take profit aur stop loss Mein changing Karte Hain To Hamari profit aur loss ki awaj badh Jaati Hai Lekin Hamen image ke mutabik Chalna Hota Hai Surat Mein overbridge ke mutabik chalne Denge Tu Hi Sach full Hasil Hogi otherwise loss ka Samna Hota Hai Doston fresh ke room ko samajhne ke liye Hamen thoda time to lag jata hai lekin samajhne ke bad Ham unrolls ke against jaane ka Soch Nahin Sakte aur na hi koshish karte hain Kyunki ismein Jo rules Hai member ki bhalai Ke Liye Hi Hai Shukriya

          اب آن لائن

          Working...
          X