hamare mistakes he hamen kamyab banate hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: hamare mistakes he hamen kamyab banate hain

    Assalamu Alaikum
    G humari mistakes hi humay lesson deti hain aur aur humara kam hai in main improvement paty rahain aur himat say her din main kam karain kam ian interest lene say hi ap agy bar sakty hain
    Thanks
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: hamare mistakes he hamen kamyab banate hain

      G sir I agree with you fully ki hamari mistake hamen success deti Hain... Ham forex Mein work karte waqt different mistakes karte Hain aur hamen loss ho jata hai lekin hamen chahie ki Ham apni mistakes ko correct Karen.. aur aapane mistake ko correct karke hi proceed karna succession hota hai ek insan tabhi kamyab hoga jab woh galti karega lekin apni galti se kuchh Sikh jaega.. forex Mein work karte waqt Ham kabhi jaldbazi ka shikar Ho jaate Hain aur kabhi loss ka shikar Ho jaate Hain aur kabhi post karte waqt spelling mistake ho jaati hai to is main Ham khud ko correct karte Hain aur apni galtio se sakte hain.. aur apni galtio se seekh kr hi hm success hoty hyn
      • #18 Collapse

        Re: hamare mistakes he hamen kamyab banate hain

        g haaan ap nay shi khaaa hy humain es main mistakes say he achay say kamyabi gain ho jati hy humaian es main mkistakes ho0 jay to humaain es main tens honay ki bjay es main kuch na kuch seekh zror layna chahiyaaay agar hum apni mistakes say seekh jay gaaay to hum kamyab ho jay gaay q keh humain es main kamyabi apni mehnat ki wajha say gain hoti hy or es kay sath sath humain es maain mistakes say bhi seekhna chahiyaaay takh humain kamyabi gain ho0 jaay
        • #19 Collapse

          Re: hamare mistakes he hamen kamyab banate hain

          Han g bilkul jab Koi bnda mistakes karta h to Woh woh bht ziada seekhta h to hmain chahye keh ham log bht ziada jab mistakes karty Hein to hmain PTA chlta h keh hmary liay ghlt Kia h or thek Kia h yehbt hmary impotant h keh ham log time dein forex ko or Istrha kamyabi ko hissa bnaen
          • #20 Collapse

            Re: hamare mistakes he hamen kamyab banate hain

            Forex trading mein Hamen mistake se emotional nahin aana chahie Forex trading mein jo log last se emotional hote hain vah kamyabi aasan nahin kar sakteForex trading mein Hamen apni feeling strong rakhni chahie maine karni chahie achcha Na Lage achcha experience aasal karna chahie tabhi Ham Forex trading Se achcha profile banaa sakenge Forex trading ek achcha business hai profit wala business hai per accident mein Ham acchi earning kar sakte hain Agar ismein Ham dilchaspi Le main Karen achcha Na Lage achcha experience hasrl karne ki koshish karen.
            • #21 Collapse

              Re: hamare mistakes he hamen kamyab banate hain

              Ji han aapane Sahi Kaha Forex trading Mein Hamari mistake hi Hamen kam mein aap banati hain Kyunki Jab Ham apni mistakes se learning karte hain Jyada Se Jyada mehnat karte hain aur dobara se UN mistakes Ko Nahin hone dete To isase Hamen kamyabi milati hai aur ham Forex Mein acchi trade lagakar acchi earning kar sakte hain isliye Hamen chahie ki agar Humse Koi mistake ho jaaye To Ham usse learning Karen aur Jyada Se Jyada Kamyab hone ki koshish karen
              • #22 Collapse

                Re: hamare mistakes he hamen kamyab banate hain

                G bil kul dear me apki bat say agree hun forex trading mn agr hum apni mistakes ko positive lain to hamin bahut sara sabaq sikhati hain kyun k mistakes bhi forex mn experience ka hissa hain lekin mistakes hum ko sirf us surat mn kamyab krti hain jb hum inko positive lain mtlb k un pay work kr k unko remove krnay ki koshish krain. Jb hum forex mn money invesment ketay hain to dono mn say aik chez hamin milti ha ya profit ya loss say experience. Loss ko bhi positive sense say agr lay k us pay proper work out kea jaye to mera khayal ha yeh hmain kamyab bnanay mn kafi had tak kirdar ada krti hain.
                • #23 Collapse

                  Re: hamare mistakes he hamen kamyab banate hain

                  Yes ya good kha hy apna hum ko us ward ma jus na bhi kuch gain Kia hy wo monhat se hi Kia hy lakein hum correct means ma monhat us time ker sakty hy jab hum phly mistake ker chuky hoty hy us liy mery idea k motbic to us na good bat ki hy
                  • #24 Collapse

                    Re: hamare mistakes he hamen kamyab banate hain

                    Bilkul aapane sahi Kaha Hamari mistakes hi Hamen Kamyab banati Hai Kyunki Jab Ham apni mistake se sikhate hain aur Dam account per Bhi Jyada Se Jyada practis Karte Hain To Ham Jarur Kamyab hote hain Hamen chahie ki Ham apni mistakes ko as a guideline samjhe aur Jyada Se Jyada acchi learning karne ki koshish karen taka Ham Kamyab ho sake aur Forex trading mein jyada Se Jyada acchi earning kar sake
                    • #25 Collapse

                      Re: hamare mistakes he hamen kamyab banate hain

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: sarfarazahmad پيغام ديکھيے
                      Assalamau ALiakaum my dear members ap en aik kahawat to sune ho ge ke insan apni ghalatiyon se sekhta hae to is tarah se forex main bhe agar koi mistake ho jate hae ap se to us main ap ka he faida hota hae ap apni mistakes ko khatam karte hain to mistakes asal main hamare liye faide mand hote hain to hamen cahiye ke hum kabhe bhe apni mistakes ko ignore na kiya karen balke ache tarah se kam karte raha karen tab he to hum is main kamayab bhe ho sakte hain or is main hum ache trader bhe ban sakte hain to sab logon ko cahiye ke wo is main mehnat karen ache taeah se acha akam karen successs hasil karne ke liye jo is main jitne mehnat karta hae wo kamyab ho he jata hae
                      Pak Forex form 12 se Agar mistake Ho Jaati Hai To Hamari Mr nhi training Mein Hamen kam Yad banati hai jo log trading karte waqt mission karte hain unko trading karne ka bahut jyada isaba Hasil ho jata hai Kyunki Mr se Hamen trading karna Aati Hai.
                      • #26 Collapse

                        Re: hamare mistakes he hamen kamyab banate hain

                        han g forex ma hm us waqt he kamyab honty han jb khud trade krty han or is ma galti krty han us galti ham agr learn kr ly to hm forex ma kamyab ho sakty han jaisy k hmy forex ma jo loss krty han us sy hm seakhna chaheye ta k hm next bigg loss na kr saky q k forex ak boha acha business hai is ko practice sy seakhna ho ga
                        • #27 Collapse

                          Re: hamare mistakes he hamen kamyab banate hain

                          Gbikul bussinss m loss b hota h or profit b milta h sometime loss hota h hamari mistakes hki waja sa or isan seekhta b unhi mistakes sa h khty hn na insan ki sb sa bari teacher us ki mistakes hn jitna wo galtion sa seekhta utna kisi sa ni seekhta wo hmn hamary weak points batati hnjin ki waja sa hmn loss hota h jb hmn apni us galti ka pta chlta h to hm nxt try krty hn asa na kry so hm sucess hasil krty hn is liy mistakes ka hona hamry bussinss ko strong banata h but un ka repeat hona loss data h
                          • #28 Collapse

                            Re: hamare mistakes he hamen kamyab banate hain

                            walikum assalam g bilkul hamari mistakes he hamen kamiyab karti hain hum jitni bar bhe mistakes karty hain hamesha he har bar mistakes karny sa sekhty hain or hamen sabaq bhe milta hai ..hamen pak forex forum main bhot mehnat karni hoti hai or hum sub he bhot mehnat karny par he kamiyab hoty hain or bhot achi tarhan sa earnings bhe gain karty hain...hum hamesha he har bar mistakes sa sabaq sekhty hain or sabaq sekh kar he hum kamiyab hoty hain or life main agy barhty hain..
                            • #29 Collapse

                              Re: hamare mistakes he hamen kamyab banate hain

                              Hamari mistakes se humay sekhnay samjhnay ko kafi kuch milta hay agar aap success hasil karna chahte hain to phir aap ko hard wrok karna ho ga or demo account ko bohat zyada use karna k=ho ga bacause ye bohat hi helpful sabit ho sakta hai aap k lye.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: hamare mistakes he hamen kamyab banate hain

                                Jab Ham mistake Karte Hain To Hamari mistake hai main experience aur knowledge provide karti hai isliye Hamen mostly Na Lage apni mistake se hi Milta hai isliye aapko chahie aapka mistake Karen Agar vah mistake Ho Jaati Hai To Unse aap sab Hasil karke bahut jyada Aaram kar sakte hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X