Junior trader Kay liye currency pairs ya commodities may kiya thiek hay ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Junior trader Kay liye currency pairs ya commodities may kiya thiek hay ?
    Junior trader jin ko kal pehla bonus milay ga unko currency pairs may trading kerni chahiye ya pher commodities may trading kerni chahiye?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Junior trader Kay liye currency pairs ya commodities may kiya thiek hay ?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: kimmi پيغام ديکھيے
    Junior trader Kay liye currensirs ya commodities may kiya thiek hay ?<br />Junior trader jin ko kal pehla bonus milay ga unko currency pairs may trading kerni chahiye ya pher commodities may trading kerni chahiye?
    Ji ap nay bohat acha sawal kia hay. Dar asal baat yeh hay k bohat say new yehni junior traders aisay hotay hain jin kay pas Forex trading ka koi khas knowledge nahi hota aor na hi koi experience hota hay jis ki wajah say woh theek taran say trading nahi kar patay bal k aksar mistakes kar kay loss kar bethtay hain un traders ko kamyab honay kay liay bohat ziada mehnat ki zarorat hoti hay aor practice kay zariay kafi saray experience ki bhi zarorat hoti hay jab k commodities pay trading karna kafi mushkil hota hay aor bohat ziada risky bhi jis say loss honay kay chances ziada hotay hain lakin currencies pay trading karna commodities pay trading karnay say kafi had tak easy hay es liay new and junior traders ko chahiay k woh commodities ki nisbat currencies pay trading karain es kay liay koi na koi currensy pair use karna parta hay jis main aik currency ko dosri currency kay badlay buy ya sell kia jata hay example kay tor par USD/EUR lehza mara khial main new and junior traders ko currency pair pay hi trading karni chahiay.
    • #3 Collapse

      Re: Junior trader Kay liye currency pairs ya commodities may kiya thiek hay ?

      Forex trading men juniors ko shuru shuru men aksar loss ho jata hey kiun k unn k pass acha knowledge aur experience nhi hota iss liay woh achi trading nhi kar saktay aur musalsal loss uthatay hen aur kuch new traders shuru men hi risky pairs men trading shuru kar detey hen jiss ki waja se nakam ho jatay hen iss liay juniors ko chahiay k woh pahlay posting k zariay aur seniors se achi learning aur knowledge hasil karen aur phir 3 months demo account pe practice kar k experience hasil karen aur acha bonus create Karen aur commodities men trading se avoid karen aur currency pairs men trading karen kiun k currency pairs men short movement hoti hey iss liay safe trading hoti hey aur account bhi safe rahta hey aur acha profit kama saktay hen aur currency pairs men usdzar eurusd aur gbpusd ya usdcad bahut achay pairs hen inn men achi movement hoti hey aur acha profit kama saktay hen
      • #4 Collapse

        Re: Junior trader Kay liye currency pairs ya commodities may kiya thiek hay ?

        G dear junior ka kam hota hai kay shuru shuru mai wo kam seekh kay kam.kartye hain jis kay bad wo es mai acha kam kar saktye hain tu mai ye khaita hun kay curency pay kam karna asan hai tu ap ager curency pay kam kartye hain tu ap ka kafi faida ho jata hai kiyu kay aik tu ap trading kay barye mai seekh jatye hain aur dusra ap ko kafi acha expernce mil jata hai tu forex mai ager kam karna hai tu ap ka kam hai kay ap apna kam lagan kay sath aur achye tareeqye kay sath karain aur ap ka kam hai kay ap forex ko dil mai jagha dain jub kay ap junior hai tu ap ka kam hai kay ap es mai apna zayda time learning mai laga lain kiyu kay ap ka faida learning mai hota hai ager ap kay pass achi learning ho gaye tu ap kafi had tak kamyab ho jatye hain tu achye kam mai hamesha he kamyabi hotye hai tu apnye kam pay focus dain aur ap acha kam karain
        $$$ Never Give Up $$$
        • #5 Collapse

          Re: Junior trader Kay liye currency pairs ya commodities may kiya thiek hay ?

          dear friend forex trading mn new join krnay walay tradwrs ko chayay k woh shro mn risky pairs mn trade bilkul na lgayn bslkay shro mn crruncies k pairs mn trading kren keun k new join krnay walon k pass achha trading experience aur achha knowledge naen hota jis sa unhen loss k chance ziada hotay hn jis sa jald he unka account bhi wash ho jsta ha isliay forex trading mn new join krnay walon ko chayay k woh crruncies k pairs sa trading shro kren jin ki movement slow hoti ha aur slow movement walay pairs mn trade krnay sa account wash honay k chances bhi km hotay hn sur unki trades ziada time tk chal skti ha jis sa unhen trading experience bhi milta ha aur crruncies k psir mn bhi agr woh achhi trh doch smjh kr trading kren to achha trading experience gain krnay k sath sath woh forex trading sa achhi earning bhi hasil kr sktay hn isliay new traders ko risky pairs ki bjaye crruncies k pairs mn trading krni chayay
          • #6 Collapse

            Re: Junior trader Kay liye currency pairs ya commodities may kiya thiek hay ?

            Forex trading business mai yeh bohat samajhnay ki baat hai kay trading kay start mai kaisay trading ki jaey aur trading kiss pay ki jaey. Junior ya new traders ko chaiye kay jab unhain yeh confidence ho jaey kay woh real trading account say real trading market mai trading ker saktay hain tab he trading start kerni chaiye. Agar real trading kay liye khud ko confident nahi samajhtay tou uss waqt takk trading bhi nahi start kerni chaiye kiyu kay posting ka bonus real account mai transfer honay kay baad khatam nahi hota hai kay forun he trading shuru ker kay usay bacha lia jaey bulkay woh jama bhi hota rehta hai. Junior traders ko pehlay hamesha currency pairs mai trading kerni chaiye aur confidence gain kerna chaiye aur market say familiar hona bohat zaruri hai. Uss kay baad commodities ki taraf Jana chaiye
            • #7 Collapse

              Re: Junior trader Kay liye currency pairs ya commodities may kiya thiek hay ?

              Forex trading mein jo junior traders hoty hain unko forex tarding la knowledge aur experience bahut kam hota hai aur unko jab pehla bonus milta hai tu bonus bhi zayada ni hota kam hota hai is liye dear traders new aur junior traders k liye mera mashwara ye hai k unko pehly bonus k sath currency pairs par trading karni chahiye aur aisy currency pairs par trading karyn jin ka spread kam ho kyun k jin pairs ka spread zayada hota hai us par loss bhi zayada hota hai aur trades zayaada loss k sath start hoti hai aur unki movement bhi fast hoti hai is liye sab se acha mashwara tu ye hai aj kal weekly bonus ka system bahut acha system hai agar new traders sabar kar sakyn tu pehly bonus ko safe kar lyn aur trading na karyn aur kam se kam 4 ya 5 week ka bonus aktha kar k tarding start karyn tu apko trading mein account wash kar dar ni hoga kyun k apka capital bara hoga tu apka free margin bhi zaayda hoga aur ap ne dekha hai k new tarder pehly kafi bar account wash karta hai uski yahi waja hoti hai k less knowledge ki waja se aur less practice ki waja se wo over trading karta hai ya bari lot laga leta hai aur commodities par direct tarding karta hai tu loss ho jata hai ya phir account balwnce kam hota hai is liye dear sab se pehly tu ap har tarha k expert ban k trading karyn aur demo par success ho jaye tab ap real account par kam karyn aur apna capital bara karyn aur bonus aktaha karty rahyn aur jab trading karyn tu money management k sath kam karyn
              • #8 Collapse

                Re: Junior trader Kay liye currency pairs ya commodities may kiya thiek hay ?

                dear mamber forex trading main juniors mambers ko sub se pahly demo account main apni trading ki practice krni chahye jis se wo apni trading ko sikh skty hain jis k bad wo real account main trading ko bahter kar skty hain demo account main main ap har pair main trading ki practice kar k real trading ko bahter kar skty hain or ap kamyab ho skty hain es liye hmaisha os pair main trading karen jis main apka experience acha hota hai forex main new mamber pahly currencies pairs main trading karen os k bad wo commodities main trading karen q k commodities main loss hony k chances zayda hoty hain es liye pahy currency main trading karen os k bad or pairs main trading karen jis main ap kamyab ho skty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Junior trader Kay liye currency pairs ya commodities may kiya thiek hay ?

                  Assalamu Alaikum currency photos bahut jyada kharab currencies mein typing karna chahte hain to vah bahut hi behtarin aapke liye Hogi ki agar aap commodities Mein trading karte hain to Gold per bahut hi Mushkil training Hogi Tahsil Mushkil trading aapke liye Khatarnak Khiladi 2 gold mein aap Agar trading Karte Hain To uske liye aapke pass balance backup Ka Hona bahut jaruri hai kam se kam $1,000 Agar aapke pass Hoga tabhi aap gold Mein training kar sakte hain Mere Khyal se currency per agar aap Jyada trading Karenge to vah Jyada behtar hai ki jitni acchi aur beta training Hogi vah aapko Kamyab Banaye Thi lekin currencies mein agar aap ek hi currency per focus Karke kam Karenge to aap bahut hi acchi aur bartan ka bhav kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Junior trader Kay liye currency pairs ya commodities may kiya thiek hay ?

                    juniors traders or aisy traders jin ko pehli bar bonus milna ha un traders ko chahie kay wo currency pairs me trading karay juniors traders or new traders kay jinho ne forex me first time trading karna hoti ha un kay pass aik balance kam hota ha 2nd par un kay pass boht zeyda knowledge nehi hota ha or knowledge ki kami ko waja se wo commodity pairs ki ki movement ko samaj nehi paye gay or in commodity pairs me boht zeyda volatility ati ha or ager traders wrong ho gai or small capital ki waja se ap ka account direct wash ho jae ga isliey aisy traders ko chahie kay wo start me trading currencies pairs me karay ap currencies pairs ko commodity ki nisbat kam knowledge se bhi pridict kar sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Junior trader Kay liye currency pairs ya commodities may kiya thiek hay ?

                      bhai jo is main new trader hote hein un k paas is business ka knowledge nai hota ha is main kam krne k liye hume is main daily kam krna hota ha is main kam krein geon menat krein gey tu hum asani se kameyab be ho sakte hein acha kam krein taqein hume kameyab hone main asani ho saken daily is business main kam krna hota ha daily tecnicaly analysis ur fundmaentally analysis ko check kr work krna hota ha demo account main agr hum lerning krein gey tu hum asani se kameyab be ho sakte hein is main hume achy treeqy se kam krna hota ha hamra kam jitna acha hoga utni hi asani se kameyab be ho sakte hein hume is main samjdari se work krna hota ha acha kam krein gein daily analysis ko check kr k kam krein tu asani se kameyab ho sakte hein
                      :1f60d: hard work :1f60d:
                      • #12 Collapse

                        Re: Junior trader Kay liye currency pairs ya commodities may kiya thiek hay ?

                        G dear junior ka kam hota hai kay shuru shuru mai wo kam seekh kay kam.kartye hain jis kay bad wo es mai acha kam kar saktye hain tu mai ye khaita hun kay curency pay kam karna asan hai tu ap ager curency pay kam kartye hain tu ap ka kafi faida ho jata hai kiyu kay aik tu ap trading kay barye mai seekh jatye hain aur dusra ap ko kafi acha expernce mil jata hai tu forex mai ager kam karna hai tu ap ka kam hai kay ap apna kam lagan kay sath aur achye tareeqye kay sath karain aur ap ka kam hai kay ap forex ko dil mai jagha dain jub kay ap junior hai tu ap ka kam hai kay ap es mai apna zayda time learning mai laga lain kiyu kay ap ka faida learning mai hota hai ager ap kay pass achi learning ho gaye tu ap kafi had tak kamyab ho jatye hain tu achye kam mai hamesha he kamyabi hotye hai tu apnye kam pay focus dain aur ap acha kam karain
                        • #13 Collapse

                          Re: Junior trader Kay liye currency pairs ya commodities may kiya thiek hay ?

                          New traders to hamesha Apne experience ko increase karne ke liye currency per trading Karni chahie aur apne experience ko increase karne ki koshish Karni chahie Jitna Jyada Ham currency per trading karte hain aur apne knowledge aur experience for increase Karen Forex trading business Mein Agar Ham index aur comedies per trading Karte Hain To Ham kabhi bhi achcha profit Hansi nahin kar sakte Kyunki index aur, dirty bahut jyada ki consider ki jaati hai aur hamare pass Jyada bonus Ka Hona bahut jyada Jaroori hai agar Ham Intex aur commodities trading karna chahte hain isiliye senior traders prefer Karte Hain ki new trader Hamesha koshish karen currency trading Karen aur apne analysis ko develop karte hue market karna receive Karen aur Market ki movement ko understand karte hue hi trading Karen currency per trading karne se Ham easily Achcha profit Hasil kar sakte hain Kyunki currency ki movement reverse rahti hai aur ham easily apni earning ko increase kar sakte hain currency ki trading risky free hoti hai isiliye Hamen kabhi bhi currency Se Jyada loss ka Samna nahin karna padta Ham isliye Apne loss ko recover kar sakte hain aur accha profit Hasil kar sakte hain Shukriya
                          • #14 Collapse

                            Re: Junior trader Kay liye currency pairs ya commodities may kiya thiek hay ?

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: kimmi پيغام ديکھيے
                            Junior trader jin ko kal pehla bonus milay ga unko currency pairs may trading kerni chahiye ya pher commodities may trading kerni chahiye?
                            Dear ais market mai ap jis bhi pair ko dekhy aus par moment ho rahe hoti hai aor ap ko trades par loss ho raha hota hai ap ne agar ais market mai trading karni hai to ap ko ais market mai apny account par trade karny k liay commodities ho ya currency pairs ho jis par ap ka dil kary ap ais market mai kaam kar sakty hai ais market mai ap agar acha kaam karty hai to ap ko ais market mai faida ho jata hai ais market mai ap ko time lagna hota hai aus k baad ap ko ais market mai kamyabi mil jati hai ais market mai ap agar aik pair select karty hai aor aus par choti lot k sath kaam karty hai to ap ko aus par kafi zayda faida ho jata hai kun k ap ka account safe hota hai aor ap aus par agar ghalt trade bhi lag dety hai to ap ko atna zayda loss nai hota hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Junior trader Kay liye currency pairs ya commodities may kiya thiek hay ?

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: kimmi پيغام ديکھيے
                              Junior trader jin ko kal pehla bonus milay ga unko currency pairs may trading kerni chahiye ya pher commodities may trading kerni chahiye?
                              Dear brother is market Mein Jo Bhi new trader aata hai usko sabse pahle demo account per kam karna chahie Taki usko ismein yah samajh a Jaaye ki market Mein mat Kaise karti hai aur ismein Humne trade Kaise Karni Hoti Hai Uske bad Jab Ham is market Mein kam Karte Hain To Ham Ko ismein Kafi jyada fayda ho jata hai is market mein humko Agar Kamyab hona hai to uske liye Humko is market Mein currency per kam start karna chahie Kyunki currency ke pair Mein separate bhi Kafi kam Hota Hai Jiski vajah Se Jaise hi Ham is market Mein Koi trade Lagate Hain to hamare trade foreign profit Mein a Jaati Hai ismein Hamare Itni Jyada mood bhi nahin ho rahi hoti iski vajah se Agar Hamare trade Hamare opposite Jaati Hai To Humko use per nuksan Ho Jaaye isliye Humko chahie ki Ham is market Mein Koi witted Lagate Hain To uske liye Humko currency pair select karna chahie aur use per experience hone ke bad Kisi Aur pair per bitrate start kar sakte hain sabse pahle Humko ek hi pair select Karke use per experience Hasil karna hoga.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X