forex trading me fear ki waja se wrong decision possible ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex trading me fear ki waja se wrong decision possible ha?
    kaya fear ki waja se forex trading me decision wrong ho sakta ha?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex trading me fear ki waja se wrong decision possible ha?

    gee han ye be ap ne thek kaha hai forex trading business main hume apna knowledge hasil kr k kam krna hota ha jis tra hum is main kam krein gey is main knowledge hasil kr k kam krein utni hi jaldi hum kameyab be ho sakte hein is business main har banda kam kr sakta ha lekin os k liye hume phaly is main knowledge hasil krna hota ha hume chart analysis ur indicotor ko fallow krna chaiye emandari se is business main kam krna hota ha forex trading business eik zabardast online busines ha negetive mind se kam krein gein lalach krein gein tu hum kameyab nai ho sakte hein jo log bhagir knowledge liye is main kam krte hein unko kafi muskil ka samna krna parta ha is business main
    :1f60d: hard work :1f60d:
    • #3 Collapse

      Re: forex trading me fear ki waja se wrong decision possible ha?

      Han dear apki bat se agree karta hon kyun k forex tarding aik aisa online buisness hai jis mein loss ka bahut zayada fear hota hai aur jo new tarder hota hai tu us k pass knowledge kam hota hai jis ki waja se wo trade open karty waqt hesitation feel karta hai aur fear ki waja se mean loss ki waja se theak decision ni kar sakta aur achy analysis ni kar sakta is liye agar ap ne forex tarding mein achi tarding karni ho tu apko forex trading mein acha knowledge gain karyn aur jab ap k pass acha experience hoga tu apko trading mein confidence paida hoga aur apko trades open karty waqt ya analysis karty waqt koi dar ni lagy ga is kyun k jab ap ne demo account par practice ki hogi aur analysis karna aty hon gy aur ap har tarha k indicators se market ka trend check kar sakty hon gy tu apko dear tarding mein fully confidence hoga aur ap expert hon gy tu apko fear bhi ni feel hoga aur ap theak decision lyn gy aur profit earn karyn gy
      • #4 Collapse

        Re: forex trading me fear ki waja se wrong decision possible ha?

        G han dear ap ka kam hai kay ap forex mai kam hamesha series ho kay karain aur ap es mai acha kam karnye ki kosesh karain kiyu kay ager ap es mai acha kam kartye hain tu ap kafi had tak es mai kamyab ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap jo bhi faisla kartye hain soch samjh kay kiya karain ta kay ap ka har aik fasla ap kaliye kafi karamad sabit ho jaye aur ap es mai kamyab ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap acha kam karain gaye tu ap hamesha mahnet aur lagan kay sath apna kam karain ta kay kamyabi ap kay qadam chomaye aur hamesha acha kam kartye hain tu acha kam kartye rha karain ta kay kamyabi ki taraf jatye hain tu ap kamyab ho jatye hain jub kay shughel mai ager ap kam kartye hain tu ap es mai hamesha nakam hotye hain tu anylsis kay ssth aur kosesh kar kay ap es mai acha kam karain tu acha kam achi kamyabi ki nishandhi karta hai tu acha kam kartue rha karain ta kay ap es mai kamyab ho jatye wrong dession mai nuqsan hota hai tu ap ka kam hai kay ap acha kam kartye hain tu kamyabi ki taraf laye jata hai tu apna faisla acha karain aur achye time pay karain ta kay ap ko es mai better opstion mil jata hai
        $$$ Never Give Up $$$
        • #5 Collapse

          Re: forex trading me fear ki waja se wrong decision possible ha?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: mushtaqahmed پيغام ديکھيے
          kaya fear ki waja se forex trading me decision wrong ho sakta ha?
          Forex trading main jab tak hum log dareny gy to hum sy ache trading ni ho sakti ha isi waja sy hum loss bi itna he karny is ley humy fear sy bachena k ley or acha profit hasil karny k ley humy knowledge or experience hasil karna ho ga jtna ziada hum mehnat karny gy knowledge or experience hasil kar k trading karny gy to hum Daren gy ni or ache trading kar saken gy is ley humy ziada sy y behtar learning or practice karni ho ge ta k hum ziada sy ziada behtar planning or strategy sy trading karni ho ge ta k hum log dar k bagar ache trading kar saken gy jab bagar knowledge or experience k trading karny gy to humary dil main utna he dar ho ga or hum galt trading kar k apna loss he karwany gy
          • #6 Collapse

            Re: forex trading me fear ki waja se wrong decision possible ha?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: mushtaqahmed پيغام ديکھيے
            forex trading me fear ki waja se wrong decision possible ha?<br />kaya fear ki waja se forex trading me decision wrong ho sakta ha?
            Ji ap nay bohat acha question kia hay. Forex trading profitable business honay kay sath sath aik risky business bhi hay jis main loss honay kay chances ziada hotay hain es ki bari wajah yeh hay k Forex markrt any time move karti rehti hay aor prices up down hoti rehti hain jis say aksar new traders baz aoqat expert traders bhi loss kar bethtay hain Forex trading main profit and loss donon sath sath chaltay hain es liay aksar traders loss kay dar(fear) say loss kar bethtay hain yehni jab woh koi trade open kar laitay hain to jab market ki movement mukhalif simat ko move karti hay to loss honay lag jata hay to us condition main aksar trader dar jatay hain aor koi na koi aisi mistakes kar jatay hain aor loss kar bethtay hain halan k un ko bardashat say kam laina chahiay aor tasali say market pay nazar rakhni chahiay kun k baz dafa market down move karnay kay bad foran up move kar jati hay aor aor jo pehlay down move karnay par ho raha hota hay woh sab profit main change ho jata hay aor kai dafa bohat ziada profit ho jata hay es liay traders ko tasali say without fear trading karni chahiay aor ziada loss say bachnay kay liay stop loss ka use karna chahiay.
            • #7 Collapse

              Re: forex trading me fear ki waja se wrong decision possible ha?

              Assalamu Alaikum dear friend aapka kam hai kya aap Forex Mein kam Hamesha serious hokar Karen aur aap ismein Achcha kam karne ki koshish karen Kyunki agar office mein Achcha kam Karte Hain To aap kafi had Tak ismein Kamyab ho Jate Hain To aapka kam hai ki Aap Jo Bhi Faisla karte hain Soch Samajh Ke Karen Taki aapka Har EK Faisla aapke liye Kafi Karamat sabit Ho Jaaye aur aap ismein Kamyab Ho Jaate Hain To aapka sabit kam hai ki aap Achcha kam Karen Ge to aap Hamesha mehnat aur Lagan ke sath Apna Kam Karen Taki kamyabi aapke Kadam chume aur Hamesha Achcha kam Karte Hain To Achcha kam Karte Rahen Karen taki kamyabi ki taraf Jaate Hain To aap Kamyab ho Jate Hain Jab Ke sugar mein agar aap kaam karte hain to aap ismein Hamesha kam Hote Hain
              • #8 Collapse

                Re: forex trading me fear ki waja se wrong decision possible ha?

                Ji han bilkul Forex trading Mein aapka wrong decision aapko nuksan ki taraf Le Ja sakta hai Kyunki Jab Bhi aap reading Karte Hain To usmein jaruri hai ki aap trading meaning karne ki koshish karte hain winning ke liye jaruri hai ki aap market ko acchi Tarah Se Dekhte Hue trade open Karen Aisa Na Ho ki aap Lala Ki vajah se trade ko open Karen aur acche profit ki taraf Aaye lekin aapko accha profit Birha se nahin hoga to isliye market Mein Jab Bhi aap acchi earning Hasil karna chahte hain to uske liye aapko Hamesha right decision ke sath Hi Kam karna padta hai agar aap usmein wrong decision Lenge to aap bahut jyada nuksan Hasi Karenge to isliye mehnat Karen jisse aap Kamyab aur Achcha profit Hasil kar sake
                • #9 Collapse

                  Re: forex trading me fear ki waja se wrong decision possible ha?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: mushtaqahmed پيغام ديکھيے
                  kaya fear ki waja se forex trading me decision wrong ho sakta ha?
                  Traders ko loss hone ka ek bahut bada reason yah bhi Hota Hai K traders Jab apni trading ka decision lete hain to Dar ke kam karte hain Jiski vajah Se vah Achcha decision Nahin Le Sakte traders ko chahie ke pure confidence ke sath kam Karen aur apne decision ko bhi achcha Karen Agar Dar ke kam Karenge to decision wrong ho jaega Jiski vajah se trading Karke fayda Nahin nuksan Hoga isliye apne aap per confidence rakhkar kam Kiya Karen aapko trading Karke Achcha result Jarur Hasil Hoga bus mehnat Karke kam Karte Rahen aur apni trading ke liye Jyada Se Jyada mehnat Karen aur Dar ke Kam Nahin Karna chahie
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • #10 Collapse

                    Re: forex trading me fear ki waja se wrong decision possible ha?

                    G bilkul aysa hota hay . Jo trader darr jatay hay un say ghalat fayslay bi hojatay hay aor unhay apnay fear ki waja say bohut nuksaan hota hay . Forex market may koi bi movement aysay he nai honjaati bulkay us ki koi na koi waja hoti hay . Aor wo waja bi news aor expert analysis ki soorat may her jaga pay mell jatay hay . Forex trading kay business may traders ki her cheez pay nazar hona bohut fayda daiti hay ic tara trader Kay darr aor fear khatum ho jatay hay. Jo trader fear ya darr ya khouf ka shikaar hojatay hay un say jub wrong decisions hotay hay to bohut loss bi hota hay . Traders ko kici baat say kabi darna nai chahiye kiu Kay ye aik kaam hay jiss may fayda aor nuksaan to hona he hay
                    • #11 Collapse

                      Re: forex trading me fear ki waja se wrong decision possible ha?

                      Forex trading mai traders ko jab tak khud pay trust aur confidence nahi hoga uss waqt takk decisions kernay mai bohat difficulties he rehti hain. Fear ki wajah say traders ko apnay decisions kernay mai bohat mushkil hoti hai laikin fear pay qaabu paanay kay liye bhi traders ko koshish kertay rehna chaiye. Kisi bhi business mai jitna ziada experience hota Jata hai utna he confidence level increase hota Jata hai aur fear ki ratio Kamm hoti jaati hai. Forex bhi aik aisa he business hai jiss mai faraq sirf yeh hai kay dusray businesses online nahi hotay hain aur Forex online business hai. Forex market ki news aur expert analysis ko mazaq samajhnay waley aur unn kay opposite chalay waley traders ka fear kabhi khatam bhi nahi hota hai iss liye fear ki wajah say worng decisions hotay rehtay hain
                      • #12 Collapse

                        Re: forex trading me fear ki waja se wrong decision possible ha?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: mushtaqahmed پيغام ديکھيے
                        kaya fear ki waja se forex trading me decision wrong ho sakta ha?
                        Dear ais market mai ap ne agar acha decision lena hai to aus k liay ap ko ais market mai planing k sath kaam karna ho ga aus k sath ap ais market mai jo trade lagaty hai uas mai ap ko darna nai chyae kun k ap ais market mai agar darty rahy gay to ap ais market mai achi trades nai laga skaty hai ais market mai ap ne agar aik dafa achi trade laga di to ap ko ais market mai kafi zayda faida ho jata hai ais market mai ap ko ehnat karni ho gi aor apna dar khatam karna ho ga ais market mai apni trades k sath stop loss use karny se ap k mind mai se dar khatam ho jaye ga ais market mai ap agar darty rahy gay to ap ko ais market mai achi trades bhi milti hai to ap dar ki waja se trades nai lagaty hai ais liay ais market mai planing k sath kaam kary.
                        • #13 Collapse

                          Re: forex trading me fear ki waja se wrong decision possible ha?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: mushtaqahmed پيغام ديکھيے
                          kaya fear ki waja se forex trading me decision wrong ho sakta ha?
                          Yes brother is market Mein Kuchh Bhi possible hai Kyunki is market Mein Jab aap kam karna start karte hain to aapko demo account per Itna Dar Mein Socha Nahin Hota Kyunki usmein aapke man mein yah hota hai ki agar humne nuksan kar bhi diya kaun sa ismein Hamara real investment Hai demo account fir se Banda new banaa Sakta Hai Magar Jab aap is market Mein real Mein Shamil kar lete hain to Uske bad aap ko is market Mein yah dekhna hota hai ki aapki apni investment Kahin vyast Na Ho Jaaye isliye aap koi bhi trade Lagan Lagte Hain To aapke mind Mein Dar hota hai is Dar Ki vajah se aap Kai dafa cheated mis kar Chahte Hain aapko chahie kya aap apne mind Ke Andar Se Dar Ko baaten Karen aur is market mein Main confidence ke sath kam Karen iske liye aapko trading abilities ko improve karna hoga tab aap is market mein aasani se kam kar sakte hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: forex trading me fear ki waja se wrong decision possible ha?

                            Assalamu alaikum Dosto umeed kerta hun ke ap log kheriyat se hon gy.
                            Ji han dosto ap ny bht acha question kiya haiTraders ko loss hone ka ek bahut bada reason yah bhi Hota Hai K traders Jab apni trading ka decision lete hain to Dar ke kam karte hain Jiski vajah Se vah Achcha decision Nahin Le Sakte traders ko chahie ke pure confidence ke sath kam Karen aur apne decision ko bhi achcha Karen Agar Dar ke kam Karenge to decision wrong ho jaega Jiski vajah se trading Karke fayda Nahin nuksan Hoga isliye apne aap per confidence rakhkar kam Kiya Karen aapko trading Karke Achcha result Jarur Hasil Hoga .THANKX
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex trading me fear ki waja se wrong decision possible ha?

                              Assalam o alaikum dosto me hu naveed Abbas sanwal or hm hyn Forex trade pe. Lfz hy Darr jo darr gya wo mer gya kahawat suni ho gi yeh lazmi hy boss k ak dafa insan apna zhn sb kch kho deta hy darr agr dill me beth gya to trading ni kr skty mera mashwara hy dil k mareez bn jany sy behtr hy wo trade ma na aye ku k is me dill ka mazboot hota pehli shaft hy ap sb kch ly bi skty hyn or apna sb kch yahan kho bi skty hyn so think before trading. Darrny sy behtr hy himmat sy muqabla chahy har ho lekin dill k arman na rahin k mehnat ni ki koshish ni ki hr cheez ko hraya ja skta hy hm dar ko bi hra skty hyn lekin technique sy khulam khulla challenge ni mr skty darr ko.drr ki pori zindgi sy behtr hy himmat ka ak din ............................,.....Allah Hafiz

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X