Ye review Disprin tablet par mubni hay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye review Disprin tablet par mubni hay
    Disprin tablet ka use har koi karta hay aur ye tablet har medical store par be majood hoty hey ye kesi aam store par be mil sakty hey es ki waja ye hay key en tables ka used hi bahot zeyada hota hay jo key bahot se pain ka khatma kar sakta hay,

    Advantages: Disprin tablet headache (head dard/pain), toothache waghira key ley bahot hi achy hey es ka koi side effect nahi hota agar es ko doctor key ehdeyat key baghir be use kia jaye to acha hay, ye tables har tarha se hamary blood pressure ko control kar sakty hey, agar 2 tables 1 glass water me rak kar use key jaye to hamary jisam se har pain ka khatama ho sakta hay,

    Disadvantages: Disprin tablets kesi be store se kinu na khareedy jaye hamy es par majood manufacture date aur expire date dake leni chaye, agar ye expire date ki use key jaye to kesi kisam ka faida deny se zeyada ye nuksan de sakti hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye review Disprin tablet par mubni hay

    DIsprine tablate kause har hak insan kar ta hay aur ya hum ko har medical store say mill jati hay jab bi hamary jasam main dard hoti hay ya humary sar main dard hoti hay to hum is ko istmal kar sakty hain or ya hum ko boot faday ho ta hay ya hum ko har medical store say mill jati hay is kay advantages bi boot hain or is kay disadvantage bi hain
    ADVANTAGES
    Disprin tablat haedache ya HEAD DARD toothache waghira key ley bahot hi achi hey es ka koi side effect nahi hay hota hay aghar is ko doctor ki hadatat kay alava istmal kia gay to is ko or bi booth faida hay ya tablat to hamaray blood pressure ko bi control kar ti hay
    DISADVANTAGES
    Aghar hum is ko ko doctor kay masbary say alava istmal kia gay to ya naksan day sakti hay
    • #3 Collapse

      Re: Ye review Disprin tablet par mubni hay

      ye rivew disprin tablet par mubni h

      Advantages:


      ye painkiller h
      ye pani me bht jald hal ho jati h ye sar dard k liye zyada tr use hoti h
      ye bukhar or nzly zukam me b hum kha skty h
      ye blood ptla krti h or isy blood thickner b kehty h
      is ko hum galy ki pain or swelling k liye b use krty h
      ye joro k dard or ghnthiya k liye b use hoti h
      ye dil ki syryano me jamy hoe blood ko ptla krti h
      ye kawasaki k liye b mufeed h
      isy piece kr pimpls k upr b lga skty h

      Disadvantage:

      alrgy me ye use ni hotie h
      ye bleeding disorder me b use ni krty
      pregncy me b doctor isy rokty h
      doodh pilny wali mothers b ye use na kry
      blood presure jin ka brhta h wo b use na kry
      asthma waly b patients b use na kry
      • #4 Collapse

        Re: Ye review Disprin tablet par mubni hay

        Dear aapane bahut hi valuable information Apne review Mein Hamare Sath share Ki Hain no doubt Disprin tablet Ham headache aur different pains Mein istemal karte hain aur ismein bahut jyada advantages aur benefits Hasil karte hue is ko facilitate Karte Hain Jab aap yah medicine istemal Karte Hain To Uske Kuchh time ke bad aapko headache Mein relief mil jaati hai aur aap bilkul hi fresh Ho Jaate Hain agar aap Disprin ko istemal Karte Hain To yah aapki body ke andar Jaate hi bahut jaldi se Apna Kam start karti hai aur aapko bahut badi time ke bad pain main relief Mil Jata Hai.

        Dear no doubt Disprin aapke headache ke liye bahut hi acchi medicine hai lekin main aapko yah batana chahta hun ki aap ko bahut jyada Disprin ka istemal nahin karna chahie Agar aapko bahut jyada Din Nahin Hai To aap kabhi bhi Disprin Ka istemal Na Karen Agar aapko headache Kafi jyada hai aur aap usko bardasht nahin kar sakte to situation main aap Disprin ka istemal kar sakte hain otherwise daily basis per isko practice karne ki jarurat Nahin Hai Kyunki yah aapke liye bahut jyada harmful ho sakti hai uski Sab cement design kya hai hai ki Jab yah aapke Badi Mein Jaati Hai To bahut jaldi Apna action Karti Hai Jiski wajah se sometime yah react Kar Jaati Hai yah agar aap usko hatane ke liye lete hain to Aapka headache theek ho jata hai lekin uske sath sath yah aapke body ke andar different problems bhi banaa Deti Hai Is vajah Se isase avoid Kiya Karen
        • #5 Collapse

          Re: Ye review Disprin tablet par mubni hay

          اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
          Disprin tablet ka use har koi karta hay aur ye tablet har medical store par be majood hoty hey ye kesi aam store par be mil sakty hey es ki waja ye hay key en tables ka used hi bahot zeyada hota hay jo key bahot se pain ka khatma kar sakta hay,

          Advantages: Disprin tablet headache (head dard/pain), toothache waghira key ley bahot hi achy hey es ka koi side effect nahi hota agar es ko doctor key ehdeyat key baghir be use kia jaye to acha hay, ye tables har tarha se hamary blood pressure ko control kar sakty hey, agar 2 tables 1 glass water me rak kar use key jaye to hamary jisam se har pain ka khatama ho sakta hay,

          Disadvantages: Disprin tablets kesi be store se kinu na khareedy jaye hamy es par majood manufacture date aur expire date dake leni chaye, agar ye expire date ki use key jaye to kesi kisam ka faida deny se zeyada ye nuksan de sakti hey.
          Ref : yeh review Disprine tablet per mabni hai .

          Assalam Walekum ji han bilkul dear aapane bahut hi acchi aur aur valuable information Disprin ke bare mein share ki hai Disprin tablet ka istemal bahut hi Purana Hai Hai yah takriban Har Ghar Mein Main use ki Jaati Hai Hai Log is per bahut lekin ke sath istemal Karte Hain Disprin tablet headche k leay bahut achi hai is se hume foran relief mil jata hai disprin har medical shop se easily mil jati hai doctor ki instruction k baghair bhi isy use kia jata hai .

          Jis Tarah Hamen pains se relief deti hai isi tarah is ka bahut zyda use bhi nhi kerna chiay agar hmary pain me temporary relief mily or phir pain syart ho jay tu hume is ka use nhi kerna chiay or do tor se consult kerna chiay ghar me rehty hue hume care kerni chiay or her time is medicine ka use nhi kerna chiay .
          • #6 Collapse

            Re: Ye review Disprin tablet par mubni hay

            Assalam walekum Pyare bhai jaan aapane bahut hi acchi information Apne review Mein Hamen Hamare Sath Shahar ki hai Pyare bhaijaan Disprin tablet ham had aur different paint Mein istemal karte hain aur ismein bahut jyada advancing to aur benefit Hasil karte ho gaye translate Karte Hain Jab aap yah medicine istemal Karte Hain To Uske Kuchh time ke bad aapko Sar main reply Mil Jata Hai aur aap bilkul hi fresh Ho Jaate Hain agar aap Disprin ko istemal Karte Hain To yah aapki body ke andar Jaate hi bahut jald hi Apna Kam start karti hai aur aapko bahut bada time ke bad pen Mein relief Mil Jata Hai

            Pyare bhai jaan 98 screen aapke head ke liye bahut hi acchi medicine hai lekin main aapko yah batana Chahta Hun Ki aapko bahut jyada 10 cream ka istemal nahin karna chahie Agar aapko bahut jyada Din Nahin Hai To aap kabhi bhi dost cream ka istemal na Karen Agar aapko had Dard Hai To jyada hai to aap usko bardasht nahin kar sakte hain to use registration main aap 10 cream ka istemal kar sakte hain otherwise a daily basis per is ko aap practice karne ki jarurat Nahin Hoti Kyunki yah aapke liye bahut hi jyada careful ho sakti hai uske Sab comment se location kya hai ki Jab ke aap ke bad Mein Jaati Hai To bahut Jab Apna action Karti Hai Jiski vajah Se song time yah dekat Kar Jaati Hai Aur yah agar aap usko hatane ke liye lete hain to Aapka head theek ho jata hai lekin uske sath sath ke aapki body ke andar different problems bhi banaa Deti Hai Iski vajah se is AAP amount he Kiya Karen
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Ye review Disprin tablet par mubni hay

              اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
              Disprin tablet ka use har koi karta hay aur ye tablet har medical store par be majood hoty hey ye kesi aam store par be mil sakty hey es ki waja ye hay key en tables ka used hi bahot zeyada hota hay jo key bahot se pain ka khatma kar sakta hay,

              Advantages: Disprin tablet headache (head dard/pain), toothache waghira key ley bahot hi achy hey es ka koi side effect nahi hota agar es ko doctor key ehdeyat key baghir be use kia jaye to acha hay, ye tables har tarha se hamary blood pressure ko control kar sakty hey, agar 2 tables 1 glass water me rak kar use key jaye to hamary jisam se har pain ka khatama ho sakta hay,

              Disadvantages: Disprin tablets kesi be store se kinu na khareedy jaye hamy es par majood manufacture date aur expire date dake leni chaye, agar ye expire date ki use key jaye to kesi kisam ka faida deny se zeyada ye nuksan de sakti hey.
              Yes dear member of Ne Sahi kaha hai Disprin Har Ghar Mein use Hone Wali tablet Hai yah Aap Ko Kisi bhi medical store Shop se bhi mil sakti hai ya blood pressure Ki Surat Mein Biji use ki jaati hai agar aapko Koi headache Ho Ja Kahin was a pen ho to uske liye Jarur use ki Jaati Hai blood pressure ke patient specially Disprin use karte hain Kyunki blood pressure Jab bhai hota hai tu Heart Attack hone ka Khatra hota hai tu Surat mein agar aap Disprin ko Zubaan Ke Niche rakhen to isase Aapka blood pressure normal Ho Sakta Hai Sada docter Sardar Ki Surat main aapko display nhi recruitment Karte Hain Jab Bhi Koi Bhi tablet Le to uska expiry date Jarur check karne Disprin Ko bacchon Ko Nahin Dena chahie yah Bade Dehi istemal kar sakte hain

              اب آن لائن

              Working...
              X