Small business kernay waalo ko Forex mai Kitna faida hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Small business kernay waalo ko Forex mai Kitna faida hai?
    Aaj Kal Corona pandemic ki wajah say bohat say small business band ho chukay hain ya band honay waley hain. Agar woh apnay small businesses ki investments ko gradually Forex trading business mai convert ker lain tou small business kernay waloo ko forex trading mai kitna faida kitnay waqt mai ho sakta hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Small business kernay waalo ko Forex mai Kitna faida hai?

    dear mamber forex trading k bsuiness main hmain invest karny k liye real invest karny ki zarort nahi hoti hai jub k es main hmain bonus account se trading karny se faida mil jata hai es liye hmain apni real invest se bahter bonus account se trading kar skty hain tu esi ko he hmain apny business ka hisa bnaty howe kam krna chahye forex main jo bhi koi trading ka business karna chhta hai kar skta hai es main kisi bhi trha ki koi bhi formality nahi hoti hai jis ko pora krna zarori hota hai jub k corona virus ki wjah se jitny bhi business hain wo band ho gy hain yah band hony waly hain tu un sub ko chahye k wo forex ko join karen or forex main mahnat kar k earning ahsil karen forex un k liye best option hai jis se wo faida otha skty hain ayse halat main
    • #3 Collapse

      Re: Small business kernay waalo ko Forex mai Kitna faida hai?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
      Aaj Kal Corona pandemic ki wajah say bohat say small business band ho chukay hain ya band honay waley hain. Agar woh apnay small businesses ki investments ko gradually Forex trading business mai convert ker lain tou small business kernay waloo ko forex trading mai kitna faida kitnay waqt mai ho sakta hai?
      Dear ais market mai sab se achi baat ye hai k ais market mai ap choti si amount se bhi kaam start kar sakty hai ais market mai ap ne agar kaam karna hai to ap ko ais market mai mehnat karni ho gi ais market mai ap agar time lagaty hai to ap ko ais market mai kafi zayda faida ho jata hai ais market mai ap ko small account par agar trade karni hai to aus k liay choti lot se kaam kary aus par ap ko acha profit ho jata hai aor ap ka account bhi safe reh jata hai ais market mai ap agar mehnat karty hai to ap ko ais market mai kafi zayda faida ho jata hai ais market mai ap ko mehnat karni ho gi tab hi ap ko ais market mai kamyabi mily gi ais market mai ap agar time lagaty hai to ap ko ais market mai faida ho jata hai.
      • #4 Collapse

        Re: Small business kernay waalo ko Forex mai Kitna faida hai?

        small business walo ko forex trading me invesment karne se faida bhi ho sakta ha or loss bhi ho sakta ha kyun forex me losing ratio 90% se zeyda ha small business walay sirf kuch month me acha profit earn nehi kar sakte hain or un ko profit earn karne me consistent kay sath 1 saal se 3 saal ka time lag sakta ha isliey forex me people ko zabardasti invite nehi karna chahie profit ki lalach de kar forex me kamyab wohi traders hota ha jo interest le kar long term ki planning kar kay working karta ha forex me short term me profit hasil karna boht mushkil ha ap ko chahie jub ap kisi ko forex me invite karay tu sirf profit ka lalach na day balke complete forex kay baray me bataye small business walo ko chahie kay wo forex me utni invesment karay jitni loss me wo bardasht kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Small business kernay waalo ko Forex mai Kitna faida hai?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
          Small business kernay waalo ko Forex mai Kitna faida hai?<br />Aaj Kal Corona pandemic ki wajah say bohat say small business band ho chukay hain ya band honay waley hain. Agar woh apnay small businesses ki investments ko gradually Forex trading business mai convert ker lain tou small business kernay waloo ko forex trading mai kitna faida kitnay waqt mai ho sakta hai?
          Ji ap nay bohat acha question kia hay. This time poori woeld main bohat si countries corona pandemic ki wajah say affected hain aor en affected countries main tamam small business bohat ziada mutasir hain kun k bohat si countries main lock down ki wajah say tamam small businesses band hain jis say tamam aisay businessman jo en small businesses say apni earning kar rahay thay aor apni zaroriat possri kar rahay thay woh sab bayrozgar ho chukay hain ya bay rozga ho rahay hain bay rozgari ki wajah say kai problems paida ho chukay hain aor agay aor kai problems create honay kay chances hain es condition main Forex trading hi aik aisa business hay jis say aisay problems say bahir nikla ja sakta hay kun k Forex trading aik profitable online real business hay jis ko kaheen bhi beth kar join kia ja sakta hay aor kamyab trading say achi earning ki ja sakti hay Forex trading say bohat kam time main bohat kam investment say bhi big profit earn kia ja sakta hay esi wajah say yeh business poori world main sab say ziada famous and popular hay aor poori world main phaila howa hay. Small business karnay walay aisay businessman jin kay karobar band ho chukay hain woh apni investment ko Forex trading main invest kar kay achi earning kar saktay hain lakin es kay liay pehlay Forex ko achi taran sekhna ho ga aor Forex trading ka knowledge gain karnay kay sath sath achi taran demo practice karni chahiay aor ziada say ziada experience hasil karnay kay bad Forex trading start karni chahiay kun k Forex aik risky business hay aor yeh without knowledge, learning and experience big loss day sakta hay lehaza new traders ko es ko sab say pehlay sekh laina chahiay.
          • #6 Collapse

            Re: Small business kernay waalo ko Forex mai Kitna faida hai?

            G dear forex mai ap mahnwt aur lagan kay sath kam kartye hain tu ye ap ko kafi faida daita hai jub kay ap es mai acha kam kar kay hamesha he kamyab ho jatye hain jub kay ap ko pta hai kay ap forex mai apnye kam pay focus dain tu ye aik regular acha busines hai tu acha kam achye busines ki pechan hai aur mai tu ye samjhta hun kay ager ap forex mai kam kartye hain tu ap ko hamesha profit bhi daita hai aur ap ka faida bhi ho jata hai kiyu kay ap es mai apna khud ka busines kartye hain aur khud kay busines mai hamesha he faida hai tu apna kam mahnet aur lagan kay sath kartye rhain aur ap ka kam hai kay ap khud say mahnet kay sath kam karain aur baki kamo ko chor kay ap es mai dil laga lain yani kay ap apna time forex mai laga lain kiyu kay forex mai ap regular base pay kam kartye hain tu ap kamyab ho patye hain tu ap forex mai apna kam mahnet kay sath regular karain aur ap kamyab ho jain
            $$$ Never Give Up $$$
            • #7 Collapse

              Re: Small business kernay waalo ko Forex mai Kitna faida hai?

              dear mamber forex trading ka business sub k liye he hai or jo bhi es main apni mahnat kar k kuj hasil krna chahty hain wo kar skty hain es main kisi bhi trha ki koi formality nahi hoti hai jis ko pora krna zarori hota hai or aj kal jo molk k halat hain un k hisab se bhi hum aghr forex ko time den tu hum apny haalt ki sort e hal ko manage kar skty hain or ap yahin se otna kama skty hain jitna ap kisi or business main kama rahy hoty hain otna ap forex main kam kar k kama skty hain es liye apko chahye k ap forex ko time den or forex ka experience ko gain kar skty hain or jub apko forex main boht achi earning mil jati hai or ap forex main kamyab ho skty hain or ap other job bhi ahr nahi kar skty tu ap na bhi karen tu ap forex se earning hasil kar skty hain
              • #8 Collapse

                Re: Small business kernay waalo ko Forex mai Kitna faida hai?

                Dear apki is bat se tu agree karta hon k aj kal corona virus ki waja se poori duniya k buisness mutasir hoye hain balky bahut arsy se kafi safy buisness lockdown ki waja se band pary hain but ye forex trading aik aisa buisness hai jo band ni hua aur uski waja ye hai k ye aik online buisness hai jo log ghar beth kar bhi kar sakty hain aur lockdown mein tu aur bhi zayada time forex trading ko diya ja sakta hai aur log forex ko time dy rahy hain aur faida utha rahy hain lekin ap ne jo kaha k samall buisenss waly log apni investment forex trading mein kar lyn tu unko forex join karny se pehly market ki learning hasil karna bahht zaroori hai aur knowledge hasil karny k bad demo account par practice bahut zaroori hai aur agar wo kam ko seekh kar aut full experience hasil karny k bad agar forex trading mein investment ka kuch hissa dalyn aur soch samjh kar aur planing k sath trading karyn tu unko forex trading mein bahut faida ho sakta hai aur wo ghar bethy apna buisness kar sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Small business kernay waalo ko Forex mai Kitna faida hai?

                  As-Salaam-Alaikum Jo log Chhota business karte hain Chhota kaarvayi karte hain unke liye for academic bahut hi Achcha Nahin Hua Aisa part time mein bahut acchi mehnat kar Saken aur usse Achcha pata kar sakte hain to usmein Forex trading Mein hard worker Main Tere Jaise vah Kamyab aur Achcha profit Hasil karne Ke Kabil ho sakte hain aur Market Mein Ek bahut hi acchi incumbency kar sakte hain to isliye Itni mehnat Karte Jaenge utna hi aapko benefit Hota Rahega Forex trading aapko lifetime acchi earning ke liye ek bahut hi Achcha business hai jisse aap apni life ko Patra banaa sakte hain aur Kamyab aur acchi earning Hasil Karke Ek acchi achievement Hasil kar sakte hain isliye Aisa part time or rather full time Forex trading Ek bahut hi Achcha business hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Small business kernay waalo ko Forex mai Kitna faida hai?

                    Assalamu alaikum Dosto umeed kerta hun k ap log kheriyat se hon gy.
                    Ji han dosto ye aik bht hi achi bat hai q ke jb se corona virus aya hai to sary small business bnd ho gy heito tqreebn sab log berzgar ho gy heito Dosto sary small business bnd ho gy to humein chahiye ke huzyada login ko is platform per kam kerny ka mshwara den q ke is per ghr beth ker asani se kam ker skthein hein or hum acha profit hasil ker skte hein ji Dosto humein cahhoye ke bas di laga ker mehnat se kam kerein or hum apni mehnat acha profit hasil ker skte hein ji dosto ye kam sab ke liye har koi is kam ko ker skta hai or is mein koi bi formality nhi hai jin ko pora krna zroori hta hai agr hum say halat mein jb mulk ko asy halat ka samna hai is platform ko time den gy to hum kamyab ho sken gy humein or apna aik acha career banany ke sath sath acha profit or bonus bi hasil ker sken gy. THANKX
                    • #11 Collapse

                      Re: Small business kernay waalo ko Forex mai Kitna faida hai?

                      small business krne waluo ko faida ho sakta ha kew agr hum joining main hi big account istamall krein gein ur hamre paas is business ka knowledge be nai hon tu hume kameyab hone main muskil ho gi hume acha work krna hota ha tadein hume success be achi hi hasil hon saken hume demo account main lerning krni hoti ha demo account hamre liye lerning ki sab se best way hai hume samjdari se kam krte rehna chaiye samjdari se kam kr k hum kameyab ho sakte hein chart indicotor ko dekhna hota ha fundamentally be kam krna hota ha high risk lein gein tu nuqsan hamra apna ha nuqsan zada high hi hoga small invesment krein gein tu hum asani se kameyab be ho sakte hein chart indicotor ko check krte rehna lazmi h
                      :1f60d: hard work :1f60d:
                      • #12 Collapse

                        Re: Small business kernay waalo ko Forex mai Kitna faida hai?

                        Forex may small business kernay waalo ko bohut fayda hota hay .Jin traders kay account chotay hotay hay unko apnay accounts ko manage kernay may bohut asaani ho jaati hay . Agar corona ki waja say karobaar bund ya khatam honay ki baat ki jay to bohut nuksaan hongaya hay . Jin logo kay chotay chotay karobaar thay unhay chahiye kay apnay free time may Pak forex forum pay he kaam shoro ker lay aor saath saath demo trading account bana kay trading siekhna shoro ker day to unkay lie bohut axha hay aor agar corona khatum bi ho jay to forex ik aisa business hay jo kabi khatum nai hona aor na he Pak forex forum band hona hay . Chotay business walay forex pay bohut fayda haasil ker saktay hay
                        • #13 Collapse

                          Re: Small business kernay waalo ko Forex mai Kitna faida hai?

                          Covid-19 ki situation Puri duniya Ke liye bahut ziada khatarnak had Tak ja chuki hai aur isane bahut se countries ko economically bahut down kar diya hai agar yahi situation masjid kuchh weeks ya manth chalti Hai to mazeed business aur economically countries down ho jaenge. Jitne bhi chote business man Hai Jin ka karobar band ho chuka hai to Forex trading unko use waqt Koi khas madad Nahin de sakta jab tak vah Forex trading mein learning Hasil Nahin karte kyunki Bina knowledge of Forex mein kam karenge to chances yahi hote Hain ki aapko nuksan hoga. Covid-19 situation itni jaldi clear Nahin Ho jaati to bahut se Logon ke liye bade bade masail uth jaen ge.
                          • #14 Collapse

                            Re: Small business kernay waalo ko Forex mai Kitna faida hai?

                            Assalamu Alaikum dear friend small business Walon Ko Forex trading Mein investment karne se fayda bhi ho sakta hai aur loss bhi ho sakta hai Kyunki forest Mein luling ratio 90% Se Zyada Hai small business wale sirf Kuchh month mein Achcha profit nahin kar sakte hain aur unko profit and karne mein consistence ke sath 1 Sal se 3 Sal Ka time lag sakta hai isliye Forex mein people ko jabardasti invite nahin karna chahie profit kilari dekar Forex Mein Kamyab Vahi traders hota hai jo interest Lekar long term ki planning Karke working karta hai Forex Mein short Mein profit karna bahut Mushkil Hai aapko chahie Jab aap Kisiko Forex Mein invite karen to sirf profit kalal chadamal complete product ke bare mein bataen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Small business kernay waalo ko Forex mai Kitna faida hai?

                              Ji han bilkul agar aap koi bhi small business karte hain to use behtar hai ki aap Forex trading main bhi kaam Karegi kya Forex trading Ek bahut hi Achcha Aur bata kam hai jismein aap bahut hi acchi aur Nahin Hasil kar sakte hain to isliye agar aap part time koi bhi aur business karte hain to use behtar hai ki aap Forex trading main bhi kam Karen Forex trading aapko part time mein hi acchi income De sakta hai Kyunki ismein aap apni investment Karen khud ka experience use karte hue aap ismein mobile trading ke sath bahut hi acchi trading bhi kar sakte hain Kisi bhi Jagah aap mobile kisi bhe jga mobile trading Karke Achcha property kar sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X