Jaiza: auto aur manual trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: auto aur manual trading
    Auto/copy aur manual trading dono key faidy be hey aur nuqsan be hoty hey, traders ko agar auto/copy trading faida de sakti hay to traders ko etna hi faida manual trading me be ho sakta hay, auto ya per copy trading ka advantage ye hota hay key traders ka bahot hi zeyada limit ka time bach jata hay aur traders risky aur greedy trading se khud ko mehfooz kar sakty hey jab key manual trading ka benefit ye hota hay key traders ka experience es ki waja se hi improve ho sakta hay ye experience hasil karna be kesi tarha se stop na ho to es ka be bahot faida hota hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: auto aur manual trading

    Dear friend forex trading men 2 kism ki trading hoti hey aik auto trading jiss ko robot trading bhi kehtay hen jo log khud forex trading ko time nhi dey saktay woh robot k sath auto trading kartay hen lekin aesi trading men kamyabi k bahut kam chances hotay hen aur iss men acha knowledge aur experience hasil nhi kar saktay lekin dusari manual trading hoti hey jiss men hum khud interest letey hen aur khud pe depend kartay hen aur pahlay posting k zariay aur phir seniors se rabta kar k achi learning aur knowledge hasil kartay hen aur phir demo account pe practice kar k experience hasil kartay hen aur phir time ki achi investment kartay hen aur phir ziyada se ziyada mehnat kartay hen tu zaroor achi trading kar k acha profit hasil kar letey hen aur forex trading men aik kamyab trader ban saktay hen
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: auto aur manual trading

      Ji han bilkul Jaisa ki aap Logon Ko Maloom Hai Ki Auto Trading aur manual trading donon mein sirf Yahi Fark Hai jaise ki Auto Trading robot trading Hoti Hai Jisko robot ke jariye manage Kiya Jata Hai jaise ki vah ek trading software hota hai Jisko Ham metatrader 4 Mein istemal karte hain aur usko Run kar dete Hain jisse vah Khud Hi auto mathematically training open karta rahata hai aur jab ke manual trading hi hoti hai jisse aap khud ke experience on Knowledge ke sath kam karte hain aur aap per depend karta hai ki aap kis Taraf Se Lagana chahte hain lekin Mere Khyal se yah donon trading Se Zyada Behtar training manual trading Hai Kyunki manual trading Main Khud ka experience knowledge aur Khud Ke analysis ke sath kam Kiya Jata Hai Jab Ke robot trading se sirf aur sirf mathematically Taur per trading ki Jati Hai
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: auto aur manual trading

        اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
        Auto/copy aur manual trading dono key faidy be hey aur nuqsan be hoty hey, traders ko agar auto/copy trading faida de sakti hay to traders ko etna hi faida manual trading me be ho sakta hay, auto ya per copy trading ka advantage ye hota hay key traders ka bahot hi zeyada limit ka time bach jata hay aur traders risky aur greedy trading se khud ko mehfooz kar sakty hey jab key manual trading ka benefit ye hota hay key traders ka experience es ki waja se hi improve ho sakta hay ye experience hasil karna be kesi tarha se stop na ho to es ka be bahot faida hota hay.
        Dear ais market mai ap ne agar trading karni hai to ap ko ais market mai auto ya manual trading karni hoti hai ais market mai ap ne agar trading karni hai to ap ko ais market mai planing kar leni chaye aor aus k hisab se kaam karty rehna chaye ap agar ais market mai kaam sekh lety hai to aus k baad ap ko ais marekt mai manual trading karni chaye ap agar ais market mai auto trading karna cahty hai to aus mai ap ko robot lena hota hai aor apny account par run karna hota hai ais market mai ap agar mehnat karty hai to ap ko ais market mai kafi zayda faida ho jata hai ais market mai ap agar time lagaty hai to ap ko ais market mai kafi zayda faida ho jata hai ais market mai ap ko time lagana hota hai aus k baad ap ko ais market mai kamyabi mil jati hai.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: auto aur manual trading

          G dear tradin 2 qism ki hotye hai auto aur manual auto es tarha hai kay ap kam kartye hain aur ap nay trade open nhi kiya hota hai aur ap nay aik target pay he trade open kiya hota hai tu ap ka trade auto pay he open ho jata hai kiyu kay ager ap es tarha kam kartye hain tu ap es mai kamyab ho jatye hain tu kam ager ap nay karna hai tu ap tools kay hisab say apna kam karain aur ap ka kam hai kay ap auto pay kam kartue hain tu ap auto pay karain ya manual mai kartye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai trading hamesha anylsis kay hisab say karain kiyu kay ager ap es mai acha kam.kartye hain tu ap es mai kabhi nakam nhi hotye hain tu kamyabi hasil karna bhut he zayda zaroori hai per ap ka kam hai kay ap es mai apna kam mahnet aur lagan kay sath karain aur ap ka kam hai kay ap apnye kam pay focus zaroor diya karain trading jo bhi ho ap ka kam hai kay ap achye anylsis kay hisab say kartye hain tu ap kamyab ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ao apna time forex mai lagain aur ap ka kam hai kay ap apna kam mahnwt kay sath kar kay es mai kamyab ho jatye hain
          $$$ Never Give Up $$$
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: auto aur manual trading

            Auto aur manual trading asal mai techniques hoti hain jo trading kay liye apply hoti hain. Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai jinn ki wajah say traders positive results kay saath trading ker saktay hain. Auto trading mai sirf copy trading technique he nahi hai bulkay iss mai robot trading bhi shamil hoti hai jiss mai softwares ki madad say trading ki jaati hai. Aur manual trading ka Matlab yehi hai kay trader khud he trading kerta hai. Auto trading mai copy trading ho ya robot trading ho traders ko experience nahi gain hota hai jiss ki wajah say woh softwares aur dusray traders pay he depend kerta rehta hai. Manual trading ka yeh faida hota hai kay traders khud say trading ker kay experience haasil kertay hain aur unhain kisi pay dependant nahi hona parta hai aur traders ka saara profit unn ka apna he hota hai iss kay elawa kisi kisam ka extra expense bhi nahi kerna hota hai
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: auto aur manual trading

              اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
              Jaiza: auto aur manual trading<br />Auto/copy aur manual trading dono key faidy be hey aur nuqsan be hoty hey, traders ko agar auto/copy trading faida de sakti hay to traders ko etna hi faida manual trading me be ho sakta hay, auto ya per copy trading ka advantage ye hota hay key traders ka bahot hi zeyada limit ka time bach jata hay aur traders risky aur greedy trading se khud ko mehfooz kar sakty hey jab key manual trading ka benefit ye hota hay key traders ka experience es ki waja se hi improve ho sakta hay ye experience hasil karna be kesi tarha se stop na ho to es ka be bahot faida hota hay.
              Ji ap nay bohat acha jaiza paish kia hay aor es jaiza main bohat information share ki hay main ap ki baat say agree karti hoon. Aam tor par Forex trading market main two types kay methods say trading ki jati hay aik Manual Trading dosri Auto/Robot Trading ziada tar traders Manual Trading say hi faida uthatay hain jab k Robot yehni Auto trading wohi traders kartay hain jin kay pas ziada time nahi hota ya phir un ko Forex trading ka koi khas experience nahi hota. Manual Trading and Robot ya copy trading main kuch khas farq nahi hay.
              1: Manual Trading
              Manual trading woh trading hay jo trader apnay knowledge, learning and experience kay hisab say khud karta hay aor khud market analysis karta hay aor khud hi trade open and close karta hay dosray lafzon main ham keh saktay hain k manual trading main trader apni trade ko khud control karta hay aor kamyabi hasil kar kay khud profit hasil karta hay aor jo bhi trading say profit ki soorat main earning hoti hay us ko woh mukamal withdraw bhi kar sakta hay ziada tar expert traders manual trading hi kartay hain. aor yahi sab say best method Forex trading kay liay.
              2: Auto(Robot)/Copy Trading
              Auto trading Forex trading ka aik khud kar system hota hay jis main computer language program hota hay aor technical signals feed kiay jatay hain jis say batten dabanay par auto trading system work karnay lag jata hay aor jab price agay barti hay to programming kay hisab say trade khud ba khud(Automatically) open and close hoti rehti hay chahay trader ka computer on ho ya off esi taran copy trade bhi hay jis main pehlay say kisi expert trader ki trade kay treqa kar ko feed kia jata hay aor phir usi method say trading khud ba khud hoti rehti hay Robot trading main system manual trading ki taran trading kay tamam awamil jin main analysis shamil hain achi taran understand nahi kar pata khas fundamental analysis jis say baz dafa bohat loss ho jata hay es liay auto trading aik risky method hay es kay elawa Auto(Robot) trading ya copy trading main earning ki soorat main kuch hissa Robot ya Copy trading say related company ya trader ko pay karna parta hay.
              es liay traders ko yeh advice bhi hay k woh auto trading ki bajay Forex trading ko achi taran sekh kar aor knowledge gain karnay kay sath sath demo practice say big experience hasil kar kay manual trading par hi ziada focus karain kun k esi main ziada faida hay.
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: auto aur manual trading

                Assalamu Alaikum dear friend jatake aapko Maloom Hai Ki manual trading se aap bahut hi acchi trading kar sakte hain Ki Tu mere val trading Aisi trading hoti hai jismein aap khud ka experience and knowledge ke sath kam karte hain aur manual trading se aap ek acchi trading bhi kar sakte hain Kyunki aapko Sabhi acche experience ke bare mein pata hota hai aur jab ke aap Auto Trading karte hain usko robot trading bolate hain aur yah copy trading alag chij hai aur robot trading alag chijen robot trading NSE trading hoti hai jismein aap shop par use Karke market Mein trading karte hain aur jab ke copy training hoti hai jismein aap Kisi bhi senior traders ko copy karte hain aur vah copy Karke usse acchi income hasil
                kr sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: auto aur manual trading

                  dear friend yoon to forex markeet main kaam karnay k isay samjhnay k aur isk knowledge say har tarha ham apnay apnay tareekay say kaam karnay ko ziada better jantay hain laikin jis tarha say kaam ham mannual tareekay say khud sahi kar skatay hain waisay ham kabhi bhi auto nai kar skatay hain wo is liye k aik wakt ham auto trading say robots ko use kartay huvay apnay kaam say acha earn to kar saktay hain magar yeh kabhi bhi sahi tareekay say nai samjh skatay hain k ham nay jo kuch earn kia hay wo ham nay kaisay aur kis method say kia hay aur agar hamko lose huva hay to uska kia reason huva hay jiski wjha say hamari trade lose main change hue hay,aur agar ham mannual tareekay say kaam kartay hain to hamko makreet main har aik minut pay moove ka sahi experience milta jayega aur jub ham kuch earn karaingay hamko pata hoga k hm nay yeh earning kaisay ki hay aur jub kabhi hamko lose hoga to hamko is baat ka bhi pata hoga k ham nay jo lose kia hay uska aisa kia reason bana hay jiski wajha say hmko lose huva hay to mairey khayal aur knowledge say hamko hamesha say mannual tareekay say kaam karna chaye jis say hamko life time ki earning aur knowledge milta jayega.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: auto aur manual trading

                    Dear forex tarders forex trading mein 2 types ki trading hoti hain but agar manual tarding ki jaye tu uska ye fiada hota hai k hamara knowledge aur practice barhti rehti hai aur ham aik din achy trader ban sakty hain kyun k ham manual trading mein khud analysis karty hain aur khud tarde open close karty hain tu sath sath hamari practice hoti rehti hai aur hamara experience barhta hai tu main apko manual trading ka mashwara deta hon lekin ap ne jo copy tarding ki bat ki hai ya robot trading ki tu dear sab se pehla drawback tu ye hain copy tarding ya robot trading ka k hamara tarding skill improve ni hota aur ham khud mehnat ni karty aur hamyn adat par jati hai kisi ki tarding ko copy karny ki ya robot se auto trading karny ki aur ham khud kabhi bhi tarder ni ban sakty aur doosra dear ye drawback hai k robot tarding k liye hamyn robot khareedna parta hai purchase karna hota hai aur hamyn payment karni parti hai aur ye bhi zaroori ni hota k hamyn har tarde mein profir hoga ya ni sirf ye hota hai k robot auto par trading karwta hai aur khud trade open close karta hai but har tarde mein profit ki garentee ni hoti is liye khud manual tarding seekhyn aur khud analysis kar k trades open close karyn
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: auto aur manual trading

                      dear bhai market main kam krne k liye knowledge ki zahrorat hoti ha agr hamre paas is business ka sahi knowledge hai tu hum kameyab ho sakte hein trading atuo main hum nai kr sakte hein hume is main khud trading krni chaiye kew hum is business main life time tak k kam krte hein hume chart indicotor ko check krte rehna lazmi ha hume is main candle stick ko dekhna hota ha ur is main hum bhgair knowledge k kameyab nai ho sakte hein hume tecnical analysis ur fundamental analysis dono ko fallow krna lazmi ha ye hamre liye acha online business ha in main hume chart indicotor ko dekh k kam krte rehna chaiye is main hume atuo system main kam nai krna hota ha hume khud kam krna chaiye
                      :1f60d: hard work :1f60d:
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: auto aur manual trading

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                        Auto/copy aur manual trading dono key faidy be hey aur nuqsan be hoty hey, traders ko agar auto/copy trading faida de sakti hay to traders ko etna hi faida manual trading me be ho sakta hay, auto ya per copy trading ka advantage ye hota hay key traders ka bahot hi zeyada limit ka time bach jata hay aur traders risky aur greedy trading se khud ko mehfooz kar sakty hey jab key manual trading ka benefit ye hota hay key traders ka experience es ki waja se hi improve ho sakta hay ye experience hasil karna be kesi tarha se stop na ho to es ka be bahot faida hota hay.
                        Dear brother is market Mein trade karne ke bahut Sare method available Hote Hain in mein se sabse Jyada famous autotrading Jisko report reading Kahate Hain bahut jyada use ho rahi hai iske sath aap manual trading bhi kar sakte hain jismein aapko bahut market ke analysis karne hote hain aur is market Mein trade Lagani hoti hai ismein aapke Andar Se Agar acche hote hain to aapki trains per profit hota rahata hai Agar aapke Andar Se is market Mein acche Nahin Hote Wapas market mein nuksan ho sakta hai is market Mein aapane Jab Bhi kam Karda ho aapko is market Mein yah dekhna hota hai ki market ka trend kya chal raha hai uske sath aapko trade Lagani Hoti Hai magar jo log autotrading karte hain usmein unko Ek virtual server Dena Hota Hai jismein unko Apna account login Karke use per expert advisor Chala Dena hota hai jisse aapko Khud Kam Nahin karna padta aapke account per software Khud Hi trade lagata rahata hai aapki Kuchh trades per profit ho jata hai aur kuch trades per aapko nuksan bhi Hota Hai Magar use software ki setting ke lihaj se aapko profit hota hai agar aap Achcha expert advisor use karte hain to aapke account ko bahut fast growth kar deta hai.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: auto aur manual trading

                          Assalamu Alaikum dear friends is market mein aapane agar trading karni hai to aapko is market Mein auto ya manual trading Karni Hoti Hai is market mein aapane agar trading karni hai to aapko is market Mein planning kar leni chahie aur uske hisab se kam karna chahie aap Agar is market Mein kam Sikh Lete Hain To to Uske bad aapko is market Mein manual trading Karni chahie aap Ganesh Market Mein Auto Trading karna chahte hain to usmein aapko robot Lena hota hai aur apne account per Rang karna hota hai is market mein aap mehnat karte hain to aapko is market Mein Kafi jyada fayda ho jata hai is maarpeet mein aap Agar time Lagate Hain To aapko is market Mein Kafi jyada fayda ho jata hai is market mein aapko time Lagana Hota Hai Uske bad aapko is maarpeet Mein kamyabi mil Jaati Hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X