! Take the hard path to learn trading !
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ! Take the hard path to learn trading !
    Hello everyone. Please let me be clear on one thing that please don't learn trading or anything else the easy way because easy ways don't cover each and everything. If you can learn the hard way then you can cope up with every situation from good to bad ones and you will have a pool of knowledge. So always try to cover every single topics related to trading. Its worth reading because you don't know which might come in handy. Have fun fellows.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g han bilkul shi kha ap ne k hard work ke raste k chnao se hi ap ki learning boht hi achi hoskti he ku k forex pe sara kam hard work or learning ka he lehaza hard work ko apna habit bana lo
    • #3 Collapse

      he hum ko hamri stergy smjh ati hainhe lehaza hard work ko apnahum trading kr skty hen startkarni hay tu usko chahiyah kay wo achi tarha
      • #4 Collapse

        yes trading ko light nahee lena chaye is main sakht mehnat kar k phir hi profit kama sakte hain aor apni life ko change kar sakte hain
        • #5 Collapse

          hard practice ku man really buhut prefer karun ga kun k ager ap start man hi khud ku tough time dyn gyn tu agay ja k ap relex trading ker payn gyn ager start man tention na li tu agay kam buhut mushkil hu jai ga.
          • #6 Collapse

            gee haan hmein apne trading mein learning ke lie mhnt krne he aur apne trading mein baghar learning ke fiada nhe hota he es lie trader ko zarore he owh apne trading ke situation ko smjh kr apne trading kia kre es trah se us ko trading mein bhtre ho ge aur woh acha profit earn kre ga
            • #7 Collapse

              Jab aap ka target high ho to aap ko kam bhi ziada karna parta hy aur hard steps sey guzarna parta hy. Yeh hal forex trading ka hy. Yeh aik profitable aur hard business hy aur is sey acha profit lena itna asan nahi hy. Is leye hard work krain, is ko serious ho kr time dain aur gambling sey door rahain.
              • #8 Collapse

                forex trading mien apo kabhi bhi asani se kamiyab hosakte is mein loss har kisi ko hi hota hai lekin bs baat ye hai ke ap is mien kis tarah se apne losses ko manage karte hain aur is se kis tarah earning karte hian.
                • #9 Collapse

                  jee bilkul janab ap bilkul theek ekh rahay hain , hamen Forex ko easy le k nahin chalna chahyie balkay jo bhi tareqe hain Forex ko seekhnay kay chahay wo mushkil se mushkil he kyn na hon usi k zariye Forex ko seekhna chahyi kynk jab hum easy ways ki taraf jayenge tou obviously Forex ko fully nahin seekh payenge
                  • #10 Collapse

                    yes dear ap na jo bat ke ha woh ksi hd tk to bhot e achi ha jaisa ka forex man trading ko learn krna ka liya ap logon ko hard work krna chaya ha and the 2nd thing is that ka forex market ka ander kam krna ka liya ap jo sub sa important thing required hoti ha woh traning jes ko normal mn log experience bh kh daita ha to dear es ksm ka kam ka liya ap ko khob learning e krna pra ge
                    • #11 Collapse

                      Starting mai trader ko bohat c difficulties ko face krna pr skta hai or loss b ho skta hai lakin in conditions mai trading ko leave nhi krna chahiye Q k inhi conditions mai trader ko trading say related kafi kcuh seekhnay or smjnay ko milta hai jis say trader ko future mai kafi asaani b ho jati hai.
                      https://t.me/pump_upp
                      • #12 Collapse

                        hum take profit ko use karty hain to kam karny main kafi acha lgata hay humain agr kam karna hay to take profit ko zror use karna ho ga kun kay is say market main kam karny main humai aik limit mil jate hay loss km ho ga
                        "The mind is everything, What you think you become"
                        • #13 Collapse

                          Re: ! Take the hard path to learn trading !

                          Friends forex trading aik boht mushkil kaam Hy jis main humy seekhny k ly her mushkil path iktyar krna chaea ta k AP is k sary dao paich seekh jao or din raat mehnat kro or isy seniors say seekho ta k Tum zyada say zyada munafa kama sko
                          • #14 Collapse

                            Re: ! Take the hard path to learn trading !

                            Ham ko forex ko easy nahi lena chahye ye aik hard working business hai aur trading main apko learn karna chahye aor apko is mein profit chhye to apko is mein learn karna chaiye learning earning ka bahtren zariya hain ham ko is mein aj learning kar na hota hain aur kal ham is meine arning kar te hain is mein mehnat karna chaiye aur apne senior ko follow karna chaiye is mein ahm ko learning karna chaiye is mein ham ko ihtyt se kam karna chaiye aur is mein ache se learning karna chaiye auo apko chaiye k ap is mein learning hi kare learning hi ap k liy best hoga tab ja kar ap is mein akmyb ho sakte hain aur is mein earning kar sakte hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: ! Take the hard path to learn trading !

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: fxmunna پيغام ديکھيے
                              Hello everyone. Please let me be clear on one thing that please don't learn trading or anything else the easy way because easy ways don't cover each and everything. If you can learn the hard way then you can cope up with every situation from good to bad ones and you will have a pool of knowledge. So always try to cover every single topics related to trading. Its worth reading because you don't know which might come in handy. Have fun fellows.
                              Aslammo alikum.
                              i hope u will be fine, g ap ny bilkul theek kaha hard work se he kamyabi milti hai. forex per humary pass knowledge ka hona buhat zarori hai. kisi bhi kam ko easy nahe leana chahye. forex per ap samkhdari se he kamyab jo sakty hain. tukkay per kam nahe chalta. hardworking ko apna aim bana laien. ap ko kamyab honay se koi nahe rok sakta.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X