Traders sabse zyada kaun si mistake karte Hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Traders sabse zyada kaun si mistake karte Hain?

    Assalamu alaikum Dosto umeed kerta hun k ap log kheriyat se hon gy.
    Ji han dosto mary khyal se to aik trader jo sab se bari or zyada mistake kerty hein wo lalach ha lalach meiscary aa ker wo achy kam per bi acha profit hasil nhi ker skty hein q ke Dosto lalach buri bala hai is ki waja se hum kamyab nhi ho skty heito or lose ka shikar h jaty heito humein lalach mein nhi ana chahiye asy agr hum lalach mein aa ker kam kerty hein to hum over confident ho jaty heito Dosto over confident to yahan per kbi bi kamyab nhi ho skty hein is platform per agr ap kamyab trader banna chahty hein to bht mehnat kerni hogi or di laga ker kam krna hoga humein asi mistake nhi kerni chahiye Dosto bas humein is per rules ko follow kerna hoga acha knowledge or experience share kerna hoga or lalach se door rhna hoga tb hi huzyada kamyab ho skta hai Thanks
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Traders sabse zyada kaun si mistake karte Hain?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: SajidZaman786 پيغام ديکھيے
      Traders sabse zyada kaun si mistake karte Hain?
      Dear members forex trading aij bahot acha business hai jis main aye roz naye naye log shmail ho rahy hain aur apna business kar k acha munafa ghar beth kar kama rahy hain dear member hum roz pak forum aur forex trading main kam karty hain hmen chahye k hum roz kuch naya sekhen aur her anay wala din trading main hmry guzray hue din sy bether hu tu tbhi hum forex trading main kamyab hun gay ap nay dekha ho gaa k bahhot sary trader is sy ukta bhi jaty hain wo is waja sy k unko zahri tor pay koi faida nazar nahi a raha hota hai. Bahot sary trader apni ghaltyon ki waja sy sb kuch chor jaty hain aur agar hum in ghaltyon pay nazar dalen tu yeah sb hal hony wali ghaltyan hain lakin bahot sary trader koshish he nahi karty hain k inko hal kar leya jaye jo ghaltayan am tor pay trader karty hain wo mandarja zail hain
      1. Sekhty nahi hain
      2. Apna tajrba nahi barhty hain
      3. Jald bazi sy kam laity hain
      4. Apny jazbat pay control nahi karty hain
      5. Ghati sy sabaq hasil nahi karty hain
      • #18 Collapse

        Re: Traders sabse zyada kaun si mistake karte Hain?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: SajidZaman786 پيغام ديکھيے
        Traders sabse zyada kaun si mistake karte Hain?
        Dear brother is market mein bahut Sare traders available hai jo Aisi mistakes karte hain jinki vajah Se Apna nuksan kar lete hain UN Mein sabse common mistakes Wali Hai Jiska Pata hone ke bavjud bhi trader mistake kar rahe hote hain ismein sabse pahle to traders lalach karte hain Jiski vajah se vah is market mein badi lot size Lagate Hain is market mein aapane agar trade karni hai to aapko ismein Acetate Karni Hogi jismein aapko Agar nuksan Hota bhi hai to Itna Jyada nuksan Na Ho jisse aapka account kharab ho jaaye agar aap is market mein Main Jyada nuksan Se Bachana Chahte Hain Main To aapko apni trade ke sath stop loss use karna hoga isase aap apni trade per thoda se nuksan mein main nikal Jaate Hain aur uske bad is nuksan ko aasani se recover kar sakte hain aise hi Har trader ka Apna Ek plan hota hai is market mein aap Jab trading plan ko follow kar rahe hote hain is market mein aap galti se Bach Jaate Hain is market mein aapko mehnat Karni Hogi tabhi aapko kamyabi Milegi agar aap mistakes karte rahenge to aap is market Mein Kabhi Kamyab Nahin ho sakte isliye aapko chahie kya apni mistakes ki correction karne ke bad is market Mein kam start karen.
        • #19 Collapse

          Re: Traders sabse zyada kaun si mistake karte Hain?

          Assalam.o.alaikum
          Dear common mistake jo aksr trader krten hain wo without makret analysis ke order lagana boht se traders yahe mistake krten hain aur wo bagair analysis ke trading start kr dety hain jiski wajah se unhain acha khasa loss ho jata hai aur kabhe kabhar un ka account bhe wash hojata hai forex mein mistake se bachna chahie aur bhe boht se wajohat hain jinki wajah se traders ko loss hota hai jesy lalach emotion mein aa kr trading krna ye common mistakes hain jo aksr trader krten hain in mistake ko avoid krna chahie aur aapni trading ko behtr banana chahie ta ky acha profit trading se hasil ho sake...
          $#@#i Khan
          • #20 Collapse

            Re: Traders sabse zyada kaun si mistake karte Hain?

            Assalamu Alaikum dear friend Sabse Badi mistake is Mein Yahi Karte Hain Ki vah to main knowledge Hasil Karke Kam Nahin karte hain ismein extra kam karte hain Jiski vajah se Inko loss ka Samna karna padta hai ismein achha kam Karen ismein Hath per Karenge aasani se Kamyab ho sakte hain Hamen ismein technical analysis aur fundamental analysis donon ko follow karke kam karna hota hai hello spread se kam karna hota hai spread Rakh ke kam karne se Hamare jyada nuksan ho ka Samna karna padta hai hard work karna hota hai yah Hamare liye sabse Accha business Hai Is Se Hamen fayda Sal karna chahie kamyabi tab bhi Milegi Ham technical analysis aur fundamental analysis donon ko follow Karenge
            • #21 Collapse

              Re: Traders sabse zyada kaun si mistake karte Hain?

              Asalam o Alikum dear Forex friends umeed ha kay ap sab theek hon gay Forex ka business ak bahut he acha or lajawab business ha es jasa karoba kahi ai milna jis ma ham achi kamyabi mehn at kar ka hasl kar sakta han kamyabi ka liya hamy ohat zyada mehnat ki zarort huti ha trade ma sab sa zyada hamy mistak kab hoti ha hamy asi markit ma kam karna ka liya bohat zyada mehnat ki zarort huti ha achi mehnat kar ka ham achi kamyabi hasl kar sakta han es ma zyada tar trader kam karna ka itna knowldge nai rakhtya or api trade ko start kar data han jis ka osy bohat zyada losse huta ha acha knowldge na hona ki surat ma bi trader ko bohat zyada losse hu sakta ha sab sa zyada ham es ma sabr karna huta ha jo bohat sa trader nai karta q ka in ko pasa kamna ki jaldi huti ha or esi jaldi ma wo losse lata han markit ki movment ko na samjna es ma bagair analys kar ka kam karna ma hamy bohat zyada losse hu skata ha har kam ma mehnat ki zarort huti ha es ma hamy os sa zyada mehnat karni parti ha aik achi kamyabi hasl karna ka liya
              • #22 Collapse

                Re: Traders sabse zyada kaun si mistake karte Hain?

                Assalamualaikum ji han bilkul member sabse Jyada mistake Unki Yahi hoti hai keva product Mein lalach karte hain aur Jab Bhi vah kam Karte Hain To apni trade Akbar confidence ke sath karte hain Kyunki overconfidence A trade aur aapko Hamesha Dhyan deta hai ki face reading Ek bahut hi dengue Rose work Hai To isliye isliye agar aap Safal karna chahte hain to uske liye mehnat bahut Jaruri hoti aap mehnat Karenge aap ko utna hi Achcha bonus Milega aur aapko chahie kya aapke pass Achcha experience se hota ki aap usmein acche se kaam kar sakte Kyunki isme nahi Banda Kamyab ho sakta hai Jiske pass Achcha experience knowledge ho isliye Hamen chahie kya Jyada se jyada ho sake aur apne knowledge ko Jyada Se Jyada incres Karne Ki Koshish Karni chahie Jitna Jyada aap apne knowledge ko incorrect Karenge aap ko utna hi jyada fayda hoga
                • #23 Collapse

                  Re: Traders sabse zyada kaun si mistake karte Hain?

                  Walaikum salam aaj ka question bahut informative hai Twitter sabse Jyada use per mistake Karta Hai Uska balance kam hota hai aur vah trade apni beti Ko Dekhkar nahin lagata na hi balance Ko dekh kar theatre ko koshish karne ki chahie Jis per ka rate kam hai usmein trading Karen supplied hone ki vajah se nuksan ka ka andesha hota hai Jab Ham Ka Safar Jyada hoga to nuksan Kaha Tere Jyada Hoga isliye nuksan ko Soch Kar Hi treat Karni chahie Agar nuksan Ho bhi Jaaye to use credit ko Apne mistake Ka Pata Chalta Hai Forex trading Maihar per karna hota hai yah bahut bada business Hai ismein Chup Ham hard work Nahin Karenge To Ham Kamyab pata nahin banenge Nafa nuksan to chalta rahata hai betiya Hai Ki Har Nahin Maloom chahie tha Din Mein...

                  Forex mein mistake Se Bachana chahie Aur Bhi Bahut Si wajohat Hoti Hai jisse tractor nuksan Mein jata hai Apne emotion per Kabu Kar Ke trading Karni chahie Sada excited hokar trading karne se nuksan ka Khatra Hota Hai isase trading Mein mistake bhi Hoti Hai jisse Forex Mein Pita Ke Liye achi nuksan ka Vivah banta hai creating karte waqt Hamesha Apne emotions ko kabu mein rakhen emotion Mein Aakar trading karne se nuksan hota hai ine mistake ko avoid Karen aur trading Karen jisse aapko nuksan hone ka hujra kam hoga Ek Achcha tracter Hamesha Apne emotions ko Kabu Karke trading karta hai jisse aap ko nuksan bhi nahin Hota aur aap acche trade Ban sakte hain...

                  trading karte hue Hamen samajhdar se kam Lena chahie hard work karna padta hai kis Hamen trading Ka Pata Chalta Hai Fox bahut Achcha aur Kamyab business hai ismein bahut se log wedding Karke a Natasha Kama rahe hain credit ko chahie Na Hua mistake Karen aur jo mistake Karen unko avoid Karen is business se Hamen fayda uthana chahie aur kamyabi ki taraf karna chahie technical analysis ko follow karna chahie creating karte hue Hamesha Soch Samajh Kar trading Kare jaldi jaldi Mein trading na Karen jisse aapko aapke mistake bhi ho aur aapka nuksan bhi ho Achcha aur Kamyab trade banne ke trader banne ke liye aapko Hamesha samajh Se Kam Lena chahie aur kamyabi ki taraf banne ke liye aapko emotional ko Kabu Mein Rakhna chahie jisse aapka mein aap bhi ho sakte hain aur acche trader abhi ban sakte hain Agar mistake Ho Jaati Hai To Unse Sikhaya na ke Unse trading karte hue Hamesha Har Nahin mananiy chahie treating Mein Aksar Logon Se arbitrating Ki Galti Ho Jaati Hai To Aise mistake ko bhi Aisi maxtech se bhi avoid Karen aur apne trading Karen isase aapka main aapka later pahunch sakte hain agar aap apni mistakes Ko Nahin Dekhenge ko kamyabi ki taraf Nahin bharenge...
                  • #24 Collapse

                    Re: Traders sabse zyada kaun si mistake karte Hain?

                    Market Main traders Kay nakam Hony Ke Sab say bari Waja Ye Hoti hai Kay Profper Knowledge Ka na Hona Jab Trader kay aps Proper Knowledge Nahi hota or Wo Serious Risk Lyty hain toh he Market Main los Kay Chances Zada Hoty ahin uny Chaye Kay market Main pely proper Knowledge Ko gain karny per Focus karein or Us kay bad he Real trading start kiya karein jab Tak WO aisa Nahi akrty hain Uny profit Hasil nahi ho sakta iss liy Traders kay nakam Hony Ke Ak Waja ye Be Hai,

                    Or iss Kay Bad Kuch Traders Aisy Be Hain Jo kay market Ka Proper Analyssi Nahi akrty or Profit Kay bary main Zada Sochty hain Iss Say Be Kuch Trader nakam Hoty hain Un kay proper ANalysis Kay Na Hony ke Waja Say hamesha Analysis Ko Perfectly karna chaye or tab he aap Profit ko achyS ay Gain kar sakty hain iss liy aap ko Chaye Kay profit Gain karny kay Liy Analysis Ko proper Kiya karein iss kay abd He Kamyabi Hasil ho sakti hai..

                    Traders Kay Emotional Trading or Lalach Say Trading main boat Zada Loss Hota hai Traders loss Ko Recover karny kay liy boat he Zada Emotional ho jaty hain or Los ko jaldi say jaldi Recover kar Kay profit Ke taraf ana Chaty hain Jis Waja Say Loss karna Or Be Zada Ho jata hai or Un ko profit Key Chances Kam ho jaty hain.
                    Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
                    • #25 Collapse

                      Re: Traders sabse zyada kaun si mistake karte Hain?

                      Assalamu alaikum dear friend ji han aapki baat bilkul theek hai traders sabse zyada mistake q karte hain sabse zyada mistek wahi karte Hain jinke pass trading ka experience aur knowledge nahin hota hua apne experience knowledge ke bagair trading karte hain aur kamyabi hasil nahin kar sakte agar forex earning karni hai aur successful trader banna hai to aapke pass trading ka experience aur knowledge hona bahut zaruri hai agar ek traders ke pass experience or knowledge hai to wah jaldbazi se Hi loss kar deta hai ya trading kar ki aisa nahin karna chahie agar Forex trading mein kamyabi hasil karni hai to soch samajhkar market ko acchi tarah analesis is karke sabir ke sath trading Karen Taki aap acha profit hasil kar sakte aur successful trader ban sakgy isiliye mehnat aur himmat ke sath kam Karen aur daily time invest Karen loss business ka hissa hai loss hamari apni Mistek ki wajah se hota hai agar Ham jaldbazi aur trading karenge to hamen loss hoga aur hamara account wash ho sakta hai isiliye apne account ko sirf rakhen soch samajhkar money management ke sath trading Karen aisi Koi mistake na Karen jisse aapko nuksan ho aur aapka account wash ho sakta mehnat ke sath kam Karen market ki movement ko samjhaie soch samajh Kar kaam lot size Karen zyada profit ki lalach mein apne account ko loss na Karen bahut se members aise hote Hain Jo jaldbazi ya lalach uski wajah se apne account ko loss kar dete Hain aisa nahin karna chahie soch samajh Kar kam karna chahie Taki aap trading mein unlimited earning kar sakte hain
                      • #26 Collapse

                        Re: Traders sabse zyada kaun si mistake karte Hain?

                        Respected member trading mein loss ki bohat sari wajohat hoti hain jaise market ka achi tarah analyze na karna, less knowledge or experience ky bawajood big lot size lagana lakin in sabka connection trader ky mind sy hy kyo ky forex completely mind work hy jis mein mind ka sharp or active hona intehai zaruri hy or jab proper mindset hoga tou he quality knowledge or experience hasil ho payega jis ki waja sy trader mistakes kam karega or profit earning ka ratio increase karne mein kamyab hoga.
                        Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
                        • #27 Collapse

                          Re: Traders sabse zyada kaun si mistake karte Hain?

                          Dear friend jaisa ky ap sab jante hain ky Forex mn trading karna Koi asan Kam nh hota ismein har kam soch samajh Kar karna hota hai kabhi bhi kisi kisam ki koi bhi mistake nh karni hoti agr ham trading kar rahe hain to hamen sabse pahle Forex trading ke har rules ko follow karna hoga agr ham usko follow nh karte to kabhi bhi ham achi aur successful trading nh kar paate aur na hi acha profit hasil kar sakte hain Forex main trader ko loss hota hai jo hamesha trading karte hue mistake karta hai woh kabhi bhi apni mistake focus nh karta us ki sabse pahle mistake money management ka Na hona hai woh kabhi bhi money management ko follow karte hue trading nh karta lot size ka use apne account balance se zyada kar deta hai agar ham Forex mein kamyabi hasil karna chahte hain to hamen sabse pahle money management ko follow karna hoga lot size ka use apne capital ke mutabik aur account balance aur money management ke mutabik hi karna hoga trading karte hue kabhi bhi jaldbazi nh karni hogi aur hamen tab hi best entry ke sath trade open karni chahie jab hamen market ki taraf se acha aur strong signal mil raha ho agar ham trading kar rahe hain to hamen sabse pahle fundamental analysis aur technical analysis ke basis pe trade open karni hogi market ko read karke market ki movement ko samajh Kar candle aur news ko read karke hi trading karni hogi ek successful trader hamesha samajhdari ke sath trading karta hai woh kabhi bhi trading karte hue lalach nh karta hamesha laluch se dur rahata hai agar ham Forex mein kamyabi hasil karna chahte hain achi earning hasil karna chahte hain to hamen Forex ke rules ko follow karte hue ismein kam karna hoga kabhi bhi trading karte hue jaldbazi nh karni hogi agar ham trading karna nh jante agar hamare pass Forex ke related information nh hai acha experience or knowledge nh hai to hamen demo account ka use karna hoga daily basis py demo account per time investment karni hogi kiun ky jab ham demo account per practice karte hain to Ham real mein ache aur successful trader Ban sakte hain isliye hamen chahie ky Forex mein mehnat aur learning ko improve karte hue kam Karen dilchaspi aur discipline ke sath kam Karen achy experience knowledge ke sath kam Karen market ko achy se samajh Kar aur Market ko achy se analysis karke hi trading Karen tabhi ham acha profit hasil karke achi earning hasil kar sakte hain
                          • #28 Collapse

                            Re: Traders sabse zyada kaun si mistake karte Hain?

                            forex markeet main traders sab say ziada yeh mistakes kartay hain unk pass balance kam hota hay aur wo risk ziada laitay hain jiski wjah say unka account washed ho jaya karta hay,jub jub ham makreet main dubara posts kartay hain hamko thora baht bonus milta hay jis say hamari lots bahut chotty hoty hay aur phir hamko dubara same probles ka samna karna parr jata hay isi wajha say ham markeet main real account honay k bawjood bhi kuch khaas learn nai kar patay hain asal main hmko hamaray honewalay lose ki tentions ki wjaha say na kuch learn ho pata hay aur na he ham kuch earn kar patay hain agar ham apnay aap pay control kartay hain to hamko chaye k ham jub tak acha bonus hasil nai kar patay hain hamain kisi kisam ka makreet main enter hona he nai chaye jis say ham jub strong ho kar markeet main in hongay hamara account bhi strong hoga aur hamko kisi kisam k lose ka bhi koi dar nai hoga aur ham achi learning k sath sath earn bhi kar sakaingay jis say slowly ham har aik mistakes say bachty huvay makreet ko smjhna start karaingay
                            • #29 Collapse

                              Re: Traders sabse zyada kaun si mistake karte Hain?

                              aik trader jo hota hae wo kafi sare mistake kar jata hae jis ke waja se usko loss hota hae aik new trader to bahut he zayada karta hae to bas hamen cahiye ke hum in mistakes se bachne ke kohish kjiya karen take hamne bhe is main loss na ho to hum isko disscuss karne ke koshish karte hain

                              Common Mistakes

                              Trade in commodities
                              jo new traders hote hain wo zayada tar sirf commodities main he trade karte hain wo currencies main trade karte bhe nhe hain q ke jo commodities hote hain yeh zayada volatile hote hain or kam time main profit ya loss de dete hain lakin jo currencies hote hain yeh apko sirf acha profit he dete hain lakin is main sabar karna hota hae to beginner ke liye yeh bahut he zayada risky ho jata hae to is liye new trader ko kabhe bhe is main trade nhe karne cahiye balke usko cahiye ke wo sirf currecies mian trade karen q ke commodities in ke liye risky ho sakte hain

                              Overtrading
                              bahut bare ghalate jo new members karte hain jin ke waja se un ko bahut zayada loss ho jata hae wo karte hain overtrading jab trades main loss zayada hota jae to wo apni new entries bhe lete jate hain jis ke waja se un ko is main cahiye ke hum is main kabhe bhe esa na kiya karen q ke is tarah se kuch time main apka account wash ho jae ga balke hamen cahiye ke hum money managment karen na ke overtrading

                              jaldbazi
                              new members trade karne main jald bazi bahut karte hain aik perfect entry ke liye wo thora sab beh wait nhe karte hain agar wo wait kar len to un ko aik bahut ache entry mil sakte hae jis main wo trade kar sakte hain to bas tamam logon ko cahiye ke wo sahe tarah se ache tarah se is main sabar ke sath kam kiya karen take wo is main ache entry findout kar saken

                              Greed
                              yeh aik sab se bare mistake hote hae jo har trader karta hae or is main apna he nuqsan kar deta hae wo is main karta hae lalch apko bhe ata hae ke lalch bure bala hae is main ap agar lalch karo ge to apko kuch bhe nhe milna hae to is liye haen cahiye ke hum kabhe bhe is main lalch na kiya karen balke hamen cahiye ke hum sahe tarah se ache tarah se is main kam kiya karen jitna ache se hum is main bagair lalch se kam kar jate hain hum is main utna he kamyab ho jaya karte hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Traders sabse zyada kaun si mistake karte Hain?

                                Dear members , forex trading me market ki movement har wakat badal rhe hoti hy . ki trader bi 100% prediction ni day sakta keh konsi trade profitable sabit hoti hy . sb traders se ki na koii mistake to ho e jati hy . jo new member market me aty hain unhe chahye keh trading karny se pehly market ka analysis karen . analysis karny ke bad trading ki previous history ko check karen keh kaisy trading profit me ja rhe hoti hay aur konsy wakat me trading loss me ja rhe hoti hy. agar new traders yeh sb ni karty , wh market ko analysis karny klye mukhtalif qisam ke pattern aur indicators ko istimal ni karty , wh bht bari mistake karty hain aur unhe loss bi hota hy , mistake karna koi ghalat bat ni hy laken in mistakes ko repeat karna bht ghalat bat hy . jo professional traders hain unhe unka over-confident mar deta hy , kyukeh kabi kabi wg yeh samajty hain keh mje to sara trading ka knowledge hy aur me trading ko thek tarah se analysis kar sakta hy , unki yhe ghalat-fehmi unhe wromng direction me lay kar chli jati hain , unhe yeh lagta hy keh wh market ko sae samaj sakty hain laken wh new tools aur pattern ko sekhny ki kosish ni karty , market to har roz badal rhe hoti hay ,jiski waja se wh market ke trend me pechy reh jaty hain .yhe bht bari mistake hoti hy unki , jiski waja se wh market me profit ni hasil kar sakty .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X