New members ki posts aur senior members ki posts mai numaya faraq kia hota hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: New members ki posts aur senior members ki posts mai numaya faraq kia hota hai?

    Assalamu alaikum Dosto umeed kerta hun ke ap sb kheriyat se hon gy. Doston Forex Mein junior members or senior remember ki post Me banaya farq knowledge ka Hota Hai ismein Jo senior members hote hain Kafi ersey se ismein kam kar rahe hote hain aur vo is Ki Har kism Ke tools ki bhi knowledge rakhte hain aur Iske tamam knowledge Hasil kar Chuke hote hain Usi ke hisab se post karte hain aur Unki post bahut hi acchi hoti hai lekin inke mukabale mein jo new members hote hain Unki knowledge abhi Itni Jagah Nahin Hoti vah iski knowledge ko hasil Nahin kar rahe Hote aur abhi Unki demo account per classes chal rahi hoti hai isliye Unki post itni acchi Nahin Hoti jitni senior ki hoti hai yahi ismein numaya Fark Hai.THANKX
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: New members ki posts aur senior members ki posts mai numaya faraq kia hota hai?

      Dear forex friends Pak forex forum business senior members aur jonier members ka ake combination hay dono hi apni apni abilities Kay mutabiq trading may aur Pak forum contest may acha Kam kar rahy hay senior members bhi pehlay joniars members hi thay phir learning Kay sath aur knowledge Kay saath hi wo successfull ho kar seniors ki post pay pnhchay hay seniors nay bhi apnay time may mistakes ki hogi but apni mistakes say lesson leay jar koshish karne walon ki Jeet hoti hay isi tarah Pak forex forum pay jonier members ko bhi Kam kar Kay aur mehnat kar Kay hi kaamyaab hona chahiye seniors ki post ka ake standard hota hay sur informative hoti hay aur isi tarha joiner members ki post may abhi maturity nai hoti hay abhi unko time lagay ga but abhi bhi Pak forex forum pay joiner members behtareen Kam kar rahY hay unki posts wakat Kay sath sath behtareen hongi .
      • #18 Collapse

        Re: New members ki posts aur senior members ki posts mai numaya faraq kia hota hai?

        Assalamu Alaikum dear friendsis main asan se bat hai k jin k paas trading ka acha knowledge hota ha wo is main acha kam krte hein ur new member ki post se hum itna faida hasil nai kr sakte hein jitne old member se kr sakte hein dear hume is main acha bonas hasil krne k liye is main phaly menat krni hoti ha jo be insan is main menat kr k kam krta hai wo easy se is business main kameyabi hasil kr sakta ha hume is main menat k bhagir success nai milti ha hume daily is business ko time dena lazmi ha tecncial analysis ur fundamental analysis ko dekhna chaiye forum main kam krne se hume trading ka knowledge be mil jata ha hume daily kam krna hota ha daily hamra kam hona chaiye ta hi forum main hamri activity achi hon gey
        • #19 Collapse

          Re: New members ki posts aur senior members ki posts mai numaya faraq kia hota hai?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
          Pak Forex forum pay monthly contests kay bad aur normal posting bonus weekly honay ki wajah say bohat ziada new members join ker rahey hain aur contests mai posting bhi ker rahey hain. New members ki posts aur senior members ki posts mai numaya faraq kia hota hai?
          Ji anay acha question kia hay. Pakistan Forex Forum ko jo bhi new member join karta hay to us time us kay pas Forex trading ka koi khas knowledge nahi hota aor na hi us ki koi learning hoti hay yehni us main knowledge and learning donon ki khasi kami hoti hay aor esi wajah say un ki posts main bhi koi khas knowledge nahi hota aor iada tar new Forum kay rules and regulation kay hisab say bhi posting nahi kartay aor na hi woh kisi technical thread ka technical method say jawab day saktay hain un ki posts main aksar quality nahi hoti jab k old and senior members main say aksar trading main bhi bohat ziada expert hotay aor un ko Forex trading ka knowledge bhi bohat ziada hota hay es liay un ki posts main bohat ziada knowledge aor nai nai information hoti hay jo k woh apnay knowledge and experience kay mutabiq posts main share kartay hain es taran un ki posts say new members ki bhi kafi help ho jati hay aor un kay knowledge main bhi azafa ho jata hay.
          • #20 Collapse

            Re: New members ki posts aur senior members ki posts mai numaya faraq kia hota hai?

            Dear friends forex pay aik achy or kamyab treadr jo seniors members hoty hy un ki post krny main or forex main aik new any wly members ki post main buht bhra frq hota hy jo waza or namia torr pay nazr atta hy wo ksy nazr atta hy main bto ga jab aik new members post keta hy tu us k pass khowlage ni hota na hi experience hota hy ku k un logo ka zyda time ni guzra hota na hi un ko as business k bry atna information hoti hy jab k jo seniors members hoty hy un k pass acha khowlage experience hony k sth un ka forex pay buht zyda time guzra hun hota hy jas ki bina pay wo jo bhi post share krty hy us main new bat hoti hy jas say har junior ko fida hota hy khowlage milta hy jab k junior bilkul norml or General bat krta hy apni post main jas say new members ko already atna sub kuch pta hota hy as lay senior logo ka buht shm role hy...
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: New members ki posts aur senior members ki posts mai numaya faraq kia hota hai?

              forum par jo new members hoty hai aun ko forex market ka atna zayda pata nai hota hai wo ais forum par kaam karty hai to aus k pass atna zayda experience nai hota hai aor wo ais forum par ghaltian karty hai jis ki waja se aun ki posts ki quality achi nai hoti hai ap ne agar ais forum par kaam karna hai to ap ko ais forum par mehnat karni hoti hai ais forum par ap jitna zayda acha kaam karty hai ap ko atna hi zayda faida ho jata hai ais forum par ap ko mehnat karni hoti hai tab hi ap ko ais forum par kamyabi mil jati hai ais forum par ap agar mehnat karty hai to ap ko ais mai kafi zayda bonus mil sakta hai agar ap k kaam ki quality achi ho gi ais forum par ap mehnat karty hai to ap ko ais mai faida ho jata hai bahot shukriya apka.

              اب آن لائن

              Working...
              X