agar ap se mistakes nhe hon ge to ap seekhen ge kese...?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    agar ap se mistakes nhe hon ge to ap seekhen ge kese...?
    Assalamau Alaikum my dear members mistakes insan se he hote hain or yeh bat bhe ch hae ke insan apni ghalatiyon se he seekhta hae to is liye hamen bhe cahiye ke hum is main mehnat karen ache tarah se kam karen take hum is ko seekh saken hum is main jitna ache tarah se kam karte hain hum is main utna he kmaayb ho sakte hain to hamen is main mehnat karte rehna cahiye take hum is main kamayab ho saken q ke yeh business sab se acha business hae hum is main agar hum se mistakes ho bhe jaen to hamen ghabrana nhe cahiye balke hamen yeh sochna cahiye ke hamen ab kuch new seekhne ko mile ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: agar ap se mistakes nhe hon ge to ap seekhen ge kese...?

    hamy apne mistakes ko avoid ar ky kam karna ho ga pher he hum bonus kama saky gy hum is ai agar greedy ban ky kam kary gy to hamara account bned ho jy ga yai aik amm bsuienss jasa nahi hum gr mai bath karis mai kam kar sakty hain is jasa koi orr business nahi yai aik internaitonal business hain hum ismai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain
    "The mind is everything, What you think you become"
    • #3 Collapse

      Re: agar ap se mistakes nhe hon ge to ap seekhen ge kese...?

      Dear mistakes sb sy hoti hain, or starting main big losses bhi hoty hain, laikin hamain in mistakes say gabhrany ki bajaye inko door karna chahiye or apni learning or experience ko is had tak high karna chahiye keh hum achi earning kar sakain, mistakes and weaknesses say hamin apni learning per focus karny ka moqa milta hay.
      Last edited by ; 22-05-2020, 08:08 AM.
      • #4 Collapse

        Re: agar ap se mistakes nhe hon ge to ap seekhen ge kese...?

        dear mama aapane bilkul sahi kaha hai ji sake Ham Sab jante Hain ki insan galti ka putla hai aur ISI tarah humne bachpan se yah bhi sikha hai ki galti hai insan ka sabse behtarin utaar hota hai to Hamesha vahi log kamyab hote Hain Jo apni galtiyon se sikhate hain aur waqt mein behtarin karne ki koshish karte Hain Forex trading jaise business mein aksar galtiyan Ho jaati hai chalne ke liye itna Bada masla nahin hota matlab to tab hota hai ki jab aap apni galti ko ignore karte hain aur aur unko durust karne ki koshish nahin karteprofessional trader banne ke liye hamen Bharat ke andar apni galtiyon se sikhana hoga na sirf sikhana Baki unko sudhar Raha hoga aur koshish karni hogi unko dobara repeat na Karen aur ham apni galti se sikhate hue hi kamyabi hasil kar sakte hain aur experience banaa sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: agar ap se mistakes nhe hon ge to ap seekhen ge kese...?

          Hamen doston Koi Bhi Na Sabke andar jab tak ham log ko Galti Nahin Karenge aap Logon se kam Kuchh likh Nahin Sakte aur Forex trading Kaise business ismein bahut hi Galti Hoti Hai Churu Mandal Lekar Nahin Se Dil Nahin Chhod Dena chahie Ham Aate Hain isliye Hamesha Ham logon ko apni galti se check kar bhejte ki koshish Karni chahie tabhi Jaan kamyabi milati Hai
          • #6 Collapse

            Re: agar ap se mistakes nhe hon ge to ap seekhen ge kese...?

            yes dear, hmain forex ma mistakes ki waja sa pareshan nhi hona chaiay bl k un sa seekhain aur unhain clear kar k achay trader bnnay ki koshish karain, hmain apni oearning aur experience ko increase karna chaiay ta k hm market ko samajh kar trade karain aur kam sa kam mistakes hon
            • #7 Collapse

              Re: agar ap se mistakes nhe hon ge to ap seekhen ge kese...?

              g haaan ap nay shi kha hy agar hum es main mistakes nhi kuray gay to hum es main seeekhay gay agar hum say koi mistake ho jatai hy to humain es main to humain es pay naumeed billul bhinhi hona chahiyay bakkay es main humain mistake ho0 jay to humain es mainn apnni mistakes say seekhna chahiyayb mistakes say hum seekh kur he es main kamyab hotay hain to humain es main mistakws honay pay puchtana nhi chahiyay bakkay es say seeekhnay ki koshish kurni chahiyay
              • #8 Collapse

                Re: agar ap se mistakes nhe hon ge to ap seekhen ge kese...?

                yes dear bilkul thek kaha hy jo member mistakes kerty han phir usy se learn kerty to zror aik din mistakes kam hoge or success zeyda mile sahi hay ager mistakes nahi hon ge ham se to ham learn kise keryn ge thek kaha hy pak forex business mein jo member learning kertyn earning bhe un ko achi zror milty han
                • #9 Collapse

                  Re: agar ap se mistakes nhe hon ge to ap seekhen ge kese...?

                  G sir! aapki baat bilkul theek hai ke insan koi bhi kaam karo usmein mistake hoti hai aur mistake se insan apne aapko correct karta hai example mein yah post dekh raha hun ismein mujhse koi Koi kahin par Spelling ki galti Ho gayi aur kahin per mujhse koi aur bhi galat. Ho sakta hai jiski vajah Se Meri post delete ho sakti hai aur mujhe bonus kam mil sakta hai lkn mujhe chahie ki man next time aisi galti hai repeat na karun for example spelling mistake yah post mein Koi galat material... Insan hamesha fail hota Hi rahata hai success karna bahut bari succession hai.... Aur insaan achha vahi hota hai jo mistake karke khud ko connect Karen aur next time mistake kam se kam Karen
                  • #10 Collapse

                    Re: agar ap se mistakes nhe hon ge to ap seekhen ge kese...?

                    Insan sabse Jyada apni galtiyon se sakta hai agar Ham Forex Mein Galti Nahin Karenge To Ham Achcha knowledge nahin kar Sakenge aur ham Ek expert Nahin Ban Sakenge jitne bhi expert Banai Hai unhone Pahle risk liya hai aur Unse Bahut Si Aisi Galti Hui Hai Inko unhone Sudhar kar Ek accha tractor Bane Hain To Agar Ham bhi acche Tera Banna Chahte Hain To Hamen chahie kya Ham se jo bhi Galti Hui Unse sikhana chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: agar ap se mistakes nhe hon ge to ap seekhen ge kese...?

                      G han ap thek kah rahay han agar mistakes nahi hon gi tou hum kasay sekhen gay kyu kay mistakes se hum asi cheezen sekh sakty han jo hum kahin aur se nahi sekh sakty is liye apni mistakes ko ignore na karen aur in se kuch na kuch hasil karny ki koshish karen phir ap kamyab ho saken gay
                      • #12 Collapse

                        Re: agar ap se mistakes nhe hon ge to ap seekhen ge kese...?

                        traders ko chahie kay wo mistake se ghabraye Mat or wo jub demo account me practice karay tu freely ho kar practice karay takay ap market me achi trading kar sakain or jub ap se mistake hun gi tu ap ko chahie kay sath sath me ap apni mistake ko theek kartay rehay isi tarah ap Apne experience ko gain kar sakte hain or profitable trading kar sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: agar ap se mistakes nhe hon ge to ap seekhen ge kese...?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: sarfarazahmad پيغام ديکھيے
                          Assalamau Alaikum my dear members mistakes insan se he hote hain or yeh bat bhe ch hae ke insan apni ghalatiyon se he seekhta hae to is liye hamen bhe cahiye ke hum is main mehnat karen ache tarah se kam karen take hum is ko seekh saken hum is main jitna ache tarah se kam karte hain hum is main utna he kmaayb ho sakte hain to hamen is main mehnat karte rehna cahiye take hum is main kamayab ho saken q ke yeh business sab se acha business hae hum is main agar hum se mistakes ho bhe jaen to hamen ghabrana nhe cahiye balke hamen yeh sochna cahiye ke hamen ab kuch new seekhne ko mile ga
                          Ji han bilkul Jab Ham apni galtiyon se nahin sikhate To Ham Kaise sikhenge forex market Mein kamyabi ke liye Hamen apni galtiyon Se sikhane Ki Koshish Karni chahie Kyunki Jab trader Forex Main Apni galtiyon Se sikhane Ki Koshish Karta Hai To woh bahut zyada successful hota hai forex market mein zyada experience Hasil karne wala trader hi kamyabi Hasil Karta Hai Acha profit lene ke liye apni galtiyon se sikhane ki koshish karen Kyunki apni galtiyon ko theek Karenge aur apni Galti Ko Yad Rakhenge to kabhi bhi aap Bar Bar Galti per Galti Nahin Karenge aapke pass Forex ka bahut zyada knowledge jayega aur aapke liye Forex ki knowledge ki bahut zarurat hoti hai
                          • #14 Collapse

                            Re: agar ap se mistakes nhe hon ge to ap seekhen ge kese...?

                            Han ji han bilkul aapane theek kaha Ham koi bhi kam karte hain usmein hamen mistake hoti Hai To hamen pata chalta Hai ki Ham apne kam ko kaise theek kar sakte hain hamari mistakes nahin Hogi To hamen Kam Karne Ka kaisa pata chalega hamen chahie ki Ham jyada se jyada learning Karen Taki jyada earning kar sake hamen gain and again mistakes nahin karni chahie balki apni mistake se learn karna chahie aur Taki Ham vah mistakes again Na kar sake
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: agar ap se mistakes nhe hon ge to ap seekhen ge kese...?

                              walikum assalam g bilkul theak kaha hai apny hum hamesha he galtiyan kar k he sekhty hain ..bina galti kiye hum kabhi bhe kamiyab nahi hoty hain ..hamen hamesha he apni galtiyun sa he sekhna cheye or hamesha he galti sa sekh kar apny kam ko sudharna cheye tabhi hum sub he kamiyab ho sakty hain or achi tarhan sa hamary concepts bhe clear hoty hain or hum next k liye ready ho jaty hain k ab hum na galti bhe nahi karni hai ..

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X