jaiza: over trading karne se money management rules par negative asar parta ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza: over trading karne se money management rules par negative asar parta ha
    forex me risk boht zeyda hota ha ager ap rules ko follow kartay huey work nehi kartay hain tu ap ko loss ho jae ga aisi hi aik mistake ha jis ki waja se traders ko loss hota ha wo over trading hain jub traders over trading kartay hain tu un ka risk boht zeyda high ho jata ha or ager wo trades aik time par loss chali jae tu traders ka 50% tak account wash ho jata ha ap Apne capital me ager money management ko follow karna chahte hain tu ap ko over trading karne se graiz karna ho ga ager ap over trading karay gay tu ap ki trading money management rules kay mutabik nehi ho ga or jub trading money management rules kay against chali jati ha tu ap ko boht zeyda loss ka samna karna paray ga isliey traders ko chahie kay wo rules kay mutabik chalay or money management rules kay mutabik trading karay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza: over trading karne se money management rules par negative asar parta ha

    اصل پيغام ارسال کردہ از: mushtaqahmed پيغام ديکھيے

    Dear aapane bahut hi acchi information Di Hai loadout Jab Ham over trading Karte Hain To Ham money management ke rules ko follow nahin kar rahe Hote aur money management ke Rul per Hamara bahut bura Asar padta hai Kyunki Jab Bhi Ham trade Karte Hain To usmein money management ko lazmi focus karna chahie Kyunki Hamari trade money management ke upar hi. Karni chahie Jis Tarah Hamara account Hoga Hamari trading P use base per hi Honi chahie lekin Agar Ham over trading kar Jaenge To isase Ham ko bahut nuksan ho sakta hai isliye Hamara focus money management per last bhi Hona chahie aur uske Rul and regulation ko lazmi follow karna chahie Agar Ham Aisa Nahin Karenge To Ham Ko kamyabi Hasil Nahin ho sakti balke Ham Apna nuksan bhi kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: jaiza: over trading karne se money management rules par negative asar parta ha

      Over trading kernay say bohat ziada loss hota hai. Forex trading mai sub say difficult faisla over trading kerna he hota hai aur yeh uss waqt hota hai jab traders pehlay say kuch trades open ker kay baithay hotay hain aur unhain koi mazeed achi trade nazar aa jaati hai jiss ko open kernay mai faida tou hota hai laikin saath saath account balance aur equity bhi bohat ziada disturb ho jaati hai. Aisay mai traders ki money management bhi disturb hoti hai jo kay ziada sensitive kaam hota hai. Traders ko kabhi over trading nahi kerni chaiye aur Agar pehlay say koi trade average profit mai hai ya minimum loss mai hai tou usay close ker kay he agli trade ko open kerna chaiye iss tarah account ki equity aur margins ziada negative nahi ho sakengay. Laikin over trading kay barey mai expert traders ka mashwara yehi hota hai kay yeh money management ki dushman hoti hai aur iss say avoid he kerna chaiye
      • #4 Collapse

        Re: jaiza: over trading karne se money management rules par negative asar parta ha

        G dear over trading mai kabhi faida nhi jo hota hai tu ap ka kam hai kay ap kam kartye hain tu ap over trading na kiya karain hamesha he ap kaliye nuqsan hai tu ap nay acha kam karna hai tu ap ka kam hai kay ap aik limite mai trading karain aur ap es mai kabhi over trading na kiya karain kiyu kay over trading mai sirf nuqsan hota hai tu ap nay kam karna hai tu ap es mai apna kam mahnet aur lagan kay sath karain aur ap ka kam hai kay ap es mai over trading say bachain ta kay ap es mai aik kamyab trading kar kay kamyab ho pain tu ap ka kam hai kay ap es mai apna kam mahnet aur lagan kay sath karain aur ap ka kam hai kay ap es mai apna kam hamesha he acha kartye hain tu ap es mai kamyab zaroor ho jatye hainkiyu kay ap es mai over trading nhi kartye hain over trading mai har tarha say ap ka nuqsan ho jata hai tu ap ka kam hai kay ap kam kartye hain tu achi trading kay sath karain aur ap ka kam hai kay ap es mai over trading say bach kay kam karain ta kay ap kaliye faida ho jaye aur ap es mai kamyab ho jain tu kam ager karna hai tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam karain aur ap ka kam hainbkay ap over trading kabhi na karain kiyu kay overtrading mai ap ko hamesha he nuqsan hota hai tu ap nay kam karna hai tu ap apna kam achye tareeqye kay sath karain
        $$$ Never Give Up $$$
        • #5 Collapse

          Re: jaiza: over trading karne se money management rules par negative asar parta ha

          G han brother ap ki bat se agree karta hon forex tading mein successfull tarder wohi hai ko rules ko follow karta hai aur jis trader k pass knowlede ni hota aur tuky par trading karta hai ya lalach k sath aur phir emotional trader hota hai aisa tarser hameaha rules ko break karta hai ya over trading karta hai ya lot bari lagata hai tu is tarha wo loss uthata hai is liye forex tarding par trading karni ho ya forum par post work karna ho sab se important cheez rules hain hamyn instaforex k rules ko study karna chahiye aur rules ko follow karna chahiye aur agar ap money managment k sath kam karyn tu apko proper apny balance k hisab se trade open karni chahiye aur lot size aur stop loss har aik chez proper point par place karni chahiye aur over trading kabhi ni karni chahiye aur lalach aur emotions par hamara control hona chahiye tu ham forex mein earning kar sakty hain aur proper tareeqy se rules ko follow karyn
          • #6 Collapse

            Re: jaiza: over trading karne se money management rules par negative asar parta ha

            G ham dear forex members, overtrading karny sy money par bht ziada asar parta a ,kiu k forex business ek aesa business a jismy him jitne ziada mehnat karhy gy,jitna ziada time business ko day gy utna knowledge gain karhy gy r kamyab traders bn sakhy gy . Aghr him lalach my ha kar ziada kam ke gharz dy jaldbazi karhy gy to hmhy na to learning kar sakhy gy r na e earning .kiu k jab hm learning nae karhy gy ,hmrhy pas kam ka kch knowledge nae o ga r na e koi experience o ga ,to him tools,strategies& rules & analysis ko nae smjh sakhy gy as a result him loss ke trf jahay gy.lalach my hs kar him overtrading karhy gy Jo k money par bht ziada asar dalhy ge.,So dear forex members hmhy hamesha lalach sy bachna chaheay,overtrading sy hm bachy gy r mehnat r lagan sy kam karhy gy to him successful traders ban sakty hay r ziada sy ziada profit hasil kar k money b ziada earn kar sakty hay.
            • #7 Collapse

              Re: jaiza: over trading karne se money management rules par negative asar parta ha

              Dear friend ap ki bat bilkul theek hey forex trading men over trading se loss k ziyada chances hotay hen iss liay trade lagatay waqt apnay balance pe nazar rakhen aur balance k hisab se small lot size ko use karen tu money management hoti hey iss liay agar forex trading men daily profit ka target set karen aur phir jab target poora ho jata hey ya aik hi trade open target poora ho jay tu phir ziyada profit k lalach men over trading nah karen kiun k next trade men bara loss bhi ho sakta hey iss liay lalach se perhez karen aur over trading kar k money management pe bad effect nah choren iss liay kam profit pe compromise karen aur lalach se perhez karen aur money management karen aur phir small lot k sath trading karen
              • #8 Collapse

                Re: jaiza: over trading karne se money management rules par negative asar parta ha

                Assalamu Alaikum bilkul Jab aap overtrading karte hain to uski vajah se bahut jyada nuksan bhi hota hai Jaise ke money management rules Yahi hote hain ki aap confidence ke sath trading Karen aur normal trading Kare Kabhi risk mat le risk free trading Karen money management ke sath kam Karen Yahi trading ke rules Hai To Agar Forex trading ke rules ko follow karke aap Kam Nahin Karte to aap kabhi Kamyab Nahin ho sakte to isliye Jab aap overtrading karte hain to vah aapko nuksan deti hai aur aap rules ko follow Nahin Karte to vah negativity ban Jaati Hai To isliye jaruri hai ki postman ke sath freshman ke sath confidence ke sath kam Karen tabhi aap lifetime aur behtar earning Hasil kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza: over trading karne se money management rules par negative asar parta ha

                  Assalamu Alaikum dear friend over trading karne se bahut jyada loss hota hai Forex trading Mein sabse pahle difficult Faisla Hua trading ka nahi hota hai aur yah use Waqt Hota Hai Jab traders Pahle Se Kuchh trade open karke Baithe hote hain aur unhen koi acchi trade Najar a Jaati Hai Jisko open karne mein fayda hota hai to hota hai lekin Sath Sath account balance aur equity bhi bahut jyada disturb Ho Jaati Hai Aise Mein traded ki Money Manager meant bhi disturb hoti hai jo Jyada sensitive Ho kam hota hai trader ko Kabhi overtrading Nahin Karni chahie aur Agar Pahle Se Koi trade average profit mein hai ya minimum loss mein hai to use cross karke hi ugly trade ko band karna chahie Is Tarah account Ki Kothi aur margin Jyada negative Nahin Ho Sakenge lekin overtrading ke bare mein expert Radhika Mishra Yahi hota hai ki yah money management ki Dushman hoti hai aur is se AWD hi karna chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza: over trading karne se money management rules par negative asar parta ha

                    hume pta hona chaiye k ye eik acha onlines business ha is main kam krne k liye hume menat krni hoti ha menat k bhgir kameyabi nai milti ha over trading krein gey extra kam krein gey tu kameyabi hasil nai hoti hai is liye sab se phaly hume is business main apney account ko fallow krna hota ha is main hume apney account balance ko maintain rakh k kam krna hota ha tab hi kameyabi be mil jati hai hume is main kameyab hone k liye sab se phaly knowledge ki hi zahrorrat hoti ha hum knowledge hasil kr k is business main kameyab ho sakte hein is liye menat krein is main kameyab hone k liye daily demo account main lerning krein gey tu hum asani se kameyab ho sakte hein is business main hume daily kam krna hota ha
                    :1f60d: hard work :1f60d:
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza: over trading karne se money management rules par negative asar parta ha

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: mushtaqahmed پيغام ديکھيے
                      forex me risk boht zeyda hota ha ager ap rules ko follow kartay huey work nehi kartay hain tu ap ko loss ho jae ga aisi hi aik mistake ha jis ki waja se traders ko loss hota ha wo over trading hain jub traders over trading kartay hain tu un ka risk boht zeyda high ho jata ha or ager wo trades aik time par loss chali jae tu traders ka 50% tak account wash ho jata ha ap Apne capital me ager money management ko follow karna chahte hain tu ap ko over trading karne se graiz karna ho ga ager ap over trading karay gay tu ap ki trading money management rules kay mutabik nehi ho ga or jub trading money management rules kay against chali jati ha tu ap ko boht zeyda loss ka samna karna paray ga isliey traders ko chahie kay wo rules kay mutabik chalay or money management rules kay mutabik trading karay
                      Dea jo trader ais market mai money management k hisab se kaam karta hai to wo ais market mai over trading nai karta hai ais market mai ap ne agar kaam karna hai to ap ko ais mai rules k hisab se kaam karna ho ga ais market mai ap ne agar over trading karni hai to ap ko ais market mai kafi zayda loss ho sakta hai ais liay ap ko chyae k ap ais market mai agar trade lagaty hai to ap ko ais market mai apny account k hisab se trades atni lagani chaye jitna ap ka account ho aik time par zayda trades lagany se nuqsan bhi ho sakta hai ais liay control mai reh k aik time par atni zayda trades na lagya kary ais market mai ap ne agar kaam karna hai to ap ko ais market mai planing k sath kaam karna ho ga ais market mai ap ko time lagana ho ga.
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza: over trading karne se money management rules par negative asar parta ha

                        Assalamu alaikum Dosto umeed kerta hun k ap log kheriyat se hon gy. Forex Mein kamyabi Hasil karne ke liye jaruri hai ke iske rules ko follow Kiya jaye Ham money management ka use karte hain Kisi bhi trade ko open karne se pahle tab Ham Iske usko follow karte hain tabahi Ham ismein Kamyab ho sakte hain aur Jyada profit earn kar sakte hain lekin Jab Ham money management ka use Nahin karte hain tab Hamari trade per Bura aser padh sakte hain Agar Ham apni trade ko open karte hain money management ka use kiye bagair To isase Hamen bahut loss ho sakta hai aur Hamara account bhi wash ho sakta hai aur trade per negative Asar hota hai isliye Hamen iska Jyada use karna chahie Kisi trade Ko open karne se pahle take zyada earning
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza: over trading karne se money management rules par negative asar parta ha

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: mushtaqahmed پيغام ديکھيے
                          forex me risk boht zeyda hota ha ager ap rules ko follow kartay huey work nehi kartay hain tu ap ko loss ho jae ga aisi hi aik mistake ha jis ki waja se traders ko loss hota ha wo over trading hain jub traders over trading kartay hain tu un ka risk boht zeyda high ho jata ha or ager wo trades aik time par loss chali jae tu traders ka 50% tak account wash ho jata ha ap Apne capital me ager money management ko follow karna chahte hain tu ap ko over trading karne se graiz karna ho ga ager ap over trading karay gay tu ap ki trading money management rules kay mutabik nehi ho ga or jub trading money management rules kay against chali jati ha tu ap ko boht zeyda loss ka samna karna paray ga isliey traders ko chahie kay wo rules kay mutabik chalay or money management rules kay mutabik trading karay
                          Dear brother is market Mein Vahi trader Kamyab hota hai jo is market Mein money management ko follow karte hue risk leta hai agar aap money management ko follow Nahin Karte aur is market mein jyada risk Lete Hain To usse aapko nuksan ho sakta hai isliye aapko chahie ki aap is market Mein mehnat Karen aur ismein Aise kam Karen jisse aapko fayda Ho Jaaye agar aap is market Mein trade Lagane vakat money management ko Samne Rakh Lete Hain To aap is market mein Main mistake se badhate Hain Agar market aapke upload bhi jaati hai aapko ismein masla Nahin Hota Magar Jab aap is market Mein trade Lagate Hain aapko ismein yah Pata hota hai ki market aapko Kaise Ghuma de rahi hai ismein aap market Ki Maut ko samajh Jaate Hain Uske bad aap is market Mein achha profit banaa sakte hain Magar iske liye aapko mehnat karna padati hai tab aapko is market ka experience Aasan Hota Hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: jaiza: over trading karne se money management rules par negative asar parta ha

                            G han over trading agar ki jati hay to money management ka rule break ho jata hay aur traders achy tareeqy se money management karny me kamyab nahi hoty, traders ko Forex market me kabi be over trading karny ka nahi sochna chaye, over trading 2 condition me ki jati hay jes ka nuqsan hi nuqsan hota hay,

                            1. traders ne agar apna big loss recover karna ho to us ki khowahish ye hoti hay key wo over trading kar key apny loss ko pora kary ye traders ki nakam koshish hoti hay,
                            2. short se short time me zeyada profit ka lalach kar key traders over trading ka sahara lety hey jes ki waja se profit me to ezafa nahi hota magar loss afford karny se be zeyada ho sakta hay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jaiza: over trading karne se money management rules par negative asar parta ha

                              Dear forex members Pak forex forum business pay jab haum target set kartay hoye forum pay trade open kartay hay to haum mind set kiye hoye profit ko achieve kar latay hay aur forex trading y apna account bhi behter tarikay say chalatay hay Pak forex trading may sab say zyada zaruri knowledge aur achi management hoti hay jitni ziada achi planning aur strategy hogi utna he acha bonus hasal hota hay tradi uss waqt mistake kar jatay hay jab wo sochay samjhay bagair jab bari trade open kartay hay to nuksaan hota hay .

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X