Time ke sath sath aapki trading Kitna improve Hui Hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Time ke sath sath aapki trading Kitna improve Hui Hai

    As-salamu alaykum Forex trading business bahut hi perfect business worldwide Business mein bahut jyada kam kar rahi hai aur koi bhi kaam Duniya Ko Jab aap usmein kaam Karte Rahe to aap ka experience Achcha hota rahata hai Jaise ke Forex trading Mein Bhi Jab aap pahle din isko join karte hain to aapko Iske related Kuchh Bhi maloom Nahin Hota To Aisa Rishta aapas Mein jab kaam karna start kar dete Hain To aapko accha experience hota rahata hai aur Aane Wale Waqt mein aapse bahut hi acchi aur Behtar running kar lete hain to isliye ismein hard work Karte Rahe mehnat karte rahenge ki aapas mein Kamyab tabhi Honge Jab aap ne success Hasil Karenge
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Time ke sath sath aapki trading Kitna improve Hui Hai

      Perfect tareeqy se agar trading ki jaye to har guzarty din key sath hamari trading performance improve aur behtar ho sakti hay, perfect tareeqy ki trading se murad ye hay key achi si achi strategies banai jaye aur es ki practice be kia jaye, planing kar key demo account me trading practice ki jaye, har indicator ko use karny ka experience hasil kia jaye aur sath me news trading ki be learning aur training par tawajo di jaye, es tarha ki trading demo, real aur bonus trading account me ho sakti hay aur ye hamari trading performance jo key pehly weak hoti hay es ko improve karny me help karti hay.
      • #18 Collapse

        Re: Time ke sath sath aapki trading Kitna improve Hui Hai

        brother mene jb trading krti thi to mujhe to loss hoa tha lekin ham apni tradng ko improve krskte hai practice krke hame chaiye ke ham trading ko smjhen phr trading kren
        • #19 Collapse

          Re: Time ke sath sath aapki trading Kitna improve Hui Hai

          ji Bhai aapane bilkul theek kaha time ke sath sath aapki trading majboot hoti aapko iske bare mein kuch hota hai aap kisi bhi business ko Le Lena apne aap jitna jyada kam karenge utna hi aapke liye faydemand hai usse aapki itni jyada trading majbut hogi ISI taraf se bhi aapko kam karna hai to ismein aapko jyada jyada mehnat karniaur aap ismein jitna jyada time spend karenge utna hi jyada aapke Express Mera hoga kyunki aapko batata chalukya Express main aapko kamyab hone ke liye experience experience hoga utna hi ismein kavya Ho sakenge isiliye hone ke liye aapko ismein hogiAjit Dada time spend karne ki aukat nahi office mein successful hote jaenge aur successful businessman banne ke liye aapko time kaise hoti har chij main aapko time lagta hai expert banai Gai Forex BF sahi hai
          • #20 Collapse

            Re: Time ke sath sath aapki trading Kitna improve Hui Hai

            Bilkul sahi bat hai bhai, chand dino mein kamiyabi to kisi bhi kam mein milna mumkin nhi hoti, forex trading mein jo log is tarha ki soch rakhte hai unhe bare nuksan ke sath trading ko chorna parta hai, to hume chahiye ke apni soch ko change kare aur mahnat ke sath kam kare tab jake is mein kuch bahter profit gain karna start kar sakte hai.
            • #21 Collapse

              Re: Time ke sath sath aapki trading Kitna improve Hui Hai

              Agr hum ismein Himmat Nahin hare hai aur Forex Mein kam karte rahenge beshak Hamen loss hota hai Amitabh Hi Kam Karenge To ismein Ham aasani se Kamyab ho sakte hain Hamen is Mein kam karne ke liye sabse Jyada knowledge ki jarurat hoti hai agar Ameen knowledge hai To Ham Mein kamyabi Hasil kar sakte hain aur kamyabi Hasil karne ke liye Hamen ismein rule ko follow karna hota hai ismein Hamen lalaj Se Bachana hota hai Lali sabse Jyada nuksan Deti Hai isliye jaldbazi bilkul bhi nahin Karni chahie aur isme Sabro taMal ke sath kam karna chahie tabhi Ham Kamyab ho sakte hain
              :1f60d: hard work :1f60d:
              • #22 Collapse

                Re: Time ke sath sath aapki trading Kitna improve Hui Hai

                Dear Forex friends ,Forex business ek tough business a ,jab isko start kya jata a to start my BHT mushkl lgta a ismy Kam karna, kiu k hamary pas Kam karny ka koi experience nae hota ,koi knowledge majood e nae hota ,r jab Tak k hamary pas Kam ka knowledge / experience nae o ga r,tab Tak hmhy BHT mushkl lghy ga Kam karna Lekin waqt k Sath jesay jesay hm Dil lga Kar ,mehnat r lagan sy Kam krhy gy to hm BHT jald Kam ko seekh jahay gy ,phr hmhy kch mushkl nae o ge Kam karnhy my ,hm aista aista analysis ko seekh jahay gy r usk mutabiq Kam krhy gy.hm demo account py ja Kar Kam ke practice krhy r jab ache trh smjh lay Kam ko to phr Forex business ke trf hahy. Waqt k Sath Sath hmry knowledge my izafa hota jata a r hamare trading improve hote jate a ,kiu k basic knowledge e main chz a ya hm kh sakty hay k hm JB forex business ke trf hahy to hamara main focus Forex land py hona chaheay ,hm start my ziada time day ,fully active rahay , attentive rahay ,koi k Forex trading 24 hours open rhtaa a r traders kse b time apna Kam Kar sakty hay ,to jab b Kam Kya jahay ,mentally relax o k daily timetable set kark ,target ko samny rakh k mehnat r lagan sy Kam Kya jahay ,to hmre trading my BHT ziada improve hata a r phr Kam wQt my hm ziada sy ziada trading Kar sakty hay ,ziada earning kr sakty hay ,ziada profit hasil kark kamyab traders BN sakty hay
                • #23 Collapse

                  Re: Time ke sath sath aapki trading Kitna improve Hui Hai

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Frd07 پيغام ديکھيے
                  Ja sake Ham Sab Jante Hain ke Forex trading Mein kamyabi Hasil karna Itna Aasan Nahin Hai Aur na hi traders ko Do Char Din Mein Forex trading Mein kamyabi Hasil hoti hai Kafi time Lagta Hai Uske bad traders acchi trading karne lag Jaate Hain Mary trading to home time ke sath sath Kafi improve hui hai aur meri Samajh Mein To yah aata hai ki Hamen currency pairs per trading Karni chahie
                  Dear Jaisa ki aap Jante Hain Jab Ham Koi kam start Karte Hain To initial stages per humko bhi samajh nahin aati aur Jaise Jaise Hamara Waqt Guzarta Jata Hai Humko kam ki samajh Aana start ho jaati hai aur ham munafa Kamana Shuru kar dete Hain Is Tarah Jab Humne trading start ki thi to Iske bare mein humko Jara bhi information Nahin Thi lekin ab thoda sa time Hua Hai Iske bare mein Kafi information a gai hai aur iske sath sath market ki movement ki bhi thoda sa Idea Aana start ho gaya hai aur ummid ki ja rahi hai Jaise Jaise Jaise time batayega usmein Hamari trading acchi hoti Jayegi Agar isliye Se Dekha Jaaye To Kuchh log Kai Salon se yah kam kar rahe hain lekin Fir Bhi Unka decision galat ho jata hai lekin yah to market ki unexpected moment ki vajah se hota hai uski is baat ki tension Nahin leni chahie
                  • #24 Collapse

                    Re: Time ke sath sath aapki trading Kitna improve Hui Hai

                    Ham forex new member he to hmare time ke hissab se achi improvement he, yaha per time ke sath hme mehnat kee be zaroorat he, jitna ham forex ko time dege or unke sath hm mehnat karte jainge to hmare trading be time ke sath improve hote jaigee, ph kam be easily banta jaiga time to time, or name poore tawajh ke sath forex me kam karna hoge bil khusoos forex forum me, or reply ke sath hme apne reply kee quality be denee hogee, inshallah hame umed he ke time ke sath hmari treading be achi khasee improve hotee jaige, kue ke yaham per mehnat ka phal he jitnee hma forex forum me mehnat karte jaige or hme acha phal mita jai ga, ye he hamre form ko time ke sath hmaree drading kee improvement.
                    • #25 Collapse

                      Re: Time ke sath sath aapki trading Kitna improve Hui Hai

                      Ji han friend ap ki bt bilkal durst hy m ap sy agree karta hon forex trading aik difficult business hy is m kamyabi hasil karna koi asan kam ni mgr is m hmari bharpor mehnat agr shamil ho to ye hmary liay aik easy business hy jb ham forex m new hoty han to hamy is ka zyada knowledge or experience ni hota or na hi hmari trading k mutaliq learning achi hoti hy or agr ham in chezon m perfect hoty b han to new hony ki wja sy ham start m confidence k sath trading ni kar sakty or isi confusion ka shikar ho kr ham zyada tar loss ka samna hi karty han mgr jasy jasy wakt guzarta jata hy ham apni trading m improvement ati hoe dakhty han wakt k sath sath hmary andar confidence zyada hota hy ham trading m expert ban jaty han to loss k chances hmari trading m bot km or profit k chances hmari trading m barh jaty han
                         
                      • #26 Collapse

                        Re: Time ke sath sath aapki trading Kitna improve Hui Hai

                        Assalamu alaikum Dosto umeed kerta hun k ap log kheriyat se hon gy.
                        Ji han dosto forex trading itni asan nhi hai or na hi kisi bi trader ko is mein kch dinon mein kamyabi hasil nhi ho skti hai Dosto is per kamyabi hasil kerna itna asan nhi hai is platform per kamyab hony mein kafi time lag jata hai salon bi lag skty heito isi liya hein mehnat or sabar se kam kerna hoga Dosto meri trading to kam start kerny se phly blkl b achi nhi thi lakin home time ke sath sat meri trading kafi achi hoi hai mary khyal se to humein currency pairs mein kam kerna chahiye taky kamyab bi ho sken or trading bi improve ker sken Dosto ye to hum per hai ke huzyada kis trha apni trading ko improve kerty heito humeiaik zyada se zyada is platform time dna hoga or demo account per zyada se zyada practise kerni hogi isi trha time ke sath huzyada kamyab ho skthein hwior or apni trading ko improve ker skte hein .THANKX
                        • #27 Collapse

                          Re: Time ke sath sath aapki trading Kitna improve Hui Hai

                          Ji han friend ap ki bt bilkal durst hy m ap sy agree karta hon forex trading aik difficult business hy is m kamyabi hasil karna koi asan kam ni mgr is m hmari bharpor mehnat agr shamil ho to ye hmary liay aik easy business hy jb ham forex m new hoty han to hamy is ka zyada knowledge or experience ni hota or na hi hmari trading k mutaliq learning achi hoti hy or agr ham in chezon m perfect hoty b han to new hony ki wja sy ham start m confidence k sath trading ni kar sakty or isi confusion ka shikar ho kr ham zyada tar loss ka samna hi karty han mgr jasy jasy wakt guzarta jata hy ham apni trading m improvement ati hoe dakhty han wakt k sath sath hmary andar confidence zyada hota hy ham trading m expert ban jaty han to loss k chances hmari trading m bot km or profit k chances hmari trading m barh jaty han
                           
                          • #28 Collapse

                            Re: Time ke sath sath aapki trading Kitna improve Hui Hai

                            Dear members forex mai hum jitna time spend karay gain hum ko utna he acha experience ho ga jis say hum trading be bohat achay trekay say kar patay hain or hum is main aik time table bana kar be kam kar saktay hain full time be kar saktay hain or part time be jis time be hum nay ya kam karna hain hamay is main dosra koi be kam ko shamil ni karna cahiya ku kay agar shamil kiya to hum koi be kam ko acha responce ni day pai gai is liya agar hum nay acha bonus hasil karna hain to hamay is main fresh mind say kam karna ho ga pher he hum ache strategy kay sath kam kar kay ache bonus hasil kar saktay hain bar bar is main hamay practice kartay rahna chahiya pher he hamari trading improve hoti jati hain agar hum is main confuse ho kar kam karay gain to hamara kam kabi be acha ni ho ga is liya hamay fresh mind say he trading karni chahiya.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #29 Collapse

                              Re: Time ke sath sath aapki trading Kitna improve Hui Hai

                              forex trading men new traders ko shuru shuru men bahut mushkil pesh aati hey aur shuru shuru men aksar loss ho jata hey aur kabi kabi tu unn ko musalsal loss bhi ho jata hey kiun k new traders k pass acha knowledge aur experience nhi hota iss liay woh achi trading nhi kar saktay aur bar bar loss uthatay hen aur jo log kisi bhi situation men himat nhi haartay aur loss ka mukabla kartay hen woh aik din zaroor kamyab traders ban jatay hen iss liay hum sub log apni taraf se mehnat kar rahay hen lekin forex trading aik risky business hey iss men ziyada tar loss bhi ho jata hey aur ab knowledge aur experience increase honay ki waja se trading behtr ho gai hey lekin aj kal forum pe weekly bonus milna shuru huwa hey tu bonus bahut kam milta hey iss liay trading karna mushkil ho gaya hey kiun k loss ki surat men account jaldi wash ho jata hey lekin phir bhi hum log himat jari rakhay huway hen k achi trading kar k acha profit zaroor hasil karen gey baki forex trading aik business hey iss men loss aur profit hota hey iss liay hamen loss ho jay ya profit dono time apni feelings aik jesi rakhni chahiay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X