new users ko chahiyay k wo gold sy trading na krien
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    new users ko chahiyay k wo gold sy trading na krien
    New members dikhao store per Aise members Jinka account bahut hi Chhota Hai To unhen chahie give Forex Main Jab Bhi trading karne lage to vah Gold se trading na Karen Kyon Ke gold se training karne mein unhen bahut jyada loss a sakta hai aur Unka account bhi Vahi ho sakta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: new users ko chahiyay k wo gold sy trading na krien

    Gold se trading karna Ek bahut hi Mushkil kam hai Kyunki uske liye aapko bahut jyada experience Aur knology Ka Hona bahut jaruri hai iske sath sath gold jo hai uski moment Ka intazar Hona chahie Kyunki gold ki jo movement hoti hai vah bahut Teji se ho rahi hoti hai aur uska andaza Lagana bahut Mushkil hota hai to beginners ko chahie ki vah kabhi bhi told per Der Na lagaen jab tak ki aapko bahut jyada experience Nahin ho jata
    • #3 Collapse

      Re: new users ko chahiyay k wo gold sy trading na krien

      New user ko chahie ki vah godse trading na Karen pahle bhi humne yah Baat discuss kiye Mai ke maximum credit Jo new hote hain vah gold ke sath chat karte hain aur believe me God mein sar se unpredictable hai aur aapko bahut jyada nuksaan dega koshish karen trading mein aap ne currency Pyar ko select Karen oil ki market ko select Karen kyunki aaj ki market aaj ka train ke bare mein bahut active hai aur apna friend follow kar rahi hai aur uske sath jitne bhi currency pyare Hain vah hamesha aapko kamlas denge agar aapane unpredictable tradeco open Kiya to aapane kabhi bhi aisi training open karni jo aapko idea na ho aur uski total information aapke pass acchi na ho to.
      • #4 Collapse

        Re: new users ko chahiyay k wo gold sy trading na krien

        ji nahin dear forex trading mein new members ko chahie ki vah har pair per trading karke experience hasil Karen kyunki forex trading mein kam karne ke liye aapko hamesha versatile trader hona bahut jaruri hai aap ismein har pair ko select Karen bhari barish update Karen Taki aapko ismein kam karne ka fayda ho jaaye aur aap ismein se kam karke forex trading mein kamyabi hasil kar sakte hain agar aap ismein har pair ko selection ke bad acche message setting karen to kamyabi Mily yi
        There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
        • #5 Collapse

          Re: new users ko chahiyay k wo gold sy trading na krien

          Gold may trading kay liye bohat tajarba chahiye hota hay.New trader ko pehlay tajarba haasil kerna chahiye pher he gold pay trading shuru kerni chahiye.Gold ki bohat zayada price hay aor spread bhi ab 1.80$ hay is liye account balance bhi bohat zayada he hona chahiye phir he gold ki trading ka sochna chahiye. Gold say pehlay currencies may he trading theek rehti hay
          • #6 Collapse

            Re: new users ko chahiyay k wo gold sy trading na krien

            Bilkul ap theak keh rhy hain kyo k gold aik bahot he dangerous metal hai is pay trade kar k apko faida bhi jald hota hai aur nuqsan bhi jald hota hai ho skhta hai gopd apka account bhi wash kar day aur abhi tu gold ki leverage bhi bahot barha di gai hai is lye new trader ko cahahye k wo currencies pair pay trade karen aur apna knowledge aur experience barhain os k bad jb apka khasa tajrba ho jaye aur balnce zaida ho tu phir ap gold pay trade karen lakin stop loss lazmi lagain
            • #7 Collapse

              Re: new users ko chahiyay k wo gold sy trading na krien

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Kashifiqbal321 پيغام ديکھيے
              New members dikhao store per Aise members Jinka account bahut hi Chhota Hai To unhen chahie give Forex Main Jab Bhi trading karne lage to vah Gold se trading na Karen Kyon Ke gold se training karne mein unhen bahut jyada loss a sakta hai aur Unka account bhi Vahi ho sakta hai
              Aapki baat theek hai ki news user Jo hote hain vah Gold per trading Nahin Karni chahie Kyunki gold bahut jyada risky hai aur is per volatility ziada honay ki waja se Jaise aap Logon Ko nuksan jyada ho sakta hai isliye aap koshish Karke beginning mein aap log Gold per trading bilkul Bhi Na Karen aur crude oil Fir Bhi same condition Hoti Hai gold and crude oil trading na Karen beginning mein aap log Apna experience increase Karen Jab aapko acchi Tarah Se market Kar Dala Jaaye tab aap log gold for trading kar sakte hain but iske liye Kaun chij jaruri hai ki aap Logon Ko Kaun capital bhi achcha Hona chahie Kyunki aap Logon Ka Jab account capital Achcha hoga tab aap log acche tarike se free marjin hone ke sath Apne account ko manage kar Payenge aur acchi trading kar Sakenge.
              • #8 Collapse

                Re: new users ko chahiyay k wo gold sy trading na krien

                Gee haan gold mein trading kerna bahut zayada costly hai forex trading mein new members ko chahie ki vah har pair per trading karke experience hasil Karen kyunki forex trading mein kam karne ke liye aapko hamesha versatile trader hona bahut jaruri hai aap ismein har pair ko select Karen bhari barish update Karen Taki aapko ismein kam karne ka fayda ho jaaye aur aap ismein se kam karke forex trading mein kamyabi hasil kar saktay hain
                • #9 Collapse

                  Re: new users ko chahiyay k wo gold sy trading na krien

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Kashifiqbal321 پيغام ديکھيے
                  New members dikhao store per Aise members Jinka account bahut hi Chhota Hai To unhen chahie give Forex Main Jab Bhi trading karne lage to vah Gold se trading na Karen Kyon Ke gold se training karne mein unhen bahut jyada loss a sakta hai aur Unka account bhi Vahi ho sakta hai
                  Yes dear ais market mai gold aik risky pair hai ap agar ais mai ghalti se bhi bari lot laga dety hai to aus se ap ko kafi zayda faida ho jata hai ais market mai ap ne agar gold par trade lagani hai to ais mai demo par practice kar ley aor aik strategy bana ley aor aus k hisab se ais mai gold par kaam kary aor money managment k hisab se ais market mai kaam kary tab hi ap ko ais mai faida ho jaye ga.
                  • #10 Collapse

                    Re: new users ko chahiyay k wo gold sy trading na krien

                    G bil kul darust kaha ap nay new members ko gold pay Trading say bil kul avoid krna chaeay kyun k Gold ki trading mn bahut ziyada risk involve hota aur agr account balance ziyada na ho to account wash honay k kafi ziyada chance hotay hain. New members gold ki bjye dosray currency pair like EURUSD, GBPUSD and GBPJPY k pairs pay trade krain to un k leay ziyada faida mand ho ga. In pairs pay trade krtay huay aik to risk kam ha dosra unko market ka experience bhi ay ga.
                    • #11 Collapse

                      Re: new users ko chahiyay k wo gold sy trading na krien

                      news ko follow kar kay kam karna ho ga ta kay market mai jo b trade ki monvement ho humain smjh main a saky humain trade karna ziada profit day sakay kun kay kabhi kabhi jab news ati hay is say jo trade chal rahi hoti hay us ka profit loss ki tarf move kary lag jata hay jis say market main account wash b ho sakta hay
                      • #12 Collapse

                        Re: new users ko chahiyay k wo gold sy trading na krien

                        g bilkul new traders ko cheye k wo filhal gold par trade hargiz mat karen or jub unko acha bonus mil jae to he unko gold ki truf ana cheye or trading bhe karni cheye ..gold par trading bhot risky ho jati hai or is surat e hal main hamen risk kabhi bhe nahi lena cheye hamesha he bagair risk liye he kam karna cheye .
                        • #13 Collapse

                          Re: new users ko chahiyay k wo gold sy trading na krien

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Kashifiqbal321 پيغام ديکھيے
                          New members dikhao store per Aise members Jinka account bahut hi Chhota Hai To unhen chahie give Forex Main Jab Bhi trading karne lage to vah Gold se trading na Karen Kyon Ke gold se training karne mein unhen bahut jyada loss a sakta hai aur Unka account bhi Vahi ho sakta hai
                          New member ko chahiye trading karne ke liye vah gold ko choose na Karen Kyunki Jo log Gold per trade karte hain unke pass bahut jyada experience aur knowledge hota hai acchi trading karne ke liye Achcha experience Hona bahut jaruri hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: new users ko chahiyay k wo gold sy trading na krien

                            Assalam o Alikum,

                            Gold pair h to ak bht juldi ma profit dany Wala, but jahan prr ye profit data h wahan prr loss b etni juldi data h khmein smblny ka moqa b kam e milta h es liye es prr woi log trading ka risk lay sqty hein jim k pas bht sara bonus h r jo trading ka knowledge rkty hein.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: new users ko chahiyay k wo gold sy trading na krien

                              Gold se buying and selling karna Ek bahut hello Mushkil kam hai Kyunki uske liye aapko bahut jyada journey Aur knology Ka Hona bahut jaruri hai iske sath sath gold jo hai uski second Ka intazar Hona chahie Kyunki gold ki jo motion hoti hai vah bahut Teji se ho rahi hoti hai aur uska andaza Lagana bahut Mushkil hota hai to novices ko chahie ki vah kabhi bhi instructed per Der Na lagaen jab tak ki aapko bahut jyada journey Nahin ho jata

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X