Silver pay trading kitnay balance say ho sakti hay ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Silver pay trading kitnay balance say ho sakti hay ?
    Forex trading may currency kay bad silver ki price bi kum hay . Silver pay trading kay lie kitna balance ho to uss may trade open ho sakti hay ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Silver pay trading kitnay balance say ho sakti hay ?

    G dear wahid forex mai silver hai jis mai ap kam balance mai bhi acha kam kartye hain jub kay ap es mai kamyab bhi ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai apna kam mahnet aur lagan kay sath kam.kartye hain tu kamyabi ki zamant hai apnye kam pay tarjeeh daina chahe aur ap ka kam hai kay silver pay kam karain ta kay ap es mai kam balnace mai bhi acha profit laitye hain aur ap ka kam hai kay ap forum mai weekly bonus laye kay sirf kam kartye hain tu ap silver mai kartye hain kiyu kay kam balnace mai bhi silver ap kaliye faida daita hai hamesha apnye kam ko acha man laina aur samjh laina he kamyabi hai baki anlysis kay hisab say ap ka kam hai kay ap apna kam kartye hain aur ap ka kam hai kay ap kosesh karain kay zayda learning point pay kam kartye hain tu kamyabi ap kaliye zaroori ho jatye hai aur ap es mai kamyab ho jatye hain
    $$$ Never Give Up $$$
    • #3 Collapse

      Re: Silver pay trading kitnay balance say ho sakti hay ?

      ager ap kay pass 50$ hain tu ap silver me trading kar sakte hain par aik baat yad rakhainy ager ap kam balance kay sath metal like silver me trading karay gay tu ap ka account wash ho sakta ha ap ko bus yeh dekh kar balance se trading nehi karni chahie kay ap ki trades open ho rehi ha balke ap ko aik makhsoos capital kay sath trading karni chahie takay ap ki trading money management kay sath ho phir hi ap silver se forex trading kar kay profit earn kar sakte hain silver me ager ap achi trading karna chahte hain tu ap kay pass kam az kam 100$ ka balance hona chahie or os par ap ko sirf 0.01 ki lots size se ap ko sirf trades open karni chahie is tarah ap market ki retracement jo baz dafa ap ki trade kay against ho jati ha os ki waja se ap ko loss nehi ho ga or phir ap acha profit bhi asani se earn kar le gay
      • #4 Collapse

        Re: Silver pay trading kitnay balance say ho sakti hay ?

        silver main trading krne k liye hume zada bonas ki zahrorat nai hoti ha is main hum 1 doller main be kam kr sakte hein silver ko samjna asan ha ye gold k sath hi move krti ha gold agr up jata ha tu sath main ye be up hi jati hai ur gold agr dwon ata ha tu sath main ye be dwon hi acha ha hume apney account k hisab se work krna hota ha is main hume tecnical analysis ur fundamentally analysis dono ko fallow krna hota market main sab se zada movement gold main hoti ha is main kam krne se hume lose hota ha lose se bachne k liye hume trading krne hoti ha ur phaly hume lose ko recover be krna hota ha ye business hamre liye eik zabardast online business ha jise treeqion se hum is main kam krte hein bilkal oshi treeqin se hum kameyab be ho sakte hein
        :1f60d: hard work :1f60d:
        • #5 Collapse

          Re: Silver pay trading kitnay balance say ho sakti hay ?

          Gold silver crude oil es me trading karny ka taluq kesi be tarha se kam ye zeyada account balance se nahi hota hay ham 30 dollar key account balance se be Silver me 0.01 lot size key sath trading kar sakty hey, agar account balance 100 dollar tak ho ga to achi bat hay ham es se be zeyada key lot size key sath Silver aur gold me trading kar saken gey, Account balance na zeyada hona zarori hay na hi kam hona zarori hay trading es me ho sakti hay magar etna account balance aur free trading margin zaror hona chaye key loss hony par es ko recover kia jaye aur jetna account balance kam ho ga traders ko kabi be account balance kam hony par us ka loss pora nahi ho saky ga.
          • #6 Collapse

            Re: Silver pay trading kitnay balance say ho sakti hay ?

            Ji han bilkul agar aap silver per training karna chahte hain to uske liye jaruri hai ki aapka account Mera Sal se kam se kam $500 Ka Hona chahie Kyunki backup Mein Jitna balance aapke pass maujud Hoga aap Itni hi Behtar aur acchi trading kar sakte hain Jaisa ki aap Logon Ko Maloom hai ki agar aap koi bhi trade open Karte Hain Jab aapke pass backup mein balance vajud hota hai to aap aur bhi trade open kar sakte hain isliye Jab Bhi aap silver per trade karna Chahe to ismein aapke pass kam se kam $500 ka balance Hona bahut jaruri hai jisse aap 0.01 ki 203 trade Le sakte hain jo ki aap alag alag time mile sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Silver pay trading kitnay balance say ho sakti hay ?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: kimmi پيغام ديکھيے
              Forex trading may currency kay bad silver ki price bi kum hay . Silver pay trading kay lie kitna balance ho to uss may trade open ho sakti hay ?
              Dear insta forex mai ap k pass sirf 1$ bhi ho to aus par ap ne agar trading karni hai silver par to kar skaty hai ais market mai ap 0.01 ki trade laga skaty hai silver par ap ne agar ais market mai kaam karna hai to ap ko ais market mai mehnat karni ho gi ais market mai ap agar time lagaty hai to ap ko ais market mai kafi zayda faida ho jata hai ais market mai ap k pass jitna bara account hota hai aus par ap atni bari lot laga sakty hai ais k sath ap aus par trade ko asani se hold rakh skaty hai ais market mai ap ko apny account k hisab se risk lena ho ga tab hi ap ko ais market mai faida ho ga ais market mai ap ko mehnat karni ho gi tab hi ap ko ais market mai kamyabi mil jaye gi ais market mai ap jitna zayda acha kaam karty hai ap ko atna hi zayda faida ho jata hai.
              • #8 Collapse

                Re: Silver pay trading kitnay balance say ho sakti hay ?

                Silver pay trading kay liye minimum balance account leverage say define hota hai. Pak Forex forum kay saath hum jo real trading account attach kertay hain iss ki leverage ziada say ziada 1:50 hoti hai jiss ka Matlab asaan alfaaz mai yehi hota hai kay bonus ka 1 dollar 50 dollar kay barabar hai. Jo traders pak Forex forum kay posting bonus say trading kertay hain unn ka minimum balance 10 $ bhi ho tou silver pay trading ki jaa sakti hain. Laikin traders ko silver pay minimum balance kay saath trading kernay ki bajaey currency pairs pay trading kerni chaiye kiyu kay silver pay trading tou Kamm say Kamm balance pay ho jaati hain laikin jo experience aur learning traders ko currency pairs pay trading say milta hai woh silver pay trading say nahi milta hai. Traders ko apni trading mai sub baatoo ko zehan mai rakhna chaiye
                • #9 Collapse

                  Re: Silver pay trading kitnay balance say ho sakti hay ?

                  Sivwer pay trading karna be gold kee trah he ku ke ye be high low ho sakta he to inme hame chahye ke kam se kam 50$ hona lazme he phir inme ham easily trading karsakte he or maximum hme chahye ke ham 100$ tak invest kare phir hme loss hone ka andesha kam hoga warna loss be hosakte he to unko recover karne kelye hme hikamat amlee chahye ke loss ko ham kse recover kar pasakte he ye hmare experience per depend he ke ham unko kis tareeqe se uper lejasakte he.
                  • #10 Collapse

                    Re: Silver pay trading kitnay balance say ho sakti hay ?

                    Assalamu Alaikum silver per trading karna bahut hi acchi baat hai silver aapko bahut hi acchi income De sakta hai vaise ke gold bhi bahut hi accha commodities Main Ek chij Hai Jis per aap acchi trading kar sakte hain aur Achcha perfect Hasil kar sakte hain lekin ine donon chijon mein agar aap trading karna chahte hain to uske liye Jaruri hota hai ki aap acche balance bat ke sath Din Mein kam Karen Kyunki Jitna Achcha balance by kab Hoga utna hi aapko is benefit Hoga Jaise ke silver mein agar aap trading Karte Hain To aapke pass kam se kam 200 Dollar ka balance Hona bahut jaruri hai Jab Itna balance Hoga tabhi aap 0.01 ki lot size se trading kar sakte hain aur ek long term trading Karen tabhi aapko is benefit Hasil hoga
                    • #11 Collapse

                      Re: Silver pay trading kitnay balance say ho sakti hay ?

                      Dear trader aik bat yad rakhyn k forex market mein trading karny k liye apka jitna account balance zayyada hoga utna he apka faida hai aur jaisa k ap ne silver par trading karny ki bat ki hai tu dear ap kam balance k sath tarde laga tu lyn gy may be apki 0.01 ki lot k sath trade open ho jaye but agar apki tarde loss mein chali jati hai tu apki equity kam ho jaye gi aur apka free margin bhi kam ho jaye ga aur apko koi aur achi trade mily gi tu ap wo ni laga sakyn gy is liye kam balance par hamesha currency pairs par trading karyn metals par tarding na karyn aur apny experience k sath achi trading k sath account ko grow karyn aur jab apka account balance zayada ho jaye tu ap gold silver ya jis commodities par tarding karna chahiyn karyn kyun currency pairs wo bhi jin ka spread kam ho us par tarding karty hoye loss k chance kam hoty hain aur metals par spraed zayada hony ki waja se account wash hoty dair ni lagti is liye jahan tak mera mashwara hai tu forum par weekly bonus jama karna start karyn aur sabar karyn koi bari lot na lagayn aur account safe rakhyn aur jab apka bonus 500 dollar ho jaye phir ap metals par tarding karyn aur money management k sath tarding karyn aur aik achi strategy k sath kam karyn tu ap daily ka acha profit hasil kar sakty hain but apko aik plan bana k trading karni chahiye aur daily ka profit target select kar k kam karyn aur daily ka target achieve karny k liye mehnat karyn tu ap kamyab ho sakty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Silver pay trading kitnay balance say ho sakti hay ?

                        Ap nay aik acha sawal pocha hai silver pay trading k lye ap k pass km sy km blance taqreban 20 doller hona chahye lakin yahan pay apko yeah khyal rakhna hai k ap nay km sy km.lot size lagna hai .01 agar ap zaida lot size lagain gay tu shyd apki trade open na hu is bat ka khyal rakhty hue ap trade lagain gay tu apko faida ho gaa aur silve chon k ahista ahista move karta hai is lye yeah apki long trem trading ho skhti hai silver sy behtreen option hai k ap currency pay trade karen os k lye ap k blance 3 doller bhi ho tu ap trade kar skhty hain abhi yeah apko dekhna hai k agar ap ka account apko silver pay trade karny ki ijazat daita hai tu silver pay karen nahi tu ap kisi aur currency pay kar len lakin sb sy pehly apko apna account mazboot karna ho gaa tan k ap trading kar sken
                        • #13 Collapse

                          Re: Silver pay trading kitnay balance say ho sakti hay ?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: kimmi پيغام ديکھيے
                          Forex trading may currency kay bad silver ki price bi kum hay . Silver pay trading kay lie kitna balance ho to uss may trade open ho sakti hay ?
                          Dear brother is market Mein Jis per pair per kam karna chahte hain usmein aapko different type ka balance jarurat hota hai Jaise Agar aapane Gold per trade Lagani hai usmein aapke pass $20 available Honge to Uske bad aap Gold per trade kar sakte hain Magar is market Mein sabse accha pair kam amount Walon ke liye silver hai ismein aap bilkul Thodi Si amount abhi trade Laga sakte hain Agar aapke pass to dollar available hain to use per bhi aap aasani se silver per trade kar sakte hain ismein aapko yah dekhna hota hai ki market mein aapane jo trade Lag Gayi Hai usmein aapane Kitna risk lena hai agar aapka account Chhota hai to use per aap silver per trade Karke usko increase kar sakte hain Aise he is market mein aap Kisi Aur broker per kam Karte Hain To usmein ho sakta hai aapko siliper straight karne ke liye Jyada amount ki jarurat ho ya sirf instaforex option available hai ki aap is main bahut hi kam amount per silver per aasani se trade kar sakte hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Silver pay trading kitnay balance say ho sakti hay ?

                            Assalamu Alaikum dear friend gold silver crude oil is Mein training karne ka Taluk Kisi bhi Tarah Se Kam ya Jyada account balance nahin hota hai Ham $30 ke account balance se bhi silver Mein 0.01 lot size ke sath trading kar sakte hain Agar account balance $100 Tak hoga to acchi baat hai Ham is Se Bhi Jyada ki lot size ke sath silver aur gold Mein trading kar Sakenge account balance na Jyada Hona jaruri hai na Hi Kam Hona jaruri hai trading ismein ho sakti hai Magar Itna account balance aur free trading margin Jarur Hona chahie kilo Sone per isko recover kiya jaaye aur Jitna account balance kam Hoga ko kabhi bhi account balance kam hone par uska pura Nahin Ho sakega
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Silver pay trading kitnay balance say ho sakti hay ?

                              As-salamu alaykum silver ke trading ke liye minimum balance account Deewar jisse define hota hai Paap Forex form ke sath Ham Jo rail trading account attach karte hain iski leverages Jyada Se Jyada wali shayariyan 50 hoti hai Jaisa ke matlab Aasan Alfaaz Mein Yahi hota hai ki bonus ka ek dollar $50 ke barabar hai jo katrinas Phosphorus form ke posting bonus catering karte hain unke Mariam balon se 10 bhi ho to Silver pet reading to kam se kam balance Ho Jaati Hai lekin jo lekin jo experiential learning member ko currency pairs trading se Milta Hai vah silver catering Se Nahin Milta Hai member ko apni trading Mein Sab Baton ko Dhyan mein rakhkar chatting Karni chahie Taki vah Kamyab bahut acche se acche experience Hasil kar sake aur bonus bhi kar sake

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X