Career ke start mein bahut jyada Expectations na Karen
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Career ke start mein bahut jyada Expectations na Karen
    Bahut Sare traders yah samajhte Hain Ki Jab vah Apna trading ka career start Karte Hain To vah samajhte hain ke Forex trading co join karke bahut aasani se profit Hasil kar liya Jaega aur starting Mein Hi vah bahut jyada earning karne ka sochne lag Jaate Hain traders ko Aisa nahin karna chahie pahle acche tarike se trading karna sikhana chahie aur Market ke analyses karna sikhana chahie aur uske bad real account per trading karne ka sochana chahie
    FRD 07 TRADING JOURNAL
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Career ke start mein bahut jyada Expectations na Karen

    Forex trading ka business ho ya phir koi bhi dusra business ho usay shuru kertay he aisi expectations nahi rakhni chaiye jinhain Pura kerna mushkil ho jaey ya Jin kay Pura na honay say mayusi bann jaey. Forex trading mai aisay bohat say traders hotay hain jo yeh tawaqoo ker rahey hotay hain kay unhain trading shuru kertay he bohat sa profit shuru ho jaey ga. Agar pak Forex forum kay members ko he daikh Lia jaey tou saaf pata chalta hai kay abhi members nay 10 posts ki hoti hain aur unhain bonus ki fikar shuru ho chuki hoti hai aur phir pehla bonus 10 ya 20 dollar transfer honay kay baad unhain uss say unlimited profit ki fikar shuru ho jaati hai. Aisi expectations Forex mai traders ko nuqsaan daiti hain. Forex trading aik long term business hai jiss mai traders ko slow and steady apnay career ko banana chaiye aur isay dino, haftoo ya mahinoo kay liye nahi bulkay longterm kay liye seekhna aur start kerna chaiye. Forex sub expectations puri kerta hai laikin uss mai time laga kay ziada faida hota hai
    • #3 Collapse

      Re: Career ke start mein bahut jyada Expectations na Karen

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Frd07 پيغام ديکھيے
      Bahut Sare traders yah samajhte Hain Ki Jab vah Apna trading ka career start Karte Hain To vah samajhte hain ke Forex trading co join karke bahut aasani se profit Hasil kar liya Jaega aur starting Mein Hi vah bahut jyada earning karne ka sochne lag Jaate Hain traders ko Aisa nahin karna chahie pahle acche tarike se trading karna sikhana chahie aur Market ke analyses karna sikhana chahie aur uske bad real account per trading karne ka sochana chahie
      aapane bahut hi acchi baat bataiye Hai Jab Ham Kisi Ko pareshan kar lete ho isliye Humko admission status kar Jyada expectation Nahin Lagani chahie tum jab Ham Ko kaun sa karte hain to usmein hamare pass Itna experience Nahin Hota hamare pass knowledge bahut kam Hota Hai To Ham apni station ko pura nahin kar sakte Ham Is Tarah Apne Malik ko aise hi nahin Karenge To Ham decide ho sakte hain isliye Ham Kho Jayegi ki ham Jab Hukam staff karen to bilkul Thodi Si Rakhi ya na Hamen se jyada hai ki Hamari Pareshan Thodi Na Hai To Ham to Fark na Karen aur Hamesha Sath Apna Kam Jari aur Apna experience aur apni learning ko Hasil Karte Rahe aur uske sath sath unko bhi Aasan Hota Jayega Waqt Ke gujarne Ke Sath Sath ummid Hai Aap ko baat samajh mein a Gai Hogi
      • #4 Collapse

        Re: Career ke start mein bahut jyada Expectations na Karen

        Dear forex buisness start karny se pehly apko is k bary achi tarah study karni chahiye aur har aik benifit aur drawback ka pata lagana chahiye aur us k bad forex trading start karni chahiye kyun k forex trading bahut he mushkil buisness hai aur forex k carrier mein jab ap new hon tu apko safe tarding karni chahiye aur apni success apny target apny mission par fully confident hona chahiye but apko over confidence ni hona chahiye aur tarding tab start karni chahiye jab ap full knowledge gain kar lyn aur independent analysis kar sakyn aur ap demo account par trading ko practice comete kar chuky hon aur jab real account par trading karyn tu pehly thora profit target rakhyn aur safe trading karyn aur loss k bary apko agahi honi chahiye k loss bhi ho sakta hai is liye aik mukamal planing aur money management k sath trading kar k kamyab ho sakty hain
        • #5 Collapse

          Re: Career ke start mein bahut jyada Expectations na Karen

          G han dear start mai aisa hota hai kay ap es mai acha kam nhi kar patye hain perr ap ka kam hai kay ap es mai apna kam.mahnet aur lagan kay sath karain aur ap ka kam hai kay ap start mai zayda focus learning pay lagain ta kay ap kaliye faida ho jaye kiyu kay ap ka faida tabhi hota hai jub ap es mai acha kam.kartye hain acha kam hamesha he acha result daita hai tu apna kam acha karain aur ap ka kam hai kay ap es mai knowldge zayda barha lain ta kay bad mai bhi ap ko faida daye faida laina hai tu zayda learning pay zoar dain zayda acha kam zayda kamyabi dilata hai tu ap ka kam hai kay ap hamesha apna kam mahnet aur lagan kay sath karain aur pa ka kam hai kay ap apna knwoldge mai izafa kar kay kamyab ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap apnye career kay start say he apna kam learning pay rakhain ta kay bad mai ap ka faida ho jaye kiyu kay achi learning kay sath ap kam kartye hain tu ap es mai kamyab ho patye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai apna kam mahnet aur lagan kay sath acha kartye hain tu ap es mai kamyab ho jatye hai
          $$$ Never Give Up $$$
          • #6 Collapse

            Re: Career ke start mein bahut jyada Expectations na Karen

            Dear friend forex trading real men aik bahut hi acha aur profitable business hey lekin iss k sath sath forex trading aik risky business bhi hey iss men shuru shuru men aksar loss ho jata hey aur new traders ko shuru men nakami ka samena karna parhta hey iss liay shuru men ziyada expectations nah rakhen kiun k shuru men acha knowledge aur experience nhi hota iss liay achi trading nhi kar saktay iss liay musalsal loss bhi ho jata hey iss liay tamam members shuru men profit lenay ki koshish nah karen balkay apna knowledge aur experience increase karnay ki koshish karen aur achi learning aur knowledge hasil karen aur phir demo account pe ziyada se ziyada practice karen tu acha trading experience hasil kar achi trading kar k acha profit kama saktay hen iss liay starting men sirf knowledge aur experience ko increase karnay ki koshish karen
            • #7 Collapse

              Re: Career ke start mein bahut jyada Expectations na Karen

              Assalamu Alaikum bilkul theek Kaha Jab aap market Mein starting se expectation Jyada rakhte Hain tabhi aap nuksan karte hain Kyunki aap kya soch rahe Hote Hain Ki Forex trading mein aap Kuchh Dinon Mein Hi unlimited profit Hasil karne Ke Kabil Ho jaaoge lekin Aisa bilkul Nahin Hai Jab tak aap ismein Nahin Karte ismein Kamyab Nahin Hote tab tak aap usmein Kuchh Bhi Nahin kar sakte to isliye acche experience knowledge ke sath aap Forex trading co join Karen aur usmein hardware Karen Jitna aap hardware Karenge utna hi aapko is benefit Hasil Hoga aur aap acchi acting kar sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Career ke start mein bahut jyada Expectations na Karen

                Assalamu Alaikum dear friend aapane bahut hi acchi baat bataen hai Jab Ham Kisi Ko pareshan kar lete hain isiliye Humko admission status kar Yad expectation Nahin Lagani chahie tum jab Humko kaun sa karte hain to usmein hamare pass Itna experience Nahin Hota hamare pass knowledge bahut kam Hota Hai To Ham apni station ko pura nahin kar sakte Ham Is Tarah Apne Malik ko aise hi nahin Karenge To Ham decide ho sakte hain isliye Humko chahie ki Ham Jab Ham Hukum stop karen to bilkul Thodi Si rakhi hai na Hamen se jyada hai ki Hamari Pareshan Thodi Na Hai To Ham to Fark na Karen aur Hamesha Sath Apna Kam Jari aur Apna experience aur apni learning ko Hasil Karte Rahe aur uske sath sath unko bhi Aasan Hota Jaega Waqt Ke gujarne Ke Sath Sath ummid Hai Aap ko baat samajh mein main a Gai Hogi
                • #9 Collapse

                  Re: Career ke start mein bahut jyada Expectations na Karen

                  dear bhai jab hum is business ko join krte hein tu hume phaly is business k bhrey main knowledge hasil krna hota ha is business ko samjna hota ha k hum is main kis treeqey se kam kr sakte hein ur hum phr hi kameyab ho sakte hein agr hum is main bhagir knowledge k kameyab hona chahte hein tu esa mumkin nai ha chart indicotor ko dekhna hota ha is main hume analysis ko dekhna hota ha trading skills ko acha krne k liye is main demo account sab se best ha hum os main kam kr k asani se kameyab ho sakte hein kameyabi hume is main bhagir menat k nai milti ha kameyabi hasil krne k liye ur mukabley ko win krne k liye hume is main achi menat krni lazmi hoti ha menat kr k hum kameyab ho sakte hein
                  :1f60d: hard work :1f60d:
                  • #10 Collapse

                    Re: Career ke start mein bahut jyada Expectations na Karen

                    forex koi get quick rich sceme nehi ha jis me ap kam investment se boht zeyda expectation rakh kar trading karay jo traders zeyda expectation rakh kar trading kartay hain wo short cuts trading ko apnatay hain jis me wo big risk le kar trading kartay hain isliey traders ko chahie kay wo rules ko follow kartay huey forex trading karay or Apne profit target ko money management rules kay mutabik set karay jis ko ap asani se achieved kr sakte hain ager ap Apne target ko boht zeyda high rakhainy gay apni expectation kay hisab se profit earn karne kay liey ap ko zeyda risk lenay ki waja se boht zeyda loss ho ga or ap ka account bhi wash ho sakta ha or forex trading me koi bhi traders 100% success nehi ho sakta ha kamyab wohi hota ha jo Apne risk ko manage kar kay leta ha trades open kartay wakt
                    • #11 Collapse

                      Re: Career ke start mein bahut jyada Expectations na Karen

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Frd07 پيغام ديکھيے
                      Bahut Sare traders yah samajhte Hain Ki Jab vah Apna trading ka career start Karte Hain To vah samajhte hain ke Forex trading co join karke bahut aasani se profit Hasil kar liya Jaega aur starting Mein Hi vah bahut jyada earning karne ka sochne lag Jaate Hain traders ko Aisa nahin karna chahie pahle acche tarike se trading karna sikhana chahie aur Market ke analyses karna sikhana chahie aur uske bad real account per trading karne ka sochana chahie
                      Yes dear ap ne agar ais market mai kaam karna hai to ap ko ais market mai start mai hi atna zayda profit ka target nai rakhna chaye jab ap ais market mai learning kar rahy hoty hai to aus time ap ais market mai planing kar lia kary aor aus k sath ap ais market mai soch samjh k kaam kia kary ais market mai ap agar time lagaty hai to ap ko ais market mai apni expectaion atni rakhni chaye jitna ap k pass ais market ka experience ho ais market mai ap kaam sekh lety hai to aus k baad ap ais market mai asani se acha profit bana skaty hai ais market mai ap ko mehnat karni hoti hai tab hi ap ko ais market mai kamyabi milti hai ais market mai ap ko knowledge hasil karna hota hai tab hi ap ko ais market mai kamyabi milti hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Career ke start mein bahut jyada Expectations na Karen

                        Assalamu alaikum Dosto umeed kerta hun k ap log kheriyat se hon gy.
                        Ji han Dosto jb bi koi member is platform per kam start kerta hai to wo chahta hai ke usy acha profit hasil h or wo achi earning hasil kerna chahta hai ji han Dosto humeim start meiscary hi asi expectations nhi rkhni chahoye q ke jb bi hum posting kerna start kerty hein to humary pas koi acha knowledge or experience nhi hota hai or is platform per bht mehnat kerna perti hai humein is platform per kamyab hony or expert trader banny mein salon lag jaty hein ager h chahty hein ke acha profit hasil ker sken or los se bch sken to mehnat kerna hogi or career ke start mein bht mehnat kerna hogi demo account per zyada se zyada practise kerni hogi isi trha step by step kam ker hi kamyab ho skty hein or acha profit hasil ker skte hein .THANKX
                        • #13 Collapse

                          Re: Career ke start mein bahut jyada Expectations na Karen

                          G bulkul jis trah se aik aam karobar me settle hone me kafi waqat lag jata hai. Is waja se hamen forex trading me bhi ye soch k kaam nahi karna chaheye k aaj kaam shoro keya hai aur kal hum lakhpatti ban jayengy. Trading k leye hamen aghaz aram se s aur porsakoon ho k karna chaheye. Aisa nahi hai k hum aghaz se hi bari lots ya trades lagane k chakkar me par jaye aur jis sarmaye se kaam shoro keya hai wo bhi dhoob jaye. Is waja se kaam ka aghaz ehtiat k sath aur step by step karen. Kabhi bhi shortcut lagane ki koshash nahi karna chaheye.Forex Trading me kamyab hone k leye bohut struggling karni parti hai. Aam tawar par ye aik asaan karobar dekhaye deta hai lekin ye aisa hai nahi. Hamen koshash karni chaheye k hum positive mind k sath achi se achi trading karen. Kuch zarori points ye hai forex trading me kamyabbi k leye. Over trading se bachen, account ki valum barane ki koshash karen, lalach na karen, analysis aur strategy k mutabiq chalen, knowledge aur experience hasil karne ki koshash karen, apne leye daily goal select karen. Jazbat pe control rakhen.
                          • #14 Collapse

                            Re: Career ke start mein bahut jyada Expectations na Karen

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Frd07 پيغام ديکھيے
                            Bahut Sare traders yah samajhte Hain Ki Jab vah Apna trading ka career start Karte Hain To vah samajhte hain ke Forex trading co join karke bahut aasani se profit Hasil kar liya Jaega aur starting Mein Hi vah bahut jyada earning karne ka sochne lag Jaate Hain traders ko Aisa nahin karna chahie pahle acche tarike se trading karna sikhana chahie aur Market ke analyses karna sikhana chahie aur uske bad real account per trading karne ka sochana chahie
                            Yes brother Humko is market Mein tab tak expectation Nahin rakhni chahie jab tak Ham is market Mein Kaam ko Sikha Nahin Jaate Jyada mis market Mein kam Sikh lete hain aur uske bad I'm account per practiced Karke Apna scalable improve kar lete hain To Ham Ko yah pata chal jata hai ki Ham Kitni Achhi trade Rahe Hain Uske bad Ham is market Mein kam kar sakte hain tab Ham ismein Apna Ek level yah target set kar sakte hain otherwise Ham start Mein hi koi apna target Set Karle Tu usko pura karna Mushkil ho jata hai isliye Humko chahie ki Ham is market Mein Jo Bhi trade Karen uske liye Ham Ek plan taiyar karne aur uske saath Humko jo bhi e masla Aaye vah ham ismein Soch samajhkar HAL Karen Agar Ham is market mein bahut bada target set Karte Hain Humko ismein ho sakta hai Kafi jyada nuksan ho jaaye isliye Humko Ek line ke hisab se Chalna Hoga Taki Humko is market Mein Kisi ke sab ka masala pesh Na Aaye aur ham aasani se kam Karte Rahe.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Career ke start mein bahut jyada Expectations na Karen

                              Dear forex members Pak forex trading may Kam karnay say pehlay members ko chahiye kay business ki information on aur rule ko follow kartay hoye Kam karay aor Kam Kay start may hi bohat zayada expection may lagaye agar haum kamyab trading ya kamyab business karney may thora sa bhi loss uthatay hay to pher haum jaldi hi na umeed ho jatay hay aor pher yehi na umeedi app ko kuch bhi nai karney day gi aur app kamyab nai hogay haumay expection karni chahiye magar ake limit may reh kar bohat zayada expection nuksan dayti hay haumay apni abilities par apni personality par agar believe hoga you haum apni expection day kahi zayada kamyaabi hasal kar sakty hay Pak forum pay trading kartay hoye bohut zayada patience ki zarorat hoti hay phir hi kamyaabi hasal hoti hay hard work bohat faida dayta hay aur Pak forex may to karna hi hard work hota hay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X