jaiza: over trading karne se money management rules par negative asar parta ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: jaiza: over trading karne se money management rules par negative asar parta ha

    trading kernay say bohat ziada loss hota hai. Forex trading mai sub say difficult faisla over trading kerna he hota hai aur yeh uss waqt hota hai jab traders pehlay say kuch trades open ker kay baithay hotay hain aur unhain koi mazeed achi trade nazar aa jaati hai jiss ko open kernay mai faida tou hota hai laikin saath saath account balance aur equity bhi bohat ziada disturb ho jaati hai. Aisay mai traders ki money management bhi disturb hoti hai jo kay ziada sensitive kaam hota hai. Traders ko kabhi over trading nahi kerni chaiye aur Agar pehlay say koi trade average profit mai hai ya minimum loss mai hai tou usay close ker kay he agli trade ko open kerna chaiye iss tarah account ki equity aur margins ziada negative nahi ho sakengay. Laikin over trading kay barey mai expert traders ka mashwara yehi hota hai kay yeh money management ki dushman hoti hai aur iss say avoid he kerna chaiye
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: jaiza: over trading karne se money management rules par negative asar parta ha

      aapane bahut hi acchi information Di Hai loadout Jab Ham over trading Karte Hain To Ham money management ke rules ko follow nahin kar rahe Hote aur money management ke Rul per Hamara bahut bura Asar padta hai Kyunki Jab Bhi Ham trade Karte Hain To usmein money management ko lazmi focus karna chahie Kyunki Hamari trade money management ke upar hi. Karni chahie Jis Tarah Hamara account Hoga Hamari trading P use base per hi Honi chahie lekin Agar Ham over trading kar Jaenge To isase Ham ko bahut nuksan ho sakta hai isliye Hamara focus money management per last bhi Hona chahie aur uske Rul and regulation ko lazmi follow karna chahie Agar Ham Aisa Nahin Karenge To Ham Ko kamyabi Hasil Nahin ho sakti balke Ham Apna nuksan bhi kar sakte hain
       
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #18 Collapse

        Re: jaiza: over trading karne se money management rules par negative asar parta ha

        Assalamu Alaikum dance friend hai Jaisa ki aap Jante Hain ki agar Ham overtrading Karenge to hamare account per Asar padega Agar aapka account bada hoga to yah Asar thoda Karega lekin Agar aapka account Chhota hoga to Ho overtraining se aapka account watch ho sakta hai isliye Hamen chahie ki Ham Kabhi Bhi overtrading Na Karen Hamen hard work karna hoga hard work karne wala Insan Hamesha kamyabi Hasil kar sakta hai friends are Hamen chahie ki Ham Jab Bhi trade open Karen sabse pahle market ko acchi Tarah analyse Karen Jo log market ko acchi Tarah karte hain vah Hamesha Kaun Hote Hain Teer

        اب آن لائن

        Working...
        X