loss recover karne kay liey konsa trading session best hota ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss recover karne kay liey konsa trading session best hota ha?
    aisa konsa best trading session ha jis me asani se profit earn kar kay Apne loss ko recover kar le?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss recover karne kay liey konsa trading session best hota ha?

    Forex market 3 sessions mai kaam kerti hai. Jiss mai pehla session Asian market ka session hota hai. Weekend kay baad Asian market ka pehla session hamesha wait and see ki situation mai hota hai. Market ka dusra session European session hota hai jiss mai ziada ter market slow motion mai he rehti hai aur apni range ko bohat ziada change nahi kerti hai. Market ka teesray aur tez session USA market ka session hota hai jo baaqi 2 sessions ko bhi dusray din say pooray week ki trading ka pattern say daita hai. Traders kay liye loss recovery ka bahtreen session USA market session he hota hai laikin kabhi bhi loss recovery kay liye Monday kay pehlay USA market session ko prefer nahi kerna chaiye. Wesay bhi iss waqt USA aur China proxy war chall rahi hai aur Corona pandemic ko lay kay kaafi debates hain aur 10 June ko USA central bank ki policy pay bhi abhi say Batain ho rahi hain. Agar loss ho chuka hai aur usay recover kerna hai tou crude oil iss waqt best hai aur uss mai movement ko both side pay samajh kay aur pivot point nikaal kay scalping ki jaa sakti hain jiss mai lot size ziada rakh kay loss recover kia jaa sakta hai
    • #3 Collapse

      Re: loss recover karne kay liey konsa trading session best hota ha?

      Dear loss recover ap kisi bhi trading session mein kar sakty hain agar ap k pass knowledge aur experience hoga tu ap apna loss recover kar lyn gy forex trading mein loss recover karny k liye aik acha mashwara deta hon k ap loss hony ki waja find out karyn aur loss zayada tar hamari apni ghaltiyon ki waja se hota hai aur jab ham apni ghalti find out kar lyn tu apni ghaltiyon se sabaq seekhyn aur wo ghalti dobara na karyn aur apni tamam mistakes ki corection karyn jaisy k kuch traders lot bari laga dety hain kuch over trading kar lety hain aur kuch stop loss ni lagaty tu loss ho jata hai aur kuch analysis kiye bina tarde open kar lety hain tu dear aisi tamam misteke agar na ki jayn tu ap loss ko asani se recover kar sakty hain aur trading k liye aik proper planing karyn aur planing k mutabiq trading karyn aur aik achi staretegy bana kar trading karyn tu ap loss ko recover karny mein kamyab ho jayn gy aur ye bat yad rakhyn k forex tarding mein loss se bachny k liye mehnat karyn aur hardworking karyn ap loss se bachny k liye jitni zayada mehnat karyn gy tu auto par apko profit ho ga aur ap kamayabi hasil kar lyn gy
      • #4 Collapse

        Re: loss recover karne kay liey konsa trading session best hota ha?

        Dear friend forex trading men loss business ka hissa hey iss liay experts ko bhi loss ho jata hey aur forex trading men sub se mushkil kam loss ko recover karna hota hey lekin forex trading men kuch bhi namumkin nhi hey kiun k forex trading men loss jitna bhi ho recover ho jata hey lekin forex trading men 3 sessions men market chalti hen aur loss ko ap kisi bhi sessions men recover kar saktay hen lekin ap logon k pass loss ko recover karnay ka experience hona chahiay aur jo log jaldi loss recover karnay ki koshish men bari lot laga detey hen jiss ki waja se mazeed loss ho jata hey aur account bhi wash ho jata hey iss liay jaldi nah karen balkay small lot size ko use karen aur thora thora kar k apna loss recover karnay ki koshish karen tu zaroor loss ko recover kar saktay hen kiun k forex trading men mehnat se sub kuch mumkin hey
        • #5 Collapse

          Re: loss recover karne kay liey konsa trading session best hota ha?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: mushtaqahmed پيغام ديکھيے
          aisa konsa best trading session ha jis me asani se profit earn kar kay Apne loss ko recover kar le?
          Dear Ja sake Ham Sabko pata hai ki Forex trading Mein 4 session hote hain aur Har session ki apni Ek timing hoti hai Agar aapko trading mein nuksan ho jata hai aur aapane vah nuksan recover karna hai to uske liye mere Khyal mein aapko vo timing select Karni chahie jismein overlapping Ka Chand Ho Kyunki Jab overlapping hoti hai to usmein market bahut fast Ho Jaati Hai To usmein aap jaldi Apna nuksan recover kar sakte hain aur Iske alava Agar yah Kaha Jaaye ki koi specific session jo hai vah aapke liye jyada faydemand ho sakta hai to yah Kahana galat hoga Kyunki market ki movement daily basis per change Ho Jaati Hai Aur kabhi kisi session mein Tej Ja sakti hai aur Kabhi Kisi Aur section Mein Teji a sakti hai isliye yah Koi confirm Nahin Hota ki kaun se session Mein market fast Hogi
          • #6 Collapse

            Re: loss recover karne kay liey konsa trading session best hota ha?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: mushtaqahmed پيغام ديکھيے
            aisa konsa best trading session ha jis me asani se profit earn kar kay Apne loss ko recover kar le?
            Loss kisi bi session main recover ho sakta ha is ley humy chae ha humy ache analysis karny aany chae han ta k hum log kamyab ho saken is ley humy chae forex market k analysis karny seekeny or samjeny us k bad hum log behtar planning or strategy sy trading karny ta k hum log ache earning kar saken is ley hum kisi bi session main analysis karny k bad trading open kar sakty han or is k hessab sy he hum log acha stop loss or take profit set kar sakty han ta k hum log behtar learning or practice sy ache trading kar k ache earning kar saken loss kisi bi session main recover kar sakty han par sab sy best time London session k middle sy la k USA session k middle tak market main movement both fast hoti ha jis ki waja sy market hum ache trading kar sakty han or ache trading sy ache earning kar sakty han agr loss ha to apna loss recover kar sakty han is ley hum Pakistan k waqat k mutabiq sham ko 3 sy la raat 10 bajy tak ache trading kar k kamyab ho sakty han is ley humy chae ha k hum log behtar sy behtar planning or strategy k sath trading karny or ache earning kar k kamyab ho saken
            • #7 Collapse

              Re: loss recover karne kay liey konsa trading session best hota ha?

              is main profit hasil krne k liye hume is main knowledge ki zahrorat hoti hai agr hamre paas is business main knowledge hai tu asani se kameyab ho sakte hein is main hume hamri apni mistake ki waja se lose hota ha agr hum phaly se hi samjdari se kam krein ge is main acha work krein hamra work qulitey wala hoga is is main hamre paas eik strantegy honi lazmi ha is main tecnical analysis ur fundamental analysis ko fallow krna lazmi ha chart ko dekhna hota ha gold main trading krna sab se muskil hai kew k is main gold ki movement daily sab se zada hoti ha gold main wohi banda kam kr sakta ha jis k paas zada se zada experince ur trading ka is main hume lalach se door rehna hota ha samjdari se kam krna hota ha ye hamre liye important ha
              :1f60d: hard work :1f60d:
              • #8 Collapse

                Re: loss recover karne kay liey konsa trading session best hota ha?

                Dear member Jab hamen apne trading account mein loss aata Hai to usko recover karna ek trader ke liye kafi mushkil kam hota Hai uski vajah yah hoti hai ki trader per II loss ka pressure hota Hai jiski vajah se vah acche tarike se Kam Nahin kar sakta. secondly aapane yah poochha hai ki loss ko recover karne ke liye kaun sa station ziada important hai to loss ko recover karne ke liye ye kisi khas session ki selection Nahin Karni parati bulke aapane yah dekhna hota hai ki market kis waqt aapke favour mein ja rahi hai to aapane use favour mein tradeplace Karni hogi to is Surat mein aapko profit milega jisse aapka account tarika bar hoga.
                • #9 Collapse

                  Re: loss recover karne kay liey konsa trading session best hota ha?

                  G dear aiknbat tu ye hai kay jub ap ko es mai lose ho jata hai tu ap ka kam karnye ko dil nhi karta hai jub kay ap es mai lose recover karna mushkil lagta hai tu ap ka kam hai kay ap es mai apna kam tasali kay ssth acha karain aur dusra ap ka kam hai kay ap es mai apna lose recover zaroor kiya karain kiyu kay lose recover thorha thorha kar kay hota hai tu apna lose tu ap recover kartye hain per ap aik he time mai kosesh kartye hain kay recover ho jaye per aisa nhi hots hai aur ap ka niqsan ho jata hai tu ap nay kam karna hai tu apna kam achye tareeqye kay sath karain aur ap ka kam hai kay ap es mai apna lose zaroor recover karain ta kay bad mai ap kaliye masla na banye ap acha kam kartye hai tu lose recover karna asan ho jata hai tu apnye kam pay tawajo dain aur apna lose zaroori samjhain kay ap nay recover karna he karna hai tabhi ja kay ap es mai kamyab ho patyr hain ager ap es mai acha kam kartye hain aur ap kay andar jazba hota hai lose recover karnye ka
                  $$$ Never Give Up $$$
                  • #10 Collapse

                    Re: loss recover karne kay liey konsa trading session best hota ha?

                    Dear ap ne agar ais market mai loss kar lia hai to aus mai ap ko loss recover k liay koi special trading session select karny ki zarort nai hai ap ne ais market mai simple apni trading strategy ko mind mai rakh k kaam karna ho ga aus k baad ap ais market mai agar mehnat karty hai to ap ko ais market mai faida ho jata hai ais market mai ap ki trading strategy k hisab se agar trade ban rahe hai to ap ais market mai wo trade laga dia kary ais se ap ko kafi zayda faida ho jata hai ais market mai ap jitna zayda acha kaam karty hai ap ko atna hi zayda faida ho jata hai ais k sath ap ais market mai agar mehnat karty hai to ap ko ais market mai kamyabi mil jati hai ais market mai ap ko mehnat karni ho gi tab hi ap ko ais market mai kamyabi milti hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: loss recover karne kay liey konsa trading session best hota ha?

                      Assalamu Alaikum dear trading account mein aata hai to recover karne ke liye Kafi Mushkil kam hota hai Hoti Hai per uski vajah hoti hai kya trader per loss ka pressure Hota Hai Jiski vajah se to acchi tarike Se Kam Nahin kar sakta sakta ki aapke liye Achcha hai ki log thik karne ke liye kaun sa station Hai recover karne ke liye ya Kisi baat hi nahin Karni Hoti Hai yah dekhna Hota Hai ke market Mein ja rahi hai to aap janseva train pareshani Hogi Tu Suraj main aapko problem Milega jisse aapka Kaun Karega
                      • #12 Collapse

                        Re: loss recover karne kay liey konsa trading session best hota ha?

                        Traders loss ko kesi be market session me recover ka muqa mil sakta hay market ki movement kesi be session me same nahi hoti hay har market session me market slow move be kar sakti hay aur fast move be kar sakti hay es ley traders apna loss har market session me pora kar sakty hey magar es key ley market ko samjny ki zarorat hoti hay Asian market session esa hay jo key slow movement ki waja se popular hay magar some time Asian market session me be etni big movement ho sakti hay key loss asani se pora ho jata hay, traders ko ye nahi samjna chaye key wo kesi market session me apna loss pora nahi kar sakty hey.
                        • #13 Collapse

                          Re: loss recover karne kay liey konsa trading session best hota ha?

                          Dear loss recover ap kisi bhi trading session mein kar sakty hain agar ap k pass knowledge aur experience hoga tu ap apna loss recover kar lyn gy forex trading mein loss recover karny k liye aik acha mashwara deta hon k ap loss hony ki waja find out karyn aur loss zayada tar hamari apni ghaltiyon ki waja se hota hai aur jab ham apni ghalti find out kar lyn tu apni ghaltiyon se sabaq seekhyn aur wo ghalti dobara na karyn aur apni tamam mistakes ki corection karyn jaisy k kuch traders lot bari laga dety hain kuch over trading kar lety hain aur kuch stop loss ni lagaty tu loss ho jata hai aur kuch analysis kiye bina tarde open kar lety hain tu dear aisi tamam misteke agar na ki jayn tu ap loss ko asani se recover kar sakty hain aur trading k liye aik proper planing karyn aur planing k mutabiq trading karyn aur aik achi staretegy bana kar trading karyn tu ap loss ko recover karny mein kamyab ho jayn gy aur ye bat yad rakhyn k forex tarding mein loss se bachny k liye mehnat karyn aur hardworking karyn ap loss se bachny k liye jitni zayada mehnat karyn gy tu auto par apko profit ho ga aur ap kamayabi hasil kar lyn gy
                           
                          • #14 Collapse

                            Re: loss recover karne kay liey konsa trading session best hota ha?

                            Forex trading market members aapko apni strategy or experience ke accordingly apna loss recover karna hoga agar aap market mein trading ke liye support and resistance technical analysis short term trading hedging trading strategy and scalping karna chahte ho to aapko evening time mein trading karna hogi use waqt trading market fast hoti hai aur aap ko achchi opportunity mil sakti hai aap beautiful trading ke mauke talash karke trading kar sakte ho aur apne dost ko recover kar sakte ho aur apne target ko achieve kar sakte ho achcha market ka benefit uthane ke liye aapke pass agar koi server hai to install forex demo server hai jisne aap prektis karke apne experience ko multiple kar sakte ho aur apni e-information ko double kar sakte ho aur apne profit ko hundred percent kar sakte ho
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: loss recover karne kay liey konsa trading session best hota ha?

                              Jaisa ki aap Logon Ko Maloom Hai Kya Forex trading Mein 3 session hote hain jismein aap kaam karte hain aur Main Kisi bhi sach mein aap kaam karke chatting kar sakte hain aur Aisa Jaruri Nahin Ki aapko Kisi bhi session mein kam karke hi Achcha profit ho aapko training ke liye aur apne loss ko recover recover karne ke liye jaruri hai ki aap Har session mein main tere aur kisi bhi Sine Mein Jab aap red Karenge to aap Achcha prospectus kar sake to isliye mehnat Karen acche knowledge ke sath acche experience ke sath aur acche balance backup ke sath Jab aap kam Karenge tabhi aap Kamyab ho sakte hain na ke kisi bhi session mein aap kaam karke to isliye Khud ki mehnat ki aapko Kamyab Bana sakti hai aur aapke Los cover Karva sakti hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X