Aik din mai imsta say kitni dafa withdraw laye saktye hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aik din mai imsta say kitni dafa withdraw laye saktye hain?
    Asslam alkum dear friends mera ap say aik he sawal hai kay aik day mai hum kitnye dafa withdraw insta say skrill mai laga saktye hain matlab kay ager ap ko es mai aik day mai bar bar profit ho jata hai tu koi masla tu nhi banta hai na koi limite hai tu bata dain?
    $$$ Never Give Up $$$
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Aik din mai imsta say kitni dafa withdraw laye saktye hain?

    Dear profit zarori nahi key 1 din me withdraw ho saky es me 1 se 3 din tak lag sakty hey bonus trading account aur real trading account dono me profit kabi be etni jaldi withdraw nahi hota hay agar hamy 1 hi din me ye withdraw mil jata hay aur esi din ham per be profit earn karny me kamyab ho jaty hey to per hamy allow kia jata hay key esi din ham 2nd time be profit key ley withdrawal request send karen aur ye withdraw be hamy esi din hi mil sakta hay, es ki koi be pabandi nahi hay withdrawal request kesi be time ham send kar sakty hey ye 1 din me withdraw ho ya 3 din me hamy sabar se apny pending withdrawal orders ka wait karna chaye.
    • #3 Collapse

      Re: Aik din mai imsta say kitni dafa withdraw laye saktye hain?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: AB75 پيغام ديکھيے
      Asslam alkum dear friends mera ap say aik he sawal hai kay aik day mai hum kitnye dafa withdraw insta say skrill mai laga saktye hain matlab kay ager ap ko es mai aik day mai bar bar profit ho jata hai tu koi masla tu nhi banta hai na koi limite hai tu bata dain?
      Walaikum assalam dear aapane bahut hi Achcha question Kiya Hai Kyunki junior members Is Tarah Ki information ke liye ek dusre se bahut question karte hain aur yah junior members ke liye ek bahut hi acchi information hai To Iske Jawab Mein main aapse yah Kahana Chahunga ki Jab Bhi aap trading Karte Hain To Uske against aapko Ek amount profit ho jata hai aur jab aap use amount ko withdrawal ke liye request Karte Hain To usmein thoda sa time lag jata hai aur sometime Is Tarah hota hai ki vah aapka second day aapke account mein transfer Ho Jaate Hain Agar aapka profit thoda sa ho to use transaction mein itna time Nahin Lagta aur vah jaldi transfer Ho Jaate hain lekin agar aap ki amount of profit jyada ho to use per Ek Din Bhi lag jata hai tu Agar isliye Hath to dekh le agar aap small profit wali trade Ek Se Jyada dafa close karte hain to usmein aapko chance hota hai ki aap ek Din Mein Do withdrawal kara len lekin vah bhi Mushkil Hai Kyunki transfer hone Mein Thoda Sa delete ho sakta hai Jyada chances Yahi hote hain ki aap ek Din Mein Ek ki vidral facility Le sakte hain lekin agar aap ki transfer jaldi ho rahi hai to Uske bad aap second withdrawal Le sakte hain iski Koi limit nahin hai ki per day aap Itni transaction kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Aik din mai imsta say kitni dafa withdraw laye saktye hain?

        Instaforex trading company say withdraw kay liye aik he din mai jitnay bhi withdraw lainay ho liye jaa saktay hain. Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai isi Tarah trading say related tamaam cheezoo ko seekhna parta hai. Instaforex trading company ka finance department bohat he Co operative hai. Instaforex say Agar Pakistan waqt kay mutabiq subha 8 bajey say 10 bajey tak withdraw kia jaey tou 2 say 3 hours mai ajata hai aur uss kay complete honay kay baad dobara bhi withdraw lagaya jaa sakta hai. Isi tarah instaforex say withdraw kay liye aik baat ka khayaal rakhna chaiye kay jab aik withdraw pending hoto dusra na lagaya jaey aur jabb withdraw lagaya jaey tou uss waqt koi trade open nahi honi chaiye aur na he koi pending order pipe line mai hona chaiye
        • #5 Collapse

          Re: Aik din mai imsta say kitni dafa withdraw laye saktye hain?

          Assalamu Alaikum dear friend jawab main aapse yah Kahana Chahunga ki Jab Bhi aap trading Karte Hain To Uske against aapko Ek amount profit ho jata hai aur jab aap use amount ko pitra ke liye request Karte Hain To usmein thoda sa time lag jata hai aur sometime Is Tarah hota hai ki vah aapka second day aapke account mein transfer Ho Jaate Hain Agar aapka profit thoda sa ho to use transaction mein itna time Nahin Lagta aur vah jaldi transfer Ho Jaate hain lekin Agar aapki amount of profit jyada ho to use per Ek Din Bhi lag jata Hai To Agar isiliye Hath jode Nagar Sahab small pocket wali trade Ek Se Jyada dafa close karte hain to usmein aapko chance hota hai ki aap ek din Mai Doob kar le
          • #6 Collapse

            Re: Aik din mai imsta say kitni dafa withdraw laye saktye hain?

            ager ap aik aik trades kay profit janay kay bad withdraw lagatay rehay gay tu ap ka account block ho sakta ha or ap is tarah trading bhi achi nehi kar sakte hain or yeh aisy bar bar withdraw request submit karna professional traders ki nishani bhi nehi ha ap ko chahie ager ap ko profit howa ha tu ap month me sirf aik bar withdraw le jaisa kay ap aik complete month trading karay money management kay hisab se os kay bad jub ap ko month kay end par averages me profit ho ap osay withdraw karwa le is tarah ap professional way me trading kar sakte hain or ap ka account bhi secure rehay ga ager ap aik day me bar abr withdraw request submit karay gay tu wo sub ki sub reject bhi ho sakti hain isliey aisa tarika kar trading me bilkul bhi apnana nehi chahie
            • #7 Collapse

              Re: Aik din mai imsta say kitni dafa withdraw laye saktye hain?

              Jaisa ki aap Logon Ko Maloom Hai Ki instaforex mein aap withdrawal Kisi bhi time Le sakte hain lekin Mere Khyal se 1 Din Mein aap jitni Martaba Marzi withdrawal Le sakte hain lekin koshish Yahi honi chahie ki aap ek bich Mein jitni bhi trading Karen aur Jitna Bhi profit Hasil Karen uska withdrawal Nahin aur ismein koi bhi Aisa Aisa nahin hai ki aapki amount jyada ho ya kam ho jitni amount bhi Hogi rules ke mutabik aapko withdrawal mil Jaega lekin Mere Khyal se ek din main aapko ek martba hi beta bolna chahie Kyunki Bar Bar withdrawal Lena yah theek nahin hai aap ek acchi investment Karen aur Achcha profit Hasil Karke Har week withdrawal lein to vah sabse behtar hai
              • #8 Collapse

                Re: Aik din mai imsta say kitni dafa withdraw laye saktye hain?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: AB75 پيغام ديکھيے
                Asslam alkum dear friends mera ap say aik he sawal hai kay aik day mai hum kitnye dafa withdraw insta say skrill mai laga saktye hain matlab kay ager ap ko es mai aik day mai bar bar profit ho jata hai tu koi masla tu nhi banta hai na koi limite hai tu bata dain?
                Dear insta forex par ap jab account banaty hai to aus mai ap aik hi din mai jitni marzi ho dafa withdraw laga skaty hai ais mai koi mana nai hai ap ne agar ais broker mai apni investment ki hai to aus par ap ko jitna profit ho jaye ap aus mai se withdraw le skaty hai ais market mai ap agar mehnat karty hai to ap ko ais market mai jo bhi profit ho jaye jab ap ka dil ho wo ap ais mai se withdraw karwa skaty hai ais market mai ap ko ye masla nai aata hai k ap aik din mai atna withdraw le sakty hai ya ais mai koi limit nai hai ais mai se ap jo paisa kama lety hai wo ap jab chaye withdraw karwa skaty hai ais market mai ap ko mehnat kar k profit banana hota hai aus k baad ap ais mai kamyab ho jaty hai ais market mai ap ko ye masla nai aata.
                • #9 Collapse

                  Re: Aik din mai imsta say kitni dafa withdraw laye saktye hain?

                  Dear agar ap instaforex par trading kar rahy hain aur apko profit hai tu dear ap ko withdraw lagany k liye sab se pehly tu account ka verify hona bahut zaroori hai agar apka account verify hai tu ap agar instaforex se withdraw lagaty hain tu ap agar working day mein lagaty hain tu apko usi din bhi withdraw mil sakta hai aur 3 din bhi lag sakty hain is liye ap aik he bar withdraw lagayn aur aik din mein aik he bar withdraw lagayn agar apka account verify hoga tu apko jaldi withdraw mil jaye ga aur ap ka jab withdraw laga hoga tu ap koi bhi tarde open na karyn kyun k aisa karny se withdraw cancel ho jata hai jab apka withdraw aa jaye tu us k bad ap trading kar sakty hain aur maine last withdraw instaforex se skrill par liya tha tu suba withdraw lgaya tha aur sham tak skrill mein receive ho gaya tha but is mein 3 din bhi lag sakty hain is liye preshan ni hona aur weekend par financial department ki chuti hoti hai is liye time lag jata hai withdraw any mein.
                  • #10 Collapse

                    Re: Aik din mai imsta say kitni dafa withdraw laye saktye hain?

                    asslam o alikam agr hum instaforex account se bonas account se withdraw krte hein jab tak phaly wala withdraw nai mil jata hum dosra nai kr sakte hein agr hum ese krein gein tu hamra phaly withdraw be cancel ho jata ha is liye agr hum mil jata ha tu hum foran dosra withdraw laga sakte hein is main koi limet nai ha kam se kam hum daily 3 se 4 withdraw mil sakte hein withdraw method be hamra acha hona chaiye skrill account main hume achi withdraw kr sakte hein hume is main acha samjdari se kam krna hota ha instaforex hamre liye eik best onlines business ha hume samjdari se kam krna hota ha taqy hum asani se is business main kameyab be ho saken hume tecnical analysis ur fundamentall analysis ko check krna hota h
                    :1f60d: hard work :1f60d:
                    • #11 Collapse

                      Re: Aik din mai imsta say kitni dafa withdraw laye saktye hain?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: AB75 پيغام ديکھيے
                      Asslam alkum dear friends mera ap say aik he sawal hai kay aik day mai hum kitnye dafa withdraw insta say skrill mai laga saktye hain matlab kay ager ap ko es mai aik day mai bar bar profit ho jata hai tu koi masla tu nhi banta hai na koi limite hai tu bata dain?
                      Dear instaforex sy skrill money main aik din main aik withdraw karwa sakty han dosra withdraw k ley ap ko wait karna ho ga jab tak humy pehla withdraw mil ni jata ha is ley humy aik k bad dosra withdraw lany sy pehly trading karni ho ge us pe time lagta ha aik din main ap ko dobra profit ho sakta ha par withdraw ni la sakty han ho sakta ha ap ka account banned ho jay ia ley ap ko wait karna ho ga behtar karny ta k ap ka account safe ho is k ley humy withdraw week main sirf aik bar lana chae ha ta k hum log behtar planning or strategy sy trading kar k kamyab ho saken is ley humy chae ha sirf withdraw aik bar he lan ta k humara account safe ho or hum week main trading kar k aik bar withdraw la lan
                      • #12 Collapse

                        Re: Aik din mai imsta say kitni dafa withdraw laye saktye hain?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: AB75 پيغام ديکھيے
                        Asslam alkum dear friends mera ap say aik he sawal hai kay aik day mai hum kitnye dafa withdraw insta say skrill mai laga saktye hain matlab kay ager ap ko es mai aik day mai bar bar profit ho jata hai tu koi masla tu nhi banta hai na koi limite hai tu bata dain?
                        Yes brother aap Agar insta Forex support kam kar to aapko ismein option Diya jata hai ki aap jitni dafa Chahe withdrawal a sakte hain ismein agar aap aap kam karte hain to aapko ismein Koi limit Nahin Degi hai ismein aap Agar mehnat karte hain to aapko ismein Kafi jyada fayda ho jata hai Temple is broker main aapko Ek Dafa investment karne ke bad bhi aapse Milta hai ki aap ismein Jitna Chahe Aryan kar sakte hain is market mein aap Agar time Lagate Hain To aapko ismein kamyabi mil jaati hai aur aap is market Mein Jitna Achcha kam karte hain aapko itna hi prapt ho jata hai is market mein aap Agar mehnat karte hain to aapko is market mein fayda ho jata hai is market mein aapko time Lagane ke liye learning Karni Hoti Hai Uske bad aap is market mein se profit banaa sakte hain Jab aapka friend Ban Jaaye to Jitna Chahe aap bhi driver Karva sakte hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Aik din mai imsta say kitni dafa withdraw laye saktye hain?

                          Dear forex members Pak forex forum pay haum online business kartay hoye bounce hasal kartay hay aur phir apnay account may balance ko skirll Kay zariye withdraw kartay hay Pak forex pay haumy is bat ka khyal rakhna hoga Kay haum apna with drawable bonus kis mathod ko use kar Kay hasal kar saktey hany haumy pehlay apna pehla bonus with draw karna hoga phir uss Kay bad hi dosra withdraw karna hoga dear friends aur very important bat yeah hay Kay haum jab apna insta forex ka account create kartay hay to haumy sab say pehlay apna skirll ka account verify karna hota hay aur verification Kay saray levels verify karney Kay bad hi haum apna bounce with draw Kara saktay hay with drawable bonus ko withdraw honey may ake say two days bhi lag saktay hay to esi situation may sabar say Kam Lena hay kiyu Kay so ko withdraw able bonus mil jay ga.
                          • #14 Collapse

                            Re: Aik din mai imsta say kitni dafa withdraw laye saktye hain?

                            Dear ap pe depend krta h k ap kitna earn krty hain jahan tk mujhybilm hai is baray me to yahan koye limit nhi h per day k hisab se k ap per day specific amont hi withdraw kar skty hn
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Aik din mai imsta say kitni dafa withdraw laye saktye hain?

                              Instaforex trading company say withdraw kay liye aik he din mai jitnay bhi withdraw lainay ho liye jaa saktay hain. Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai isi Tarah trading say related tamaam cheezoo ko seekhna parta hai. Instaforex trading company ka finance department bohat he Co operative hai. Instaforex say Agar Pakistan waqt kay mutabiq subha 8 bajey say 10 bajey tak withdraw kia jaey tou 2 say 3 hours mai ajata hai aur uss kay complete honay kay baad dobara bhi withdraw lagaya jaa sakta hai. Isi tarah instaforex say withdraw kay liye aik baat ka khayaal rakhna chaiye kay jab aik withdraw pending hoto dusra na lagaya jaey aur jabb withdraw lagaya jaey tou uss waqt koi trade open nahi honi chaiye aur na he koi pending order pipe line mai hona chaiye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X