News trading kitni zaruri hoti hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    News trading kitni zaruri hoti hai?
    News trading kitni zaruri hoti hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: News trading kitni zaruri hoti hai?

    News trading han trading member nahin kar sakta hai jo experience rakhta hai usko hi news trading karni chahie aisa Koi rule nahin hai ki aapko mast road reading karna hogi Forex trading market mein agar aap news trader banna chahte ho aapko pending order use karna hoga ek nami calendar ki madad se aapko news ke bare mein information milani chahie taki aap usko understand karke news trading kar sakun aur news trading ke time per market fast hoti hai jismein aapko management aur study ke sath apni skills ko use karte hue kam karna hoga technical trading jyada aasan hai aur instant execution karke aap market se chhapra pata chal kar sakte ho Pakistan ke time ke mutabiq aapko maloom hai ki morning time mein market slow hoti hai aur evening time mein market fast hoti hai aap agar evening time mein news reading karna chahte ho to aap kamyab ho sakte ho lekin use time per aapko aur take profit nahin bhi lagaoge to iska koi matlab nahin hai aapko yahan per kamyabi mil sakti hai
    • #3 Collapse

      Re: News trading kitni zaruri hoti hai?

      Dear news trading par kafi zayda risk hota hai ap ne agar ais market mai safe ho k kaam karna hai to ap ko news k time par trade nai lagani chaye ais market mai ap agar news k time par trade lagaty hai to ap ko ais market mai ho sakta hai kafi zayda loss ho jaye ais market mai ap ko news k time par wait karna hota hai kun k jab news ka data aata hai to aus k baad market aik dafa moment kar leti hai jab news ka asar khatam ho jaye to aus time ap agar ais market mai trade lagaty hai to aus par ap ko acha profit ho sakta hai ais market mai ap ko mehnat karni ho gi ais market mai ap ko news k time par trade karny se loss bhi kafi zayda ho sakta hai ap ko ais market mai ap ko safe ho k kaam karna ho ga tab hi ap ko ais market mai kamyabi mil jati hai ais market mai ap ko mehnat karni ho gi.
      • #4 Collapse

        Re: News trading kitni zaruri hoti hai?

        G dear aik acha trader tu hamesha trading karta he news pay hai kiyu kay news kay hisab say ap kam kartye hain tu ap ka kafi faida ho jata hai tu ao ka kam hai kay ap hamesha jub bhi trade lagtye hain tu news ko read kar kay ue trade lagaya karain ta kay ap ka faida ho jaye tu kam karna hai tu ap news kay hisab say karain tu zayda better hai waisye kam karnye say acha kam ka acha he result ata hai jub kay news kay hisab say kiya gaya kam hamesha he acha hota hai aur faidy mand he hota hai tu ap es mai apna kam mahnet aur lagan kay sath karain aur ap ka kam hai kay ap es mai news ko zaroor read out kar liya karain kiyu kay kafi had tak news mai suchai hoti hai aur ap ko faida bhi ho jata hai tu kam karna hai tu kosesh kiya karain kay news ko read out kar kay he es mai kam jarain tu zayda better hai ta kay ap ka es mai faida bhi jo jaye aur ap es mao kamyab ho jain tu news pay kam jarna kafi zaroori hota hai
        $$$ Never Give Up $$$
        • #5 Collapse

          Re: News trading kitni zaruri hoti hai?

          janab jahan tak news trading ki baat hai tu yeh fundamental analysis ki waja say ki janay wali trades ko kaha jata hai jiss main different currency pairs aur metals main jab koi news shaya honay wali hoti hai tu us sy pehlay trade open kar kai ya pending order open kar kai ki jati hai. Ab jahan tak is ki importance ka sawal hai tu je han is ki buhat zaida importance hai forex market main aur mostly senior aur expert trders news ko buhat ahmiyat daitay hain aur agar un ki koi trade open ho aur koi news anay wali ho tu wo news anay say pehlay apni tamam trades ko close kar daitay hain chahay wo trade loss main ho ya profit main aur akalmandi ka taqaza bhi yehi kehta hai because news anay kai bad makret buhat hi taizi say behave karti hai jiss main hummarket main kafi uncertainty dhaiktay haina aur bari bari movement ki waja say market khuch minutes main hi acha khasa move kar jati hai jiss ki waja say acccount wash honayu kai buhat zaida chances hotay hain tu mairay khiyal say account wash karwanay say behtar hai kai hum kam profit kama lain lakin zaida ki lalach main account ko wash karwa kai apnay profit kamany kai chances ko apnay hathon say hum log khatam kar daitay hain.
          • #6 Collapse

            Re: News trading kitni zaruri hoti hai?

            Assalamu Alaikum Pyare dost Jaruri nahin hai ki aap news ladiki Karen Kyunki agar aap vaise analysis ke sath technical aur fundamental news news ke sath chatting karte hain to yah bahut Behtar Hai Jab aap news per trading Karte Hain To uske liye Jaruri hota hai ki aap kar risk Sath hota hai ki uske sath jawab trading kar rahe hain to vah risky trader Ban Jaati Hai Forex trading Aisa business jismein list saaf possible hai to isliye risk free trading karne ke liye jaruri hai ki aap news trading Ko Mat Karen Kyunki market news time bahut jyada movement Karti Hai To isliye ismein aapke pass acche balance backup kam jaruri hai agar aap reading karna chahte hain to trading tools ko use karna bhi jaruri hai
            • #7 Collapse

              Re: News trading kitni zaruri hoti hai?

              100% hi news trading zarori hoti hay Forex market kesi be technical base par apni movement determine nahi kar sakti hay na hi next target ko determine karny me kamyab ho sakti hay, low, medium ya high impact news hi hoti hey jes ki waja se market apni next level key ley movement ko continue kar sakti hay, financial aur social news ka reaction hi Forex market par hota hay, koi be news app dake len es ki waja se market me koch na koch changing zaror kari hey new traders key ley news ko samjny me time lag sakta hay magar es ki importance ko anzar andaz kar key kesi be tarha fully technical analysis par depend nahi karna chaye.
              • #8 Collapse

                Re: News trading kitni zaruri hoti hai?

                Dear market main jab new ati ha tu market main Kafi change ata ha is news ke time Hamen Samay Kam Nahin Karna chahie Kyunki news aane mein Hamen Nahin Pata Hota ki market ke dar Jayegi Jis vajah Se Hamen nuksan ho sakta hai isliye Kuchh der Mein pahle news ko follow karna chahie aur dekhna chahie ki news kis bare mein aayi hai aur uske mutabik Hamen kam karna Hota Hai Pahle market ki movement ko samjhaie FIR kam Karen to kam karne mein Hamen aasani Hogi Agar Ham aise hi news ke time kam Karte Hain To Hamara account wash ho sakta hai Acha Kam krein taqey Hume success be Achi Hasil hon Ur hum market main asani se kameyab ho saken
                :1f60d: hard work :1f60d:
                • #9 Collapse

                  Re: News trading kitni zaruri hoti hai?

                  trading par kafi zayda risk hota hai ap ne agar ais market mai safe ho k kaam karna hai to ap ko news k time par trade nai lagani chaye ais market mai ap agar news k time par trade lagaty hai to ap ko ais market mai ho sakta hai kafi zayda loss ho jaye ais market mai ap ko news k time par wait karna hota hai kun k jab news ka data aata hai to aus k baad market aik dafa moment kar leti hai jab news ka asar khatam ho jaye to aus time ap agar ais market mai trade lagaty hai to aus par ap ko acha profit ho sakta hai ais market mai ap ko mehnat karni ho gi ais market mai ap ko news k time par trade karny se loss bhi kafi zayda ho sakta hai ap ko ais market mai ap ko safe ho k kaam karna ho ga tab hi ap ko ais market mai kamyabi mil jati hai ais market mai ap ko mehnat karni ho gi
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: News trading kitni zaruri hoti hai?

                    Mojooda halaat men news forex market pe bahut ziyada effect karti hen kiun k jab se Corona viras dunia men aya hey poori dunia ki economy destroy ho gai hey aur forex market pe bhi bahut ziyada effect huwa hey jiss ki waja se forex market bahut ziyada risky aur critical position men hey aur aj kal trading karna bahut mushkil ho gaya hey kiun k fast aur unexpected movement ki waja se account jaldi wash ho jata hey iss liay jo log news ko follow kartay hen aur her kism ki news ko dekhtay hen aur phir news k mutabik trading kartay hen woh bahut achi trading kar letey hen aur acha profit hasil kar letey hen lekin hamen her waqt news pe depend nhi karna chahiay kiun k iss men kabi kabi market news k opposite move kar jati hey iss liay bara loss bhi ho jata hey iss liay news k sath sath apnay knowledge aur experience pe ziyada depend Karen tu ziyada behtr hota hey
                    • #11 Collapse

                      Re: News trading kitni zaruri hoti hai?

                      dear mambers forex trading main news ki boht values hain q k news ki base par hum forex market ko achi trha se smjh skty hain or apni trading ko bahter bana skty hain forex market main boht se ayse news hain jo k asar andaz hoti hain jin ki wjah se market up and down main moe karti hai jis k bad hmain apni trading k liye un ko achi trha se watch karny k bad apni trading ka faisa krna hota hai q k hum market ki sort e hal ko achi trha se smjh skty hain or un k according apna order lga skty hain tu hmain news ko watch krna chahye ta k hmain pta rahy k market main kiya ho rha hai or mazzeed agy kiya ho skta hai yah aik kamyab trader ki trading method hota hai jis main wo news ko boht achi trha se manage karta hai or pher osi k according apni trading krta hai or jub koi ayse news samny ati hai jis se market k move hony k chnaces hon tu wo trader ani trading ko band kar k market se bahar a jata hai es trha wo loss se bach jata hai es liye news ko ahiyat dei chahye apni trading main aghr ap kamyab hona chahty hain tu
                      • #12 Collapse

                        Re: News trading kitni zaruri hoti hai?

                        forex trading me news ki boht zeyda ehmiat ha ager ap sirf technical analysis Apr depend kar kay trading kartay hain tu news ki waja se hone wali movement se ap ko loss ho sakta ha news ki value is liey zeyda ha kay jub news release hoti ha tu news ki waja se boht zeyda market me movement hoti ha or yeh high movement ap kay har kisam kay technical analysis ko fail kar deti ha ager is ki movement high or ap kay technical analysis kay against ho ager traders Apne analysis ko fail hone se bachana chahte hain tu traders ko news ko lazmi analysis karna ho ga or ager traders news ko proper analysis karay gay tu wo news se hone wali movement se bhi acha profit earn kar sakte hain or loss se bachay rehay gay
                        • #13 Collapse

                          Re: News trading kitni zaruri hoti hai?

                          Market mein news ko dekh lena chahie ke market mein news ka effect to nahin hai agar Highway news ka market Mein effect hona hai to market ki movement bahut hi Tej Ho Jaati Hai Agar news per trade karna chahte hain to market ko fundamental base per Dekha Jaaye ke market kis Taraf Ja sakti hai FIR use shop Se Apna pending order place kar dena chahie news market Mein effect hone se pahle Apna order place karna chahie Agar market mein news fact kar Jati Hai FIR order place karte hain FIR vah accept Nahin Hoga ho sakta hai ki aapka account bhi band ho jaaye news per pending order hi Lagaya Ja sakta hai
                          • #14 Collapse

                            Re: News trading kitni zaruri hoti hai?

                            Dear trader apko sab se pehly tu pata hona chahiye k news kis time ati hai aur news kitni important hoti hai tu koi bhi currency jab suddenly up ya down ho jati hai kisi bhi waja se jaisa k corona virus ya kisi country ki political partties ki apas mein ha hakoomat k sath larai ya koi qudtrati afat aa jaye ya jang lag jaye ya koi import export band hony ki waja se muashi buhraan ho jaye tu us country ki currency achanak down ho jati hai ya kisi waja se agr achi hakoomat hai tu currency up ho jati hai tu kisi bhi currency k achanak variation se market mein news aa jati hai aur news par trading bahut zyada risky hoti hai k kyun k news k time market ki movement bahut fast hoti hai aur agar chota account ho tu wash hony ka dar lagta hai aur is k ialwa ap agar technical analysis par trading karty hain tu yad rakhyn jab news ati hai tu technical analysis fail ho jaty hain aur jo traders news par trading karty hain jo news k expert hoty hain sirf wohi profit kama sakty hain aur apko technical analysis k sath fundamental analysis par bhi tawaju deni chahiye aur daily news calendar study karna chahiye aur us par newa ka time show ho raha hota hai tu us k hisab se apni trading safe karyn aur stop loss laga kar ap news k loss se bach sakty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: News trading kitni zaruri hoti hai?

                              News trading ki bohat ziada importance hoti hai. Kiyu kay forex trading market pay news ka bohat ziada impact hota hai. Agar iss baat ko serious ho kay Lia jaey tou market pay fundamental impacts bhi news ki wajah say he atay hain. Jabb koi news aati hai ya koi contract ho raha hota hai ya OPEC waghaira ki koi meeting he hoti ho tou iss Tarah ki news ki wajah say he market mai demand aur supply mai faraq ata hai aur trading kay liye moqay nikaltay hain. News trading ka faida uthana bohat zaruri hota hai aur traders ko news kay saath bohat achay moqay bhi miltay hain. News ko follow kerna aur parhtay rehnay mai bohat faida hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X