Kia trading kay doraan haazir demaaghi bhi kaam aati hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia trading kay doraan haazir demaaghi bhi kaam aati hai?
    Forex trading kay doraan traders ko chaiye kay market ki movement ko watch kernay kay liye proper tareeka banaey aur achi monitoring ker kay achay decisions ker sakey. Kia trading kay doraan haazir demaaghi bhi kaam aati hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kia trading kay doraan haazir demaaghi bhi kaam aati hai?

    trading k doran hazir damaghi he kam ati hai or aghr damagh hazir nahi hoga tu hum kbhi bhi forex main kamyab nahi ho skty na he hum forex main achi earning hasil kar skty hain esi liye hmaisha fresh mind k sath trading karen jis main apki galti ki gunjaish na ho jub apki galti ki gunjaish hoti hai tab he apko loss hota hai esi liyez arori hai k prfitable business k liye apko mahnat karna hogi or fresh mind k sath trading krna hogi jis se ap kamyab ho skty hain or achi trading kar skty hain haisha soch smjh kar api trading karen jub ap soch smjh kar trading karengy tab he ap forex main market ko follow kar skty hain or market k trend ko smjh skty hain market k trend ko smjhna or osko follow krny k liye mind ka fresh hona boht zarori hai jis main ap kamyab ho kar achi trading kar skty hain
    • #3 Collapse

      Re: Kia trading kay doraan haazir demaaghi bhi kaam aati hai?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
      Forex trading kay doraan traders ko chaiye kay market ki movement ko watch kernay kay liye proper tareeka banaey aur achi monitoring ker kay achay decisions ker sakey. Kia trading kay doraan haazir demaaghi bhi kaam aati hai?
      G ha dear ye to bahot hi zarori hai k ap ne agar ais market mai kaam karna hai to ap ko ais market mai hazir dimaghi k sath kaam karny par kafi zayda faida ho jata hai ais market mai ap agar mehnat karty hai to ap ko ais market mai kafi zayda faida ho jata hai ais market mai ap agar mehnat karty hai to ap ko ais market mai faida ho jata hai ais market mai ap ne agar kaam karna hai to ap ko achy time par decision lena hota hai ap agar ais market mai ghalti karty hai to aus ki waja se ap ko kafi zayda loss ho sakta hai ais liay ais market mai money management k hisab se kaam kary tab hi ap ko ais market mai faida ho jata hai ais market mai ap ko mehnat karni hoti hai tab hi ap ko ais market mai kamyabi mil jati hai.
      • #4 Collapse

        Re: Kia trading kay doraan haazir demaaghi bhi kaam aati hai?

        forex trading kay Duran hazir dimaghi or active reh kar hi ap acha decision le sakte hain or decision kay bina par hi ap ko acha profit milta ha ager ap ki pyscology strong ha tu ap achi trading kar sakte hain forex trading me jo traders lakeer kay fakeer ban kar trading kartay hain un ko loss ho jata ha kyun kay wo market ki condition or movement kay hisab se decision nehi le patay hain forex trading me ap ki strategy sirf 20% work karti ha or ap ki hazir dimaghi 80% work karti ha ager ap strategy par depend kar kay trading karay gay tub hi ap achi trading kar sakte hain or loss se bach kar profit earn kar sakte hain ager ap apni mentality jo use karay gay tu ap market ki condition kay hisab se decision le sakte hain jo ap ko kamyab bana sakta ha
        • #5 Collapse

          Re: Kia trading kay doraan haazir demaaghi bhi kaam aati hai?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
          Kia trading kay doraan haazir demaaghi bhi kaam aati hai?<br />Forex trading kay doraan traders ko chaiye kay market ki movement ko watch kernay kay liye proper tareeka banaey aur achi monitoring ker kay achay decisions ker sakey. Kia trading kay doraan haazir demaaghi bhi kaam aati hai?
          Ji bohat acha sawal hay ap ka. Kisi bhi kam business and job main admi ka hazir damagh hona bohat zarori hay aor dil chaspi bhi kafi had tak lazmi hay esi wajah say Forex trading bhi hay jis main hazir damaghi bohat zarori hay kun k Forex trading aik aisa business hay jis main kisi bhi time market mukhalif simat main move kar jati hay aor trader ko bohat bara(big) loss day jati hay esi liay Forex trading ko aik risky business bhi kaha jata hay aor risky honay ki wajah say Forex trading main profit ki nisbat loss kay chances ziada hotay hain aisi condition main trader ka hazir dimagh hona bay had zarori hay. Aik kamyab Forex trader hazir demaagh rehtay howay market ki movement pay poori taran nazar rakhta hay aor market ki movement kay hisab say apni open trade ko control karta hay aor market analysis kar kay hi trade open and close karta hay esi wajah say us ko kamyabi hasil hoti hay aor woh achi earning kar laita hay lrhaza Forex trading kay doran traders ko hazir demaagh rehtay howay kam karna chahiay.
          • #6 Collapse

            Re: Kia trading kay doraan haazir demaaghi bhi kaam aati hai?

            G dear trading mai chaltye he hazer dimaghi hai ager ap trading mai apna kam mahnet aur lagan kay sath aue hazer dimaghi kay sath kartye hain tu ap es mai kamyab ho patye hain tu ap ka kam hai kay ap forex trading kartye hain tu ap ka kam hai kay ap ka kam hai kay ap es mai hazer dimagh ho kay kam karain ap ka dimagh fresh aur tezz ho ga tu ap es mai kamyab ho jatye hain jub kay ap ka dimagh ager es mai kamzor ho ga tu ap kabhi kamyab nhi ho patye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai apna kam mahnet aur lagan kay sath karain per ap kaliye zaroori hai kay ap ka dimagh es mai fresh ho kiyu kay ager ap ka dimagh fresh ho ga tu yaqeen manye kay ap kabhi es mai nakam nhi hun gaye tu ap nay kam karna hai tu ap forex mai a kay kam karain per ap ka kam hai kay ap es mai hazer dimaghi kay sath apna kam kartye rhain kiyu kay hazer dimaghi kay sath kiya gaya kam hamesha he kamyabi dilata hai tu ap ka kam hai kay ap forex mai apna kam tezz aur fresh mind kay sath jarain ta kay bad mai ap ko es mai faida ho jaye tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam kar kay faida laye lain
            $$$ Never Give Up $$$
            • #7 Collapse

              Re: Kia trading kay doraan haazir demaaghi bhi kaam aati hai?

              g han ap bilkul sahi kah rahy hain forex main trading karty apny mind ko hazar rakh kar trading karny main he faida hota hai q k yah aik risky business hai jis main apka aghr zara sa bhi mind idr oder hota hai tu apko os main loss ho jata hai es liye apko apny fresh mind or apny full focus k sath apni trading krni hogi jis main ap achi market ko smjh skty hain or market apko kub faida de skti hai ap os main smjh kar apni trading kar skty hain es liye hmaisha soch smjh kar apni trading karen kbhi bhi jald bazi main apni trading na karen jub ap jald bazi main trading karengy tu ap forex main kbhi bhi kamyab nahi ho skty na he ap achi earning kar skty hain es liye hmaisha soh smjh kar apni trading karen or market ko achi trha se smjh kar apni trading karen aghr ap kamyab hona chahty hain tu q k apka mind ge apko kamybhi ki traf lay ja skta hai aghr wo active hai or ap ki smjh main ata hai tu
              • #8 Collapse

                Re: Kia trading kay doraan haazir demaaghi bhi kaam aati hai?

                Assalamu Alaikum bilkul bilkul kam Aati Hai Jab aap training Mein kam Karte Hain To uske liye Jaruri hota hai ki aap acche experience knowledge ke sath mehnat Karen ke sath isliye jitni mehnat Karenge To Nahin aapko benefit Hota Rahega aur Aane Wale Waqt mein aap se achi Ami cancel kar sakte hain Kyunki refreshment ke sath Jab aap kam Karte Hain To uske liye Jaruri hota hai ki aap Hamesha apni trading main focus rakhen Tujhe Itna focus trading per Hoga apna hi aapko real trading Mein Achcha bagavat Hoga Ki Kya dawai ke sath aap ki training ki baatein ho sakti hai darvaja function Karenge
                • #9 Collapse

                  Re: Kia trading kay doraan haazir demaaghi bhi kaam aati hai?

                  Jitna ham trading kay doran apne dimaagh ko hazir rakhe utan hamra work behtar hoge or utna ham forex se acha trad kar painge ye haqeeqat he ke insan apne work me dilo dimagh se kam le to phir wo kabhi be fail nhee hosakta, hamre ye he koshish hote he jis time ham apna work forex me kare use time sare kam chor kar apne poora tawajh ke sath forex me trading kare, or unke usoolon ko follow kare, phir hme yaqeen he ham kabhe be apne kam me fail nahe hosakte, ager ham apne dimagh me kuch or rakhe ge or yaha per kam be krte rahe ge phir ye kam nhe chal sakta forex me trading ka, phir ham apna time west na kre to behatar he, forex ik good work he ham ko koshish karne hoge ke ham apne tawajh demagh ke sath inme apna work kre or apne manzil ko cho saken.
                  • #10 Collapse

                    Re: Kia trading kay doraan haazir demaaghi bhi kaam aati hai?

                    Yes dear kyun ni forex trading mein hazir dimaghi bahut zayada kam ati hai kyun k market ki some times movement itni fast hoti hai jaisa k newa k time market kitna fast move karti hai tu aisy halat mein jo trader bhi hazir dimagh hota hai aur jo foran analysis kar leta hai aur foran decision ly kar tarde open kar leta hai tu wo profit ly leta hai kyun k tarde mein agar sahi point par entry ni lyn gy tu loss hoga is liye is mein quick decision leny party hain aur aik tu knowledge aur experience kam ata hai aur doosra hazir dimgahi kam ati hai jo ham right time par right decision ly kar trade mein entry lyn tu acha profit ly sakty hain aur ham jitna zayada practice karyn gy aur jitna zyada knowledge gain karyn gy tu market mein itna ham tez hongy hamara mind tez hoga aur ham hazir dimaghi se kam karyn gy
                    • #11 Collapse

                      Re: Kia trading kay doraan haazir demaaghi bhi kaam aati hai?

                      Assalamu alaikum Dosto umeed kerta hun k ap log kheriyat se hon gy.
                      Ji han dosto mein apki bat se itfaq kerta hon mary khyal se is platform per hazir dimag bht hi zroori hota hai iso wja se hum kamyab ho skty hein Dosto kbi kbi market ki movement bht fast hoti hai jsa ke news ke time market ki movement fast hoti hai to asy halat mein hazit dimag bht hi zroori hota hai Dosto humara kam jitna behtar hoga huzyada utna hi acha profit hasil ker sken gy humein chahiye ke hum jitna bi kam kerein mehnat se or active ho ker krein taky humein lose na ho humein yahan per acha knowledge or experience share kerny ke sath sath acha time tabl bana ker kam kerna hoga or dil laga ker kam kerna hoga taky hum acha profit hasil ker sken ji Dosto ue platform bht hi acha hai humeiaik is per bas active ho ker kam kerna hoga taky humein loss na ho.THANKX ::)
                      • #12 Collapse

                        Re: Kia trading kay doraan haazir demaaghi bhi kaam aati hai?

                        Forex trading may haazir demaaghi bohut fayda dayti hay aor Jo traders haazir demagh hotay hay wo bohut axha business bana laytay hay aor uss Kay lie traders ko bohut zayada trading siekhni chahiye aor jitna trading ka zayada experience hoga utna he us may traders ka zayada fayda hota hay. Jo haazer demagh trader hotay hay unka demagh bohut chalta hay jis say unhay pehlay hi market ki movement ka pata chall jata hay aor woh pehlay he apni trades laga laytay hay. Hazer demagh honay kay traders ko trading terminal kay saaray option siekhnay partay hay jo uhay sahi tara use bi kernay hotay hay. Sarey forex traders ko hazer demagh he hona chahiye
                        • #13 Collapse

                          Re: Kia trading kay doraan haazir demaaghi bhi kaam aati hai?

                          yes trading k doran hamra mind har time hazar hona chaiye agr hamra mind main lalach hon gey hum jaldbazi krein gein tu ese trader jo is main lose hi hota ha hume is main kam krne k liye daily menat krni hoti ha daily achy treeqy se kam krna hota ha tab hi hum kameyab be ho sakte hein trading main negetive treeqein se kam krein gein hard work krein gein tu asani se kameyab ho sakte hein hume is main acha kam krna hota ha taqy hum asani se kameyab ho sakeen hume is main demo account ka lazmi istamal krna chaiye demo account main lerning kr k hi asani se kameyab ho sakte hein trading achi hon gey tu hum is main or be knowledge se kam krein jise ur be zada hume faida hoga
                          :1f60d: hard work :1f60d:
                          • #14 Collapse

                            Re: Kia trading kay doraan haazir demaaghi bhi kaam aati hai?

                            Assalamu Alaikum dear friend bahut Achcha Sawal hai aapka Kisi bhi kam business and job Mein aadami ka Hardik dimag Hona bahut jaruri hai aur dilchaspi bhi Kafi had tak lalmi hai ISI vajah se Forex trading bhi ismein Hardik dimagi bahut jaruri hai Kyon Ke Forex trading Ek Aisa bitne Se jismein Kisi bhi time market Mukt lips Simat Mein hokar jaati hai aur trader ko bahut bada loss De jaati hai isiliye Forex trading co 1 risky business bhi Kaha jata hai aur iski hone ki ki vajah se Forex trading Mein profit loss kitchen Se Jyada hote hain Aisi condition Mein trader Kaha Dil dimag Hona bahut jaruri hai ek kamyabi Forex trader Sajid Mang lete Hue market ki movement per Puri Tarah Najar Rakhta hai aur Market ki moment ke hisab se apni open trade ko control karta hai aur Market Analysis karke hi trade open and close Karta Hai ISI vajah Se Usko kamyabi Hasil hoti hai aur vah acchi earning kar leta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kia trading kay doraan haazir demaaghi bhi kaam aati hai?

                              Ji han bilkul trading Mein Jab aap had bhabhi ke sath kam Karte Hain To aap bahut hi acchi aur Behtar trading kar sakte hain to isliye Hamesha Jab Bhi aap reading karne lage to acchi practis aur acche knowledge ke sath aap kam Karen aur Hazrat Maggi ke sath kam Karen Kyunki yah Ek proper mind work Hai To usmein agar aap acche mind ke sath aur acche mind set up ke sath kam karte hain tabhi aap ek acchi income Hasil kar sakte hain isliye aap ki Hamesha ke Yahi koshish honi chahie ki aap Har time active Rahen aur mind ke sath trading Kare tabhi aap Kamyab aur Behtar trading kar sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X