Forex muqabla mai threads pay koi thanks nhi ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex muqabla mai threads pay koi thanks nhi ?
    G dear friends forex muqabla mai hum jitni bhi posts kartye hain ya threads kartye hain jawab mai un pay reply tu ata hai per thanks aik bhi nhi koi karta hai ye kiya waja hai kuch heran kar dainye wala hai aisa kiyu hai??
    $$$ Never Give Up $$$
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex muqabla mai threads pay koi thanks nhi ?

    Dear friend pahli bat tu yeh hey k apne kisi bhi thread k neechay gay remarks ko read nhi kiya ap contest men jo bhi thread kartay hen uss k neechay remarks aa jatay hen jiss men yeh share kartay hen k pahli post yehni threads pe milnay walay thanks bonus k liay count nhi hotay iss liay log contest men kisi thread pe thanks nhi kartay kiun k inn thanks ka kisi ko koi faida nhi hota iss liay contest men hissa lenay walay members ko chahiay k woh achi quality ki posts pe zaroor thanks karen kiun k forum pe contest men apni post pe aik thank bhi lena mushkil hota hey aur jahan tak mera khayal hey kuch members ko contest men aik bhi thank nhi milta lekin yeh contest hey iss men mukablay ki posts pe bonus milta hey iss liay contest men bahut ziyada competition hota hey kiun k iss men experts aur seniors bhi hissa letey hen kiun k unn k pass acha knowledge aur experience hota hey iss liay woh achi quality ki posts kartay hen jiss ki waja se unn ko acha bonus mil jata hey iss liay jo post bhi karen achi quality ki full of knowledge aur 500 characters se ziyada ki karen ta k ap ko bhi acha bonus mil jay
    • #3 Collapse

      Re: Forex muqabla mai threads pay koi thanks nhi ?

      Dear member behtarin jawab ke contest mein Jab aap participate karte Hain to yahan per aapko hamesha is baat Ka khyal rahana chahie ki number of post ke saath saath quality of post zarur honi chahie. Agar aapane kisi post ke reply mein detail aur achcha jawab dete Hain to bahut zyada chances hai ki jo bhi use usko read karega to vah aapke liye jarur like dega lekin hamesha Jab bhi Ham contest mein participate karen to Hamari koshish honi chahie ki Ham apna focus posting aur quality per rakhen na ke thanks Hasil karne mein kyunki thanks Hasil karna hamare apne ikhtiar mein Nahin hota. Agar aap apni post ko social media per apne doston meinshare kar rahe tu usse chances hota hai ki vah aapki post per read karne ke bad thanks kar denge.
      • #4 Collapse

        Re: Forex muqabla mai threads pay koi thanks nhi ?

        Pak Forex forum aik aisa forum hai jaha Forex kay related posts aur threads ker kay withdrawable aur trading bonus dono ka he chance milta hai. Forum kay contests mai kaam kernay waley members ya participants ko kuch baatoo ko sub say pehlay seekhna chaiye jiss say unhain kaafi faida ho jata hai. Contests kay threads pay Thanks count nahi hotay hain. Laikin contests ki posts pay members aik dusray ko thanks daitay he nahi hain. Contests mai thanks na dainay ki 2 wajuhaat ho sakti hain. Number aik tou Agar members forum ko desktop site kay option mai jaey baghair view Ker rahey hain aur posts ker rahey hain tou thanks ka button nahi ata hai. Thanks kay button kay liye browser ki setting mai jaa sakey desktop site view ko select ker kay he tamaam option available hotay hain. Dusra reason professional jealousy bhi ho sakti hain kay thanks dainay say dusray members ka bonus ziada na ho jaey haalakay jo members mehnat kertay hain aur apna knowledge aur experience share kertay hain unhain contests mai acha bonus he milta hai iss liye thanks day kay unki hosla afzai zarur kerni chaiye
        • #5 Collapse

          Re: Forex muqabla mai threads pay koi thanks nhi ?

          Dear forum friend ap agar forum par kam kar rahy hain tu apko pata hona chahiye k forum page par jab ap post kar rahy hoty hain tu apko nechy likha hua parha ja sakta hai k pehli post aur thread par milny waly thanks bonus k liye count ni hon hy is liye apko thread par milny waly thanks ka koi faida ni hai albata ap agar contest mein achi post karty hain tu apko thakns milyn gy aur wo bonus k liye count bhi hon gy lekin dear forum par kam ki quality ko improve karna chahiye aur apko post mein achi information share karni chahiyn aur aisi informations sshare karyn jis se new traders ko parh kar faida mily aur knowledge improve ho aur jitny bhi member post kar rahy hoty hain unko chahiye k achi post ko thanks zaroor dyn is se member ki hosla afzai hoti hai aur pehly se zayada achi information share karta hai is liye forum par honestly kam karna chahiye aur sirf achi quality ki post ko thnaks dena chahiye aur ap agar waisy thanks dyn gy jo post achi ni hon gi tu asi post k thnaks ka bonus ni mily ga kyun auto system k zariye post check hoti hain aur jin post ki quality achi ni hoti un k thanks par bonus ni milta
          • #6 Collapse

            Re: Forex muqabla mai threads pay koi thanks nhi ?

            g han dear hmain yah clearly nazar a raha hai k pahli posts k thanks bonus k liye count nahi hongy tu hmain bhi threads par thanks deny k liye time waste nahi krna chahye q k wo count he nahi hoty hain jub k aghr ap kisi ko thanks dena chahty hain tu ap un ki posts par thanks de den jo k rules k hisab se sahi hai forex main aghr hum rules k according kam karty hain tu hmain boht acha result mil jata hai jub k aghr hum khud se he apny kam karen tu hmain koi faida nahi milta hai ab contest main jo rule hai wo yahi hai k humain threads par thnaks deny ka koi faida nahi hota na deny waly ko milta hai apko posts par thanks dena hoga jis ki value bhi hai or jis ka apko bonus bhi mily ga es liye ap apny kam ko acha or miyari bnaen or jesa system set kiya gya hai osi ko he follow karen ta k apko loss na ho saky
            • #7 Collapse

              Re: Forex muqabla mai threads pay koi thanks nhi ?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: AB75 پيغام ديکھيے
              G dear friends forex muqabla mai hum jitni bhi posts kartye hain ya threads kartye hain jawab mai un pay reply tu ata hai per thanks aik bhi nhi koi karta hai ye kiya waja hai kuch heran kar dainye wala hai aisa kiyu hai??
              Dear ais forum par jo contest chal raha hai ap agar ais forum par kaam karty hai to ap ko ais mai thanks tab mlty hai jab ap ais mai acha thread lagaty hai aus mai ap information share karty hai ap ais forum par agar mehnat karty hai to ap ko ais mai faida ho jata hai ais forum par ap ko time lagana hota hai ais forum par ap agar muqably mai koi thread lagaty hai aus par ap ko thanks milty rahy aun ka koi faida nai hota hai ais forum par ap ko thanks leny ki zarort mai hai ais mai ap acha kaam kary ap ko ais mai acha bonus mil jaye ga ais mai ap agar thanks mangty rahy gay to ap ko ais mai atna zayda bonus nai milna hai ais forum par ap ko time lagana ho ga tab hi ap ko ais forum par faida ho jaye ga ais forum par ap mehnat kary gay to ap ko ais mai faida ho jaye ga.
              • #8 Collapse

                Re: Forex muqabla mai threads pay koi thanks nhi ?

                Assalamu Alaikum dear friend aap Agar forum per kam kar rahe hain to aapko Pata Hona chahie ki forum page per Jab aap post kar rahe hote hain to aapko niche likha hua padha Ja sakta hai ki pahle post aur third per milane wale thanks bonus keliye Kaun hi ho isliye aapko thread per milane wale thanks ka koi fayda nahin hai aap Agar contact Mein acchi post karte hain to aapko thanks Milenge aur vah bonus keliye account bhi Honge lekin forum per kam ki quality control karna chahie aur aapko post Mein acchi information share Karni chahie aur Aisi information share Karen jisse newtrade ko padhakar fayda Mile aur knowledge improve jitne bhi member post kar rahe hain unko chahie ki acchi post ko thanks Jarur Den is member ki ki
                • #9 Collapse

                  Re: Forex muqabla mai threads pay koi thanks nhi ?

                  Brother ais forum par jo contest chal raha hai ap agar ais forum par kaam karty hai to ap ko ais mai thanks tab milty hai jab ap ais mai acha thread lagaty hai aus mai ap information share karty hai ap ais forum par agar mehnat karty hai to ap ko ais mai faida ho jata hai ais forum par ap ko time lagana hota hai ais forum par ap agar muqably mai koi thread lagaty hai aus par ap ko thanks milty rahy aun ka koi faida nai hota hai ais forum par ap ko thanks leny ki zarort mai hai ais mai ap acha kaam kary ap ko ais mai acha bonus mil jaye ga ais mai ap agar thanks mangty rahy gay to ap ko ais mai atna zayda bonus nai milna hai ais forum par ap ko time lagana ho ga tab hi ap ko ais forum par faida ho jaye ga ais forum par ap mehnat kary gay to ap ko ais mai faida ho jaye ga.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex muqabla mai threads pay koi thanks nhi ?

                    Ji han dost Sahi kaha hai aapane mukabely mein jitne bhi member kam karte hain aur jitni bhi thread open karte hain posting Karte Hain Koi bhi kisi member ko thanks nahin karta Jaisa ki Hamen pata hai ki aap mujhe Karbala Mein Hamen thanks ka bhi bonus Milta Hai Jiska thanks acche Honge vah is mukabale ko gain kar sakta hai isliye Hamen chahie ki Ham ismein acchi Tarah Main Aur acchi post Mein thanks Karen tar ke form rule ko follow kar sake Hamen ismein quality wala kam Karta Hota Hai aur dusron se knowledge share karna Hota Hai ISI vajah se aamizz mein Achcha bolna sasur kar sakte hain Delhi mein kam Karen Dil Laga ke kam Karen To Ham Acha bonas hadil kar sakte hain
                    :1f60d: hard work :1f60d:
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex muqabla mai threads pay koi thanks nhi ?

                      Forum par jo thread ya FIR post informative Ho knowledge mein le raha hoon is thanks de dena chahie miljul kar kam Karenge To Sab Ko fayda Hoga informative per thanks Denge Tu Is Tarah Sab members informative working hi Karenge Is Tarah knowledge bhi Milta Rahega aur ek dusre ko thanks bhi Milte Rahenge thanks ke percentage increase hone se hi post ki rating best hoti hai aur accha bonus Milta Hai Sab members ko chahie ke mil jul kar kam Kiya Ja Ek dusre ko thanks dene chahie informative post per last Mein thanks de dena chahie Is Tarah Sab informative working Karenge knowledge bhi Milta rahega
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex muqabla mai threads pay koi thanks nhi ?

                        Assalamu Alaikum Jaisa ki aap Logon Ko Maloom Hai Ki yah Pakistan hai aur Yahan per log Ek dusre se bahut jyada jealous hote hain aur Har Koi Yahi Chahta Hai Ki Har koi acchi aadami Hasil Kare to isliye koi bhi kisi ko like nahin karta isliye Mera Khyal se jo bhi acchi post hai usko like karna Hamare liye bahut jaruri hai Kyunki Agar acchi post Koi Karta Hai Aur Kisi Ki post acchi aur quality wali Hogi to usko like karna bahut jaruri hai jaise ki aap ki post bhi normal post hai lekin aapki post Agar Forex trading ke related hoti ya FIR Aisi post hoti jo ki bahut hi acchi aur quality wali hoti to usko like karna chahie tha Sab Logon Ko chahie ki acchi aur Behtar post ko like karte jaen aur Har Bande Ko appreciate Karen joke acchi posting kar raha hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex muqabla mai threads pay koi thanks nhi ?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: AB75 پيغام ديکھيے
                          G dear friends forex muqabla mai hum jitni bhi posts kartye hain ya threads kartye hain jawab mai un pay reply tu ata hai per thanks aik bhi nhi koi karta hai ye kiya waja hai kuch heran kar dainye wala hai aisa kiyu hai??
                          Dear main aapke question ke Jawab Nahin yah Kahana Chahunga ki agar aap ko thanks Nahin Mil Rahe aur no doubt is Mukabala wale form per thanks bahut kam Diye ja rahe hain lekin Agar aapko friend Nahin Milte Ho ismein Itni tension wali baat nahin hai Kyunki aap sab focus thanks Nahin balki aapka focus learning aur Achcha kam Hona chahie Agar aapko ismein bahut sari information mil rahi hai aur aapki learning ho rahi hai to yah aapke liye Jyada important hai as compared to thanks Kyon Ki yah jo aapko education Hasil ho rahi hai yahi aap reading per apply Karte apna bahut jyada munafa Chunav sakte hain isliye is Baat To mind se nikal Den Ki aap se phone Mil Rahe Hain ya nahin Mil Rahe just Apna focus Apne kam per aur apni learning per Rakhi isase aapko Jyada fayda Hoga yah meri personal thinking hai aap disagree bhi kar sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex muqabla mai threads pay koi thanks nhi ?

                            Forex trading market mein international business start karne ke liye Pakistan forex form ka important role hai aur prominent effect hai agar ham yahan se trading sikar kam shuru karenge to ham aasani se trader ban sakte hain lekin agar aap yahan per qualitative work karte ho aur quantitative knowledge share karte ho aapko responsibility ke sath kam karna chahie aapko like bhi milenge aur thanks bhi milenge trading members aapki share karda trades and post ki quality per depend karta hai ki aapki post ki value kya hai agar aap achcha knowledge share karoge aapki post ki value increase hogi aapko achcha bonus milega thanks bhi milenge to aur zyada effect hoga aur positive bonus mil sakta hai yah zyada important hai ki aap trading market mein kaisa knowledge share karte ho technical fundamental sentimental
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex muqabla mai threads pay koi thanks nhi ?

                              Pak Forex forum aik aisa forum hai jaha Forex kay related posts aur threads ker kay withdrawable aur trading bonus dono ka he chance milta hai. Forum kay contests mai kaam kernay waley members ya participants ko kuch baatoo ko sub say pehlay seekhna chaiye jiss say unhain kaafi faida ho jata hai. Contests kay threads pay Thanks count nahi hotay hain. Laikin contests ki posts pay members aik dusray ko thanks daitay he nahi hain. Contests mai thanks na dainay ki 2 wajuhaat ho sakti hain. Number aik tou Agar members forum ko desktop site kay option mai jaey baghair view Ker rahey hain aur posts ker rahey hain tou thanks ka button nahi ata hai. Thanks kay button kay liye browser ki setting mai jaa sakey desktop site view ko select ker kay he tamaam option available hotay hain. Dusra reason professional jealousy bhi ho sakti hain kay thanks dainay say dusray members ka bonus ziada na ho jaey haalakay jo members mehnat kertay hain aur apna knowledge aur experience share kertay hain unhain contests mai acha bonus he milta hai iss liye thanks day kay unki hosla afzai zarur kerni chaiye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X