forex market kehi se bhi turn ho kar loss de deti ha aisa kyun hota ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex market kehi se bhi turn ho kar loss de deti ha aisa kyun hota ha?
    jitna marzi strong analysis kar lay forex market wahan se bhi turn ho kar loss de deti ha aisa kyun hota ha?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex market kehi se bhi turn ho kar loss de deti ha aisa kyun hota ha?

    Dear ais market mai ap ne agar kaam karna hai to ap ko ais market mai planing karni ho gi aus k sath ap ais market mai agar trading plan bana k kaam karty hai ap ko ais market mai kamyabi mil jati hai ais market mai ap ko time lagana hota hai aus k baad ap ais market mai kamyab ho jaty hai ais market mai ap jitna zayda acha kaam karty hai ap ko atna hi zayda faida hota hai ais market mai ap ne agar trade lagani hai to aus k sath ap ko stop loss laga dena chaye kun k market ka koi pata nai hota kahe se bhi market turn le leti hai aor koi pata nai hota k market moment kaisy kary gi ais market mai hamesha money management k hisab se kaam kary gay to ap ko ais market mai kafi zayda faida ho jata hai ais market mai ap planing kar k kaam kary.
    • #3 Collapse

      Re: forex market kehi se bhi turn ho kar loss de deti ha aisa kyun hota ha?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: mushtaqahmed پيغام ديکھيے
      jitna marzi strong analysis kar lay forex market wahan se bhi turn ho kar loss de deti ha aisa kyun hota ha?
      Dear forex trading main market aik jaga gumti ha agr hum ache analysis karny to hum ache trading kar sakty han is ley humy chae ha agr hum small lots sy trading karny to hum log loss ko bi hold kar sakty han jab market wapis aati ha to hum is ko profit main close kar sakty han par is k ley humy sabir karna ho ga jab tak hum log sabir sy kam ni karny to hum log kamyab ni ho sakty han is ley humy ache analysis karny hon gy or proper money management or risk management k sath trading karny gy to hum log ache trading kar sakeny gy is ley humy apny trade lots size kam sy kam rakhena ho ga is sy hum behtar trading kar k kamyab ho saken gy jtni ziada ho behtar planning or strategy sy trading karny ta k hum log kamyab ho saken forex trading main lazmi ni ha ap ko har trade main profit ho ap ko is main loss bi ho sakta ha par agr is ko hold rakheny to ap ko yehe trade profit bi da sakti ha
      • #4 Collapse

        Re: forex market kehi se bhi turn ho kar loss de deti ha aisa kyun hota ha?

        G dear forex market mai kafi log hai jo dil say kam nhi kartye hain jis kay bad ap ko es mai kafi lose ho jats hai tu ap ka kam hai kay ap es mai apna kam mahnet aur lagan kay sath acha karnye ki kosesh karain ta kay bad mai ap ko es mai faida ho jaye tu faida laina hai tu ap ka kam hai kay ap es mai apna kam mahnet aur lagan kay sath karain ta kay market mai ap ka kam hai kay ap stop lose ka istamal zaroor karain kiyu kay tp kay sath sath ager stop lose ka istamal kartye hain tu es mai ap kaliye kafi faida ho jata hai yhan tak kay ap ka account jo hai wo wash honye say bach jata hai aur ap ka kam hai kay ap es mai har aik tool ka istamal theak say kiya karain ta kay bad mai ap kaliye masla na banye aur ap acha kam kar kay es mai hamesha he kamyab ho jatye hain tu achye kam ki value hai per market mai lose sub ka hota hai bus time ka nhi pta chalta hai aik he time mai ap ka lose ho jata hai tu apna kam mahnet say kar kay he ap es mai lose ssy bach saktye hain tu apna kam acha kar kay es mai kamyabi hasil karain
        $$$ Never Give Up $$$
        • #5 Collapse

          Re: forex market kehi se bhi turn ho kar loss de deti ha aisa kyun hota ha?

          Forex market kisi bhi waqt turn ho ker traders ko loss daiti hai laikin yeh achanak nahi hota hai iss kay peechay market ki news ya koi sudden demand ya supply ka reason hota hai. Forex trading market mai traders ko issi liye kabhi bhi jaldi nahi kerni chaiye aur her trader ko apni her trade ka poora homework kerna chaiye. Jabb traders proper tareekay say market watch ker kay aur monitoring ker kay koi trade open kertay hain tou uss mai trends aur analysis bhi kertay hain phir charts ko time frames mai changing ker kay market prices ki ranges daikh kay kaam kertay hain tou unhain kabhi bhi yeh feeling nahi aati hai kay unhain loss achanak Hua hai. Forex market ya MT4 trading terminal aik aik trader kay account ko na tou monitor ker raha hota hai aur na he aik aik trader ki trade ko khud say loss ya profits mai kerta hai. Market mai profit ya loss market movements aur demand ya supply kay patterns ko sahi tore pay samajhnay say he hotay hain
          • #6 Collapse

            Re: forex market kehi se bhi turn ho kar loss de deti ha aisa kyun hota ha?

            Dear friend forex trading aik tough aur risky business hey iss men market musalsal movement men rahti hey aur kisi side pe bhi move kar jati hey iss liay iss men loss aur profit dono options avail hen iss liay iss men bara bara loss bhi ho jata hey jahan tak mera khayal hey forex trading men loss ziyada aur profit kam milta hey aur iss men investment aur bonus trading dono options avail hen aur forex market kisi waqt bhi apna trend change karti hey aur issi waja se loss wali trade profit men ja sakti hey aur profit wali trade loss men ja sakti hey iss liay forex trading aik bahut hey iss men agar aik trade men loss huwa hey tu dusari men profit bhi mil jata hey iss liay forex trading men loss ho ya profit dono time hamari feelings aik jesi honi chahiay aur market ki movement ko samjhen aur market ka analysis karen aur phir soch samaj kar trading karen tu acha profit kama saktay hen
            • #7 Collapse

              Re: forex market kehi se bhi turn ho kar loss de deti ha aisa kyun hota ha?

              dear hume pta ha k forex market main apni marsi se hi move hoti ha is main kam krne k liye hume sab se phal knowledge ki zahrorat hoti hai hume is main chart indicotor ko dekhna hota ha jitna acha kam krein gey is main utni hi asani se kameyab ho sakte hein hume is main sab se phaly apas main plan kr lena chaiye ur phr os plan ko fallow kr k agr hum kam krein gey tu hume is main kam krne main asani hon gey extra kam krne se hume nuqsan hota ha ur na hi hum kam krne k liye is main mind hona lazmi ha agr hum zaa risk lein gey is main extra lots size use krein gey tu phr hume nuqsan ka samna krna parta ha ye business hamre liye eik acha business ha is main kam krte rehna lazmi ha kameyabi hume menat k bhagir nai milti
              :1f60d: hard work :1f60d:
              • #8 Collapse

                Re: forex market kehi se bhi turn ho kar loss de deti ha aisa kyun hota ha?

                Dear friend Jaisa ki aap Logon Ko Maloom Hai Ki market bahut jyada risky hai aur Market Mein kaam karna bhi bahut jyada Mushkil Hai Lekin ISI Mushkil ko Aasan banane ke liye Hamen news ko read karna chahie aur Sabhi news ko Ham read Karenge To Hamen Pata chalega ke kis country Mein Kis Tarah ke halat hai aur use hisab se use currency per Ham trading kar sakte hain to isliye yah risky ISI vajah Se Hoti Hai Ki use country Mein Halat change ho Jaate Hain To isliye aapko jaruri hai ki aap news ko read Karen aur Market Mein acche indicators ko use Karen jo ki aapko market ke Trend bataen nuksan ke chances ISI vajah Se Jyada hote hain ki aapke pass kam knowledge Hota Hai To Apne knowledge ko Jyada Karen jisse aap Kamyab ho sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: forex market kehi se bhi turn ho kar loss de deti ha aisa kyun hota ha?

                  G dear forex trader apki bat se agree karta hon forex market mein jahan profit hai wahan loss bhi zaroor hota hai aur koi bhi jitna acha trader kyun na ho loss kisi na kisi trade se ho he jata hai aur is ki kafi sari waja hain ya tu knowledge aur practice kam hony ki waja se loss hota hai ya analysis achy ni hoty aur ya over trading ki waja se loss ho jata hai ya is k ilawa ye forex trading aik online international market hai some times sab kuch sahi hota hai ap expert bhi hon tu ap k analysis achy bhi hoty hain aur ap money managment k sath lot lagaty hain but phir bhi loss hota hai tu uski waja ye hai k market mein kabhi news aa jati hai tu news k time market ki movement bahut fast hoti hai aur technical analysis fail ho jaty hain is liye news k time kafi traders ko loss ho jata hai is liye jab bhi trade open karyn tu technical aur fundamental analysis dono ko lazmi follow karyn aur news k liye daily economic calender lazmi check kiya karyn
                  • #10 Collapse

                    Re: forex market kehi se bhi turn ho kar loss de deti ha aisa kyun hota ha?

                    Bahut Sare traders Aisa sochte Hain Ki unko trading Karke nuksan ho jata hai unhone acche analyses kiye hote hain lekin market apne aap turn kar jati hai aur unko nuksan ho jata hai lekin Aisa Nahin hota hai market apne aap mood nahin karti market ki moment ke reasons hote hain aur UN raisins contest and Karna Hamare liye Jaruri hota hai agar Ham UN reasons ko understand kar Jaaye To Ham bahut Achcha kam kar sakte hain isliye Agar aapko trading Karke loss hota hai to use so aap market ko blame Na Karo trading Karke aapko nuksan aapki mistakes ki vajah se hi hota hai isliye Hamesha koshish Karo ke Puri planning Karke kam karo aur apne mistakes ko bhi accept karo
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • #11 Collapse

                      Re: forex market kehi se bhi turn ho kar loss de deti ha aisa kyun hota ha?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: mushtaqahmed پيغام ديکھيے
                      jitna marzi strong analysis kar lay forex market wahan se bhi turn ho kar loss de deti ha aisa kyun hota ha?
                      Dear aapane Jo question kiya hai main usse 100% agree karta hun Jab Is Tarah ki koi bhi situation Ho Jaati Hai to market ki koi samajh nahin aati aur Market totally unexpectedly movement karti hai aur use situation mein Sare analysis bhi galat sabit ho Jaate Hain Aap Jaisa ke cal Ki Baat karen to jitne bhi analysis the market Mein use yahan se movement Nahin ki aur totally unexpectedly movement Hui Hai Jiski vajah se bahut se Logon ke account was ho gaye hain aur bahut Logon Ko nuksan Hua Hai Iski reason kya ho sakti Hai Iski to filhal Koi samajh Nahin a Rahi Lekin in is ko Kabu Kaise Paya Ja sakta hai Humko Iske bare mein sochana chahie aur Aisi Secretary ke sath kam karna chahie jismein Hamara kam se kam ya nuksan na ho sake aur Agar munafa Nahin bhi Hota To koi baat nahin lekin kam se kam Hamara account save Rahe yah bhi Hamare liye bahut badi achievement Hogi
                      • #12 Collapse

                        Re: forex market kehi se bhi turn ho kar loss de deti ha aisa kyun hota ha?

                        Assalamu Alaikum dear friend forex market Kisi bhi waqt turn hokar trader college Deti Hai Lekin Ye Achanak Nahin hota hai Iske Piche market ke new Odia Koi sudden demand supply ka reason hota hai Forex trading market Mein trading co isiliye kabhi bhi jaldi Nahin Karni chahie aur Har trader ko apni Har trade ka pura homework karna chahie Jab traders proper tarike Se marketwatch Karke aur monitoring Karke Koi trade open Karte Hain To usme trend aur analyses Bhi Karte Hain FIR chat ko time frame Mein changing Karke market price ki range is Dekh Kar kam Karte Hain To unhen Kabhi Bhi yah feeling nahin aati hai ki unhen loss Achanak Hua Hai forex market Ja MP4 trading Terminal 1 1 trader ke account Ko Na to monitor kar raha hota hai aur na hi ek ek Prerak e-trade ko Khud Se Laut Ja Pro office mein Karta Hai market Mein profit and loss market moments aur demand and supply ke patton ko Sahi Taur per samajhne se hi hote hain
                        • #13 Collapse

                          Re: forex market kehi se bhi turn ho kar loss de deti ha aisa kyun hota ha?

                          Assalamu Alaikum Pyare bhaijaan Suresh member aapki baat se aagrah karta hun Fresh Market Mein Jahan profit Hai vahan lost 20 rule hota hai aur koi bhi kitna Achcha member Kyon Na Ho lost Kisi Na Kisi trade se ho hi jata hai aur iski Kafi sari vajah Hai yah to knowledge aur practice kam hone ki vajah se loss hota hai ya analyses acche Nahin Hote aur yah trading ki vajah se loss ho jata hai Iske alava yah Forex trading ki vajah se loss ho jata hai ya Iske alava yah khurak Siddiqui online international market Hai song time Sab Kuchh Sahi hota hai aap expert bhi ho to aap acche bhi hote hain aur aap money management ke sath lot Lagate Hain aur but Fir Bhi loss hota hai to uski vajah yah hai ki market Mein Kabhi news a Jaati Hai To news ke time market ki movement bahut fast hoti hai aur technical analysis fail ho Jaate Hain isliye news ke time ka feat credit ko loss ho jata hai isliye Jab Bhi trade open karen to technical aur fundamental analysis donon ko last Mein follow Karen ko news ke liye daily economic calendar last Mein check Karen
                          • #14 Collapse

                            Re: forex market kehi se bhi turn ho kar loss de deti ha aisa kyun hota ha?

                            my deras friends umeed ha kay app sab thk ho gay forex aik lajwab business ha or ham is ma bot sari earning hasil kar skaty ha or ya sab achy knowledge say hi mumkin ha ji bhai app ka question thk ha kay forex ma hamay ksi bi sarat return ho kar loss day sakty ha or ma app ko is ki reason btata ho kyu kay forex ma aik acha trader achi leaning say hi mukmal hota ha kyu kay agar app achy learning say market ma sab hony waly tabdali ko dakhty ha or is say app trade kay duran sab sorat haal ko dakh kar loss or profit hony kay reason ko smag kar trade karty ha or app profit hasil karty ha agar app achy analysis kay bagar hi trade starts karty ha or apna last point nai bnatay ha jis par loss ho sakta ha or app bagar daky hi trade karty ha or aik hi dam say market app kay opposite chaly jaty ha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex market kehi se bhi turn ho kar loss de deti ha aisa kyun hota ha?

                              market kisi bhi waqt turn ho ker traders ko loss daiti hai laikin yeh achanak nahi hota hai iss kay peechay market ki news ya koi sudden demand ya supply ka reason hota hai. Forex trading market mai traders ko issi liye kabhi bhi jaldi nahi kerni chaiye aur her trader ko apni her trade ka poora homework kerna chaiye. Jabb traders proper tareekay say market watch ker kay aur monitoring ker kay koi trade open kertay hain tou uss mai trends aur analysis bhi kertay hain phir charts ko time frames mai changing ker kay market prices ki ranges daikh kay kaam kertay hain tou unhain kabhi bhi yeh feeling nahi aati hai kay unhain loss achanak Hua hai. Forex market ya MT4 trading terminal aik aik trader kay account ko na tou monitor ker raha hota hai aur na he aik aik trader ki trade ko khud say loss ya profits mai kerta hai. Market mai profit ya loss market movements aur demand ya supply kay patterns ko sahi tore pay samajhnay say he hotay hain bahot shukriya apka.
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X