Trading mai aapko kis tarhan ki education chaiye hoti hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mai aapko kis tarhan ki education chaiye hoti hai?
    Bhat se bare traders aj lakhon kama rahyen hain. Hmari society mai ye trend hai kay parhai jo na karye wo bhooka rehta hai. toh ye sawal unki ki taraf se raise kia hai jo parh rahye hain aauwr soch rahye hain kay hum parhai ke baad degree ki based par kamayen gay. jjo kay hargiz galat hai. Dekhye Trading karna, freelancing services aur kisi bhi tarhan ka hunar apko kabhi bhoka nhi rehne deta. agar kisi ke mind mai ye baat hai toh wo usy nikal de jiske toor par unhye faida ho. Kyun ke parhai aaik acha insan character humble hona paise ka use karna adab tammez grooming karti hai lkn apko kitna ameer karti hai ye depend nhi karta toh aap jis bhi umar mai hoien aap koi skills sekhian taake aap kamyab hoiien sakian.
    Shukriya !! ( Apni Raye zaroor diye ga )
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading mai aapko kis tarhan ki education chaiye hoti hai?

    aslamualekum g sr ye kam koi mushkil nhi hai koi bhi ensan es ko kr skta hai.trading krna boht asan hai. or boht munafa bakhsh bhi.or g belkul tarhan ki educaion chaiye hoti hai.
    • #3 Collapse

      Re: Trading mai aapko kis tarhan ki education chaiye hoti hai?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: asadnadir03 پيغام ديکھيے
      Bhat se bare traders aj lakhon kama rahyen hain. Hmari society mai ye trend hai kay parhai jo na karye wo bhooka rehta hai. toh ye sawal unki ki taraf se raise kia hai jo parh rahye hain aauwr soch rahye hain kay hum parhai ke baad degree ki based par kamayen gay. jjo kay hargiz galat hai. Dekhye Trading karna, freelancing services aur kisi bhi tarhan ka hunar apko kabhi bhoka nhi rehne deta. agar kisi ke mind mai ye baat hai toh wo usy nikal de jiske toor par unhye faida ho. Kyun ke parhai aaik acha insan character humble hona paise ka use karna adab tammez grooming karti hai lkn apko kitna ameer karti hai ye depend nhi karta toh aap jis bhi umar mai hoien aap koi skills sekhian taake aap kamyab hoiien sakian.
      Shukriya !! ( Apni Raye zaroor diye ga )
      trading mein hamain janay say pehlay bht sari cheezoun k baray pata hona chahiye aur un ka istamal bhi ana chahiye,sub say pehlay hamain pata hona chahiye k forex trading hai kia? us k bad us mein kam kaisay kia jata hai ye pata hona chahiye,market ko analyse krna ana chahiye ,sub say barh k hamaray pas forex ka account aur instrument honay chahiye jis k zariye say hum forex mein enter ho sakain, phr market ko analyse krna ana chahiye
      • #4 Collapse

        Re: Trading mai aapko kis tarhan ki education chaiye hoti hai?

        Trading mein apko Education ki nahi Tajurbay ki zaroorat hoti hai, jitna zyada tajurba hoga utni zyada win percentage hogi, iss liye apko zyada sy zyada practice, market analysis aur Strategies ki zaroorat hoti hai jo k apko win ki trf ley jati hai, Jo log lakhon kama rhy hain unmy sy zyada tar k pas sirf tajurba hai education ni, Education ik plus point hota hai apka lekin zaroori ni hai trading k liye.. Jo charts wagera ko smjh gya woh Trading smjh gya woh Uneducated ho ya educated iss sy koi farq ni parta
        • #5 Collapse

          Re: Trading mai aapko kis tarhan ki education chaiye hoti hai?

          forex mn basic knowledge hasil krna chaiye isk ilawa forex mn indicators ka knowledge hona lazmi ha isk ilawa forex mn technically analyse krny ka pta ho fundamentally analyse krny ka pta hona chaiye forex aik boat bra topic ha jtna learn kren gy utna km ha so koshish kren hr wqt learn krny ki koshish krty rahen.
          • #6 Collapse

            Re: Trading mai aapko kis tarhan ki education chaiye hoti hai?

            ASSLAM O ALAIKUM
            DEAR FRIENDS
            AP ko acha trader bany ky liya trading ky method ko achy sy sekhna chahiya or sabaer sy kam ly demo pr parctis krty rahy trading krty waqt apni galtiya note key ky ap sy analysis krny ma kya galti hoi hy basic knowleged ly indicater ky bary ma jant trand ko follow kry hamesha choti loy sy start kry market ki movement ko smjy chart ko smjy trand line lagy or bi buhat si basic cheezy hy
            Last edited by ; 26-06-2020, 11:45 AM.
            • #7 Collapse

              Re: Trading mai aapko kis tarhan ki education chaiye hoti hai?

              Deke dosto trading mai hame ham jo b trade karte hai chahe o transportation ho ya koi aur trade ho hame hame usi trade k mutabiq ilm khasil karni chahiye hoti hai

              Forex kion k ik isa trading hai jis mai ham mukhtalif chezo ka buy sell karte hai to hame forex trading k bare mai janne k lie buy sell k bare mai ilm hona zaroori hota hai
              • #8 Collapse

                Re: Trading mai aapko kis tarhan ki education chaiye hoti hai?

                Bhai meri nazar mein to her insan ko parhna chahiye apni degree complete karni chahiye phr wo chahe job kare ya nhi qk study karne se insan ko awareness hasil hoti hai, ache bure ki tameez samajh ati hai. Raha sawal trading ka to trading karne ke liye ke liye ap ko trading se mutaliq knowledge ka hona zaruri hota hai magar ye bilkul bhi sahi bat nhi hai ke trading mein career banane ka soche ge to apni study ko chor de ya us ki taraf diyan hi na de.
                • #9 Collapse

                  Re: Trading mai aapko kis tarhan ki education chaiye hoti hai?

                  Trading m knowledge ka huna bht zrori h hme forex trading k bary m knowledge huna chahye hme ick working principle ka bhi pta huna chahye
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading mai aapko kis tarhan ki education chaiye hoti hai?

                    tredar ko trade karty waqt sab sy pehly to chahy keh woh yeh sikhy keh main ny trade kes trah karni hy is main loss sy kaisy buchna hy or is main main ny naffah kaisy kmana hy
                    or agr mujy kahin py loss ho bhi jae to main ny us ko kaisy pora karna hy or is ky sath sath forex markit ky bary mukamal maelomat keh is forex markit main is waqt kes chiz ka
                    reet opar ko ja rha hy or kon c chiz hy jes ka reet nichy ko aa rha hy or is ky sath sath ealmi satah py mulki halat sy agahi bahut zarori hy mulki haalat ka bara asr forex markit
                    py parhta hy
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading mai aapko kis tarhan ki education chaiye hoti hai?

                      Forex trading ke andar kam karne ke liye aapko Koi bahut jyada professional degree ki jarurat Nahin Hote aapke pass Agar basic knowledge hai to aap Forex trading kam kar sakte hain iske sath sath aapke pass Forex trading ka bahut sara knowledge Hona chahie jo ki aap aaram se internet aur YouTube ke upar Sikh sakte hain Kitna Jyada aapka Forex trading ka knowledge Hoga utna hi isliye Forex trading Mein confidence ke sath trading kar Sakenge aur ek acchi income Hasil kar Sakenge Forex trading Mein kam karne ke liye aapko Kis University ki professional degree ki jarurat bilkul Bhi Nahin Hoti
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading mai aapko kis tarhan ki education chaiye hoti hai?

                        trading kelye hmen sb sy pehly international currencies k bary men maloomat hona bht zroori h dollar rate ka pta hona sb sy zroori h aur market ki value ki smj hona
                        bht zroori h esk ilawa hmen trading k hawaly sy sari maloomat hona chahye aur hmen international relations ki education ka hona bht zroori h.
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading mai aapko kis tarhan ki education chaiye hoti hai?

                          Gee dosto forex market mein hamain janay say pehlay bht sari cheezoun k baray pata hona chahiye aur un ka istamal bhi ana chahiye,sub say pehlay hamain pata hona chahiye k forex trading hai kia? us k bad us mein kam kaisay kia jata hai ye pata hona chahiye,market ko analyse krna ana chahiye ,sub say barh k hamaray pas forex ka account aur instrument honay chahiye jis k zariye say hum forex mein enter ho sakain, phr market ko analyse krna ana chahiye meri nazar mein to her insan ko parhna chahiye apni degree complete karni chahiye phr wo chahe job kare ya nhi qk study karne se insan ko awareness hasil hoti hai, ache bure ki tameez samajh ati hai. Raha sawal trading ka to trading karne ke liye ke liye ap ko trading se mutaliq knowledge ka hona zaruri hota hai magar ye bilkul bhi sahi bat nhi hai ke trading mein career banane ka soche ge to apni study ko chor de ya us ki taraf diyan hi na de..............S
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading mai aapko kis tarhan ki education chaiye hoti hai?

                            aslamualekum g sr ye kam koi mushkil nhi hai koi bhi ensan es ko kr skta hai.trading krna boht asan hai. or boht munafa bakhsh bhi.or g belkul tarhan ki educaion chaiye bhot se bary trading lakhon kama rahy hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading mai aapko kis tarhan ki education chaiye hoti hai?

                              Forex mein kam karne ke liye hamen main kisi degree ki jarurat nahin hoti yah ne agar hamare pass acchi education nahin hai to bhi Ham ismein kam kar sakte hain but hamen main forex ko samajhne ke liye ye acche mind ki jarurat hoti hai agar hamare pass education hai to Ham jaldi forex business ko samajh sakte hain.Hamare pass forex ke bare mein achcha knowledge aur acchi learning hona jaruri hai Ham apne knowledge ko mehnat karke a increase kar sakte hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X